Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si behtar hay?

    Currency trading mein aur gold mein jyada Fark Nahin hota hai Kyunki gold Mein Jab bhi log trader kar rahe Honge To Agar vah gold ko sale kar rahe hain to dusri Taraf dollar ko boy kar rahe hain Hamesha frax Mein pair ke sath trade ki jaati hai aap jis pair mein bhi kam Karte Hain vah Do pair hote hain jismein Jis betrayed ki Jaati Hai Agar aapke pass Achcha experience hai to aap gold mein bhi trade kar sakte hain aur baki sab currency mein bhi kam kar sakte hain Magar aapke pass Agar Achcha experience Nahin to to aap chahie gold Mein kam Karen ya FIR currency Mein kam Karen aapko Koi Fark Nahin Padta isliye aapko chahie ki aap gold pair Mein acche se kam Karen dekh sochkar kam Karen aap Agar ismein acche se kam karte hain to aapko ismein Jarur fayda Hoga aur aapko Achcha bonus Bhi Milega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
      Forex market main two types ki trading hoti hay aik currency trading jis main mukhtalif countries ki currencies ko khareda and farkhat yehni buy and sell kia jata hay dosra Mattel trading jes main gold ziada popular hay mara ap say sawal hay k currency trading and gold trading main kia farq hay aor kon si trading Forex market main profit kay liay sab say ziada best hay?
      Dear Gold mai njab ap trade karty hain tu ap ka capital or ap ka experience acha hona cheye. Ap ka capital jitna bara hoga us kay mutabiq ap nay lot size ka usae karna hai or lot size jo ap use karty hain tu ap us mai risk management lazmi karain. Risk management ka ap ko yeh faida hota hai kay ap sahi sy apni trade ko behtar tareeqy sy manage kar kay trade kar sakty hain. ap jab Gold main trade karty hain tu ap ko bad mai kisi or mai trade karny ki zarorat nahi hoti hai .old main ap ko bhout kam time mai acha profit ho skata hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X