Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?
    g dear all friends ap sab thek hongy jaisa k sab yaha par forex trading k bary me bohat kuch janty hen k ye ek worldwide business hey ye puri dunya me chalny wala business hey or mery khiyal say to ye puri dunya ka wahid business hey jaha say ap unlimited earning b kar sakty hen lakin wo apk account or experience par depend karta hey or jaisa k sab ko pta hey k ye ek trading business hey yaha par hum currency par ya metal or oil par trading karty hen buy karty hen ya sell karty hen matlab k all in all ye paisay ka business hey or ab yaha par khas mera sawal ye hey k is me kon sa department ya mehkama isko control kar raha hota hey hum is market me kaisy aty hen kis say rabta karty hen.waisy to hum broker k sath hoty hen market k andar lakin ye broker hey kiya asal me isko hum kis nam say jan sakty hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
    g dear all friends ap sab thek hongy jaisa k sab yaha par forex trading k bary me bohat kuch janty hen k ye ek worldwide business hey ye puri dunya me chalny wala business hey or mery khiyal say to ye puri dunya ka wahid business hey jaha say ap unlimited earning b kar sakty hen lakin wo apk account or experience par depend karta hey or jaisa k sab ko pta hey k ye ek trading business hey yaha par hum currency par ya metal or oil par trading karty hen buy karty hen ya sell karty hen matlab k all in all ye paisay ka business hey or ab yaha par khas mera sawal ye hey k is me kon sa department ya mehkama isko control kar raha hota hey hum is market me kaisy aty hen kis say rabta karty hen.waisy to hum broker k sath hoty hen market k andar lakin ye broker hey kiya asal me isko hum kis nam say jan sakty hen.
    Dahi Bhale do main aapko yah batata chalu ke Forex trading Koi Chhota Sa business Nahin Hai Jo ise Koi department control kar sake yah Ek online automatically system Kaise Diye se kam Karta Hai Jaise hi Kisi chij Ki value increase hoti hai aur iski demand badh Jaati Hai vah share market Mein upar wale side per chala jata hai aur jis ki demand kam Ho Jaati Hai vah Pare down side per Aana shuru ho jata hai isliye Hamen is chij ki tension Nahin leni chahie balki Dil lagakar kam karna chahie aur aur Hamesha market ko analyse karna chahie
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

      Dear agar ap ne dekha ho to ye market aik jaga se operate ni ho rahe hoti hai ais mai diffrent jaghon se log aa k kaam kar rahy hoty hai aor ais mai market ki jo moment ho rahe hoti hai wo ais mai trading k hisab se hoti hai agar ais market mai buyyer zayda aa jaye to aus time market up ward start kar deti hai agar hum ais market mai trend ko samjh jaty hai aor aus k hisab se ais market mai trade laga dety hai to aus par hum ko jo profit hota hai wo hum withdraw karwa ley aor aus k baad hum ne jitna risk lena ho ais market mai le k kamyab ho sakty hai ais market mai moment to jis taraf zayda orders ho gy aus taraf ho gi hum asani se ais market mai acha profit bana sakty hai agar hum ais market mai mehnat karty hai to hum ais mai kamyab ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main koi department Ni ha jo forex trading ko control kar sakeny forex trading main 4 bari market Han Jin main different 3 sections hoty han
        In markets main currency jis ki ache hoti ha us ki value up ho jati ha or jis ki currency weak ho to us ki value down hoti ha or over all auto pe markets chal rehe han or daily k hessab sy up ya down movement hoti ha is ley is ko koi bi control ni kar Raha hota ha ye har country k hessab sy us ki economic or political situation k hessab sy is ki currency value up ya down hoti ha
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

          Forex market computerise market hai jo sirf investors ki waja sy move kerti hai yeh kisi individual ky control main nehi hai ky koi isko apni merzi sy move kerna saky agar aesa hota tou market bari investment per bari movement bhi na kerti forex market kisi aik jaga sy control nehi hoti ky balky puri world sy jo traders forex market main trade kerty hain tou unki open trade ki waja sy forex market move ker rehi hoti hai forex market ko control kerny wala agar koi department hota tou forex market aesy run na ker rehi hoti Jesy ab ker rehi hai ky her koi apni merzi sy forex ko move kerwa ker forex sy achi earning kerta rehta aur forex ko khud bahot bara loss ho sakta tha forex market ki movement different sessions open hony sy fast ya slow hoti hai ky jab session open hoty hain tou kuch time ky liay bahot zyada movement hoti hai lekin kuch time ky bahd yehi fast move kerti hui market stable ho jati hai

          Hamain forex market main trade bhi achi terha sentimental analysis ker ky lagani chahiay ky forex market sellers aur buyers ki percentage ky reference sy move ker rehi hoti hai tou ham usi hisab sy trade open ker ky forex market sy achi earning bhi ker lety hain so hamain trade open kerny sy pehly agar ham sellers aur buyers ki percentage read ker lety hain tou sell ki ya buy ki trade open kerni hoti hai isky hamain sell ya buy kerny per acha profit hasil ho saky
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

            Dear Forex market auto base par chalti hay es ki waja ye hay key market price ka dar o madar economic news par hota hay aur koi be esa department nahi hay jo Forex market key kesi currency key price ko control kar le, Forex market ka control kesy key pass nahi hay na to koi esa department hay na koi esa person hay aur na hi koi esa place hay jaha se ye prices control ho sakti ho, economic news aur events ya kesi country ki policy market ki prices key change hony ki waja ban sakti hay, esi bahot se aur be wajohat hey jes se market ki prices me changing a sakti hay magar es ka control kesi key be hath me nahi hay agar app key mind me esa koch hay to app mistake kar rahy ho.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

              Main to abi new hoon ur mujhe kuch zayda nhi pata hein is bary main na he mnain kuch is bary main keh sakta hun is liya main kuch be nhi bata saka hun
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

                forex market ke different sessions hotey hein aur un sessions ki wajha se hi forex ki market 24 hour open hi rehti hey aur is mein koi bhi aik country ya department involve nahin hey jo isko control kar raha ho iski totally market har country ki economy par automatic hi chal rahi hoti hey aur iske jo rates hotey hein woh Computrizeda automatically hi generate ho rahey hotey hein jab kisi bhi mulk ki economy up ya down hoti hey to iska jo computrised system hota hey woh already iski calculation kar raha hota hey aur rates ko up ya down kar raha hota hey aur is mein purey world se rates daley gaye hotey hein jo keh master system se automatically generate ho rahey hotey hein baqi aisa koi department nahin hey jo isko chala raha ho.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

                  Diga Agar aapane Dekha Ho To yah market Ek Jagah se corporate Nahin ho raha Hota han ismein different Jago se log Aakar kam kar rahe hote hain aur ismein Market ki jo movement ho rahi Hoti Hai vah ismein trading ke hisab Se Hoti Hai Agar is main market mein buyyer Jyada a Jaaye to use time Maar Hi up words start kar deti hai agar Ham is market Mein train ko samajh Jaate Hain aur uske hisab se is market Mein trade Laga Dete Hain to use per Humko Jo profit hota hai vah Ham withdrawal Karva lete aur uske bad Humne Jitna risk Lena Ho is market Mein Lekar Kamyab ho sakte hain is market Mein movement Tu Jis taraf se jyada orders Honge use Taraf Hogi gi movement hoti hai isliye Isko Koi Bhi control nahin kar raha Hota yah Hath ke hisab se uski economic aur political ke sabse iski currency value up down hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

                    dear forex market ko koi bhi department control nahi ka raha hai balky yeh aik currency exchange market hai jiss main 4 exchange kam kar rahi hai jiss main es main 4 market yeh hain tokoyo aur sidney and lodon and usa yeh market apne apne time main open hoti hai aur phir sara control in par hota hai jesy hamri karachi wali stock market hai asy he forex market hoti hai mager stock market aik country main he work akrti hai mager forex market pory dunia main trade krwati hai es lea forex market dosri market say ohut ziada bari ha kyon ky es main pori dunia say traders trade karty hain aur earning karty hain es lea yeh market itni bari market hai jiss main log bohut profit earn kar ray hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

                      Dear friend forex trading aik chota sa business ni ha jis ko koi department control kar raha ho ye aik international business ha jo k online ha jis main sab ki online currency main jo up down aata ha in k country ki economic condition or political situation ki waja sy aata ha or auto pe is ka effect market pe hota ha jis ki waja sy in ki currency ki value kam ziada hoti ha or jo is k sath currency hoti ha us ki value main isi tahra kam ya ziada hoti ha alternate forex trading main humy proper money management or risk management sy trading kar k ache trading karni ho ge tab he hum behtar planning or strategy bana k trading karni ho ge forex trading main jtni mehnat karny gy hum utny he kamyab hon gy forex market auto pe control hoti ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

                        dear is markeet ko koi bhi aisa departmnt handle nai kr raha hay agar aisa kuch ho to jo departmnt isay handle kr raha hay wo sab say ziada apnay liye markeet say earn krnay main success ho sakta hay i think isay all over the world banks he manage krtay hain jis country ki econoy down hoty hay wahi say us curriency ka trend own ana start ho jata hay is liye ham is markeet ko kisi departmnt say nai mila saktay hain aur na he ham isay kisi departmnt say koi sifarish krwa kr apnay liye markeet k baray main jaan saktay hain is liye better yahi hay k ham markeet k baray main ziada say ziada jaanain aur is main entery say pehlay isk rules ko follow karna he hamari succcess hay aur reality hay baaki agar hamari yeh soch hay k ham is markeet say shortcut say kuch earn kr saktay hain to yeh ham bahut barri mistakes karaingay aur apnay aapko bahut jald lose main dalaingay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

                          Bhaijaan aapane bahut hi acchi post Ki Hai Mere Khyal Mein forex market ki 3 session hote hain sabse Jyada us session main movement Hoti Hai ismein trading karne se ham log Kafi Achcha profertil kar sakte hain Ham Logon Ko is session ka bahut hi jyada fayda ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

                            forex ak bohat bara business hain hamy is mai market ke movement ko saamj jar kam karna ho ga pher he hum pasisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamayebe haisal ho jy ge forex aik asa business hain jo hamy learning be detqa hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kaer sakty hain yai aik legal business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasla nahi ho ga forex aik bohat bara business hain hum is mai paart time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kari sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:forex trading market ko konsa department control kar rha hey?

                              Chunav Forex trading market ek liquid market hai jisko control karne ke liye Cyprus mein service maujud hai har broker ka ek separate server hota hai ISI tarah Cyprus mein Forex trading ko control karne ke liye system maujud hai jisko bankers handle and control karte hain kisi bhi country ki currency uski account mein payment karti hai aur uski political situation ko dekh kar uski strongness yah weakness ko promote yah predict kiya jata hai aise hi aap ko maloom hona chahie ki Forex trading market aur inter banking rates mein difference bahut kam hota hai market ko rang karne ke liye liquid required hota hai agar kisi currency mein floor jyada ho to use per trading bhi zeyada hoti hai aur vah currency zeyada stronge hoti hai is bat ka khaas kheyal rakhen ky market ma in rahen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X