Scalping kya hoti hain trading mai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping kya hoti hain trading mai?
    Asalamu Alaikum.
    Mai bht bar scalping ka suna hain kafi threads read bhi ki hain laken abi taak samhj nahi to aj yaha par thread kar rahi ho because yaha sub sy behtreen jawab mily ga .
    Scalping kya hoti hain forex trading mai is ka kya kirdar hain ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

    Short term trading ko forex ki zuban mein scalping kehty hein jub ham market ki aesi position dekhty hein jo hamein yeah indication dy rehi hoti ha ky ab ham trade open kerty hein tou hamein profit hi hasil hoga tab ham thori si dair ky liey trade open ker ky profit hasil keeny per trade close ker dety hein jo ham din mein kei bar aesa kerty rehty hein tou din ky end per hamein forex trading mein acha profit ho chuka hota ha jabky ham agar trade lamby aersy ky liey open kerty hein tou woh long term trade hoti ha jis waqat tak hamein acha profit hasil nehi ho jata is waqat tak ham trade close nehi kerty tou usky liey hamary trading account mein kafi zyada balance hona chahiey taky hamara account wash na ho agar ham short time ky liey trades open aor close kerty rehty hein tou aesi trading ko scalping kehty hein jis mein zyada balance ka hona zaruri nehi hota ham thory balance per bi thori dair ky liey trade open kerty hein tab hamein thora profit hota ha aor ham trade close ker dety hein hamein thory balance ky sath scalping hi kerni chahiay taky ham thori thori trade kerty rehein aor balance increase kerty rehein tou hamara acha balance bi ban jaey ky ham withdraw bi kerwa sakein
    • #3 Collapse

      Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

      scalping trading short term trading ko kehty hain aur market main bohut say trader scalping kar bohut acha pesa kama rahy hain scalping trading jitni ziada profit daiti hai utni he risky bhi hoti hai jiss waja say traders utna he ziada loss bhi karty hain scalping karny ky lea bohut ziada experience chaheay kyon ky trade ko mange karna bohut he mushkil hota hai aur ap ko scalping trading karny ky lea ziada time market ko watch karna parta hai aur risk bhi ziada hota hai aik choti se galti say scalping main loss bhi kar sakty hain mager ap ager es ko sekh kar karty hain tab he ap ky le achi sabit ho sakti hai aur forex main ap ko ziada tar long term trading pr focus krna chaheay kyon ky es main risk kam hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

        Dear ais market mai kaam karny k bahot sary tareeky hai aun mai se hi aik scalping hai aor ais mai hum market mai chota time frame use karty hai trading k liay aor ais mai hum ne account par lot bari lagani hoti hai aor market jab humri side par thora sa move karti hai to aus time hum trades close kar dety hai ais mai hum aisa pair select karty hai jis ki moment bhi achi ho aor aus par spread kam ho agar hum scaling karty hai to ais mai hum din mai kafi zayda trades lagaty hai magar aun par hum ko thora sa profit le k trade close karni hoti hai aor over all hum ais market mai acha profit bana skaty hai agar hum ais market mai acha kaam karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai kun k ais market mai hum jitna acha kaam karty hai hum ko atna hi zayda faida hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

          Dear scalping trading short term trading ka name hay ye esi technique hay jes me traders market ki teezi se faida lena chahty hey, agar market swing condition me ho to traders scalping trading par depend karty hey, din me scalping trading key ley bahot time mil sakta hay aur har pair me hi scalping trading karna possible hay, agar ham scalping trading ka sochty hey to hamary ley New York market session hi sab se best ho sakta hay, scalping trade 5 mint key ley open kia ja sakta hay aur 10 mints key ley esy traders ki koshish hoti hay key kam ho ya zeyada profit zaror trade me hona chaye aur bahot kam time me hi ye profit hona chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

            scalping short term trading ko kehty hai jiss main har trader kuch he short time main apni trade lgataa hai aur thora sa profit lay kkar market say nikal jata hai aur es ky lea kam say kam time frame use kia jata hai like M15 aur M30 pay ziada tar scalping ki jati hai jis say ham forex main acha margin earn kar sakty hain scalping trade main jitna ziada profit hota hai trading karty hoay ap ko utna he khtra bhi rehta hai es lea scalping trading wohi trader kar sakta hai kiss ki market main achi paker hai aur us ko market main acha experience ha aur achi skils rakhta ho wohi scalping trading main kamyab trader ban sakta hai es lea forex market main pehly ap ka experience acha hona zrori hai phir he ap scalping achi kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

              Scalping aik trading technique hai jis sy ham forex market main trade ker ky thora thora profit hasil kerty rehty hain aur kafi profit bana lety hain is technique ko sirf aesy expert trader use kerty jin ky account main balance small amount main hota hai ky forex market main bari lot sy trade open ker ky long time ky liay continue nehi ker sakty tou phir short time ky liay forex market main trade open kerty hain aur thora sa profit hasil hony per trade close ker lety hain yeh trading techniques her koi use nehi ker sakta sirf expert traders hi is technique sy trade kerty huey faida hasil ker sakty hain ky agar ham forex trading expert nehi hain tou ham scalping start ker dety hain tou ho sakta hai ky ham forex market main trade open kerain tou hamain loss hona shoru ho jaey aur phir ham loss recover hony ka wait hi kerty rehain aur hamara account wash ho jaey

              Ham Jesy tamam members jo forex market main just bonus per trade ker rehy hain woh sab ky sab forex market main scalping technique sy hi Trade ker rehy hain ky bonus amount bahot zyada nehi hoti ky ham is per trade long term ky liay open ker lain aur her trade jo pehly loss main chali jaey tou usky profit main jany ka bhi ham wait kerty rehain itna zyada balance nehi hota hamary pas ham small bonus per bhi sirf scalping hi ker sakty hain aur agar ham forex market main bari amount invest nehi ker sakty tou small amount invest ker ky bhi ham scalping hi kerty hain

              Scalping forex market main trading ki best technique hai ky agar hamary trading account main balance kam hai jo ham long term trade nehi ker sakty tou hamain phir small balance ky sath scalping kerty huey apni trade continue kerni chahiay aur thora thora profit hasil kerty huey hamain apny balance increase kerty rehna chahiay ky ham acha balance bana ker long term trade ker sakain jo professional traders long term trade kerty huey forex sy achi earning kerty hain
              • #8 Collapse

                Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

                Dear friend ap ny both acha sawal kea ha forex trading main saclping both important ha q k ye woe log kar sakty han jo k expert hoty han in k pass knowledge or experience ziada hota ha q k is main wo tohri dar k ley bari lots sy trade open karty han or in main acha profit hony k bad close kar daty han jis ki waja sy uny ziada fayda hota ha par is main both ziada risk bi hota ha is ley jab bi saclping karny to both soch samj k karny q k is main ap ko both ziada loss bi ho sakta ha is ley humy apny account ko safe rakh k trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy warna humy ziada loss bi ho sakta ha is ley humy pehly ziada sy ziada behtar learning or practice karni ho ge phr humy apny analysis karny hon gy phr proper money management or risk management sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

                  Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex trading main scalping short term trading ko kahty han Short term trading to ham sb janty han k kis ko kahty han Short term trading or long term trading 2 qism ki trading hoti hy short term trading m ham thori dar k liay trade open karty han or thora profit hasil karny k bd trade close kar dyty han isi tra agr ham choti trade thori dar k liay open kr k trading karty han to trading hamy kafi faida dyti hy scalping mtlb short term trading main ham kafi profit hasil Kar lyty han or long term trading main ham lambi lambi trades open krty rahty han jo k kafi arsy tk chlti rahti hy is sy hamy kuch khas faida ni hota balky kbi kbi bhari loss b ho jata hy is liay trading m hmary liay hmasha short term trading sclaping hi tek rahti hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

                    Forex trading mein different types ki strategies and works hotey hein jis mein kuch traders aisey hotey hein jo long term tak work kartey hein aur kuch traders aisey hotey hein jo short term work kartey hein aur jo traders short term work kartey hein unse bhi ziada short term jo trading hoti hey usko scalping kehtey hein scalping ziada tar Daily basis par traders kartey hein aur koi bhi trade laga kar us se chota chota profit withdraw karke trade se out ho jatey hein is trha se woh chota chota profit nikaltey nikaltey kafi ziada tadad mein daily basis par profit nikalne mein kamiyab ho jatey hein aur iske liye hamen aik acha knowledge & experience hasil karna hota hey tab hi yeh sab possible hota hey aur hum is mein successful ho saktey hein.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

                      forex aik international business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is ami agar scapling kaar ky kam kary gy to hamy ach munfa hasal ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai prt time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agr tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex jasa koi or business nahi hain forex aik wasee business hain is mai apny boss ap he hoty hain forex jasa koi or business nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

                        Forex trading mai aik tareeka conventional trading hai jiss mai traders normal tareekay say market mai buy and sell kertay hain aur profit ya loss hota hai. Jab traders ye chahtay hain kay unhain market mai lambi trading na kerni parey aur jaldi jaldi profit hota rahey tou traders scalping kertay hain. Scalping ka asaan aur simple Matlab yeh hota hai kay market mai honay waali tez movement mai trade open kerna aur small profit pay close kertay Jana. Market jiss taraf bhi move Karey usi direction mai trade open ker laina aur close kertay rehna.

                        Scalping kay liye kuc special kaam bhi kernay party hain. Jiss mai trading terminal kay time frames ka use aur lot size ki setting bohat important hoti hai. Scalping kay liye best time frames M5 ko experts suggest kertay hain aur lot size apany account balance kay mutabiq rakhna he prefer kia Jata hai. Scalping kay Doraan traders ko bohat conscious rehna hota hai takay acha profit ho sakey aur hamesha small profits lainay ki koshish ki jaati hai. Iss Tarah jaldi jaldi trades open aur close kernay ko scalping kaha Jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

                          Bht acha swal kea apny scalping forex trading men bht choti choti trades k open krny ko khty hn aur aise traders Jo scalping krty hn scalpers kehlaty hn .
                          Actually kabi kbar market aisy behave krti ha traders market analysis k zariya ca market trend ko dekhty hovy bht km time k Lea lot size ko chota rakhty hovy small trades open krty hn aur bht Thora Thora profit laity hovy trades ko close krty rehty hn es trha loss b recover krny men madad milti ha aur profit b earn kea ja skta ha.
                          Scalping forex trading men best Technics men ca ek ha aur es technic ko bht successful trader b use krty hn q k es men risk management bht zayada hoti ha aur loss k chances bht Kam hoty hn jis ki waja ca zayada ter traders scalping krty hn aur profit earn krty hn es men hum bht thory capital k sth b trade open kr skty hn es Lea ya technic new aur Small traders k Lea b bht faida mand sabit hoti ha
                          الحمد لله رب العالمين

                          • #14 Collapse

                            Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
                            Mai bht bar scalping ka suna hain kafi threads read bhi ki hain laken abi taak samhj nahi to aj yaha par thread kar rahi ho because yaha sub sy behtreen jawab mily ga .
                            Scalping kya hoti hain forex trading mai is ka kya kirdar hain ??
                            Scalping Ek Tarika Hai Jis Ke jariye se aap market se thoda sa profit karte hain aur apni trade to close kar dete hain aur Bar Bar Kisi chij Ko repeat Karte Rahte Hain Jisko Ham scalping Kahate Hain scalping strategy vaise to bahut hi simple hai lekin iske liye Hamen bahut jyada hardworking karne ki jarurat Hoti Hai Kyunki yah small time frame per ki Jaati Hai Jiski vajah se yah Kafi critical Ho Jaati Hai some time ham is static ki Ji ko use karte hue Apne pure capital ko bhi Khali kar Baithe Hain isliye starting Mein Hamen is strategy per Kam Nahin Karna chahie Jab Achcha knowledge or experience Hasil Ho Jaaye to is tarike ko use karna theek rahata hai lekin jab tak Achcha knowledge or experience Na Ho is tarike ko use nahin karna chahie
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Scalping kya hoti hain trading mai?

                              ji mere Bhai aapane bahut achcha swargiya Forex Mera gram short term trading karte Hain to ishq Ham scalping bhi Kya sakte hain yani ke kuchh der ke liye trade open Karen isase hamenmarket mein bahut sare trader scalping ki vajah se bahut accha profit hasil kar rahe hain aajkal bahut hi jaruri haiismein hamen Radha loves bhi nahin hota aur jyada profit bhi nahin ho sakta agar hamare paas experience hai to Ham choti choti train laga kar ek achcha aur bata profit hasil kar sakte hain iske liye hamen har waqt market ko focus karna chahie market penalized karna chahie Taki Ham ek acchi trade open kar sakespelling scalping ek bahut acchi Tak nahin hai jiski vajah se achcha profit hasil kar sakte hain apni trade ka kuchh der mein close aur open kar sakte hain trader market ki tarah se fayda Lena chahte Hain main market swimming condition mein hota status calculated. Karte hain din mein scalping trading ke liye bahut time mil sakta hai aur har pair mein Hi scalping trading ka possible hai aur isase achcha profit kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X