Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?
    Forex trading main many types indicators use kiay jatay hain aor har aik ko bohat ziada importance hasil hay maira ap say sawal hay k in tamam indicators main say sab say best results kon sa indicator daita hay wazahat karain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

    Forex market main trading ky liay her trader apna apna indicator use kerty hain kuch tou indicators purchase ker ky bhi forex market main trade kerty hain aur kuch traders by default indicators ko use kerty huey forex market main trading continue kerty hain by default indicators main bhi bahot sary indicators aesy hain jin ky best results hoty hain Jesy bahot zyada traders RSI indicator ko use kerty hain aur kuch parabolic sar sy help ly ker trade continue kerty hain kuch traders bollinger band ko prefer kerty hain tou her koi apni apni trading main different indicators ko use kerta hai

    RSI best indicator hai jis ko her koi use ker sakta hai ky pehly agar ham moving averages twenty aur eighty set ker lain tou hamain phir trade open kerny main problem nehi hota ky agar market twenty ya eighty per ponch chuki ho tou hamain reverse order main trade open kerny main acha profit hasil ho sakta hai ky jab market eighty ya twenty ko cross ker leti hai tou phir reverse zarur move kerti hai tou yeh trade open kerny ky liay best indication hoti hai ky ham trade open ker ky acha profit bhi bana sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

      Dear friend ap ny ache sawal pucha ha forex trading main different indicators istamal hoty han jin ko seek k in sy behtar trading kar sakty han is ley humy pehly indicator ko seekena or samjena ho ga jab hum indicators ko seek k istamal karny gy to humy ziada sy ziada fayda ho ga jab k hum bagar sochy samjeny trading karny gy to humy loss ho sakta ha is ley humy bagar sochy samjeny trading ni karni chae ha
      Forex trading main sab sy best indicators main RSI or moving average han in ko agr seek k istamal karny gy to hum ziada behtar trading kar sakty han agr bagar soch samj k trading karny gy to humy loss ho sakta ha forex trading main indicators ki both ziada importance ha
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

        dear forex trading main har indicator he acha result daita ha aur har indicator ki working thek work karti hai jab bhi indicator ko ya kisi bhi strategy ko ap perfect bnaty hain tu ap khud he bnaty hain jitni ziada ap us par practice karain gay ap ko wo utna he samjh main aay ga chahy wo strategy ho ya indicator kyon ky forex main har chez he kam karti hai wo he aik chez professional trader use kar ky profit kar raha hota hai dosri tarf aik trader usi main loss kar raha hota ha es lea trading strategy forex main tab he ap ko acha profit daiti hai jab ap ky pas un ky bary main acha knowledge ho aur uss ki logic ka pata ho aur sab sy important bat ky ap ki us practice hona boht zrori hai practice ky bgair koi bhi strategy chahy wo 100 percent confirm ho ap ko faida nahi day sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

          forex aik wasee business hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kr sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kair sakty hain hum is mai mahnet sy kam kaary gy to hamy kamyabe hasial nahi ho ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is maia mahnett sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo ky kabe be band nahi ho sakta is mai students be kam kara sakty hain hum is mai apny boss ap he oty hain forex aik acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

            Dear ais market mai bahot sary indicators hai jin ko hum ais market mai use kar sakty hai aor acha profit bana sakty hai magar ye depend karta hai hum par k hum kon si trading strategy par kaam kar rahy hai ais market mai her trading strategy k hisab se diffrent indicators hai jin ko hum use kar sakty hai aor ais mai acha profit bana sakty hai hum agar ais market mai acha kaam karty hai to hum asani se ais market mai kamyab ho sakty hai kun k ais market mai hum acha result dekhna chaty hai to hum koi bhi aik indicator ko le aor aus ki setting aisy kar ley jis se hum ko agar koi trade milti hai to hum aus par asani se acha profit bana ley aor aus par hum kamyabi hasil kar ley ais mai hum ko discipline k sath kaam karna hota hai tab hi zayda faida hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

              forex market main jab ap kisi bhi indicator par kam kar rahy hoty hain ager wo ap ko profit day raha hota hai tu wo he ap ky lea acha hota hai ager ap new trader hain tu ap ko pehly aik asi strategy dhondni chaheay jiss main ap practice karain gay tu ap ky lea wohi strategy achi ho ge main ziada tar indicator pay kam nahi karta houn kyon ky indicator say ziada price action strong hota hai aur aksar ju experience waly trader hoty hain wo price action he use akrty hain kyon indicator ziada fake out daity hain jiss ki waja say log confuse ho kar trading main loss karty hain aur phir loss karty hain es lea forex main ap ko indicator ay ziada price action support aur resistance pay kam karna chaheay yehi market main real strategy hoti hain ju ky kabhi bhi fail nahi hoti hain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

                Dear mery khayal me kesi 1 indicator ka agar name leya jaye to ye ghalat ho ga technical indicator koi be ho app key ley ye acha result de sakta hay aur app har technical indicator key base par achi strategy be bana sakty ho, baghot se esy indicators hey jes ko use kar key app achy aur profitable trading signals hasil karny me kamyab ho sakty ho aur sath me app market me entry aur exit point ko be identify kar sakty ho, jo zarori aur acha result de sakty hey jes ko professional traders be use karty hey wo ye indicators hey,

                1. Price action
                2. MACD
                3. SMA-EMA
                4. Support and resistance level
                5. RSI

                esy bahot se indicators aur be hey jes ko use karny se ham apni trading ko technical base par achi bana sakty hey aur achi strategy be bana sakty hey, zarorat es bat ki hay key esy indicators ka experience demo account me hasil kia jaye ta key es ko use karny me aur time par es se good signals hasil karny me asani ho.
                Click image for larger version

Name:	Technical-Indicators-9.png
Views:	1
Size:	33.8 کلوبائٹ
ID:	12325521
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

                  Yes bro, forex trading mein buhat sare indicators hai aur kuch indicators buhat simple hote hai aur asani se samajh ane wale hote hai to kuch kafi complicated hote hai. Per mere khayal se to best indicator wahi hota hai jo ap ko ache sa samajh ajae. mujhe moving average, bollinger band aur RSI indicators ka result kafi acha aur kafi had tak perfect lagta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

                    Asalamu Alaikum.
                    Forex trading mai bht say indicator hain or har ek indicator ko har members apny apny way say usay use karty hain or apny k liay us hee best bana lyty hain us ki study kar k jesay kisi ko moving average ki samhj nahi hoti laken kush members asy bhi dehky hain jo srif moving average ki base par trade open karty hain to is liay har kisi k liay wo indicator best hain jis kinusay achi knowledge ho achi samhj ho us k bary mai.

                    Jesay mujy khud mery sir bar bar moving average indicator ko follow karny ka khety hain laken mujy aj taak moving average ki samhj nahi ae hamesha moving average mery against hee chala jata hain is liay mai bhi moving average indicator ko follow nahi karti.

                    But mery experience k according best indicator jo mujy 100% achy signals provide karty hai wo resistance or support lagty hain mery mutabik pori forex trading mai resistance and support behtreen hain kiyo k ye kisi kism ki koe fix programming base ni hain is mai srif ap ko bht dehan say forex ki last history dehk kar set karna hota hain us k bad market khud ap ko behtreen signals dyti hain mere aj taak koe trade jo resistance or support ki base par lagae ho ya predict ki ho kabi fail nahi hoe hain.
                    ye mera tajurba hain ap bhi khud study kary or apny liay kisi ek ko best banye
                    Otherwise achy to sub indicator hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

                      Forex business mein agar dekha jaye to hazaron ki tadad mein aisey indicators hein jinki madad se hum acha result hasil kar saktey hein lekin mera jahan tak khayal he to yeh indicator hum ko life time tak kabhi bih profit nahin de saktey hein yeh just kuch arsa keliye hi chaltey hein aur phir uske bad inka result zero se shuru hone lag jata hey isliye hamen chahiye keh hum always Price action Volume spread analysis in chezon ko learn karen to yeh sab indicators se bohot hi ziada better hein aur in se hum achi trha se profit gain kar saktey hein aur life time tak work kar saktey hein baqi jitne bhi indicators hein yeh aik na ik din expire ho jatey hein aur good work karna bhi chor dete hein.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

                        Dear friend Forex trading Mein different indicator istemal hote hain jinko sikhe ine se Bistar trading Hasil kar sakte hain isiliye Hamen pahle indicator ko sikhana Aur samajhna Hoga Jab Ham indicator Kosi ke istemal karte Karenge To Hamen Jyada Se Jyada fayda Hoga Jab Ke Ham bagair soche samjhe trading Karenge gay To Ham loss Mein a Jaenge isliye Hamen Soch Samajh Kar trade Karni chahie Forex trading Mein sabse best indicator Main RS I aur moving leverage Hai in ko agasi case Tamal Karenge To Ham Jyada Behtar trading kar sakte hain Agar Soch samajhkar trading Karenge To Hamen loss ho sakta hai Forex trading Mein indicator ki bahut jyada important isiliye isko Soch Samajh Kar Hi karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

                          Asalam o alikum friend forex trading main successful hony k liay indicators ki bot zyada ahmiat hy trading k liay traders bot sy different indicators ka istmal karty han hamy or khas kr new traders ko in indicators ki zyada pehchan ni hoti k hamy trading k liay kon sa indicator use karna chaey hamy bot soch smj kr or ahtiyat k sath trading k liay indicators istmal karny chaian indicators k bagar ham achi trading ni kr skty q k forex aik bot bara or profitable business hony k sath sath aik behad difficult or risky business b hy forex m resistance indicators zyada best rahty han in ko use kar k ham achi trading kr k acha profit hasil Kar sakty han forex aik bot bara online profitable business hy is m hamy zyada sy zyada mehnat ki zarort hoti hy tbi ham aik professional or kamyab trader ban skty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

                            dear forex markeet main earning k liye yoon to sab k sab indicators achay hain laikin unko samjhna aur un pay kaam krna apnay apnay tareekay say hota hay agar ham markeet main kuch mannual indicators ko buy krk kaam krtay hain to hamko un indicators say ziada benefit mil sakta hay q k aisay indicators jo hain unko pehlay test kia jata hay k wo agar chart pay apply kiye jayen to hamko aik haftay ya aik month main kitna aur kaisa result daitay hain aisi soch aur aisay indicators say hamko kam say kam lose hota hay aur ham is douraan achi earning bhi kr saktay hain aur ziada dair tak safe bhi reh saktay hain agar ham brokers k sath related indicators say kaam krtay hain to ham yeh kabhi bhi nai keh saktay hain k wo ziada trusted aur earniing dainewlay hotay hain is liye agar ham mannualy trading nai kr saktay hain to hamko indicators kisi achay aur trusted banday say buy krna chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main kon sa indicator behtar results daita hay?

                              forex trading main boht se indicators ko use kiya ja skta hai sub he indicators acha work karty hain laken hmain os indicators ko use kar k trading karni chahye jis se um apni tradng ko profitable bna skaen forex main har trador apni trading ability k according apni trading karty hain tu es chez ki zayda zarort hoti hai k indicators ki ahmiyat sub apny apny knolwedge k hisab se janty hain or mera khyal hai k forex main jo sub se zyda indicator use hota hai wo RSI indicator hai jis main sub he tradors esi main trading karty hain RSI indicator sub se best hai jis main hmain kafi level mil jaty hain jis se hmain trading karny main asani hoti hai es main hmain over sold and over bought k bary main bhi andaza lga skty hain es liye indicators ko achi trha se select kar k apni trading kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X