Re: New traders ko kitnay time frame kay sath trade open karni chahiay?
Forex market mein aap sab log Jante Hain ke bahut Sare timeframes Hai 1 minut Se Lekar 1 month Tak time Prem Mil Jata Hai Lekin main Yahi kahunga Jo log bhi Forex trading co abhi join kar rahe hain vah Jyada Bade timeframe per Apne market ko analyse na Karen Kyunki long time trading ke liye Bada timeframe lagta hai lekin Agar Hamen long time trade Karenge to knowledge kam hone ki vajah se Hamen bahut jald usmein loss ho jaega isliye minimum time frames per aap ko Apne analyse karne chahie Mere Khyal Mein Ek new member ke liye 1 hour aur aur forever wale timeframe best hain Agar vah ine per Apne analyse Karte Hain To Kafi acche result Hasil kar sakte hain yah Jaruri nahin hai ki aap Jyada Bade time frame per kam kar ke acche result Hasil kar sake Ek new trader ko chahie ki vah scalping strategy se bahut Dur Rahe Kyunki yah strategi bahut hi jyada dangerous hai aur ismein aapka account bahut hi jald Kali ho sakta hai
اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111
پيغام ديکھيے
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим