Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay ga?
    Kuwait aur Saudi Arabia kay darmiyaan issi week mai open territory mai oil production ka dobara aghaaz kernay ka contract sign hojaey ga. Jiss say dono countries ki oil production mai izafa ho jaey ga. Aap kay khayaal mai iss contract ka crude oil ki price pay Kitna asar parey ga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay

    Dear friend ap ny both acha sawal kea ha suida Arab or Kuwait k darmyain contract ki waja sy oil pe both asar par sakta ha may bi oil ki price both ziada down jay ge may bi oil price 50 ya 55 ta down ja sakti ha is ley humy oil main trading karty waqat both ziada ahtiyat karni chae ha ta k humy ziada loss na ho or ye bi na ho k hum samjeny down jay ge sell kar k beth jany or oil price up chali jay jis ki waja sy humy ziada loss ho sakta ha humy both ahtiyat sy trading karni ho ge oil main or ache earning k ley both ziada ahtiyat sy stop loss or take profit ka istamal kar k trading karni ho ge tab he hum behtar planning or strategy sy trading kar sakeny or forex trading main kamyab ho sakeny gy
    • #3 Collapse

      Re: Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay

      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab bi asy contract hoty han to market main both tazi ati ha market up or dwon donu side movement Kar sakti ha is ley humy oil main trading karni ho to analysis kar lan news pe nazar rakheny or khas Kar k sudia arabia or Kuwait k darmaiyan hony waly contract sy market main ziada movement ho sakti ha jis ki waja sy oil price both ziada down ya phr up move kar sakti ha is ley jab tak movement confirm na ho to tab tak humy trading ni karni chae ha balky wait karna chae ha or jab news aa jay to tab he humy usi hessab sy trading karni chae ha or oil main trading karny k ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge or stop loss use karna both zarori ha ta k agr value humary against bi jati ha to ziada loss na ho
      • #4 Collapse

        Re: Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay

        Dear jaisy k ap ko pata hai k oil ki moment hoti hai fundamental ki waja se hai agar oil ki demand zayda ho jaye aor ais ki supply kam ho jaye to aus time ais ki price zayda ho jati hai aor hum ko aus time buy ki trades lagani chaye aisy hi agar oil ki supply zayda ho aor aus time ais ki demand kam ho to hum ko aus time sell ki trades lagani chaye kun k aus time oil down aata hai aor hum agar aus time ais market mai trade lagaty hai to hum ko ais mai tab hi faida hota hai jab market moment karti hai aor aus fundamental k hisab se moment karti hai abi bhi jo contract hoa hai ais se oil ki price thori down aa sakti hai aor hum ais time se acha profit bana sakty hai kun k oil thora sa bhi move kary to hum ko aus par acha profit ho jata hai agar lot sahe lagi ho account par.
        • #5 Collapse

          Re: Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay

          Just two countries ka in ternal oil production ka contract puri forex market ko effect bahot zyada nehi ker sakta beshak Saudia oil producing ki bahot bari market hai jo puri world ko oil supply kerti hai lekin agar kisi country ki sath oil production ka koi contract sign hoga tou us per forex market main oil ki prices per koi khas effect nehi pery ga ab oil ki production tou Arab countries main bahot zyada ho rehi hai lekin oil ki price main forex market main oil ki zyada production sy bhi koi farq nehi perta lekin agar oil ki supply cut hoti hai tou phir farq perta hai oil ki price main ky jab oil ki supply kam hoti hai tou prices bahot zyada increase ho jati hain

          Previous kuch weeks pehly jab Saudia ki oil producing company per drone attacks huey thay tou market main oil ki price bahot zyada increase ho gai thi jo kuch time period ky liay hi hui thi jis sy yeh zahir hota hai ky oil ki supply jab cut hoti hai tou oil ki price bahot zyada increase ho jati hain forex market main bhi lekin jab oil ki production increase hoti hai tou koi bara effect nehi hota market ki price per ky just kuch cents market up ya down move ker sakti hai koi bari change nehi ati market prices main

          Hamain agar crude oil over trade kerni hai tou hamain aik tou technical analysis ker trade kerna hogi dusra hamain crude oil inventory ki news ko zarur read kerna hoga ky agar inventory positive hoti hai tou price kam hoti hain agar inventory negative hoti hai tou forex market main crude oil ki prices bhi increase ho jati hain tou aesi news per trade ker ky bhi ham achi earning ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay

            Ofcourse agar Saudi Arabia and kuwait ki oil production par phir se contract ho jata hey to is se Oil ki producation mein kafi ziada azafa dekhne ko milega aur is surat mein Oil ki jo price hey woh bhi kafi had tak up ja sakti hey kioun keh jab bhi kisi chez ki producation ziada hone lag jati hey to uske rates bhi up hi chale jatey hein aur woh stock market ho ya international market ho us mein uske jo shares hotey hein woh bohot hi high points ko touch karne lag jatey hein isliye agar yeh contract kamiyabi ke sath ho jata hey to pihr hum oil ke analysis buy mein easily kar saktey hein aur is mein yeh bhi confirm he keh oil ki prices par kafi ziada impact parega aur up ja sakta hey.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay

              Dear Kuwait aur Saudi Arabia oil production ka contract kia hay lazmi bat hay es ka effect crude oil par ho saky ga aur crude oil ki price me kami aye gi, December month me crude oil ki keemat bahot zeyada increase ho gai ti magar ab jes tarha se Kuwait aur Saudi Arabia key oil production ne new contract kia hay es ka positive effect crude oil par ho ga aur crude oil ki price mazeed increase nahi ho saky gi, buyer traders ko ab alert ho jana chaye ta key nuksan se bach saken agar es point se crude oil ko buy kia gia to traders ko bahot zeyada loss ho saky ga.
              • #8 Collapse

                Re: Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay

                hum oil mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain forex aik am business ke nisbat acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kara sakty hain hum isy apana life time career be bana sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasla nai ho ga forex aik amm busienss ke nisbat acha business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex jasa koi or business nahi hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay

                  agar hum forex mai new hain to hamy oil mai kam nah karana chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik wasee business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai free account baana kar be kam kra sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hum apny boss ap hye hoty hain forex aik asa business hqain jo hamy learning be deta ahain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kara is mai kam kar sakty hain forex aik legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay

                    Dear member foreign currency trading slow and smooth hoti hai aur is mein trading karna thora aasan hota Hai lekin agar Ham baat Karen crude oil ki to use per trading karna bahut difficult kam hota Hai kyun ki uski movement bahut ziada rapid ho sakti hai. Aapane bahut acchi post ki hai aur us mein aap ne kafi acchi baten bataen Hain ki aise tamam country Jahan per isl ki bahut ziada production hoti Hai to un Mumalik ki involvement se bahut zyada market mein up and down movement a sakti hai. Jaise ke kuch Din pahle Saudi Arabia mein oil production Bamb blast ki vajah se kam ho gayi jis ki wajah se market kuch hi minutes mein bahut zyada opper chali gai. Ham tamam traders ko chahie ki fundamental analaysis ko hamesha follow Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay

                      Bhai jaan aapane bilkul theek baat ki hai mere pyar mein agar ham log bhi Man Ki Main Aisa Soch Samajh Kar kaam karte hain to Fir Ham Logon Ko nuksan Nahin ho sakta isliye Ham Logon Ko news ko falon karke kam karna hoga news ko Palan karne se Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham Logon Ko kamyabi milati Hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kuwait aur Saudi Arabia ka New oil production contract oil ki priceia asar dalay

                        Forex trading members crude oil trading ke liye both best instrument hai is mein aapko instant profit mil sakta hai because Forex trading mein crude oil ko black gold kaha jata hai middle East countries ki economy ka sara daromadar crude oil per hai agar crude oil ki prices decrease karti hain to middle East countries ki economy default' kar jaati hai agar crude oil ki prices OPEC countries control karti hai oil producing economy cal countries Forex trading market mein bahut important role play karti hai OPEC meeting ko bahut importance hai hi hi dear Forex trading members aapko production explosive countries ko critically review karna hoga aur unki prediction se crude oil ki prices set hoti hai Kuwait and Saudi Arabia oil prices control karne mein bahut important call karta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X