Money management trading account main kun zarori hoti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management trading account main kun zarori hoti hay?
    Forex trading main ham yeh suntay aa rahay hain k money management karna bohat zarori hay mara ap sab say sawal hay k money management kun zarori hay aor yeh kaisay ki jati hay? es baray wazahat kaian?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

    brother forex trading main money mangement es lea zrori hai ky ap es ky bgair kamyab he nahi ho sakty hain forex main jab bhi koi new trader ata hai es ko market ka pata he nahi hota ha ky market main kesy risk laina hai aur kesy money ko mangement karna hai es lea forex main kamyabi hasil karny ky lea ap ko es main money mangement karna boht he zrori hota hai tab he ap forex main apne capital ko safe rakh sakty hain aur es main success ho sakty hain money mangement app ky account ki aik tara say security hai jiss ki waja say ap apne account ko achi tara say handle karty hain ju trader forex main money mangement nahi kary ga aur short cut mar ky ameer hony ka sochy ga wo kabhi bhi forex main kamyab trader nahi ban sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

      Forex market main agar ham chahty hain ky hamari trade continue reh saky tou hamain money management zarur learn kerni chahiay aur apni her trade money management ker ky open kerni aur continue kerni chahiay ky ham forex market main jo amount trading ky liay investment kerty hain tou ham us per trade kerty huey acha earning hasil ker sakain agar hamain money management kerna nehi ata tou ham forex market main ki hui apni investment per bara risk ky ker jab trade open kerty hain tou hamain bara loss bhi ho jata hai

      Money management hamari investment ki security hoti hai ky ham forex market main kam risk ky ker trade continue kerty hain tou hamain kuch profit zarur hasil hota rehta hai hamain forex market main trade kerny ky liay kabhi bhi bara risk nehi lena chahiay ky yeh forex aesi market hai jis main minton main hamari bari investment wala account bhi wash ho sakta hai aur movement inti zyada bhi ho sakti hai ky kuch hi time main hamari investment double ho jaey

      Jab forex market main trade kerna itna zyada risky hai tou hamain forex market main kabhi bhi bara risk nehi lena chahiay hamain forex market main achi money management ky sath trade continue kerni chahiay ky hamain continue forex market main trade kerty huey kuch profit hasil hota rehy aur ham loss sy bhi bach ker trade continue ker sakain
      • #4 Collapse

        Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

        Forex trading mai money management bht important role play karti hain . Ek acha or expert traders ki nishani hain k wo apni har cheez manage kar k he trading start karty hain like loss profit investment plan money management sub kush.

        Mere money management strategy .
        Mere money management kush asay hain k agr suppose mai sara din mai ten trades open karti ho jis mai say mere 7 trades loss mai chali jaye or baki Sif teen ( 3) profit mai jaye taab bhi mera account profit mai hee run kar raha hota hain.

        my money management tools
        Mai money management stop loss, take profit. Resistance or support say karti ho just.

        Mere money management strategy ka tarika
        Mai apni trade mai stop loss or take profit pips ki help say set karti ho suppose agr 100 pip ka take profit rahko gi to to 100 pips k 3x hisay ka stop loss rahkti ho is tahra 1 he take profit ( tp) hit honay say baki k 3, 4 stop loss ka loss easily recover hojata hain

        Note:
        Money management say phly apni analysis ko strong banaye or stop loss or take profit hamesha resistance and support ko dehk kar set kary asay he khae bhi pips ki counting ki base par set nahi kary.

        Thank you
        Last edited by ; 23-12-2019, 02:45 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
          Forex trading main ham yeh suntay aa rahay hain k money management karna bohat zarori hay mara ap sab say sawal hay k money management kun zarori hay aor yeh kaisay ki jati hay? es baray wazahat kaian?
          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha main sy agree karta hon k forex trading jab tak hum log proper money management or risk management sy trading ni karny gy to hum kamyab ni ho sakty han is ley humy sab sy pehly ache learning or practice karni ho ge achy analysis karna seekena hon gy is ley humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha ta k hum log kamyab ho sakeny forex trading main ache earning karny k ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge forex trading main jtni ache learning or practice ho ge hum behtar trading kar sakeny gy or forex trading main kamyab ho sakty han or ziada sy ziada ache trading kar k kamyab ho sakty han is ley hum apny account ko safe rakhna ho ga or money management or risk management sy trading karni ho ge
          • #6 Collapse

            Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

            dear jaisa k apko bohat he achi trah say pata hey k money management har business me bohat he ziyada important hoti hey . ab yaha forex ko dekha jay to ye total he currency yani k paisay k len den ka he business hey is me to ye sab say pehly zruri chez hey kiu k money management k sath he hum forex trading market me enter ho sakty hen or trade laga kar profit ya loss kar sakty hen or is me b hamyn btaya gya hey k jitna lot size ho to kitna profit ya loss hota hey is liay money management forex trading market ka ek bohat he khaas hissa hey isko hum apna risk kam karny k liay sab say pehly dekhty hen kiu k agar hum kam balance wlay account par ziyada lot size laga den to loss ho sakta hey is liay jitna account hota hey us par us hesab say he money management kar k kam kiya jata hey ta k loss say bacha jaa saky.
            • #7 Collapse

              Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
              Forex trading main ham yeh suntay aa rahay hain k money management karna bohat zarori hay mara ap sab say sawal hay k money management kun zarori hay aor yeh kaisay ki jati hay? es baray wazahat kaian?
              Yah Baat bilkul theek hai agar Ham Apne account ko Forex trading aur Market ki ek critical moment se saaf Rakhna Chahte Hain To Hamen Apne Har account mein stop loss or profit ka use karna hoga aur Jab Bhi Ham kam karne lage Hain To pahle use Mein money management Karni Hogi usmein Hamen yah check karna hai ki Hamare Paas Hai Kitna capital hai aur ham ise capital se kitne lot size per train Laga sakte hain jisse Hamara account safe Rah sakta hai agar Hamara lot size Hamare capital Se Jyada Hoga To Hamen bahut jald loss ka Samna karna pad sakta hai isliye Hamesha Apne lot size ko Apne capital ke 30% per rakhen
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
              • #8 Collapse

                Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

                Dear jab hum ais market mai aik dafa account bana lety hai aor ais mai investment kar k trading start karna chaty hai to aus se phly hum ko ye plan bana lena chaye k hum ne account mai aik time par kitni trades lagani hai aor jo trades lagani hai aun par hum ne kitna risk lena hai agar hum account k hisab se risk lety hai to humra account safe rehta hai kun k hum ko agar loss ho ga to atna zayda ni ho ga aor humri trade par hum ko profit ho ga to aus se humra account slow slow growth kar jaye ga agar hum momeny management ko follow kar k ais market mai trade karty hai to ais market mai hum ko ye masla ni aata k humra account wash ho gia hai ya hum ko bahot hi zayda loss ho gia hai hum aram se ais market mai kaam kar skaty hai aor time k sath kamyab ho jaty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

                  forex trading main money managment es liye zarori hai q k es se hmari trading main loss hony k chances kam se kam hoty hain or hmari trading main account wash hony se bhi bach jata hai es liye hamaisha apni trading main money amngment ka khas khyal rkhna chahye q k aghr ap apni trading main secure ho kar trading karengy tu ap apni trading main apny account ko bhi save rakh skty hain es liye hamaisha apni trading mains amll risk k sath apni trading karen or api trading main stop loss or tak eprofit ko lazmi use karen jub ap stop loss ks ath trading karty hain tu apko loss hony k chances bhi am ho jaty hain sath main apka account bhi save rahta hai q k jub hmari trading main ayse sub he tools ko follow kiya jay tu hum apni trading main kafi had tak money mangment ko qaim rakh skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

                    G haan dostou aap bilkul theek keh rahay hay Forex market aik aisa online business hay jissay kernay k liaye hamay sub say pahlay is business ko achay say seekhna hoga is business k saaray rules ko apnay dimaagh may rakhna hoga or sub say aham rule money management hay. Dostou hamay is business may kaam kertay waqt apni money management ka khaas khiyaal rakhna hoga hamay aik mazboot planning ker k or aik achi strategy bana k kaam kerna hoga or ziada risk laynay say bachna hoga hamay thora thora trade lagaa k kaam kerna hoga agar loss ho b tou aapka account safe rahay yai money management hay agar laalich ki or ziada trade lagaa d jo hamaari aik ghalti hoge ussi ghalti ki wajah say aapka accouny bus kuch he dayre may wash ho jaye ga isi liaye dostou hamay apni money ko manage ker k aik achy trader ki tarah kaam kerna hoga tou he ham is business may kamiaab ho saktay hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

                      money mangement forex main es lea zrori hoti hai kyon ky ap apny capital ko safe method say trade kar sakty hain jiss ki waja sy ap ka capital safe rehta hai forex main money mangement aik asa rule hai jiss ky bgair ap forex mainn kamyab nahi ho sakty hain kyon ky es say he ap ko forx main aik regular earning mil sakti hai ap nay aksar yeh bat note ki o gee forex main jab bhi low volume say kam karty hain tu ap ko profit hota hai aur ager jesy ap big volume sue karty hain wesy he ap ko loss hona shuru ho jata hai kyon ky jab bhi ap big volume say kam akrty hain tu ap ky ander pehly say he emotions ajaty hain jiss waja say ap ki trade main galtian hona shuru ho jati hain es lea money mangement ka yeh faida ha ky ko forex main kam karty hoay koi dar khtra nahi hota.
                      • #12 Collapse

                        Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

                        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex m money management ki bot ahmiat hy or money management is liay forex trading main bot zyada zrori hy k zahir hy hamy apni investment ko safe rakhny k liay management krna hoti hy ham jb forex trading main new aty han to trading k liay hmary pas acha knowledge achi learning or experience hota hy ham trading karny k liay anylyses ko study karty han ta k forex m kamyab hon or aksar asa hota hy k baz traders risk management or money management ko ahmiat ni dyty in ko nzar andaz kar k trading karty Han jis sy wo zyada tar loss m hi rahty han hamy kamyab trading k liay achi money management ki bot zrort hoti hy money management m bot sari chezan a jati han ham apni investment ki hefazat kr ry hoty han to hamy money management k liay stop loss or take profit use karny party han or money management m ye dakhna hota hy k hamy kon c or ktni lot size trade kahan open karni chaey is liay forex trading main hmari kamyabi k liay money management bot zyada zrori hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

                          Money Management forex business mein isliye zaroori hota hey keh iski madad se hum forex business mein apne balance ke mutabiq utna work kartey hein aur utna hi loss kartey hein jitna keh hum bohot hi ziada easily efford bhi kar saktey hein aur Money Management ka hamen yeh faida hota he keh agar hum achi trha se Money Management ko follow kartey hein to hum kabhi bhi emotional trading nahin kartey hein Money Management hamen yeh sikhata hey keh aap apne account ka jo risk hey woh aik limit tak hi le saktey hein aur kabhi bhi aap hawa mein trade nahin kartey hein balkeh aik Rules ke tehet hi aap is mein trading kartey hein aur is tarah se aap long term tak trading kar saktey hein.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

                            dear brother Forex trading Mein money management management isliye zaroori hai ki aap Iske bagair Kamya bhi nahin ho sakte hain Forex Mein Jab Ko Bhi Koi new trader Aata Hai Isko market ka pata hi nahin Hota ke market Mein Kaise risk lena hai aur kaise Mani ko management karna hai isliye Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko ismein money management karna bahut hi jaruri hai tab hi Forex Main Apne capital ko sev karna kar sakte hain aur ismein success ho sakte hain money management aapke account ki ek Tarah Se security Hai Jiski vajah se aap apne Gaon ko acchi Tarah Se handle Karte Hain Jo trader Forex Mein money management Nahin Karega aur shortcut Maar Ke Ameer hone ka sochega vah kabhi bhi Forex mein Kamyab trader Nahin Ban
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Money management trading account main kun zarori hoti hay?

                              Money management es ley zarori hay key traders discipline key sath trading karny me kamyab ho jaye without money management aur discipline key sath trading karna bilkul be kamyab nahi ho sakti hay esi trading jo key without money management key base par ki gai ho ye 99% fail ho sakti hay, hamesha traders ko money management ki proper training hasil karni chaye traders agar money management key base par trading kar sakty hey to traders professional traders be ban sakty hey aur successful traders banny me un ko zeyada time be nahi lag sakta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X