Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Pak forex forum pay members ka aik bohat Barra masla aur pareshani posting ka 1440minutes ka error hai. Bohat say members ko ye baat samajh nahi aati aur pata nahi chalta kay ye masla Kab aur kiyu aata hai aur iss say kaisay bacha jaa sakta hai. Members ko kuch baatoo ko samajhna chaiye takay iss maslay say nikal sakain aur dusray members ko bhi achay tareekay say guide ker sakain.

    Pak forex forum pay her member ko kaam kernay ka barabar moqa dainay kay liye her member ki posts aur threads ki limit muqarrar ki gai hai. Members 50 posts aur 4 threads ker saktay hain. Ye tadad ziada say ziada ki hai laikin members ye bhi samajhtay hain kay ye laazmi 50 he kerni hain, aisa nahi hai, posts daily ziada say ziada 50 ho sakti hai aur Kamm say Kamm apni marzi say ki jaa skati hain.

    Aakhri baat ye hai kay 1440minutes ka error 24 ghantay may 50 posts pay ata hai. Agar aaj raat 9nbajey say posts count karain aur Kal raat 9 bajey say pehlay 50 hogaie to phir error anay kay baad 24 ghantay posts nahi ho sakti. Iss tarah aik day zaya hojata hai aur 2 din mai posts 50 hoti hain but Agar aik 24 ghantay mai 40 ki jaey tou 48 ghantay mai 80 ki jaa sakti hain. Ye formula samjhain aur dusroo ko bhi samjhain. Iss mai ziada faida hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

    Ap nay bhut hee achy say ye 1440 error ko explaim kar diya hain. Mera bhi bht experience hain 1440 error ko lay kar kiyo m ny bhi bht bar ye error face kiya hain. Jis say m ny kush sabak sehky hain k posting ko kesay daily par par 50 ki limit tk pora kiya ja skta hain.
    1. Koshsh kary k posting sara sara din lay kar nahi bethy.
    2. Posting ko half half divide kar k 2 time mai complete karly.
    3. Koshsh kary posting or threading subha subha hee complete karly.
    4. Error anay k bad bar bar forum ka account open kar k check nahi kary asy error jaldi khtm hojata hain.
    5. Daily 45,46 post plus thread karly laken jesy k timing batae hain wesay he.
    6. Rat 12 bajy say phly or rat 12 bajy k bad posting nahi kary.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

      Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha Pakistan forex forum main daily post ki limit 50 ha or humy daily 40 sy 45 post karny chae ha ziada na karny q k agr 1440 error wala massage aa gea to phr ap next kuch hours post ni kar sakeny gy is ley apny posts count karny or usi hessab sy post karny ta k 50 post na hon 50 sy kam hon ta l ap ko ziada post karny main koi masla na ho or ap behtar trading kar sakeny is ley humy proper money management or risk management k post or apny knowledge or experience experience k post or forex trading main istamal hony waly different indicator k bary main post or different candles pattern k bary main post kar sakty han jis sy sab friends ko fayda ho sakey or ap sab khush ho sakeny is ley humy both ziada importance learning pr karni chae ha tab he hum behtar trading kar sakeny or trading k leay bounce hum ache sy ache post kar k hasil kar sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

        g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex forum main hmain apni posting main jo time ki limit hai wo khud count karty kam krna chahye q k baz okat boht se mambers ko ahs hikiyat hoti hai k hmay error a ajta hai jub error kbhi bhi kisi ko galat nahi jata hai q k wo aik set system hai jis ko pora hony k bad e on kiya jata hai es liye es main error ki koi galti nahi hoti hai apko chahye k ap apni posting ki jo duration hai wo khud count karen jis k bad a apni posting bahtr kar skty hain es liye apny tie ko khd dehan main rakhen ap jis tim emain forum open karty hain os time ko nite karen os tim emain he apko 1440 minute main 50 posts 4 4 threads karny hony boht se mambers ko yah lgta hai k threads or posing sub ki limit 50 hai jub k yah bat gata hai ap apni pori 50 posts karen os k bad ap thraeds create krna stat kaen ap k threads bhi create hongy laken yah ara kam apka 24 ghnty main hona chahye jub ap 24 ghnty se 1 minue bhi oper hoty hain tu apko yah error receve ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

          G han bhai
          Pak forex trading business men work karty hwe aksar kaam karty 1440 Mints limitations error aaa jata hy
          Ye eror bhot Hi khatarnaak hota hy iss liye ahtyat sy kaam karein
          Pak forex trading business bhot acha business hy
          Risk ly kar yahan trading ki jaati hy
          Pak forex trading business mn ye error aj kal bhot hi aam tour p ho raha hy
          Iss eror sy apna account save Rakhen account save rakhny kalye iss 1440 error Sy bachein jitna acha account save rakhen aor acha trah sy Secure rakhen pak forex trading business mn account wash hony sy bachen
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

            Forum main day Pakistani waqat ky mutabiq suba 0500 per change hota hai ky agar ham same time sy start ker ky din main kisi bhi time per fifty posts complete ker lety hain tou hamain fifty posts ki restriction aa jati hai ky ham 1440 minuts main more than fifty posts nehi ker sakty hamain daily base per fifty posts kerni chahiay ky jab yeh restriction aa jaey tou phir sy next day ki posts ham suba 0500 ky bahd start ker sakty hain ky same time per restriction remove ho jati hai ham phir sy forum main posting ker sakty hain

            Raha sawal ky yeh restriction kam posts kerny per bhi aa jati hai tou aesa sirf us waqat hota hai jab ham pehly threads ki limit puri ker lety hain jo ky four threads per day hai agar pehly ham four threads ker lain tou phir jab ham posts kerty hain tou kuch hi posts kerny ky bahd hamari fifty posts ki restriction aa jati hai tou woh bhi next day main suba ky time per 0500 bajy hi khatam hoti hai tou phir hi ham next day ky liay posting start ker sakty hain

            Hamain chahiay ky jab ham forum main posting start kerain tou pehly ham fifty posts complete ker lain phir ham threads kerain taky kam posts kerny per hamain restriction ka samna na kerna pery aur ham daily base per fifty posts aur four threads kerty huey month ki achi quantity main posts ker sakain ky hamain acha bonus hasil ho jaey
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

              dear member 1440 minutes errol Hamare account per tab Aata Hai Jab Ham 50 Se Jyada posting kar lete hain isiliye koshish Karenge apni limit ke andar aur Forex form ke rules ko follow karte hue posting Karen Taki aapko is ka Samna Na Karna Pade Kyunki iski vajah se sometime Hamara account block ho jata hai aur Yahan per Hamen Ek Din posting Nahin Karni padati koshish karen kya prapt bonus increase karne ke liye Apne account ko safe Rakh kar kam Karen aur limit Mein rakhte Hue apni post Karen Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

                pakistan forex forum mai kam karny ke aik limit hain hum aik limit ky mutabik rozana 50 posts kar sakty hain jab limit pure ho jate hain to hum ak be pot submit nahi kar sakty q ky 1440 mint wala yane ky limit ka error aa jy ga forex aik ach abusiness hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale baa kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be asane sy kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

                  Dear agar ap ko pata ho to ais forum par hum ko aik limit di gai hai k hum aik din mai 50 posts kar sakty hai agar hum aik hi din mai atni posts karty hai to humri limit end ho jati hai aor hum aus se zayda posts ni kar sakty ais liay hum ko ais forum par daily k hisab se thora thora kaam karna chaye ais tarha hum ais forum par acha bonus le sakty hai agar hum ais forum par kabi kabi kaam kary aor bahot hi zayda kaam kary to aus se hum ko faida ni ho ga agar hum ne ais forum par kaam karna hai to hum ko ais mai rules ko follow karna ho ga aor hum ko ais forum par thora sa kaam aik time karna caey thora sa kaam phir kuch time baad karna chaye ais tarha humri limit bhi pori ni ho gi aor hum ais forum par kaam bhi zayda kar sakty hai ais mai hum ko masla ni aye ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

                    Apne bohot hi achi tarah se samjhaya hey is forum ki jo daily limit hey posting ki wo 50 post aap daily basis par kar saktey aur agar aap is se ziada posten kartey hein to aap ko yeh error dekhne ko milta hey agar hum forum ke rules ko achi tarah se read karen to us mein hamen pata chalta he keh hum daily basis par kitni post kar saktey hein aur kis tarah ka work ham yahan par kar saktey hein is liye hamen chahiye keh hum aik aisa schedule banayen aur aisa time table banayen keh jis ke through hum apna daily ka target easily achieve kar saken takeh hum forum ke rules ke mutabiq hi is mein reh kar work karen aur agar hum daily ki limit ko cross karne ki koshish kartey hamen 1440 minutes limitation error dekhne ko milta hey aur hum mazeed jo post hoti hein wo nahi kar saktey hein
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

                      limit pure hony per 1440 mint ka error ata hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning gain akr sakty hain hamy aik time tbale bana kar kam karna h ga forex mai hamara koi be boss nahi hain hm is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex mai students be kam kar sakty hain or forex mai job less masn eb kam kar sakty hain forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar skty han forex business pakistan mai legal or famous business ban cuka hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

                        jab aap daily post limit increase kar jaate Ho to aapko 14 40 minut error ka samna karna pad sakta hai trading members aapko 1 din mein 50 post allow hai jo ki limit Pakistan Forex form ki taraf se set ki gai hai agar aap aap isko follow nahin karte ho to aapko isliye matka samna karna pad sakta hai yah aapko 1 din mein 50 post karni chahie average post aapko 40 se bhi kam karna behtar rahega trading members aapko acchi acchi aur acchi indicated post share karna chahie tha ke apko trading market ma indicators vko bhi use kro aor knowledge aor experience wali posts threads bnao limit ko follow kro gay to he aoko faida ho ga aor is sy aoko bonus bhi acha mily ga dear members forex market ma indicators discussing krni bahot zarori hai tb he hamen acha munafa ho ga aor ham loss sy bach skty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : 1440 minutes limitations ERROR

                          g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt karta hun forex forum main jo posting main error ata hai wo esliye ata hai k yah tu apki 50 posts pori ho huki hain hain k apka tme 24 ghnty wlala khatm ho gya hai es liye aghr ap apny es error se bachna chahty hain tu ap apni posting jis time par start karty hain osi time ko note karen jitna ap os time ko nte rakhengy apko khud yad rahy ga k ap ny kitny time main kitni posts kar li hain pher apko asani ho jay gi or es k ilwa or bhi aik bat bets hai k aghr ap 24 ghnty main apni 50 posts devide kar len k hum ny itni tini posts arni hain tu bhi apko time manage karny main asani hogi or hum os main kamyab bhi ho skty hain es liye apny time ko khud mind main rakhen aghr ap chahty hain k apko eror na mily posts ka

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X