Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.
    dear friends forex market main aj main aik ap ko bohut he important bat btana chata houn forex main ham jab bhi kam kar rahy hoty hain aur jab bhi order lay laity hain tu uss ky bad hamra kam khtam nahi ho jata hai balky hamra asli kam he tab shuru hota hai kyon ky order lgany ky bhi ap ko market watch akrty rehna bohut zrori hota hai kyon ky baaz dafa asa bhi hota hai ky market ap ky order ky khilaf koi support ya resistance break kar daiti hai jiss say ap ko apni trade ko close karna thek rehta hai aur baz dafa kabhe news hoti hai aur kai dafa asa hota hai ap ki trade main lgany ky kafi dair bad bhi us main kuch profit nahi mil raha hota hai jiss waja say ap ko apni trade ko mange karty hoay yeh plan karna hota hai ky ab es ko close kar daina behter hota ha aur next trade ky lea ap ko tayri karni hoti hai asa krny say he ap ki trade ziada win ho ge es lea ap es point ko ghor say read kar ky phir he kam karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
    dear friends forex market main aj main aik ap ko bohut he important bat btana chata houn forex main ham jab bhi kam kar rahy hoty hain aur jab bhi order lay laity hain tu uss ky bad hamra kam khtam nahi ho jata hai balky hamra asli kam he tab shuru hota hai kyon ky order lgany ky bhi ap ko market watch akrty rehna bohut zrori hota hai kyon ky baaz dafa asa bhi hota hai ky market ap ky order ky khilaf koi support ya resistance break kar daiti hai jiss say ap ko apni trade ko close karna thek rehta hai aur baz dafa kabhe news hoti hai aur kai dafa asa hota hai ap ki trade main lgany ky kafi dair bad bhi us main kuch profit nahi mil raha hota hai jiss waja say ap ko apni trade ko mange karty hoay yeh plan karna hota hai ky ab es ko close kar daina behter hota ha aur next trade ky lea ap ko tayri karni hoti hai asa krny say he ap ki trade ziada win ho ge es lea ap es point ko ghor say read kar ky phir he kam karain.
    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main jab bi trading karny to humy chae ha k trade open karny k bad humy proper stop loss or take profit istamal karna chae ha ta k hum ache trading kar sakeny or safe trading kar sakeny gy forex trading main humy ziada sy ziada fayda hasil karna ha to humy ache trading karni hon ge jis sy hum behtar trading kar sakeny gy or ache planning or strategy sy hum ache earning karni chae ha forex trading main hum log tab he kamyab ho sakty han jab humary pass knowledge or experience ziada ho ga is ley humy apny knowledge or experience ko maximum karna ho ga tab he hum behtar trading karny gy is ley humy maximum mehnat kar k apni learning or practice jari rakhni ho ge is ley humy apny account ko safe rakh k trading karni ho ge tab he hum kamyab hon gy
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

      Dear jab hum ais market mai aik dafa trade laga dety hai to aus time hum ko ais mai ye pata hota hai k hum ne jo trade lagai hai ais ka risk reward ratio kai hai agar humri trade tp1 par jati hai to aus time hum apna stop loss entry point par laga dety hai aor trade mai se kuch lot close kar dety hai aus k baad jab market tp 2 par jati hai to hum mazeed kuch lot close kar dety hai aor apna stop loss tp1 par shift kar dety hai ais se ye faida hota hai k market agar wapis aati hai to remaing lot se hum ko kuch faida ho jata hai agar market tp 3 par jati hai to zayda tar hum waha par trade close kar dety hai aor trade se nikal jaty hai aisy hi bahot sary tareeky hai jin se hum trade ko laga k aus k baad manage kar sakty hai aor ais market mai acha profit bana sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

        Jab ham kisi bhi pair main order open ker lety hain tou ham usko open chor dety hain ky beshak market loss main chalti ja rehi hai lekin jab market reverse move kery gi tou loss khatam ho jaey ga aur hamain profit bhi hasil ho jaey ga lekin jab ham aesi kotahi kerty hain tou phir market hamain chance hi nehi deti ky ham kuch profit hasil ker sakain ky small loss main apni trade close ker sakain ky market hamesha aik hi direction main move kerti hai aur Kerri ho chali jati hai tou agar same market hamari open trade ky against move kerna shoru ker dy tou hamain bahot zyada loss ho sakta hai

        Hamain chahiay ky jab kisi bhi pair main trade open ker ky tou phir trade ko openly run mat kerny dain ya tou hamain stop loss aur take profit select ker ky chor dena chahiay ky jab in main sy aik hit ho jaey tab ham dusri trade ka sochain lekin agar aik hi trade chal rehi ho aur us main loss increase hota ja raha ho tou same loss ko control kerny ky liay hamain management kerna perti hai ky aesa na ho loss increase hoty hoty account hi wash ho jaey

        Account wash hony sy bachny ky liay ya tou ham trade small loss main close ker lety hain ky loss ko itna increase nehi hony dety ky account wash ho jaey ya phir ham apni hi trade ko jab loss increase ho raha hota hai tou management kerny ky liay hedge ker lety hain ky hamara loss increase hona stop Ho jata hai then ham achi stretigies ko use ker ky loss sy nikal jaty hain aur new trades open ker ky profit hasil kerty rehty hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

          g ap nay sahi kaha hai forex main hamra kam sirf order lga dainy ky bad khtam nahi ho jata hai balky apni trade ko mange karna bhi boht zrori kyon ky jab ap trading karty hain tu kbhi bhi ap say wrong side trade bhi lag sakti hai jis ka paa aap ko bad main lagta hai jab ap ki trade loss main chali jati hai ager ap trade ko achi tara say nahi dekhain ky tu wo trade profit say convert ho kar los main bhi ja sakti hai es lea ager ap apni trade ko time ky sath he mange kar laity hain tu ap ko loss hony say bach sakti hai apki trade forex main ap ki trade ager 10 trade hoti hai tu un main say kam say kam bhi 3 sayy 4 trade asi hoti hai ju worng mangement ki waja say loss main chali jati hai es lea main bhi ap ki bat say agree karta hun ap nay bohut he achi infomation share ki hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai o yah achi bat hai k hmain order lgany k bad en baton par goor karty rhna chahye q k jub hum apni trade ko manage kar k lgaty hain tu pher hmain os main asani yah ho jati hai k hmari trade k sath jo kuj h rha hota hai wo hmain pta chlat rahta hai jesa k ap ny bat ki hai k hmain market k bary main pta chal jata hai k kahen hmai trade k khilaf tu move nahi kar rahi hai tu hmain chahye k hum apni trading main aghr chahty hain k kamyab trading karen tu apni trade ko manage kar k karen q k hmai trading he hmary liiye profit eran kar skti hai or hum apni trading se tab he kuj hasil kar skty hain jub hum apni trade ko manage kar k karty hain forex trdaing main apki mahnat or lagan he apko es qabil bnati hai k ap apni trading main kis trha kamyab hoti hain or apko loss nahi hota hai tab jub ap mahnat kar ray hoty hai q k mahnat kbhi bhi zya nahi hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

              Jab hum fored market mein work kar rahey hotey hein to hamen is bat ka puri tarah se khayal rakhna hota he keh hum jo bhi trade lagayen usko hum fully analysis ke bad lagayen aur hamen apni trade par fully confidence hona chahiye Yeh bat bhi thek hey keh hamen apni trade ko watch kartey rehna chahiye lekin agar aap ke pas time nahi he ya aap trade ko musalsal watch nahi kar saktey hein to phir aap agar Stop loss use kartey hein to yeh bhi apke liye bohot acha hota hey aur aap ko jis point par khatra ho aap us point par Stop Loss laga saktey hein aur jab bhi market is point ko break karti he to phir apka Stop Loss hit ho jata hey aur apko ziada pareshani nahi hoti hey aur apki trade automatically close ho jati hey isliye hamen watch karne ke sath sath Stop Loss ko lazmi use karna chahiye is trha se kabhi kabhi koi bhi news ati he to market yakdam move karti hy aur hum kisi bhi barey loss se easily bach saktey hein..
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

                hum trade place kar ky acha bonus kama sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy analysiz kar kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pkaistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy kuch bee hsial nahi ho ga forex aik bahtren business hain hum is mai agar tukka sytem sy kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

                  hum expert ban ky trade lagy gy to hamy passia kama saky gy forex aik acha business hain hum is ma mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum 24 ganty mai sy kese b wakt ka time table bana kar kam kari sakty han hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah htoa forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex pakistan mai legal or famous business ban cuka hain hum is mai apny boss ap he hoty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

                    G haan dostou aap nay bilkul theek kaha hamay trading kertay huaye is baat ka hamaysha khiyaal rakhna chahiyay k ham trade laga kar bhool na jaye balkay tume k saath saath apni trade ko laazmi check kerna chahiyay qk agar ham trade laga k bhool jaatay hay tou wo trade ho sakta hay k aik waqt wo profit may gai ho baad may wo loss may chali jaye or hamay kaafi loss ho jaye isi liaye dostou hamay trade daykb samjh k lagaaani chahiyay or tradee lagaanay k baad ussay baar saykhna chahiyay qk marker k up down ka kuch pata nai chlta k kis time kia ho jaye, dostou hamay loss bilkul qabool nai hay hamay bus profit haasil kernay k liaye trading kerni chahiyay
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

                      Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading jasa k aik behad difficult or risky business hy is m hamy sirf trade open ni karni hoti na sirf sell or buy krna hota hy balky hamy order lgany k bd lazmi market ko wach krty rahna chaiy q k forex market ki movement ka pta ni chlta wo is tazi sy up down jati hy k hamy usy wach krny ka moqa ni milta or agr ham apny lgaiy gy order ko musalsal wach kr ry hoty han to ham zyada loss m jany sy phly hi apna order close kr dyty han q k baz dfa market anylyses or news k khlaf chli jati hy is liay hamy trade open karny k bd musalsal market ko wach krty rahna chaiy hamy apny account ko khud manage krna hota hy q k agr loss or profit ho ra hota hy to hamy achi tra dakh kr smj kr apni trade close krni chaiy
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

                        Ji janab yah bilkul theek kaha gaya hai ki jab ham apni trade le lete hain to hamen par Forex trading market mein main situation ko handle karne ke liye market ke sath update rahana bhi zaroori hota hai because Forex trading market mein situation change hota rahata hai market continue flow karti rahti hai first of all aapko trade lene se pahle acchi planning karna chahie market ko technical and fundamental aspects and elements ke according understand karte hue trade mind setup banana hoga uske bad aapko Forex trading market mein stop loss and take profit set karna hota hai trade lene ke bad trade ko manage karna bhi bahut hi zaruri hai Forex trading market mein management karna bahut zaruri hai management karne se loss confidence kam ho jata hai profit confidence increase ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

                          assalamu alaikum dear friend ji aapane bahut acchi baat ki hai order lene ke bad friend ko message karna bahut jaruri aircraft koshish karenge tabhi Ham ismein safal ho payenge aur ek hit trade lga payenge agar Ham ismein acche se main nahin kartetumhara loss ho jaega isliye usko acche se karna bahut jaruri hai aur ham ko acche se main tabhi kar payenge agar hamare paas ek experience on knowledge hai aur acche experience and knowledge ke liye hamen time account mein kam karna hoga Ham jitna acche se jaam account mein kam karenge aur jitna time spent karenge hamen itna achcha experience on hoga aur accha 309 se hone ke bad bhi agar Ham training start karenge tab bhi hamen ismein se safal ho payenge aur hamen pata hoga ki market ki movement kis taraf hai aur hamen kis time par kaun si trade kahan lagani chahie tab Ham ismein sani se bahut kam time mein ek bahut zabardast profit earn kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

                            Market mai koi bhi order place kernay kay baad usay manage kerna zaruri hota hai. Jaisay traders apni koi bhi trade open kernay say pehlay apna Pura homework kertay hain aur phir koi order palce kertay hai tou phir uss order ko aisay he nahi chora Jata kiyu kay her tarde mai account balance, equity aur margins consume ho rahey hotay hain jiss say trader ko actively touch rehna bhi zaruri hota hai. Forex market aik aisi market hai jiss pay bohat si cheezoo ka direct impact araha hota hai. Koi bhi aisi news ya signal jiss mai kisi kisam ka effect mojud ho woh market ki conditions ko change ker daita hai iss liye traders ko apni trades aur market dono ko he monitor kerna hota hai. Trade loss mai janay ya profit mai janay Par usay close kerna ya open rakhna trader ko market watch say he pata chall raha hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:order lainy ky bad apni trade ko mange karna bhe boht zrori hota ha.

                              Pyare doston Forex trading mein tradeplace karna Koi mushkil kaam Nahin Hai koi bhi Aisa trader jisko Forex ki thori si bhi knowledge Nahin Hai vah bhi tradeplace kar sakta hai Forex trading mein sabse zaruri aur m kam yah hota hai ki aap ne apne capital ki management karni hai agar aap ne apne trading account mein maujud capital ko manage karke tradeplace ki hai to aapko accha profit degi otherwise aap is se nuksan khaenge. Money management buniyadi taur per aapke trading capital ko is tarike se utilise karna hai ki Taki market jitni bhi violet Ho jaaye aapka trading account ko loss Na Ho blke agar trade aapke reverse bhi a jaati Hai to aap phir trade me reversal hoye aur aapka nuksan profit mein tabdeel ho jaaye lekin ji aap sirf use Surat mein kar sakte hain Jab aapane apne total capital Ka $40% trade mein invest Kiya hoga agar is se jyada hoga to fir loss ke jyada chance hote Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X