Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?
    tamaam dost jo k forum par kam kar rhy hen or trading b karty hen un sab say me ye jan,na chah raha hun k dear hum dekhty hen k ye banda bohat purana hey ya isko market ka bohat pata hey matlab k purany baby jo market me bethy hen waisa ban,ny k liay ek aam trader ko kiya kuch karna parta hey or agar waha tak jana hey to kiya hath say kuch b nahi jata?ya bohat sary loss ka samna b karna parta hey? sab purany trader zra is k bary me yaha par detail k sath apna apna experience zarur share kren ta k ek wo trader jo k market say mayus ho chuka ho usko kuch pta chal sakyn k kaisay kamyabi milti hey forex trading marekt k andar.:1f600:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
    tamaam dost jo k forum par kam kar rhy hen or trading b karty hen un sab say me ye jan,na chah raha hun k dear hum dekhty hen k ye banda bohat purana hey ya isko market ka bohat pata hey matlab k purany baby jo market me bethy hen waisa ban,ny k liay ek aam trader ko kiya kuch karna parta hey or agar waha tak jana hey to kiya hath say kuch b nahi jata?ya bohat sary loss ka samna b karna parta hey? sab purany trader zra is k bary me yaha par detail k sath apna apna experience zarur share kren ta k ek wo trader jo k market say mayus ho chuka ho usko kuch pta chal sakyn k kaisay kamyabi milti hey forex trading marekt k andar.:1f600:
    Aapki baat to Kafi theek hai lekin Agar Ham Forex trading business Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to iske liye Hamen bahut jyada hard working se kam karna hoga aur starting se hi Apna focus Forex trading ka Achcha knowledge or experience Hasil karne wala Suna Hoga Jab Hamen Achcha knowledge or experience Hoga hoga tab hi Ham Pakistan Forex forum per bhi acchi posting kar Sakenge aur jab Ham Apne trading account mein trade Lagane ke liye Jaenge To Hamen acchi trade karne ka bhi mauka Milega Kyunki trading karne ke liye market ki acchi information Hona bahut jyada jaruri hai jo ke Hamen acche experience ke bad Hasil Hoti Hai experience Hasil karne ke liye Hamen demo account bhi diya Jata Hai Jis per Ham practice Karke Achcha experience Hasil kar sakte hain
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

      G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai account banaty hai aor ais mai koi trade lagaty hai aus par hum ko agar loss ho raha ho to hum ko wo loss bardast karna parta hai kun k ais market mai hum ko jab loss hota hai to aus ko hum jab bardast karty hai aor aus time hum emotional ho k koi bari trade ni lagaty to hum ais market mai kamyab ho jaty hai kun k ais market mai hum jitny sabar k sath kaam karty hai hum ais market mai tab hi kamyab ho sakty hai jab hum ais market mai mehnat karty hai aor ais market mai loss k bawajood achy analysis kar k ais market mai trade lagaty hai aor atna zayda risk ni lety tab hi kamyab ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

        Aesa tou forex market main trade kerty huey possible hi nehi hai ky hamain trading main sirf profit hi hasil hota rehy hamain her open ki jany wali trade main loss hi hota hai tou hamain apni skills aur experience ko use kerty huey apni trade ko loss sy bachana hota hai tou hamain profit bhi hasil ho jata hai lekin agar hamara trading ka experience bhi kam hai tou skills bhi phir kam hi hoti hain ky ham loss ko control nehi ker sakty aur jab ham trade open kerty hain tou hamain bara loss bhi ho jata hai aur aksar account wash bhi ho jata hai

        Hamain forex market main agar survive kerna hai tou hamain forex market main small loss ky sath trades close kerna hongi it hamara loss aik limit sy increase na ho agar loss limit ko cross ker jaey tou phir ham jitni bhi koshish kerty rehain hamara account kabhi bhi recover nehi hota aur loss increase hoty hoty account wash ho jata hai hamain forex market main trade kerny ka chance tab hi milta hai jab ham small loss main trade close ker lety hain ky ham dobara trade open ker ky thory sy loss ko recover bhi ker lety hain aur phir kuch profit bhi hasil ho jata hai

        Agar ham bonus account sy trade ker rehy hon aur hamain continue trades main profit hasil ho raha ho tou hamara account ban ho jata hai ky ham consecutive trades main isliay profit hasil ker rehy hain ky ham cheating stretigies ko use ker rehy hain halanky cheating stretigy koi aesi nehi hoti jis sy hamain sirf profit hi hasil hota rehy tou hamain consective trades main jab profit hasil ho raha ho tou loss kerna bhi zaruri ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

          G haan dostou aap sub nay bilkul theek kaha k jub ham is market may kaam kartay hay tou hamay loss ka saamna kerna parta hay qk her dafa profit nai hota. Dostou yay aik aisa business hay jis may ham jub tak risk na lay tub tak kamiab nai hotay qk risk laynay say he hamay faaida b hota hay or loss b, dostou laykin hamay aik cheezz seekhni hay jub hamay loss hota hay tou hamay apnay jazbaat ko kaabu may rakhna hoga or phir aik mazboot strategy bana k kaam kerna hoga or apna kia hua loss hamay profit may laana hoga tub he ham is business may kamiaab hosaktay hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

            g han ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamat krta hun forex trading main aghr kamyab hona hai tu hmain apni trading main loss ka samna karna hoga es ka mtalb yah hai k loss hony par kbhi bhi apny trading main jald bazi an karen q k jub ap loss ko recover karny k liye jald bazi karty hain or yah socty hain k hmain jaldi es loss ko recover krna hai tu yah aik wrong way hota hai los sko recover karny ka es liye apko chaye k ap ani trading main aghr loss ko face kar rahy hain tu apko soch smjh kar he apni trading karni hogi q k jub tak ap ani trading ko bahtr karny k liye khud mahnat nahi karty hain ap tab tak achi trading nahi kar skty hain or na he ap kamyab hoty hain hmaisha apny kam k miyar ko bahtr karny k liye mahnat karen hard work karen or apni trading se acha profit gain karen
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha ji han bilkal hamy forex trading main loss ka b samna krna prta hy q loss or profit hmari life ka hisa hoty han forex trading main jo purany traders han or agr wo successful trader b han to hamy un jasa banna chaiy un jasa banny k liay hamy bot c mushklat sy guzarna parta hy or loss kiay bagar to koi b trader forex m kamyab ni ho skta or myry khyal sy to yahan koi b trader asa ni chahy new ho ya old yahan sb loss sy guzar kr hi successful trader banty han q k jb hamy loss hota hy to ham is sy sekhty han hamy trading k bary m pta chlta hy k hamy kin baton sy loss hoa or hamy aianda trading karty hoay in baton ko ni dohrana
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

                Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye Hamen loss ka Samna karna bahut jaruri hai jab tak ham log ka Samna Nahin Karte Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki Los ke through Ham apni learning ko increase karte hain aur apni mistakes coa identify karte hue apni mistakes ko recover karne ki koshish karte hain market Mein expert banne ke liye Hamen loss ka Samna karna bahut jaruri hai Kyunki senior traders prefer Karte Hain Ki loss se Dabra Nahin chahie balki koshish Karni chahie ki Apne loss ko confidence se face Karen aur koshish Karenge Apne loss ko as a learning le Kyon Ke Jab tak Ham apni learning power ko strong Nahin Karte aur apne bich. Co recover Nahin Karte Ham kabhi bhi Forex trading business Mein Kamyab Nahin ho sakte agar humne market Mein Apne Paon from kar rahe hain Tum Hamen koshish karni hai ki Ham market Mein Apne loss ko confidence se face Karen aur learning Hasil Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

                  forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kare sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ag pher he hum paisa kama saky gy forex aik asas business hain jo hamy learning eb deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar skty hain forex aik legal business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke taraha nahi hain hum is mai agar market ko anlyszi kar ly gy to hum kamyab ho jy gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

                    Ji han ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading aik aisa business hay jes main har traders ki trading risky hoti hay chay woh Forex main new ho aor usay Forex trading ka koi big experience na ho aor us ki learning bhi complete na ho aor chahay woh aik expert trader ho aor kai salon say trading kar raha ho har hal main trading aik risky business hay lakin new trader ki nisbat expert traders kay liay Forex kam risky hota hay. Forex trading main har aik ko loss face karna parta hay new traders to aksar loss hi kartay hain jab k expert traders kafi had tak loss say bachtay rehtay hain aor un ko bohat kam trades main loss hota hay. Forex market main qadam jamanay kay liay har new and expert traders ko kafi had tak loss ko face karna parta hay kun k bar bar loss ki wajohat mistakes hoti hain jen ko trader bar bar find kar kay trading say remove karta rehta hay aor kuch time bad woh aik expert trader ban jata hay es liay Forex market main qadam jamanay kay liay dar ko door kar kay achi learning and experience kay sath trading karni chahiay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

                      forex market main yeh zrori nahi hota hai ky ap loss kar ky he sekhty hain ager loss karny say pehly he ap forex ko achi tara say sekh jaty hain aur kisi expert say forex ki learning pro level tak akr laity hain tu ap ko loss ho ga he nahe es lea forex main any say pehly apni forex education pay kharch karain aur es main pesa lgain jab ap ky pas acha knowledge ho ga aur acha experience ho ga tab he ap forex main kamyab ho sakty hain es lea yeh bat zrori hai ky har trader he forex main pehly loss kary aur phir sekhy ager wo pehly he forex ko samjh kar aur achi tara say experience hasil kar ky phir sekhain phir he forex main success ho ja sakta hai otherwise pehly loss karain aur loss ky bad he ap ko lesson milta hai jiss say wo forex main kamyab hoty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

                        Ji han yah to aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Ham Agar is market Mein kam Karte Hain To Humko ismein yah dekhna hai ki Ham Agar is market Mein account banate hain aur ismein koi trade Lagate Hain Use per Ham Ko Agar loss ho raha ho to Humko vah loss bardasht karna padta hai Kyunki is market mein humko Jab load hota hai to usko Ham Jab bardasht karte hain aur use time Ham emotional hokar Koi trade Nahin Lagate To Ham is market Mein Kamyab ho Jate Hain Kyunki is market Mein Ham jitne Shabd ke sath kam Karte Hain Ham is market Mein tab hi Kamyab ho sakte hain Jab Ham is market Mein mehnat karte hain aur is market Mein loss Ke bawjud Acche analyse Karke is market Mein trade Lagate Hain Aur Itna Jyada risk Nahin lete tab hi Kamyab ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

                          Forex trading aik mushkil online business hai is mein kamyabi Hasil karna namumkin Nahin Magar mushkil zarur hoti hai is ki sabse badi Bajaj yah hoti hai ki Jab bhi ham Forex trading mein kam start karte Hain to agar hamare pass knowledge ki kami hogi to hamen is market mein loss uthana padega.Forex trading me profit and loss donon hi hote hain lekin hamen chahie ki agar hamen apni trades mein loss ho jata hai to usse pareshan na ho balke apne loss se learning Hasil Karen aur apni learning techniques ko change kar ke senior traders ko follow Karen aur jab tak aap khud independent Nahin Ho jaate tab tak money management karte hue small lot size use karke tradeplace Karen. Agar aap aisa karte rahenge to is mein Koi shak Nahin ke aap acche trader Ban jaenge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

                            Loss ka samna ham kesi be time kar sakty hey aur professional banny key ley loss ka samna kia jaye to hi experience me ezafa possible hay, har esa trader jes ne loss ka samna kia ho wo bahot soch samaj kar trading karta hay aur risk ko manage kar key market me chalta hay, loss new traders be bahot karty hey aur kesi na kesi time expert traders ka be samna loss se ho jata hay magar main difference ye hota hay key new traders loss se pareshan aur emotional ho jaty hey aur expert traders apny experience key mutebeq es ka samna karty hey aur loss ko profit me convert karny ka sochty hey jab key new traders loss key bad mazeed confuse ho jaty hey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:market me apny paon jamany k liay loss ka samna karna parta hey?

                              Iss baat mai wazan nahi hai kay market mai paaoo jamanay kay liye loss ka saamna kerna parta hai. Forex trading business bhi dusray businesses ki Tarah he hai jinn mai loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai. Ye koi formula nahi hai kay experience kay liye loss laazmi hai aur baghair loss kay trading mai kaamyabi nahi milti ya acha profit nahi lia jaa sakta. Bohat say traders aisay bhi hotay hain jo saal ha saal trading kertay hain laikin unhain aik bhi trade mai loss nahi hota hai iss liye iss phenomenon ko promote kerna theek nahi hai. Jab aik trader bharpur knowledge aur learning kay saath apni trading ki skills develop ker kay trading shuru kerta Hai tou market mai bhi apnay qadam khud mazboot ker laita hai aur trader ki jagah bhi khud ba khud bann jaati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X