Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?
    Dear memebrs main ap say yeh pochna chahta hon on a serious note kai agar humay forex trading ka zaida knowledge nai ho tu being a junior trader humay kis indicator ko seekhna chahiyay pehlay istamal karna jo mufeed bhi ho hamaray liyay aur asan bhi aur result oreinted bhi ho. Please senior traders is ka jawab dayn tu mairay liyay behtar ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

    Tamam traders forex market main trade kerny ky liay different indicators her kerty hain ky jis ko jo acha aur asan lagta hai wohi usky liay behtreen indicator hota hai jab ham kisi aik indicator ko follow kerna shoru ker dety hain tou hamain us indicator ka experience ho jata hai phir ham same indicator sy jo bhi prediction ker ky trade open kerty hain tou hamari trade successful hoti hai hamain kisi bhi aik indicator ko continue use kerny sy hi acha experience hota hai aur hamain pata chal jata hai indicator kitna belpfull hai hamain jab koi indicator acha profit dy raha ho tou hamain sirf usi indicator ko follow kerty huey trade continue kerni chahiay

    Indicators tou bahot sary hain forex market main lekin hamain aesa indicator choose kerna chahiay jis ko read kerna bhi bahot asan ho aur jis sy ki jany wali predictions ky success ky chances bahot zyada hon agar ham koi mushkil sa indicator choose ker ky follow kerna shoru ker dety hain tou ho sakta hai hamain kuch trades main profit bhi hasil ho jaey lekin hamain loss bhi zyada trades main ho sakta hai tou indicator aesa ho ky hamain confirm ho ky same indicator ko use ker ky follow kerny sy hamain loss kam aur profit zyada hasil hoga phir hi hamain us indicator ko follow ker ky trade continue kerni chahiay warna indicators sy bhi hamain loss hi hota rehy ga

    Forex market main trade kerny ky liay Mery experience ky mutabiq sab say easy aur effective indicator RSI hai ky agar ham RSI main teeny aur eighty ki range select ker lety hain tou jab market eighty ya twenty ko cross kerti hai tou phir bahot zyada chances hoty hain ky ham reverse order main trade open ker lain tou hamain profit hi hasil hota hai tou same indicator per trade kerni chahiay ky loss ky chances bhi kam hota hain jab market RSI main twenty ya eighty ko cross ker chuki hoti hai tou bahot kam hi same direction main phir movement kerti hai
    • #3 Collapse

      Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

      Dear friend forex trading main different indicators han jo k sab apni apni jaga best han sirf in ko samjena or seekena both zarori ha tab he hum kamyab ho sakty han is ley humy ziada sy ziada pehly indicator ko seekena or samjena chae ha jtna ho sakey knowledge or experience hasil karny phr us k bad trading karny ta k ap ko maximum profit hasil ho sakeny
      Jab tak ap ko indicator ki samj na aay to us pe trading na karny balky pehly us pe demo account main practice karny ta k ap ko us ki ache tahra samj aa jay or us ko easily seek sakeny or forex trading main behtar planning or strategy sy trading kar k ache tahra kamyab ho sakeny
      Different indicators different information k ley or different planning or strategy k ley istamal hoty han humy uny seek k proper istamal karna honga tab he hum kamyab ho sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

        Dear ais market mai humry pass bahot sary indicators hai jin ko hum use karty hai trading k liay ais mai her indicator apny lehaz se signal deta hai agar hum ais market mai koi bhi aik indicator select kar k aus par kaam karty hai to hum aus se profit tab hi bana sakty hai jab aus indicator ko dekh k market mai enter ho gy aor aus ko dekh k hum ais market mai se exit ho gy hum ais waja se loss karty hai k hum indicator ko dekh k trade to laga lety hai aor humri agar trade loss mai ho to indicator k hisab se hum trade ko loss mai close ni karty ais waja se hum ko loss hota hai agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai plan ais tarha banana chaye k jo indicator ho aus k rules bana ley aor sirf aun k hisab se kaam kary tab faida ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

          Junior members ko trading step by step hee start karna chaia or starting mai hamesha asan basic cheezo par dehan dyna chaia taky mind confused nahi ho or forex ki samhj anay lagy asani say.

          Forex trading ka easy start layny k liay ye bht aham hain k ap kis tahra say start layty hain agr starting mai hee heavy indicator jin ki study karni parti hain samhjny k liay to ye bhut mushkil hojata hain forex ko samhjny k liay is liay ap nay acha sawal kiya hain k asa indicator jo asan bhi or effective bhi trading k liay .

          Sub say asan or high impact koe indicator hain to wo resistance and support hain is ko samhjy k liay kisi kism ki khas study ki zarurt nai or is ka istemal bhi intahi asan hain just simple horizontal line draw karni hoti hain history dehk kar bus.

          Achy bary bary expert bhi srif resistance or support ki base par trading kar k achi khasi earning hasil karlyty hain. Kiyo k in ka result bht hee effective hota hain or resistance and support entry point k liay bhi best hain
          • #6 Collapse

            Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

            Forex trading mein trading indicator ki ki bahut zyada ahmiyat hoti hai tamam traders technical analysis indicators charts or tool ki madad se Hasil karte Hain joki trading mein kamyabi Hasil karne ke liye buniyadi ehmiat rakhti hai. Mukhtalif traders mukhtalif indicators istemal karte hain Jin mein popular indicator relative strength index, moving averages, m a c d, aur isi tarah ke Chand aur indicators Hai jo ki senior aur expert trader hamesha apni trading strategy main use karte hain. Jab Koi trader ek se jyada indicator apne trading chart mein apply karta hai aur different angle se sketch banata hai to isko kahate Hain ki trader ne apni ek alag strategy develop ki hai. As a junior trader hamen chahie ki jitni bhi indicator unko sahi apply Karne Ka tarika sikhen aur unko kaise read Kiya jata Hai isko sikhen tab hi Ham trading mein acchi earning Hasil kar sakenge.
            • #7 Collapse

              Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: meesamali پيغام ديکھيے
              Dear memebrs main ap say yeh pochna chahta hon on a serious note kai agar humay forex trading ka zaida knowledge nai ho tu being a junior trader humay kis indicator ko seekhna chahiyay pehlay istamal karna jo mufeed bhi ho hamaray liyay aur asan bhi aur result oreinted bhi ho. Please senior traders is ka jawab dayn tu mairay liyay behtar ho ga.
              Vaise to market Mein Ab bahut Sare indicators Aaj chuke hain lekin main aapko Ek simple si Baat batata hun agar aap Forex trading Jaise critical Business mein kamyabi Hasil karna chahte hain to Kisi bhi indicator per kam karna theek Nahin Hoga Kyunki indicator bhi Kuchh calculation Karke aap ko result de dete hain lekin yah hundred percent correct Nahin Hote isliye aap ko chahie ke manually trading karne ke bare mein soche Kyunki Agar manually trading Karenge to Jyada acche result Hasil kar sakte hain manually Taur per aap market ke moment Ko Agar read karna Sikh Jaenge to Aap Ko Kisi bhi indicator ki jarurat Nahin padegi aajkal to market mein bahut Sare indicators mil Jaenge lekin ine mein se koi bhi indicator hundred percent correct Nahin Hota Jis per aap trust Karke apni trade ko open kar sake isliye indicator ko istemal naahi karna Jyada Behtar hota hai aapko chahie Ki Kisi bhi indicator per trust na Karen balke Apne Aap Par trust karna Jyada best hai
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #8 Collapse

                Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

                je ap ne bohat asha sawal kia ha, youn to forex trading strategies ma har trader ka apni strategy hoti ha jis ma bohat saray indicators ko use kia jata ha, saray indicators boaht ashay hain agar ham un ko un k rules k mutabiq use karain gay to, pehli baat to yeh ha indicators ko jab ham mix kar k use kartay hain to ham boaht ashay results lay saktay hain
                Behtreen indicator:
                a) Stochestic oscillator: yeh bohat asha indicator ha jo market ki next movement ka pata deta ha,
                buy entry: jab stochestic ki dono line aik dosary ko cross karain 0 se 50 darmain to sell ka signals confirm ha
                sell entry: jab dono line aik dosray ko 80 aur 50 k darmyain cross karain to sell ki entry lain
                b) moving average: jab ham stochestic k sath moving averages ko use karain gay to bohat ashay results miltay hain
                == 60, 30, 15, 05 sma moving average ko bhi use karain gay
                • #9 Collapse

                  Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main sab sy best indicator Mary Khayal main RSI or moving average ha RSI sy hum resistance level or support level ka confirm karty han or moving average sy hum log last 50 candles ki moving average k mutabiq trading karty Han ya phr jtna hum set karty Han us k mutabiq trading karty Han is ley humy is ko seekena samjena both zarori ha jab hum log in indicators ko ache tahra seekeny gy to hum behtar trading kar sakeny gy or ache earning kar saken gy forex trading main jab ap indicators ki ache information hasil Kar k trading karty Han to ap ko ziada fayda ho sakta ha or hum log behtar planning or strategy sy trading Kar saky Han or forex trading main kamyab ho sakty han jtni ziada information ho ge hum utni ziada indicator ki madad sy ache trading Kar k kamyab ho sakeny gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

                    Dear friends Forex trading Mein different indicator has Ok sab Apni Apni Jagah best hai sirf in ko Samjhana aur sikhana bahut Jaruri Hai Tabhi Ham Kamyab ho sakte hain isliye Hamen Zyada Se Zyada Pahile indicator ko sikhana aur samajhna chahie Jitna ho sake knowledge or experience hadse karne per Uske bad trading karne Taake aapko maximum Prophet Hasil ho sake jab tak aap ko indicator ki samajh na aaye to use per pet trading na Karen dear friends for explaining me different indicator different information ke liye or different planning for starting ke liye Tamal hote hain Hamen unhen sikhana Honge tab hi Ham Kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

                      Forex trading main waisay to many types indicators use hotay hain aor tamam indicators ko Forex trading main bohat importance hasil hay lakin jes indicator ko traders ziada use kartay hain aor traders kay liay bohat ziada easy bhi hay aor jes ko Forex trading market main traders ziada importance daitay hain woh Moving Average Indicator hay Moving average aik sada sa khat hota hay jo price kay sath sath chalta hay es say trend ka bhi pata chalta hay es main agar price khat say oper ho to trend up show hota hay aor agar price khat say nechay ho to trend down show hota hay Moving average ki basic two types hain aik Simple Moving Average aor dosri Exponential Moving Average donon main koi khas farq nahi hota magar Exponential Moving Average ziada behtar results ka hamil samajha jata hay.
                      Click image for larger version

Name:	Exponential-Moving-Average-9 (1).jpg
Views:	1
Size:	80.0 کلوبائٹ
ID:	12325556Click image for larger version

Name:	simple-moving-average-1024x636.jpg
Views:	2
Size:	59.4 کلوبائٹ
ID:	12325557
                      • #12 Collapse

                        Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

                        forex main sab indicator behtreen hoty hain kyon kuy wo indicator testing kar ke he mt4 main daly gay hoty hain ab ju bhi new trader ata hai us ko pehly indicator ki working method samjhna hota hai aur wo kam karta kesy hain yeh samjhna hota hai jab bhi indicator par kam karna ho tu pehly ham ko demo main uss indicator ko apply kar ky samjhna hota hai ky yeh kam kesy karty hain aur kesy signal daita hai jab bhi ap bar bar practice karty hain tu ap ko uss indicator ki utni he ziada samajh ati hai chahy wo koi bhi indicator ho ap ky lea wohi acha rehta hai ju ap ki ziada easy lagy aur ju ap ki nazer main accurate signal daita hai es la koi bhi indicator lay kar pehly us main practice karna bohut zrori hota hai phir he hum success hoty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

                          Dear ye currency pairs par depend karta hay key us key ley kon sa indicator best ho sakta hay koch indicators esy hey jes ko all pairs me market ka technical jaiza leny key ley use key ja sakty hey magar koch indicators har pair ko analysis karny key ley best nahi samjy jaty hey esy indicators ko find karny ki koshish ham ne khud karna hoti hay demo account jes me hamari real money invest nahi hoti aur risk free trading es me ki jati hay agar es platform ko ham best indicators ko find karny key ley use karen to mery khayal me ye bahot hi achi bat ho sakti hay hamy kabi be esy indicators ko use karny ki mistake nahi karni chaye jes ko ham ne pehly demo account me use na kia ho, indicators signals key result ka andaza ho jaye to kesi be pair me trading asaan ho sakti hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Behtreen Indicator konsa hai forex trading kai liyay?

                            Indicator ko follow karne se Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hota Hai isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada indicate follow karke kam karna hoga to ok ham log market se fayda Hasil kar sake aur ham log market se Accha proof Bana Sakenge Ham logon ko bahut hi jyada fayda hoga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X