Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?
    Forex trading main kamyabi kay liay Forex trading kay knowledge, learning and experience kay sath sath trading plan bhi bay had zarori hay kun k without planing Forex trading main success nahi ho sakti hay es liay planing bohat zarori hay maira ap sab members say sawal hay k trading plan tiar kartay waqat kin kin bato ka khil rakha jata hay wazahat karain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

    Traders ko trading ki planing me bahot si bato ka khayal rakna hota hay low expernice be trading ka agar ho to per be trading planing weak nahi hona chaye,

    1. traders ko risk ko manage karny key ley har technique ka use karna us par lazim hay hamari trading planing yahi se start honi chaye, single trade me risk ketna leya jaye aur ham risk ko kesy minimize kar sakty hey ye hamari trading planing ka important part hona chaye

    2. take profit aur stop loss proper market jaiza leny key bad define karny chaye, without market analysis key risk aur reward ratio ka anadaza lagany ki koshish nahi karni chaye,

    3. Market ka jaiza ham ne fundamental base par karna hay ya technical base par risk be esi key mutabeq lena chaye, agar trade place karny ka decision fundamental base par leya gia ho to zeyada risk ham le sakty hey aur agar technical base par decision leya jaye to kam risk lena hi behtar plan ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

      Dear jab hum ais market mai aik trading plan banaty hai to aus mai hum ko sab se phly ye dekhna hota hai k hum ne ais market mai kitni investment se kaam start karna hai aus k sath hum ko ye dekhna hota hai k hum ais market mai kon si trading strategy k hisab se market mai enter ho gy aor apni trades par hum ne kitna risk lena hai hum ko apni trades ka stop loss aor take profit kitna set karna hai agar hum ais market mai ye sara phly apny trading plan mai set kar lety hai to ais market mai hum asani se acha kaam kar k acah profit bana skaty hai agar hum ais market mai sahe kaam karty hai to hum ko ais market mai kamyabi ho jati hai magar ais k liay hum ko thora sa time lagana parta hai aus k baad hi hum ko ais market mai faida hota hai magar hum ko himat ni harni chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

        Jab ham kisi bhi pair main trade open kerny ky liay planning ker rehy hon tou hamain bahot sari baton ko mind main rakhna chahiay ky sab sy pehly hamain apny balance ko mind main rakhna chahiay ky jis pair main ham trade open kerny ka rehy hain us main ham itny balance sy Kia survive ker paen gy then hamain apni previous trading history ko mind main rakhna chahiay ky hamain pehly kis terha ki trade kerny per profit hasil hua hai aur kis terha sy trade kerny per hamain loss hua hai hamain phir trade usi hisab sy open kerni chahiay ky ham dobara aesy hi loss sy bach sakain ya same successful stretigy ko apply ker ky ham acha profit hasil ker sakain

        Then hamain forex market main trade open kerny sy pehly achi terha market ky all three types ky analysis kerny chahien ky market ky chart sy technical analysis news sy fundamental analysis aur sell buy percentage sy sentimental analysis ker leny chahiaen ky ham achi trade open ker sakain ky hamain trade open kerny ky bahd loss ky chances kam hon aur hamain open trade main acha profit hasil ho saky

        Then hamain selection kerna hoti hai lot size ki ky jis pair main trade open kerni hai us main market ki movement kis terha ki hai ky ham trade open kerain tou hamain bahot zyada loss na ho saky tou hamain bahot achi selection sy lot size per trade open kerni chahiay ky hamain na tou bara loss ho aur kuch reasonable profit bhi hasil ho saky ky ham same profit ko withdraw kerwa sakain

        Last hamain secure trade kerny ky liay kisi bhi pair main open ki jany wali trade main stop loss aur take profit zarur use kerna chahiay ky aesy na ho ky market hamari open trade ky against hi move kerti rehy aur ham market ky reverse hony ka wait hi kerty rehain aur hamara account wash ho jaey hamain her surat her trade main stop loss aur take profit use kerna chahiay ky hamain agar loss hota bhi hai tou calculated loss ho jis ko ham easily recover bhi ker sakain
        • #5 Collapse

          Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

          Dear friend forex trading main kamyab hona ha to acha plan or ache strategy bana both zarori ha is k ley humy sab sy pehly forex trading ko seekena ho ga or maximum practice kar k ziada sy ziada knowledge or experience hasil karna ho ga tab he hum kamyab ho sakeny gy or forex trading main ache earning kar sakeny gy jtni ziada learning ho ge utni he behtar planning or strategy bana sakeny gy q k humy forex trading ka knowledge or experience ho ga or him chart ko dakh k trading kar sakeny gy is ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge tab he hum behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho sakeny gy
          • #6 Collapse

            Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

            Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading main trading karny sy pehly us ki planning behad zrori hy planning k bagar ap achi trading ni kr skty hamy pory week ki planning weekend py kr lyni chaiy ham week k 5 din trading krty han 5 din market open hoti hy or baki 2 din chuti hoti hy q k market band hoti hy is liay hamy weekend py hi planning kr lyni chaiy hamy planning m bot c baton ka Khayal rakhna prta hy jasa k ham stop loss or take profit ko soch smj kr use karan hamy apni investment k liay bahtreen risk management or money management sy kam lyna ho ga achi stertgy bna kr trading krni ho gi forex aik bot bara or behad difficult business hy is liay is m hamy bot soch smj kr is m planning k sath kam krna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

              all dera forex mmabers jeas k hum sub janty hain k forex main aghr trdaing ki planning kari hai tu sub se pahly hmain apni trading main risk ko manage karny ki palnning karni chahye q k jub tak hum palnning karty risk ko aik proper paln kar k nahi dekhty hain tu hum ny apni trdaing main risk ko manage arny maia sani hoti hai os k ilwa hmain proper knolwedge or expiernce ko madhe nazar rakhty howe palnning karni hoti hai jis se hum apni trading main risk ko bhi manage karny maina sani hoti hai es liye es k bad apko apni trading main proper stop loss or take profit ka use krna hota hai jis ko ap market k hisab se set katy hain tu he ap apni trading main acha profit gain kar skty hain hmaisha he apni planning kar k ap jub trading katy hain tu ap apni trdaing main acha profit gain kar skty hain or apko los hony k chances kam ho jaty hain tu planning k sath trading karen aghr kamyab hona chahty hain tu
              • #8 Collapse

                Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                Forex trading main kamyabi kay liay Forex trading kay knowledge, learning and experience kay sath sath trading plan bhi bay had zarori hay kun k without planing Forex trading main success nahi ho sakti hay es liay planing bohat zarori hay maira ap sab members say sawal hay k trading plan tiar kartay waqat kin kin bato ka khil rakha jata hay wazahat karain?
                Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business Hai Is Duniya Mein Agar kamyabi Hasil karna hai to aapko bahut hi carefully kam karna hoga Forex trading business bahut hi Jabardast business hai yah 24 hours open rahata Hai is mein aap Kisi bhi time kam kar sakte hain isiliye ise ke proper Roju ko follow Karte Rahen Forex trading business Jaisa Koi Bhi business Duniya Mein Nahin Hai agar aap Iske bare mein acchi running Hasil karna chahte hain to pahle aap ko ek plan banana Hoga use plan main aapko apna trade ka size aur Jis pair per aap trade karne ki soch rahe hain use pair ko set karna hoga FIR use per ke market analysis start karne Honge Jab aap ko use ki market position acche tarike se understand ho jayegi to aap usse Kafi Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain aur aur yah aapke liye Kafi faydemand bhi sabit ho sakta hai plan bahut jyada Jaroori Hota Hai agar Ek Achcha plan hoga to Achcha profit Jarur mil jaega
                https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                • #9 Collapse

                  Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

                  bhai jan mera khyal yah kahta hai k jub humain trading karni hoti hai sub se pahly tu hmain apny loss ko manage kar k trading ka paln bnana chhaye q k jub hum trading karty hain tu hmari trdaing main loss aik only one factor hai jis main hum apni trading bhi distrub kar lety hain tu sub se aphly apni trading ko os factor se door rakhen jis se hmari trading main loss an ho es k liye hmain money mangment ak khas khyal rakhna hota hai jis se hum apni trading kar skty hain or account wash hony se bacha jata hai tu hmain apni trdaing k palns k liye money mangement k sath trading kareni hogi jo hmary liye bahtr hai or hum apni trdaing main loss se bach skty hain or apny account ko wash hony se bacha skty hain es liye hmain apni trading ko soch smjh kar or profitable bna kar trading kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

                    sab sy pehly jab bhi ap trading plan bnaty hain tu ap ko apna account size daikh kar he trading plan bnana parta hai ager ap ky pas 500 doller hai tu ap ko main es ka trading plan best bana kar daita hun trading plan bohut he zrori hai hota hai forex main es ky bgair ap forex main success nahi ho sakty hain es lea ko 500 doller ky sath sab sy pehly apna drawdown set karna ho ga aur ap ko ziada say ziada 10 % drawdown set karna ho ga aur us ky ander he ap ko apni trading par risk par trade mange karna ho ga aur apna daily ka target set karna ho ga ya ger ap weekly trader hain tu ap ko apna weekly target set kara ho ga yeh sab batain plan main he ati hai phir he ap ki trading achi banti hai aur ap ko trading main success milti mager ap ko yeh bholna nahi chaheay ky trading plan ky forex main ham success nahi ho sakty hain ager ap ka koi plan nahi hai tu ap ka plan fail hony ka hai es lea es ky bgair kam na karain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

                      Trading plan mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna hota hai. Forex trading mai planning ka bohat role hai. Kisi bhi business mai kaam kernay kay liye aik baqayda planning ki zarurat hoti hai takay jo bhi step Lia jaey woh nuqsaan say clear aur munafay koi taraf lay kay jaey. Forex trading business bhi dusray kisi bhi business ki Tarah he hai jiss traders ko aik proper plan zarur banana chaiye. Jab traders plan banaey tou unhain apnay account balance ka pata hona chaiye. Market movement aur market kay trends ka pata hona chaiye. Trading kay liye pehlay say pairs ya commodity selected honi chaiye aur phir unkay spreads aur trading terminal pay unhain big time frames mai analyse kerna chaiye takay trends ka pata ho aur lot size apnay balance aur spread ko daikh kay rakhna hota hai. Is Tarah trading kernay say Agar bohat ziada faida na bhi hoto nuqsaan nahi hota hai. Forex mai traders ko chaiye kay apnay liye aisi planning aur strategies ko develop kia karain jinn say unhain asaani ho aur planning mai ye khayaal bhi rakha karain kay wo asaani say execute bhi ho sakey otherwise aisi planning jo market ya account ko suit he nahi kerti ho uska koi faida bhi nahi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

                        Ji aapki baat bilkul theek hai Forex trading Mein Agar aapke pass acchi training module Hogi to bhi aap Forex Mein Kamyab ho sakte hain Kyunki acchi planning ke sath hi aap Forex Mein Kamyab aur website of Itarsi kar sakte hain Forex trading Aisa work hai jo ki ek Duniya ka sabse accha aur best kam hai isliye aap Agar planning ke sath kam Karen for main bhi to aap Achcha banaa sakte hain aur agar aap planning ke sath Apne Forex trading account mein kam karen to aap Achcha profit Hasi kar sakte hain isliye Har Jagah planning ke sath kam Karen tabhi aap Forex trading mein behtr aur Achcha profit Hasi kar sakte hain aur apni trading Kobita banaa sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

                          Forex trading Mein kamyabi ke liye Forex trading ke knowledge learning and experience ke sath sath trading plan bhi behad jaruri hai ki unke without planning Forex trading Mein success nahi ho sakte isliye planning bol rahi hai Kyunki planning ke sath hi aap acchi post kar sakte hain aur running ke sath aap kam Karenge to aap Achcha profit Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

                            g han asa he hain hamy paln bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain hum isy apna life time career be bna saktyh ain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex mai hum apny boss ap he hoty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamra account baned ho jy ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai pairs mai or currecny mai kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai free account bana kar be assane sy kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading plan main kin kin baton ka khial rakha jata hay?

                              planing ho ge to he hum psisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai paart time be kam sakty hain hum is mai full time be kakm kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik bohat bara business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain is jasa koi or business nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X