Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?
    Pak forex forum pay kaam kernay kay liye ab ziada ter members apnay mobile phones use kertay hain. Aur bohat ziada posting kertay hain takay unhain ziada bonus mill sakey. Aur forex trading kay liye bhi ab her waqt mobile phone ko he use kia Jata hai. Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?<br />Pak forex forum pay kaam kernay kay liye ab ziada ter members apnay mobile phones use kertay hain. Aur bohat ziada posting kertay hain takay unhain ziada bonus mill sakey. Aur forex trading kay liye bhi ab her waqt mobile phone ko he use kia Jata hai. Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?
    Ji ap nay bohat achi bat poochi hay. Aj kal bohat say members computer ya laptop par kam karnay ki bajay ziada tar Mobile pay hi kam kar rahay hain kun k Mobile ko kisi bhi jaga lay jaya ja sakta hay aor es pay posting ki ja sakti hay pehlay yeh bat thi k agar kisi nay kahi jana hota to woh computer ya laptop sath na lay janay ki wajah say online koi bhi kam nahi kar sakta tha lakin mobile kay aanay say internet ki saholat bhi har jaga honay lagi hay jes say log ziada tar android Mobile pay hi online works kar rahay hain esi taran log Forex trading bhi ziada tar mobiles pay hi kar rahay hain aor ab bohat say Forum members bhi Mobile ko posting kay liay use kar rahay hain Mobiles pay posting karnay ka koi nuqsan nahi hay lakin es kay liay yeh khial rakhna hota hay kaheen aik hi mobile pay two account open na kiay jaein dosra daily posting ki limit just 50 posts hain es say ziada posts nahi ho sakti es bat ka bhi khial rakha jay es kay elawa koi problem nahi hay.
    • #3 Collapse

      Re: Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?

      Dear mery khayal me mobile device key through agar forum me work kia jaye to es key nuksanat bahot zeyada hay ye zaror hay key mobile device ne trading karna aur posting karna asaan kar dia hay kesi be jaga se work kia ja sakta hay magar es key nuksanat ka agar jaiza leya jaye to es se be ham inkaar nahi kar sakty hey, mobile me agar posting ki jaye to es ka nuksan to 1 ye hay key app ka din ka bahot zeyada time posting me zaya ho jata hay, jo posting work PC ya laptop me 30 mints me kia ja sakta hay ye work mobile me 5 hours me karna possible ho sakta hay, aur mobile bahot zeyada use karny ka nuksan ye be hay key es se hamari nazar be kamzoor ho sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?

        Dear ap ais forum par mobile se kaam karty hai ya pc se ais mai ap ko atna hi kaam karna chaye jitna ap asani se kar sakty hai aor ap aus par atna bonus le ly jis par ap asani se trade kar ley agar ap ais mai bahot hi zayda kaam karty hai to aus par ap ko ho sakta k atna bonus na mily kun k ais forum par ap ko jo bonus milta hai wo ap k kaam k hisab se milta hai aor ais forum par ap jab mobiles se bahot hi zayda posts karty hai to aus se ap ki eyes weak ho sakti hai baqi ais k ilawa to ap ko ais mai atna loss ni hota kun k ap k pass jab free time hota hai to ap ais mai aus time hi kaam karty hai agar ap ais forum par acha kaam karty hai to ap ko ais mai acha result milta hai aor ap asani se ais mai atna kaam kar sakty hai jis se ap ka guzra acha chal jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?

          Asalamu Alaikum.
          Asa nahi hain mobile say posting karny ka koe nuksan nahi hain or dusri baat zayda posting karni ki to ye bhi achi baat hain k post zayda say zayda ki jaye or daily agr posting limit pori ki jaye or bhi behtreen hain.

          Or mobile ho ya laptop ho pc ko is say koe fark nahi parta ap ko jesay suitable lagy jo easily available ho us par kam kar skty hain . Posting mobile say ki jaye ya computer laptop say 50 say zayda ap posting kar hee nahi skty foran error ajata hain to ap ka ye concept k mobile say log zayda post karty hain or wo srif 50 post hee kar skty hain per day jo k achi baat hain daily ki limit pori karna. Barhaal posting khae say bhi kary bonus quality or quantity ki base par hee milta hain
          • #6 Collapse

            Re: Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?

            Bhai yeh pak forex forum hai jis main hamari ki jany wali posts count hoti hain yeh count nehi hota ky hamari posts mobile sy ho rehi hain ya computer ya laptop sy hamari her posts wesy hi forum main mobile sy kerny sy bhi ho rehi hoti hai jesy computer ya laptop sy kerny sy hoti hai ky mobile sy forum main posting kerny ka koi nuqsan nehi hai lekin faidy bahot hain isi terha laptop ya computer sy forum main posting kerny ky apny apny faidy hain tou hamain forum main sirf posting kerna chahiay woh posting chahy mobile sy ho ya computer sy hamari maximum quantity main forum main posts hoti chahiay ky ham daily basis per posting limit ko pura kerty rehain

            Agar ham computer sy forum main posting limit ko pura kerny ki koshish kerty hain tou beshak mobile per posting kerty sy time zara kam lagta hai ky computer per asani sy ham posting ker sakty hain agar typing speed achi ho tou jaldi posts ho jati hain lekin jab tak daily ki limit puri na ho jaey hamain computer per aik hi jaga Beth ker posts kerna hoti hain hamain koi aesa time nehi milta ky ham koi other task bhi perform ker lain lekin agar ham mobile per forum main posting kerty hain tou hamain jab bhi kuch time mily ham forum main kuch posts ker lain tou ham daily base per posting limit ko pura ker sakty hain

            Forum main posting ka hamara maqsad forum sy forex market main trade kerny ka acha knowledge hasil kerna aur forex market main trade kerny ky liay achy bonus hasil kerna hota hai jis ky liay bahot zaruri hai ky ham continuously forum main posting kerty rehain tou ham her waqat computer ky sath nehi Beth sakty lekin mobile tou hamary pas her waqat hota hai tou mobile sy forum main posts kerty huey hamain nuqsan nehi balky faida hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?

              dear bhai jan mobile par posst karny ka koi zyda issue tunahi hai laken es main comlication boht hoti hain sath sath q k main ny mobile par bhi kafi bar majbori k tehat posts ki hain laken mujhy os main tang boht hona parhta hai misal k tour par sub se pahly tu typling ka issue hai jo bar bar galat ho jati hai likhty kuj hain likha kuj jaa hai phr os k bad hmain posts ki limit ka pta nahi chlta hai jis trha hmain es bat ka ilm hai k hmain contest ki posts ko 5 se 6 lines main likhna hota hai jub k mobile par es chez ka bhi pta nahi chlta hai k hum ny kitna likh liya hai mery sath tu yah issue howe thy jub main ny posts mobile par ki thi or aik bat or bhi mery sath hoi thi or wo yah hoi thi k mera dil khrab hony lag gya tha es trha distrub ho kar kam karny se es liye main tu yahi kahunga k yahi nuksanat hain mobile par posts karny ka or aghr koi es main bhi acha kam kar elta hai tu yah oski apni himat hai main n ko galat nahi kahunga
              • #8 Collapse

                Re: Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?

                Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forum m zyada tar members mobile fon py hi posting karty han q k mobile py posting krna computer or laptop ki nisbat zyada easy hy ham jahan kahin b hon bythy hon ya lyty hon sirf mobile py hi easily posting kar sakty han forum m daily posts ki limit 50 hy jo k members aik din m itny ni kr sakty zyada tr members 20 ya 25 sy zyada posts daily k ni kr skty hmary pas itna time ni hota or ham daily ka aik target bna lyty han jo k 20 sy ziada ka ni hota or 20 posts ham easily 2 ganton m pora kr sakty han is liay hamy zyada time mobile fon py spend ni karna parta ham 2 ganty mobile fon py posting kr skty han is sy hamy koi nuqsan ni hota
                • #9 Collapse

                  Re: Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?

                  Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha mobile fon ka masalsal mobile ko istamal karny sy humari eyes kharab ho sakti han is ley humy apni eyes ko safe rakhena ho ga eye sight k ley apna regular checkup karwana chae ha or agr humari pe asar par raha ha to us ka mukmal Alan karwana chae ha or Masalsal mobile istamal na karny forex trading main jtni ache planning or strategy sy trading karny gy to kamyab ho sakeny is ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy forex trading main jtni ache planning or strategy ho ge to hum kamyab ho sakty han ache earning kar sakty han Pakistan forex forum main achy post kar k acha bounce hasil kar k us sy ache trading kar k kamyab ho sakty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?

                    Mere khayal mein mobile par hamen posting karne se bohot hi ziada avoid karna chahiye us ka jo sab se bara nuqsan hey woh hamari eye side ka nuqsan ho sakta hey kiun keh jab hum mobile par work kartey hein to uski jo screen hoti hey woh laptop ya pc ke muqable mein bohot hi ziada choti hoti hey jo keh hamari eyes ko kafi ziada pareshan karti hey aur is se hamari eyes side jo hey woh kafi kam time mein week bhi ho sakti hey isliye hamen always koshish karni chahiye keh Laptop ya Pc hi use karna chahiye is se hum posting bhi bohot hi ziada relax ho kar kar saktey hein aur hamari jo eyes hoti hein woh bhi ziada thakti nahin hein aur hum easily is mein work kar saktey hein aur is mein kamiyab ho saktey hein.
                    https://t.me/pump_upp
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Mobile pay bohat ziada posting kernay kay kia kia nuqsanaat hain?

                      Your friend mobile per posting karne ka koi nuksan nahin hai iska fayda hi hai Kyunki ab Har Bande ke pass apna Ek personal mobile hai Jisko vah use Karke usse fayda Hasil kar sakta hai to isliye Mere Khyal se mobile se posting karna bhi bahut hi acchi baat hai ki Banda Jahan Marji baithkar Jab usko free time mile to vah posting kar sakta hai aur chhah bonus Hasil kar sakta hai aur uske alava Ek bahut hi acchi opportunity hai ke mobile mein Mt4 trading platform app Ko download karke use market ke sath Khush Rah sakta hai aur kisi bhi time training Karke Achcha profit ho sakta hai to isliye Mobile ek bahut hi perfect hai trading ke liye jisse acchi trading Bhi ki Ja sakti hai aur acchi posting Bhi ki Ja sakti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X