USD & CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USD & CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?
    Asalamu Alaikum.
    Usd or cad ek he currency hain phr in ko alag alag kesay analysis kary jesay k ek pair hain jis mai donk hain UsdCad to kesay in ko analysis kary kiyo k agr america mai kush bhi to dono currency par same effect hoga to kesay in ko consider kary.
    Umeed hai mere baat samhj agae hogi baki sub senior hain ap baat ko samhj kary guide kary.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: USD &amp; CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

    Dear ye aik hi currency ni hai agar ap ko pata ho to USD aor CAD mai thora sa faraq ni hai kafi zayda faraq hai agar ap ko ais market mai currency ko read karna ata ho to ap ko pata ho ga k koi bhi currency k first 2 letter jo hoty hai wo aus country ko show karty hai jis ki currency hoti hai aor last mai jo letter hota hai wo currency ka naam show karta hai jaisy hum agar baat kary USD ki to ais mai ''US'' se murad hai ''United state of America'' aor ais mai last par jo ''D'' hai aus ka matlab hai ''Dollor'' currency hai aor ais ko hum agar dekhy to ais mai aor CAD mai faraq hai aor ais waja se ain ki moment aik jaisi ni hai aor ais mai ap jab trade lagaty hai to ap ko ais k aleda analysis karny chaye aor CAD k liay aleda analsis karny chaye tab hi ap ko ais market mai faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: USD &amp; CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

      USD aur CAD Beshsk dono dollars hi hain lekin aik American dollar hai aur aik Canadian dollar dono aik currency nehi hain ky dono ko movement same ho dono ko apni apni price value hai aur ham jab forex market main trade kerty hain tou usdcad pair per trade kerty hain in main sy aik ki value kam hai aur aik ki value zyada hai tab hi tou market dono ky pair main kabhi one direction main move kerti hai tou kabhi other direction main ky ham trade open kerty hain tou hamain profit bhi hota hai aur loss bhi ky kabhi USD main movement ho rehi hoti hai tou kabhi CAD main tou hi unka marker graph bhi movement ker raha hota hai

      Agar dono same currency hoty tou phir dollar index aur in main movement same hi hoti aur jab ham index per trade kerty hain tou market ki movement bahot slow hoti hai ky sirf aik currency main movement ho rehi hoti hai lekin jab ham usdcad main trade kerty hain tou dollar index ki nisbat un main movement fast hoti hai jo is waja sy hota hai ky yahan per dono currencies main movement ho rehi hoti hai tou market bhi fast movement kerti hai

      Ham agar in dono ko same currency samajh lain tou hamain phir trade sirf un ky index per kerni chahiay un dono ky pair main nehi ky jab currency hi same hogi tou phir pair main trade kerny ka koi faida nehi aur jab currency same ho tou phir pair nehi ban sakta ky aik currency ka sirf index hota hai phir nehi jabky usdcad ka pair hai jis main ham trade kerty hain
      • #4 Collapse

        Re: USD &amp; CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

        Dear friend ap ny both acha sawal kea ha USD or CAD donu main different ha means USD USA ki currency ha jab k CAD Canada ki currency ha donu dollars he han par different country k han is ley jab bi hum trading karny gy to USD or CAD in ki apni apni news follow karny gy or in ki country ki different political situation or economic conditions ko dakhena both zarori ha tab he hum in main behtar trading kar sakty han jab hum log behtar planning or strategy sy trading ni karny gy to humy itna fayda ni ho jab k hum analysis kar k proper money management or risk management sy trading karny to humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy bagar analysis planning or strategy k hum log kamyab ni ho sakty han is ley humy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy
        • #5 Collapse

          Re: USD &amp; CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

          Dear member United State dollar or Canadian Dollar do alag alag currencies hai Jo ke do muktalif countries mein use hoti hain. USD and CAD key movement ko donon currency ke comparison kiya jata hai hi ki kaun si currency dusri currency ki up yah down move kar rahi hai. Un mein se agar ek currency up movement karegi to automatically dusri currency down move karna shuru Kar degi is tamam comparison ko muktalif tarike se analyse Kiya jata Hai jiski madad se Ham trading karte Hain. Forex trading hamesha currency pairs mein isliye ki jaati Hai ki ek currency ka analyse karna different hota hai aur do currencies ka comparison karna different hota Hai. Forex trading main aapko kam karne se pahle iski tamam basic Ka pata Hona chahie tab hi aap is se earning Hasil kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: USD &amp; CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

            Forex business mein 2 currencies ke pairs chaltey hein ab agar hum dekhen keh USDCAD to yeh 2 currency pairs hein jo keh move ho rahey hein jis mein aik USD hey aur dusri CAD hey ab is mein jo USD hey woh Quote pair hey aur jo is mein CAD hey woh base pair hey ab yeh aik currency aap isko nahin keh saktey hein aur jab bhi Doller ka rate increase hota to USDCAD bhi increase hoga aur agar CAD strong hoga to USDCAD ka jo rate he woh decrease hoga is trha se yeh dono alug alug countries ke currency pairs hein jo aik dusre ke against chal rahey hotey hein aur is mein work ho raha hota hey aur jese hi yeh aik dusre ke khilaf move kartey hein to price bhi same usy direction se up down hoti hey.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: USD &amp; CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main USD or CAD donu dollars he han par aik USA k dollars Han or dosry Canada k dollars han is ley in main both ziada difference ha q k Canada or USA main both ziada difference ha or jab bi news aati Han to in ki different news hoti Han Canada ki different news aati han or USA ki news alada aati han isi waja sy USDCAD main different movement hoti ha is ley humy news time both ahtaiayat sy trading karni ho ge tab he hum behtar trading kar sakeny gy jtni ache learning karny gy knowledge or experience hasil karan gy to hum utny he kamyab hon gy is ley humy USD or CAD k pairs main trading karty waqat humy both ahtiayat sy trading karni ho ge q k jab news aati han to market main both fast movement hoti ha jis ki waja sy humy loss ho sakta ha is ley humy USD or CAD main difference ka pata hona chae ha USD k ley humy USA k political situation or economic situation ko dakh k trading karni ho ge or CAD k ley humy Canada k political situation or economic situation ko dakh k trading karni ho ge
              • #8 Collapse

                Re: USD &amp; CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

                no,dear apko forex markeet ki curriencies k baray main kisi nay ghalt guide kia hay asal main kisi bhi pair main koi aik curriency nai hay har aik pair main 2 countries ki trades ki jaty hay jis tarha say aap nay baat ki hay k usdcad aik curriencie hay asal main usd amrican dollers ki curriency hay jub k cad candian doller ki curriency hay jis main in dono ko milanay say yeh aik pair banta hay jis main agar usd strong hota hay to sath sath candian doller ki economy down ana start ho jaty hay same isi tarha say is forex amrkeet ki moovemnt say markeet ka kaam chalta hay is liye hamko markeet main kaam krnay say pehlay iski complete conirmations say pehlay kabhi bhi makreet main in nai hona chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: USD &amp; CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

                  Assalamu Alaikum dear aapane bilkul theek hai Forex trading Mein USD siedi donon dollars hi hai per Ek USA ke dollars hai aur dusre Canada ke dollars Hain isliye in mein bahut zyada difference hai ki unke Canada or USA mein bahut jyada difference hai aur jab hi news Aati Hai To Inki different news Hoti Hai Canada ki different news aati hai aur USA ki news Aati Hai ISI vajah se USD IOCL Mein different movement hoti hai isliye Hamen news time Bahut Yaad Se trading Karni Hogi tab hi Ham Baithe trading kar sakte hain itni acchi learning karne ke knowledge or experience Hasil karne Ge to ham utane hi Kamyab Honge isliye Hamen USD CA DK pears painting karte waqt Hamen bahut se trading Karni Hogi Kyunki Jab news aati hai to market mein bahut fast movement Hoti Hai Jiski vajah se Hamen loss ho sakta hai isliye Hamen USD aur siedi mein different Ka Pata Hona chahie aur USD ke liye Hamen USA Political situation aur economic situation Ko Dekhkar training Karni Hogi Aur siedi Ke Liye Hamen Canada ke political situation aur economics creation ko dekhke trading Karni Hogi tab hi Ham movement kar sakte hain Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: USD &amp; CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
                    USD & CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?<br />Asalamu Alaikum.<br />Usd or cad ek he currency hain phr in ko alag alag kesay analysis kary jesay k ek pair hain jis mai donk hain UsdCad to kesay in ko analysis kary kiyo k agr america mai kush bhi to dono currency par same effect hoga to kesay in ko consider kary.<br />Umeed hai mere baat samhj agae hogi baki sub senior hain ap baat ko samhj kary guide kary.
                    Ji ap nay bohat acha question kia hay. Es baray main ap ko understand karnay main koi ghalt fehmi ho chuki hay kun k yahan tak mara khial hay ap nay kuch es taran read kia ho ga ya dekha ho ga "USD/CAD" aor yeh understand kar bethi k kahi yeh aik hi currency hay lakin aisa nahi hay bal k yeh aik currency pair hay jo two different countries ki currencies ka majmoa hay jes main USD United Stat of America ki currency hay aor CAD Canadian currency hay hain asal main dono dollar hi lakin mukhtalif countries kay es liay en ki movement bhi alag alag hoti hay lehaza es bat ko achi taran understand kar laina chahiay aor phir usi hisab say trading main USD/CAD par trading ki jay.
                    • #11 Collapse

                      Re: USD &amp; CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

                      Ham Logon Ko currency Mein trading karna Hogi Jab ham log currency Mein Karte Hain To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai aur ham Logon Ko market mein kamyabi milati hai isliye Ham Logon Ko chahie ki ham log currency Mein trading Karte Rahe aur kamyabi Hasil Karte Rahe
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: USD &amp; CAD ek hee currency hain to alag alag kesay movement?

                        Hello dear Pakistan Forex forum members good morning and assalamualaikum main aapko yah batana chahta Hun ki candian dollar is a separate currency American dollar ek alag currency hai isliye aapko Forex trading market mein proper guidance aur knowledge hasil karte hue kam karna chahie aapko forex market mein indicators and oscillators use karte hue kam karna hoga aur aapko basic Forex trading knowledge ke bare mein maloom hona chahie aapko maloom hona chahie ke canadian dollar Canada ki currency hai jab ke american dollar America ki currency hai United State of america ek alag state hai jabki america ki state hai aur canadian economy depend karti hai crude oil per agar crude oil ki prices increase ho jaati hai to canadian dollar strong ho jata hai aur USD ke against powerful ho jata hai lekin agar american dollar strong ho jata hai to canadian ollar bhi kho jata hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X