Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?
    Forex trading main aam tor par bohat si terms use hoti hain jen main say margin, margin call and margin gap bhi shamil hain mara ap say sawal hay k margin, margin call and margin gap main kia farq hay en sab ki details say wazahat karain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?

    Margin aur free Margin tou hamary balance per aur running trade per depend kerty hain ky jab hamari koi bhi trade open na ho tou hamary pas hundred percent margin hota hai ky ham kisi bhi pair main trade open ker sakty hain agar hamary account main achi amount main balance hai aur hamain small lots use ker ky trade open kerty hain tou hamary pas remaining margin bhi kafi zyada hota hai ky ham mazeed trades open ker sakty hain hamain aesy trade open nehi kerni chahiay ky ham itna bara risk lain ky hamary pas remaining margin minus main chala jaey agar aesa ho jaey tou beshak hamain market main trade open kerny ka bahot acha chance hi kyun na nazar aa raha ho ham mazeed koi bhi trade open nehi ker sakty

    Agar hamara Margin zero jo jaey tou hamary pas new trade open kerny ka us waqat tak koi chance nehi hota jab tak ham previous open trade ko close nehi kerty jab hamary account main balance zyada hota hai tou hamary pas margin bhi bahot zyada hota hai ky ham small lots use kerty huey kei trades open ker sakty hain lekin jab market hi minus main chala jaey tou hamary pas new trade open kerny ka koi mazeed chance nehi hota so hamain her trade isterha sy open ker ky continue kerni chahiay ky hamary pas free margin bhi acha ho ky ham market main acha chance dekh ker new trade open ker sakain

    Jab hamara margin aik hi trade open kerny sy zero sy kam ho jata hai tou ham agar same trade ko close kiay baghair apny margin ko I crease kerna chahty hain tou hamain same lot use ker ky apni hi Trade jo hedge kerna chahiay ky isterha trade open kerny sy hamary pas kafi margin hota hai new trade open kerny ky liay lekin margin call Kab ati hai iska kuch idea nehi hai ky abhi tak koi aesi call receive nehi hui jis main margin sy related kuch discussion hui ho suna hai ky jab hamara margin minus main chala jata hai tou margin call bhi ati hai lekin kabhi tak aesa experience nehi hua
    • #3 Collapse

      Re: Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?

      hamy gap ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kaer saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy is mai loss sy aga karny ky liye market ke taraf sy aik call ate hain isy margin call kahty hain hamy is sy bancchy ky liye ahteyat sy kam karna chaehy pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bae rskay gy forex aik amm busines ke tarhea nahi hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar sky gy is mai hum apny boss ap he hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?

        Dear friend ap ny both acha sawal kea ha forex trading main margin or margin call different chezen han
        Margin
        Jtna humara account balance hota ha utna he humara margin hota ha par jase hum trade open karty han to humara margin kam hota ha jtni hum ziada trade open karty han to us sy humara margin kam hota jata ha or jab margin khatam hota ha to phr hum mazeed trade open ni kar sakty han
        Margin Call
        Margin call tab aati ha jab ziada trade open karny ya phr aik he bari trade open karny or wo trade ziada loss main chal jay or ap ka account wash hony wala ho to phr us waqat margin call aati ha or ap ki bari trade ya phr ziada trade open han to jis main sab sy ziada loss ha wo close ho jati ha auto pe
        Is ley humy apni account main itni he trade open karni chae han jis sy hum log acha profit hasil kar sakeny or agr loss ho bi to us ko hum recover kar sakeny is ley hum kamyab ho sakeny or ache earning kar sakeny gy
        • #5 Collapse

          Re: Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?

          hamy margin rahk ky kam karna ho ga pher he hum passia kam saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be det hain or hamy earning be deta hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy hum is mai part time be kam kari sakty hain hum is mai full time be kam kr sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai bager balance ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kari sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?

            Dear jab ap account banaty hai to aus time ap ais mai leverage use karty hai agar ap account banaty waqat leverage zayda use karty hai to aus se ap ko ye faida hota hai k ap account par lot bari lagaty hai magar aus se ap ka margin kam use hota hai aor aus k sath ap account par mazeed trades laga sakty hai aisy hi agar ap k account ki leverage kam ho aor ap ais market mai aik trade lagaty hai to aus par ap ka margin kafi zayda use ho jata hai jis se ap agar ais market mai mazeed trade lagana chay to ni laga sakty hai kun k ap ka jab margin zayda use ho jata hai to ap k pass remaing free margin ni hota jis ki waja se ap ais market mai trade ni laga sakty agar ap ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais mai apny account margin ko dekh k trade lagani chaye tab ap ka account safe rehta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?

              Dostou aapnay bilkul theek kaha hamay is business may boht ihtiat say kaam karna hoga, dostou forex trading aik boht he acha or o lie profitable business hay yay pouri dunya may boht tayzi say phaylta jaa raha hay is business may hamay aik khaas margin rakh k kaam kerna hoga agar ham apna margin nai rakhay gay toy ham sai tara kaam nai ker sakay gay or ziada loss honay ka khatra hota hay yay business ham kabi b kisi b waqt kisi b jaga yay business ker saktay hay or aik achi or mazboot strategy bana k ziada paysa kamaa saktay hay is business may ham jitni ziada mehnat karay gay utna he ziada hamay faaida hoga
              • #8 Collapse

                Re: Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?

                Dear trading key ley free margin milta hay agar ham 100$ invest karty hey to hamy leverage size key base par free margin trading key ley milta hay aur jab hamy loss hota hay aur free margin khatam ho jata hay to indication key ley margin call ata hay, margin gap kia hota hay es bary me mujy koch be knowledge nahi hay na hi me ne es bary me koch suna hay,

                agar leverage size na milta to free margin be nahi dia jata agar app large leverage size set karty ho to free trading margin be zeyada mil sakta hay aur agar leverage size kam ho ga to margin be kam hi mil saky ga, koch karen key free margin jetna be milta hay es se faida utany ki koshish karni chaye aur es ka ghalat use nahi karna chaye ta key kabi margin call ki problem face na ki jaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?

                  Ham jab trading start kartey hein aur hamare pas jitna bhi balance hota hey us par hum jese hi trade open kartey hein aur woh trade hamari lot ke hisab se mergin call dikha rahi hoti hey agar hum 100 ke balance par 1 doller ki trade kartey hein to pichey hamen jo margin call hogi woh taqriban jo nazar ayegi woh 99 percent nazar ayegi yeni keh mein aik doller ki trade kar raha hun to pichey mein 99 doller ki trade aur bhi laga sakta hun lekin agar mein jese jese loss mein jata rehta hun to meri mergin call bhi bohot hi kam hoti jati hey aur is trha se agar mera balance bohot ziada loss mein chala jata hey to yahan par apki jo mergin call hoti hey woh jese 2% per ati hey to apka jo account hota hey aur trade hoti hey woh already close ho jati hey.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?

                    Margin free margin Tomar a balance per aur earning trade per depend Karte Hain Ki Jab Hamari koi bhi trade open Na Ho To hamare pass handred percent margin hota hai ki Ham Kisi bhi pair mein trade open kar sakte hain Agar Hamare account mein acchi amount mein balance hai aur Hamen small lots use Karke trade open Karte Hain To hamare pass mining margin bhi Kafi Jyada hota hai Jab Hamare margin trade open karne se zero se kam ho Jaate Hain To Ham Agar same trade ko close kiye bagair Apne margin ko ko crease karna chahte hain To Hamen same load use Karke apni hi trade Jo hadige Ke Is Tarah trade open karne se hamare pass Kafi margin hota hai new trade open karne ke liye lekin margin kalk kab Aati Hai Iski Kuchh Idea Nahin Hai Ki koi Aisi kar receive Nahin Hui jismein margin se related Kuch discussion hui ho suna hai ki Jab Hamara margin minus main chalta hai to Margin Call bhi Aati Hai Lekin Kabhi e Tak Aisa experience Nahin hua
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Margin, Margin call and Margin gap main kia farq hay?

                      Agar ham log market Mein kaam karte hain to iska Ham logon ko bahut hi Zyada fayda ho sakta hai aur ham log market se Kafi Achcha profile bnao sakte hain Ham logon ko bahut hi jyada kamyabi mil sakti hai ham log bahut jaldi kamyabi Hasil kar sakte hain Marg se Ham logon ko bahut jyada fayda Hota Hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X