Re: 100$ k account pr kitni trade open karni chaia?
ayesha agar ap mujh say pochain tu main yehi kahon ga kai yeh totally ap kai apnay oper depend karta hai kai 100 dollars sy ap kitna risk laina chahti hain ya ap ka target kiya hai profit ka aik din ka waisay tu normally 10 percent profit kai hisab say trade lagani chahiyay lakin aur us kai liyay aik trade hi kafi hai lakin agar ap zaida risk lai saktay hain tu ap 2 say 3 trades bhi open kar saktay hain agar ap ka analysis aur decision theek howa tu jo profit ap ko aik trade say dair say milna tha wo 2 ya 3 trades say jaldi mil jaye ga lakin main aik baat batana chahon ga kai jab trades zaida lagi hon gi aur market main volatility bhi zaida ho gi tu ap confuse ho jayn gay trade ko close karnay main at the right time tu koshish karain chahay 100 dollars ho ya 1000 dollars trade aik waqt main aik hi lagayn.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим