jaiza : market ke fast movement
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : market ke fast movement
    forex maarket suba or sham mai move karte hain hamy is ke movement ko samj kara kam karna chaey agar market fast move kary to hamy active ho jana chaehy hamy ahteyat sy kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik online or kanbe be band na hony wala business hain hum is mai night mai or day mai trading be kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar b e kam kari sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex all world mai bohat taaze sy famous business ban raha hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : market ke fast movement

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
    forex maarket suba or sham mai move karte hain hamy is ke movement ko samj kara kam karna chaey agar market fast move kary to hamy active ho jana chaehy hamy ahteyat sy kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik online or kanbe be band na hony wala business hain hum is mai night mai or day mai trading be kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar b e kam kari sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex all world mai bohat taaze sy famous business ban raha hain
    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main jab bi fast movement ho to humy news dakhni chae ha kon c aai ha or us ka kya result ha q k jab fast movement hoti ha to pehly tohri wrong movement hoti ha us k sahe movement hoti ha news k mutabiq is ley humy us waqat news check lazmi karni chae ha ta k humy loss na ho or hum easily ache trading kar sakeny gy
    Forex trading sab sy pehly analysis karny or analysis bary time frame main karny or analysis k mutabiq trading karny or agr news ho us time to both ahtiyat sy trade open karny q k news ap k analysis ko tor sakti ha news ki waja sy market apni movement or trend change kar sakti ha is ley humy apni nazar market pe rakhni chae ha ta k hum log kamyab ho sakeny
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : market ke fast movement

      Forex market kay 3 mukhtalif sessions hotay hain. Pehla session Asian hota hai aur iss mai ziada ter currencies pay trading ho rahi hoti hai aur movement her session mai nahi hoti hai ziada ter movement dollar kay pressure ki wajah say he hoti hai. Dusra session European market ka hai. Uss mai movement tez hoti hai kiyu kay aaj Kal brexit ki bohat politics chal rahi hai aur saath saath usd pay bhi bohat pressure hai jiss ki wajah trump ki policies hain. Iss wajah say aaj Kal us dollar, gold aur oil pay bohat ziada pressure hai aur is pressure ki wajah say gold aur oil per European market mai trading bohat ziada hai jiss ki wajah say oil aur gold iss session mai her roz up ho raha hai. 3rd session usa market ka hai jiss ka direct impact currencies aur commodities pay hota hai. Laikin pichlay 4 sessions say he USA market ka trend volatile hai aur up down dono side pay jaa rahi hai. China aur USA nay abhi tak terrif deal ka 1st phase declare nahi kia kiyu kay abhi tak terrif aur taxes dono taraf say he final nahi hain jis ki wajah trading market kisi aik direction mai settle nahi ho rahi. Aisa lag raha hai kay aaj ya kall tak kuch clear hoga phir trading market bhi stability ki taraf ajaey gi tou traders bhi clear mindset kay saath direction pakar laingay. Iss liye abhinsirf market watch he sub say behtar option hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : market ke fast movement

        Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex market aik behad risky market hy jo bot tazi sy suba or sham m movement karti hy isy smjny k liay hamy bot ahtiyat or smjdari ki zrort hoti hy suba or sham m hamy mukmal tor par market ki movement sy muhtat ho jana chaiy tbi ham is m successful ho saken gy forex aik bot bara or behad profitable business hy jo k kbi b bnd na hony wala business hy ham is m mehnat kr k acha kam kr skty han ham is m apni mrzi sy kam kr skty han ham rat m b or din m b kisi time kam kr skty han forex m lalichi traders ki koi jga ni lalich hamy tba kr dyti hy forex m ham investment k sath b kam kr skty han or bagar investment k b kam kr skty han forex hamy hr tra sy saholyat frahm krta hy hamy is sy zyada sy zyada faida utha kr achi earning krni chaiy
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : market ke fast movement

          Forex market ke different sessions hotey hein aur har session mein different news hotey hein aur agar hum news ko achi trha se follow karen aur unko parhen to hamen pata chal jata he keh market mein kis time movement ziada hogi aur kis timr market normal hogi ziada tar market mein jo taizi dekhne ko milti hey woh New york session mein milti hey kiun keh forex ki jo sab se bari market hey wo new york session hey aur jese hi new york session open hota he to forex ki market mein bohot hi ziada taizj ajati hey aur yeh best time hota he keh hum aik bari movement ko pick kar len aur is mein bada profit kar saktey hein isliye yeh bat hamen zehen mein rakh leni chahiye keh market ki fast movement hamare liye kafi ziada risky bhi hoti hy aur hum agar is mein achey analysis k sath work nahi kartry hein to hum is mein totally nakam bhi ho jatey hein aur hamen bara loss uthana par jata hey isliye hamen becarefull hokar hi is mein always work karnq chahiye
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : market ke fast movement

            dear ap ny bilkul sahi bat ki hai orex market jub fat move karti hai tu hmain active ho jana chahye or ahtiyat se trading karni chahye q k aghr market fast moveent main chal rahi hai tu os main aghr acha profit mil skta hai tu fastly loss bhi ho skta hai tu yah wo movement hoti hai foex market ki k aghr hum ahtyat or aci trha analysis kar k apni trading karen tu hum bai achi trading kar skty hain or hmain loss hony k chnaces na hon ayse rading karni chahye forex ki market ko smjhna or os par amal krna forex main kamyab tradr ki nishani hoti ai tu hmain chahye k hum apni trdaing main aghr kamyab hona chahty hain tu hmain apni mahnat or lagan k sath forex ka expernce gain krna chahye jis ki base par hum kamyab hos kaen or achi eraning kars aen forex mary lye aik boht he acha r best business hai jis main hum kamyab ho skty hain or achi raning gain kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : market ke fast movement

              Jab market main fast movement chal rehi ho tou hamain trade soch samajh ker open kerni chahiay ya phir aesy time per trade open kerni chahiay jab market fast move kerty huey kisi bhi pair main maximum support ya resistance tak ponch chuki ho tou reverse order main trade open kerny sy acha profit hasil ho sakta hai warna fast moving market main kisi bhi direction main trade open kerny sy bahot bara loss ho sakta hai

              Aesy pairs jin main spread bahot zyada hota hai un main tou kabhi bhi fast moving market main trade open nehi kerni chahiay kyun ky spread ki waja sy already bahot loss recover kerna perta hai tou agar market fast movement kerty huey open trade ky against kuch dair movement jari rakhti hai tou bahot jald hamara Bary balance wala account bhi wash ho sakta hai

              Jab bhi market normal move kerty huey kuch fast ho jaey tou woh achi earning ka aik chance hota hai lekin jab market kisi news ki waja sy fast hoti hai tou bara loss ho sakta hai short time main lekin normaly jab market tez hoti hai tou acha profit bhi dy sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : market ke fast movement

                Dear forex market her time move kar rahe hoti hai aor agar hum ne ais market mai trade lagani ho to aus time hum ais market mai analysis karty hai aor aus k hisab se ais market mai trade lagaty hai agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai hum ais mai market ki moment ko observe kary aor aus k hisab se ais market mai trade kary agar hum ais market mai risk lety hai aor ais mai aisy hi trade laga dety hai to aus time hum ais market mai loss kar sakty hai agar hum ais market mai mehnat karty hai to ais market mai hum ko samjh aa jati k kon se session mai market zayda move karti hai aor kon se session mai hum market mai se acha profit nikal sakty hai agar hum ais market mai kamyab ho jaty hai to aus time hum ko profit zayda ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : market ke fast movement

                  real Forex trading members assalamualaikum Forex trading market ki movement different type ki hoti hai har waqt ek tarah ki movement nahin hoti hai kabhi market ki movement fast hoti hai kabhi market ki payment slow hoti hai isliye aapko apna focus trading market ke candlestick chart per rakhni chahie current situation ko understand karne ke liye previous market candlestick chart pattern ki update hona jaruri hai iske alava market mein aapko previous candlestick chart pattern ki history understand karne ke bad work karna chahie agar market mein bheeg news publish ki jaaye to market mein fast movement hoti hai iske alava any type ki uncertainty jaisa ke political uncertainty Forex trading market ko flash kar deti hai lekin market mein aapko proper confidence ke sath emotional control ke sath management karte hue trading karna hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : market ke fast movement

                    Agar Ham Logon Ko market Se Achcha profit translate karna hai to iske liye Ham Logon Ko Soch samajhkar aur Marg Ko Dekhkar trading Karni Hogi jitni Jyada ham log market Ko Dekha trading Karte Hain Ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda hota hai aur ham Logon Ko Itni hi jaldi forex market Mein kamyabi mil sakti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      market mai jab fast movement hoti hai us ki jo base hoti hai woh ap kay fundamental analysis pay zaida depend karta hai. jab news ati hai tu market us news kay mutabiq kafi zaida movement dikhati hai. Ap jab tak fundamental analysis ko sahi tarha samaj jain gy tu ap ko bhout achi earning ho sakti hai. Jab ap apni trade main loss hota hai tu ap fomo mai a kar kabi trade na karain. ap humesha fomo mai nahi analysis kar kay trade kar kay achi earning kar sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X