Christmas or winter mai trading karni chaia?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Christmas or winter mai trading karni chaia?
    Asalamu Alaikum.
    Market ki movement bht slow hogae hain kiyo k is month December mai ek bara festival jo k Europe side mai bhut he aala tariky say manya jata hain or forex mai almost sari currencies american hee hain or phr winter vacation bhi agae to mazeed chances hain market k slow honay k to kay December k month mai trading karni chaia?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Christmas or winter mai trading karni chaia?

    Dear jaha tak baat hai trading ki to ais market mai ap jab chaye trading kar sakty hai agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai fadia tab hota hai jab ap ais market mai analysis kar k trade lagaty hai agar winter ko dekha jaye to ais market mai market to moment apny hisab se karti hai aor ais market mai ap trade kar k ais se profit le sakty hai agr ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai fadia ye hota hai k ap agar ais market mai trend k sath kaam karty hai aor ap ki trade loss mai bhi jati hai to aus ko ap loss mai hold rakh sakty hai kun k market sirf trend ki retracement leti hai aor aus k baasd trend mai moment start kar deti hai aisy hi agar hum ais market mai plan banaty hai to ais mai hum ko kamyabi tab hoti hai jab hum ais mai acha kaam karty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Christmas or winter mai trading karni chaia?

      Forex trading kay liay one week kay andar ap 5 days any time trade open kar saktay hain just Saturday and Sunday ko trade open nahi ki ja sakti kun k en two days ko Forex market close hoti hay aor taqreban all Forex brokers bhi en two days ko kam nahi kartay aor na hi koi deposit and withdraw hota hay jab k investment kay liay deposit bohat zarori hota hay ja phir account main investment kay liay balance ho Yeh to bat thi weekend ki ab agar bat ki jay Christmas ya winter ki to agar en events pay holidays hoti hain aor Forex market close hoti hay to es condition main trade open nahi ho sakti aor na hi close bal k same usi taran ho ga jes taran weekend ki chution main hota hay aor agar en events pay koi holiday nahi hoti aor Forex market open rehti hay to es ka Forex trading par koi asar nahi hota chahay trading ki jay ja na ki jay.
      • #4 Collapse

        Re: Christmas or winter mai trading karni chaia?

        Forex trading business ka winter ya summer say koi taaluq nahi hota aur na he saari currencies American hain. America ya USA ki aik he currency hai jisay us dollar $ kaha Jata hai. Baaqi her milk ki apni currency hai aur her mulk ki apni alag alag currencies honay ki wajah say he foreign exchange ka business wajud mai Aya Tha. Foreign exchange say muraad he foreign currencies ko exchange ya aik dusray say tabdeel kerna hai.

        Christmass Cristian religion ki eid hai aur iss din hazrat Essa a.s paida huay thay. Iss liye iss ko eid kaha Jata hai. Europe mai winter saara saal rehta hai. Kuch he mumaalak. Aisay hain Europe mai jaha winter 8 mahinay hota hai otherwise 12 mahinay he winter hota hai. Iss sub kay baad new year bhi araha hai tou Europe aur USA mai saal mai sub say laambi holidays Christmas say new year takk ka poora week he hoti hain. Iss liye kisi kisam ki pareshani ki koi baat nahi hai kiyu kay aisa her saal hota hai.

        Trading ko winter mai kernay ka koi issue nahi hai. Jaisay he holidays khatam hongi market apni routine mai ajaey gi
        • #5 Collapse

          Re: Christmas or winter mai trading karni chaia?

          Dear mery khayal me Christmas day par Forex ki market close hoti hay aur esy me trading karna hamary ley possible nahi hota aur agar app koch din pehly ya Christmas day key bad trading ki bat kar rahy hey to mery khayal me Christmas ki waja se Forex market par es ka koch be asaar nahi hota hay, koshish karen key market ko samjny me app ghalti na karen agar app ghalti nahi kar sakty hey to Christmas ho ya Friday ka din koi be other event app trading achi kar sakty hey, agar election be start hey per be app esi condition me achy traders ban sakty hey jab app es situation key mutebiq market ko judge karny me kamyabi hasil kar lo.
          • #6 Collapse

            Re: Christmas or winter mai trading karni chaia?

            Forex market main trading tou hamain her season main kerni chahiay ky agar ham ny forex trading ko as a business join ker lia hai tou hamain tou her season main trade kerna perti hai ky agar ham forex market main amount investment ker ky sirf winter main hi Trade Kerty hain tou baqi seasons main ham Kia kerain gy hamain forex market main jab investment ker li hai tou hamari trading continue rehni chahiay ky ham forex market main continue trade kerty huey hi trading expert banty hain jis sy hamain phir forex market main trade kerty huey success bhi hasil hoti hai

            Winter season main tou ham forex market main trade ker sakty hain lekin Christmas main ham forex market main trade nehi ker sakty ky same day ko tou market hi close hoti hai tou ham close market main kesy trade ker sakty hain hamain market ky reopen hony ka Christmas main sirf wait hi kerna hota hai baqi trading ham forex market main use waqat ker sakty hain jab market open hoti hai jo winter main tou open hoti hai ky ham trade ker sakty hain lekin Christmas main market hi close hoti hai tou trade nehi ki ja sakti

            Koi bhi season ho ya koi bhi bara event hamain forex market main trade continue rakhni chahiay ky ham forex market sy jitni earning kerty rehain jab ham kuch time ky liay forex market main trade kerna stop ker dety hain tou hamara Sara experience khatam ho jata hai ky hamain dobara sy trade continue ker ky apna experience bhi refresh kerna perta hai
            • #7 Collapse

              Re: Christmas or winter mai trading karni chaia?

              Dear ap ny bot acha question kea hy mgr trading to ham jb chahan kar sakty han is m vacation ya kisi bi tahwar sy market py koi asar ni parta market apni marzi sy slow or apni marzi sy taz movement karti hy ham vacation m b or kisi b bary tahwar m jb chahan trading kar sakty han ham py koi pabandi ni hoti market same hi rahti hy ham ny investment ki hoe hoti hy jis py hamy lazmi trade open karni chaey ham sirf aik season to trading ni kr skty forex aik bot bara or behad profitable business hy is m hamy market ki movement ko dakh kr or anylyses kr k achi profitable trade open karni chaey hamy kisi b tahwar ya vacation ki wja sy kbi b trading stop ni karni chaiy hamy zyada sy zyada faida utha kr achi earning karni chaiy
              • #8 Collapse

                Re: Christmas or winter mai trading karni chaia?

                Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading ya koi bi business ho sardiun main slow ho jata ha is ley humy December main both ahtiyat sy trading karni chae han ta k hum behtar planning or strategy sy trading kar k kamyab ho sakeny or forex trading main market December slow hoti ha par agr movement kary to both fast movement bi karti ha jis ki waja sy humy loss bi ho sakta ha agr hum log safe trading ni karty han is ley humy proper stop loss istamal karna ho ga agr hum proper money management or risk management sy trading ni karny gy to hum slow movement sy bi fayda hasil kar sakty han or ache earning kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar trading k ley achy analysis karny both zarori han jin ki madad sy hum behtar trading kar k kamyab ho sakty han
                • #9 Collapse

                  Re: Christmas or winter mai trading karni chaia?

                  Han apki bat theek hey kioun keh purey europe mein christmas ki chutian hein aur dusra sab log apni khushion mein masroof hein jis trha keh hamari eid hoti hey aur hum bhi 3,4 din bilkul masroof ho jatey hein aur phir ahista ahisata hamare karobar start hotey hein aur bilkul forex market mein bhi forieghn countries ke bohot hi ziada shares hotey hein aur un countries ki abhi chrismis ki chutian chal rahi hein to is wajha se bhi forex market kafi dino se slow chal rahi hey aur mein samjhta hun keh yeh best time he keh hum achi trha se anlysis karen aur is market mein next time jese hi achi movement start ho to uske liye hamen pehle se hi aik achi planning bana leni chahiey takeh hum is mein achi trha se kamiyab ho saken.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Christmas or winter mai trading karni chaia?

                    Dear friend aapki baat bilkul theek hai lekin Mere Khyal se Christmas per to market of hoti hai to use Din aapko chhutti Hoti Hai market se to use Din trading Nahin Karni chahie aur uske alava agar aap sab bhaiyon Ki Baat karen to sardi mein training Karni chahie ki sadiyan mein aap training mein jyada time spend kar sakte hain aur usse aapko jyada fayda ho sakta hai to isliye sardiyaon Mein training ka koi bhi masla nahin to aap befikra hokar winter Mein acchi earning Hasil kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Christmas or winter mai trading karni chaia?

                      Han aapki baat theek hai Kyunki pure aarop christsm ki chhutti hai aur dusre sab log apni koshish mein masroof Hai Jis Tarah Ke Hamari Eid hoti hai aur ham bhi Teen Char Din bilkul masroof Ho Jaate Hain aur FIR Aastha Aastha Hamare karobaar start hote hain aur bilkul forex market mein bhi freeganj countries ke bahut hi jyada shares hote hain aur Unki countries ki abhi charismis Ki chhutti Chal Rahi Hai To iski vajah se bhi frocks market Kafi Dinon Se slow chal rahi hai aur Main samajhta hun ke yah best time hai ki Ham acchi Tarah Se analysis Karen aur is market Mein next time Ja sake acchi movement start ho to uske liye Hamen Pahle Se Hi Ek acchi planning banaa leni chahie Taki Ham ismein acchi Tarah Se Kamyab ho sake

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X