Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread me b

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread me b
    dear all old members mera aaj yaha par sab doston say ek bohat he informative sawal hey k jab hum kisi thread me post karny lagty hen ya kisi b sawal ka jawab deny k liay post karty hen to sab say pehly hamyn thread waly ka sb kuch samny araha hota hey k kis ny thread banya hey or uska time or date b samny aa rhi hoti hey ab ye jo contest chal rha hey ye to december me start huwa hey ab bohat sary thread samny arhy hen jo k october ya is say b pechly month me create huwy hoty hen ab sawala yaha par ye hey k hamyn unk andar post karna chaheay ya just december k month waly thread k andar post karna chaheay or agar hum old thread k andar post karty hen to kiya wo count kiay jaty hen ya wo post hamri wast ho jati hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

    Pak forex forum pay posts kernay kay liye aisi koi shart ya condition nahi hai kay kiss thread pay post ker saktay hain aur kiss pay nahi. Pak forex forum ki normal monthly postings Hon ya contest mai bahtreen jawabaat ki posts Hon wo kisi bhi thread pay ki jaa sakti hai. Threads ka old ya new hona koi faraq nahi daalta hai. Iss liye jo bhi achi aur informative thread ho uss pay apnay knowledge kay mutabiq posts kerni chaiye. Pak forex forum pay bahtreen jawabaat kay muqabalay mai aksar members ko yehi confusion hoti hai kay posts kin threads pay kerni hain tou new contestants ko wesay bhi ziada old threads ko he parhna aur unhi pay jawaab bhi daina chaiye takay unhain achi information bhi mill sakey aur unn kay jawabaat muqabalay kay liye count bhi jo sakain.

    Threads old hon tou aik aur advantage bhi hota hai kay ye confirm hota hai kay wo thread delete nahi hogi aur uss pay diya janay wala jawaab valid he rahey ga. Members ko muqabalay kay rules ko parhna aur samajhna chaiye kiyu kay rules ko follow kertay huay muqabalay mai hissa lainay say bohat acha bonus mill sakta hai. Aur Agar koi problem ho ya samajh nahi arahi hoto khud bhi thread mai sawaal zarur pooch laina chaiye takay wo masla solve ho Sakey aur koi ghalti nahi ho
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
      Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread me b<br />dear all old members mera aaj yaha par sab doston say ek bohat he informative sawal hey k jab hum kisi thread me post karny lagty hen ya kisi b sawal ka jawab deny k liay post karty hen to sab say pehly hamyn thread waly ka sb kuch samny araha hota hey k kis ny thread banya hey or uska time or date b samny aa rhi hoti hey ab ye jo contest chal rha hey ye to december me start huwa hey ab bohat sary thread samny arhy hen jo k october ya is say b pechly month me create huwy hoty hen ab sawala yaha par ye hey k hamyn unk andar post karna chaheay ya just december k month waly thread k andar post karna chaheay or agar hum old thread k andar post karty hen to kiya wo count kiay jaty hen ya wo post hamri wast ho jati hey?
      Ji ap nay bohat important question kia hay es baray main main nay chand din pehlay moderator ko massage kia tha k kia main old threads pay reply kar sakta hoon yehni purani sawalat kay jawabat main posting kar sakta hoon to wahan say jawab yahi aaya tha k ap aisa nahi kar saktay yehni old threads pay reply nahi kar saktay just new threads pay hi reply ya jawab post kar saktay hain lakin aik bat jo main nay note ki hay woh yeh hay k new threads main say aksar threads aisay bhi hotay hain jo new members create kartay hain aor woh threads aisay hotay hain jo forum kay rules kay bil kul mukhalif hotay hain ya phir repeated hotay hain aisay threads chand dinon bad delete kar diay jatay hain jes say woh posts bhi delete ho jati hain jo un threads kay reply ya jawab main ki hoti hain es taran kai members ka bohat ziada time wast hota hay esi taran bohat say aisay threads bhi hotay hain jo bil kul fazool topic pay create kiay hotay hain jen pay reply karna bil kul fazool hota hay easi condition main majboran old threads pay reply karna parta hay bar hal old ya new threads pay reply karna thek hay ya nahi yeh to ham say ziada senior members hi bata saktay hain ya moderators.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy contest m ham apni marzi sy kisi b thread py post ka rply kr skty han chahy wo thread new hon ya old hamy un ka rply krna chaiy old thread jo k informative hoti hy hamy acha knowledge frahm krti han un py ham rply kr skty han contest m ham posts kr k acha knowledge aik dosry k sath share krty han to hmara farz bnta hy k achi or mayari thread creat karan sirf apni achi earning ka na sochan balky mayari kam kr k earning ka sochan contest m ham bagar trading kiay widraw able bonus hasil krty han or ye hmari mehnat py hota hy k ham kasa kam krty han or us ka sila b hamy us k mutabiq hi dia jata hy
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

          Dear jab hum kaam ais contest mai kar rahy hai to hum ko ais mai hi posts karni chaye agar hum bahot parani threads par posts kary gay to aus ka atna faida ni hai ais liay hum ko chaye k hum ais latest contest k jo threads hai aun par posts kary ais se hum ko ye faida ho ga k hum ko jo log thanks dey gay aus ki waja se hum ko bonus zayda mil jaye ga aor aus par hum asani se trade kar sakty hai agar hum ne ais contest mai zayda bonus lena hai to hum ko thread par aus k topic k releted post karni chaye aor aus mai hum jab post karty hai to wording aisi use kary jo asan ho aus se hum ko ye faida hota hai k hum ais mai jo baat likhty hai wo agaly bandy ko asani se samjh aa jati hai aisy hi hum ais forum par jab kaam karty hai to ais mai hum ko mehnat karni hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

            Dear contest ka ye rule bilkul be nahi hay key app old threads par post nahi kar sakty hey, agar app contest section me last page se be start karen to app ko etna hi bonus milta hay jetna app ko new thread me post send karny ka mil sakta hay, agar esa na hota to bahot se traders ko etna zeyada bonus na milta, har member hi oil threads par be post karta hay aur latest threads par be posting karta hay, agar app old threads par posting nahi karty to app ko rules read karny chaye, contest key rules me ye hay key app old se old threads par be post comment kar sakty ho es ki app ko pori tarha se azadi mili hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

              Jaha tak mere knowledge hain m ny is contest k sary rules bhut achy say read kiye hain to yaha asay kush mention nahi hain k kis date ki thread par jawab dyna hain haan itna zarur mention hain k asay threads par jawab day jin par phly jaiza lehka ho us is encyclopedia k section mai i think sub he wo members hain jo contest mai participate hain or har wo members jo is section mai threading ya posting kary ga rules k according wo contest ka participate ban jaye ga to agr idhar jo bhi ap ko threads mily ap reply kar skty hain just achi informative or useful moujo dehk kar hee reply kary is say achy or zayda likes anay k chances hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

                bhai jan ap ny acha swal kiya hai forex forum main over all he thraeds par rply krna allow hota hai es main old or new ka koi cocpt nahi hai es liye hmaina yse kam par dehan nahi dena chahye jis ka zikar bhi forex main nahi hai hmain forex ki sub he sintructon ko follow karna chahye os k ilwa aghr kisi bat ka zikar nhi hai tu hmain os k liye pareshan hony ki zarort nahi hai aghr old or new threads ki bat karen tu daily base par lakhon log thraeds bnaty hain or sub mambers k threads ki tadad 4 tu paki hai tu aghr aik din amin itny log threads bna rahy hain tu wo aik din amin he boht agy thraeds chli jati hai tu es main yah mamtrr nahi krna hai k hum old par karen k new par.han yah mattr krta hai k hum kis threads ka kitna acha jab de skty hain ta k logon ko hmai psost se kuj faida ho or wo apni liye acha bonus haisl karny main asani paida karen es k ilwa forex forum maina pny miyar ko bahtr karen aghr ap mahnat ka he rahy hain tu khud ki tarf se best karen ta k ap apni trading k liye acha bonus hasl kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

                  forex aik bahtren business hain hum is mai expert hain to ham mahnet karne ho ge hamy contest maai soch samj kar kam karna ho ga pher he hm agy bar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain yaai aik legal business hain is mai usa ro china or new yok jasy bary bary muamlik sahmil hain forex pkaistan mai legal ban cuka hain forex ko hum apna life time career be bna sakty hain forex aik bahtren business hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakkty hasin forex aik amm business e nisbat acha busness hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

                    forex aik acha business hain hum is mai contest mai be posting akr sakty hain hamy mayre kam karna ho ga pher he hum acha bonus kama skay gy forex aik asa busines hain jo hamy learning eb deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasaio k y account bana kar be kam kamr sakty hain hum is mai agar lachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta han or hamy earning be deta hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kari sakty hain hum is mai agar bager elarning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

                      Assalamu Alaikum dostou.
                      Dostou aap sub nay bilkul theek kaha or aik boht he acha topic choose kia jis say ham sub ko faaida hoga or kaafi kuch seekhnay ko milay ga. Dostou is forum pay hamaaray liaye koi aisi shart nai hay k ham old threads pay posts karay ya new threads pay posts karay ham kisi b thread may posts ker saktay hay or apna knowledge share ker saktay hay old thfeads may posts karay gay tou hamay is baat ka yaqeen hota hay k hamaari posts waste nai hou ge qk wo thread kaafi arsay ki chal rahi hoti hay, or haan new threads jo user add kertay hay unka topic parh ker he hamay usmay posts kerni hoti hay qk agar wo topic repeat hua ho ya wo topic fazool hotou wo thread kuch din tak delete hojaati hay or haamari us thread may ki hui posts be delete ho jaati hay or hamaari ki hui wo mehnat b waste hojaati hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

                        Bhai contest ky her round ka aik fix time period hai ky agar ham same time period sy pehly ky threads main posts kerty hain tou hamari aesy koi posts bhi contest main bonus ky liay count nehi hoti ham just old threads main posts ker ky apna time hi waste kerty hain ky aik tou contest main as per rules jab ham posts kerty hain tou hamain bari bari posts kerna perti hain ky agar ham small post kerty hain tou hamari posts contest sy out ho jati hain aesi tamam posts hi sirf contest main bonus ky liay count hoti hain jo as per contest rules hon

                        Hamain koshish kerni chahiay ky jo contest main latest threads hon sirf un threads main apni posts kerain ky jab ham threads main top per reply kerain gy tou other memebers knowledge hasil kerny ky liay hamari posts ki perhain gy bhi tou koi na koi member hamari post ko zarur like bhi kery ga tou aesi tamam posts jin main kam sy kam aik like ho bonus ky liay count zarur hoti hain aur agar aesi hi zyada posts hon tou hamain bahot acha bonus bhi hasil ho jata hain contest main

                        Hamain contest main her surat rules ky mutabiq posts kerty rehna chahiay aur sirf usi time period main banany wali threads main hi posts kerain jo current round ka time period ho hamain old threads main post kerny ka koi faida nehi hota ky old threads main ki jany wali posts already previous round ky bonus ky liay count ho chuki hoti hain tou hamari aesy tamam posts waste ho jati hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

                          Dear friend ap ny both acha sawal kea ha Pakistan forex forum main new ya old sab pe post kar sakty han mary khayal main humy asi post ka reply karna chae ha jis k 3 sy 5 din guzar jany q k agr wo post tek ni ha or delete honi ha to wo delete ho jay ge is tahra humara time bi zaya ni ho ga or humy acha bounce bi mil jay ga is ley humy ziada sy ziada behtar bounce hasil karna ha to humy ziada purani post pe post na karny or na he bilkal new post pe post karny balky 3 sy 5 din purani post pe reply karny ta k hum maximum bounce hasil kar sakeny or humara time zaya na ho is ley hum sab ko chae ha asi post karny jis main maximum information ho knowledge or experience ho ta k sab ko samj aay or ap ka thread delete bi na ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

                            Mere khayal mein hamen chahiye keh hum har woh thread choose kar len jo bohot hi acha aur informative ho aur jis par aap ko achi trha se learning ka moqa mil raha ho aap aisey kisi bhi thread par post kar saktey hein aur agar hum rules mein jaye to wahan par bhi ziada tar is bat par koi zor nahin diya gaya he keh aap old threads par post karen ya new par karen isliye mere khayal mein hamen behtreen wale threads ko ziada choose karna chahiye yeh hamare liye better hota hey aur agar hum behtreen jawab dete hein to uska hamen acha bonus mil sakta hey isliye hamen chahiye keh hum mojuda aur old dono mein se achey questions ke jawabat den to yeh hamare liye kafi ziada acha hota hey.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza. Imported dear kiya posting moujuda contest k thread me kren ya old thread

                              Ham log jitne Jyada information share Karenge Ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda Hoga isliye Ham Logon Ko market mein jyada Se Jyada information share Karni chahie Taki ham log market se fayda hassil kar sake aur ham Logon Ko market se Accha profit mil sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X