contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?
    all dear forex mambers mera ap sub se aik sawa hai k hmain jo bonus mila hai jo hum ny win kiya hai withdarwable aghr hum wo withdarw nahi lety hain tu kiya wo hmary account main save rahta hai k wo minud ho jata hai ? plz mujhy thora gide karen es bary main ta k mery sath sat bakiun ko bhi es ki information mil jay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

    Contest main post kery per hamain jo bonus milta hai woh withdrawable hota hai ky ham baghair forex market main same bonus sy trade kiay baghair hi bonus ko withdraw kerwa sakty hain yeh ham pe depend kerta hai ky ham same bonus ko withdraw kerwa lain ya us per trade continue ker lain ky yeh phir forex market main trading ky liay hamari investment count hoti hai agar ham forex market main is per trade ker ky isko wash ker dain ya is sy trade kerty huey hamain profit hasil hota rehy tou profit ky sath bhi ham pura bonus bhi withdraw kerwa sakty hain

    Ham agar same bonus account main transfer hony ky bahd bhi trade bhi nehi kerty aur withdraw bhi nehi kerwaty tab bhi hamara bonus hamary trading account main save rehta hai ky ham jab chahain us per trade bhi ker sakty hain aur jab chahian usko withdraw bhi kerwa sakty hain aur agar hamain zarurat na ho tou ham same trading account main hi apny bonus ko save ker sakty hain

    Contest sy hasil hony wala bonus bhi ham sirf usi waqat withdraw kerwa sakty hain jab hamara trading account both levels main verified Ho aesy account sy ham kabhi bhi withdraw nehi kerwa sakty jo verified na ho tou agar ham contest main participate kerty hain ya normal forum main posting kerty hain tou bhi hamara attached account verified hona chahiay ky ham bonus per hasil hony waly profit ya contest sy milny waly bonus ko withdraw kerwa sakain
    • #3 Collapse

      Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

      dear contest ka bonus agar humne withdrawal Nahin karvana to hamare account mein hi rahata hai Ham Apne contest ke bonus se trade bhi Laga sakte hain aur usko sirf bhi Rakh sakte hain Taki Jyada bonus per Ham isko vidroh Karva Le ya FIR isase trade Lagan isiliye is chij Ki pareshani Nahin leni chahie koshish karen kya Apna bonus Jyada Se Jyada increase karne ki koshish karen Jitna Jyada Ham Jyada jawab Dete Hain Hamen utna Jyada Achcha bonus Milta Hai Hamen apni post ki quality ka aur length ka Khas Khyal Rakhna chahie Taki Hamen contest Mein Achcha bonus mil sake aur ham easily Jyada bonus Wipro Karva sake yah trade order lagakar earning Hasil kar Saky.
      • #4 Collapse

        Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

        forex mai hum pasia invest kar sakty hain to hamy acha profit forex sy mil jata han forex mai kam kar ky hasail hny waly proft ko hum skrils sy with draw karwaty hain forex mai hum mahent kary gy to eh hum agy bar saky gy agra hum forex mai kam karny ky expert hain to hamy contest ko join karna caehy agar hum forex mai new hain to hamy contest ko join nahi karna cahey forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai mahnet kary gy to he hum agy bar skay gy forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hin hum is mai apny boss ap he hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

          G ha dear agar hum ais contest par kaam karty hai aor hum ko yaha se bonus milta hai to aus par hum agar trade karna chaty hai aor aus ko withdraw ni karwana chaty to apny account mai rakh sakty hai aor aus par trade kar sakty hai aisa koi masla ni hota k ap aus par trade ni kar sakty ap aus ko jaisy chaye use kar sakty hai agar ap ais forum par mehnat karty hai to ap ko contest mai acha bonus mil jata hai jis par ap asani se trade kar k acha profit bana sakty hai kun k ais mai ap k pass jitna bara account ho ga aus par trade karna ap k liay atna hi zayda asan ho ga agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais mai profit tab hota hai jab ap sabar k sath trade ko hold rakhty hai aor account growth karty jaty hai tab hi faidy mai rehty hain.
          • #6 Collapse

            Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

            jab aap ka prize bonus apke account mein transfer hota hey to uske bad apki apni marzi hoti he keh aap usko withdraw karen ya phir aap us mein trade karen yeh aap par hi depend karta hey aur apka yeh balance apke account ther jata hey aur yeh apki real money ban jati hey ab yeh apki marzi hoti he keh aap isko withdraw karen ya aap is mein trade karen lekin agar aap us mein trading kartey hein aur wo trade apku loss mein chali jati hey to apki wo real money bhi already loss mein hi chali jati hey isliye agar apke pas bonus ziada he to phir apko chahiye keh aap uska half jo bnta hey usko aap withdraw karwa len baqi jo half hota hey us aap trade laga len yeh aap par hi depend karta hey baqi yeh bonus aapa apna hota aur aap iakk jis trha se chahen use kar saktey hein
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

              contest aik mokabala hain hamy soch samj kar is mai kam karna ho ag pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai live trading kar sakty hain hamy posting kar ky expert banana ho ga pher hamy trading karne chahey pher he hum agy bar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ak tiem table bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahent sy kam kary gy to eh hum pasai kma skay gy forex aik online business hain is mai usa or china ro new yok jassy bary bary maumlik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum osy apna life time career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

                Assalamu Alaikum
                Dostou aap sub nay bilkul theek kaha, Pakistan forex may ham jou posts kertay hay un psts ka hamay bonus milta hay wo bonus hamaaray Insta Forex account may aajata hay ub wo hamaari marzi hay k wo bonus ham withdraw kerwa lay ya wo binus isi tarah para rahay or jub hamaara dil karay ham usi bonus say trade b ker saktay or agar us trading say hamay profit haasil hota hay tou ham apna bonus profit k saath withdraw b kerwa saktay hay agar aap apna bonus withdraw nai kerwaatay or aap trading b nai kertay wo bonus aapka accoynt may bilkul save rahay ga or haan dostou Inst Firex say paysay withdraw kerwaanay k liaye hamaaray account k verify hona b boht zaruri hay hay iskay 3 levels hay verification k wo teeno levle verify hona laazmi hay tub he ham apna bonus withdraw kerwa saktay hay.
                • #9 Collapse

                  Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
                  all dear forex mambers mera ap sub se aik sawa hai k hmain jo bonus mila hai jo hum ny win kiya hai withdarwable aghr hum wo withdarw nahi lety hain tu kiya wo hmary account main save rahta hai k wo minud ho jata hai ? plz mujhy thora gide karen es bary main ta k mery sath sat bakiun ko bhi es ki information mil jay
                  Dear friend ap ny both acha sawal kea ha Pakistan forex forum sy humy withdraw able bounce milta ha jo k hum kisi bi waqat nikalwa sakty han is k ley koi masla ni ha ap trading karna chahty han ya phr nikalwana ap ki apni marzi ha
                  Agr ap trading karty han tohry din bad nikalwana chahty gan to ap asa bi kar sakty han agr ap ka balance trading main urh na jay to ap kisi waqat withdraw la sakty han is ley humy apny account main trading bi karni ha or apna account balance safe bi rakhna ha to humy safe trading karni ho proper stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k humy ziada loss na ho or hum ache trading kar k ache earning kar sakeny is ley humy proper money management or risk management ko zahan main rakh k trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy
                  • #10 Collapse

                    Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

                    Pak forex forum pay contest ka bonus trading account mai rakhnay ki bajaey usay skrill account mai withdraw kerwa kay rakhna behtar hai. Instaforex kay forum affiliated account mai technical cheezain samajhnay ki her member ko zarurat hai. Normal monthly bonus jo trading account mai transfer hota hai uss say Agar trading ki jaey aur koi trade loss mai ho jaey tou wo bonus Kamm hojata hai. Yaha aik eham point hai kay Agar normal monthly bonus account mai mojud ho aur contest ka withdrawable bonus bhi account mai transfer ho jaey tou trading kertay huay koi trade open hogi aur wo trade loss mai ho ya profit mai jo jab tak wo trade close nahi jogi withdrawable bonus bhi aik minimum limit say ziada withdraw nahi ho paey ga. Agar loss mai trade close ho tou pehlay withdrawable bonus loss mai jaey ga aur wo Kamm hojaey ga normal bonus usi tarah rahey ga. Agar trade profit mai ose hogi tou wo bhi withdrawable bonus kay sath he withdraw kia jaa sakta hai.

                    Iss liye withdraw able bonus ho ya profit ho usay trading account ki bajaey apnay skrill account mai save kia karain iss Tarah wo Zaya nahi hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

                      Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ham contest m jo kam krty han wo hmari mehnat hoti hy or widrwable hota hy hamy usy widraw krwana chaiy or agr ham usy widraw ni krwaty to wo hmary account m hi hota hy or ham agr usi account m trading kr rahy hoty han to trading m jo profit ya loss hota hy wo is widraw able bonus m hi plus or loss mines ho jata hy hmari jb tk koi trade open hoti hy to ham us bonus ko widrw b ni krwa skty or agr koi trade hamy loss dyti hy to hamy wo widraw bonus sy cut kr k dia jata hy
                      • #12 Collapse

                        Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
                        contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?<br />all dear forex mambers mera ap sub se aik sawa hai k hmain jo bonus mila hai jo hum ny win kiya hai withdarwable aghr hum wo withdarw nahi lety hain tu kiya wo hmary account main save rahta hai k wo minud ho jata hai ? plz mujhy thora gide karen es bary main ta k mery sath sat bakiun ko bhi es ki information mil jay
                        Ji bohat acha question kia hay ap nay. Behtar to yahi hay k ham es withdraw able bonus ko jo hamain contest win karnay par prize kay tor par milta hay withdraw kar laina chahiay kun k yeh hamari mehnat hoti hay aor aik taran ka profit hota hay. Agar ham es contest bonus ko withdraw nahi kartay to yeh hamaray account main save and safe rehta hehta hay lakin us time tak jab ap koi trade open nahi kartay agar ap nay koi trade open kar di to profit ki soorat main to ap ko koi na koi faida zaror ho ga lakin agar loss ho gia aor ap nay time pay trade close na ki to loss ki wajah say ap ka yeh contest bonus bhi loss ki wajah say wast ho jay ga es liay har hall main koshish karni chahiay k es contest bonus ko withdraw kar lia jay aor agar ap trading karna chahtay hain to pehlay Forex ko poori taran sekh kar aor demo practice kar kay hi achay experience kay sath trading start ki jay aor kamyabi hasil ki jay aor phir es bonus ko trading main use kia jay warna kamzor experience ki wajah say withdraw laina hi behtar hay ya account main hi save rakhna safe hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

                          Agr ap contest ky bonus ko withdraw nhi krty ho to wo is ma add he rehta hai aor agr ap trading kr ky mazeed profit earning ky leay agr ap kch bhi as such workout krty ho achi trading krty ho to wo profit bhi aoky account ma add hota jata hai lkn agr ap kch bhi aisa nhi krty ho to save rehta hai aor agr ao apny account ko loss ma convert kr lety ho to sub sy pehly apka wo wala profit minus ho jata hai aor aoko bonus he mily ga us py apko problem ho gi withdraw nhi ho pay ga us ko apko khud sy withdraw krvana ho ga meqn to say pehly profit bnana ho ga ohr apko withdraw mily ga is leay ma aokonyehi kehna chahta hun ky aoko is ky leay market ma withdrawal bonus awarde ko periodically priority py niklva lena chye
                          • #14 Collapse

                            Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

                            Pak frocks for 1 day contest ko bonus trading account Mein Rakha ki Bajaye use lacryl account mein bhi drive Karva Ke Rakhna beta hai instaforex ke forum afflicted account mein technical chijen samajhne Ki Har member ko jarurat hai normal monthly bonus Jo trading account mein transfer hota hai usse Agar trading ki Jaaye aur trade loss mein ho jaaye to vah Baras kam ho jata hai yah 1 m wide hai ki agar normal monthly bonus account mein maujud ho aur contest ki withdrawable bonus SBI account mein transfer ho jaaye to trading karte ho gaye Koi trade open Hogi aur vah trade loss mein ho ya profit mein jo jab tak cupboard red close Nahin ho jayegi withdrawable bonus week maximum limit Se Jyada we drive Nahin Ho payega Agar loss Mein trade close ho to pahle withdrawable bonus loss Mein Jaega aur vah kam ho jaega normal bonus Usi Tarah Rahega Agar trade profit Mein ISI Ho Gai to vah bhi withdrawable bonus ke sath hi withdrawal Kiya Ja sakta hai isliye bhi drive able bonus Ho Jaaye ya profit Ho use trading account ki Bajaye Apne Shakal account mein save kiya Karen ISI Tarah Roza Nahin Hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: contest ka bonus aghr withdarw na karwan tu wo account mains ave rahta hai kiya?

                              Other section me posting se hasil waly bonus ko just trading me use kia ja sakta hay magar contest ka bonus trading me be use karna allow kia jata hay aur es ka withdraw karna be allow hota hay, agar es bonus ko long time tak be withdraw na kia jaye to ye esi tarha hamary trading account me hi amount rahy gi aur zarorat pardny par es ko withdraw kia ja sakta hay, contest key bonus real money jesi hoti hay, jo balance instaforex se withdraw karny key ley available ho wo real money hi hoti hay aur es contest se hasil hony wala bonus jab hamy trading account me mil jaye to ye 1 tarha se hamary ley real money ban jati hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X