forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?
    forex trading aik asa business hai jiss main hamy har knowledge aur har lehaz say accurate hona parta hai phir he ap ko success milti hai ap say ye swal pochna chata hun ky kia forex main mind set ka acha hona zrori hai kia forex trading main mind set ka control hota ha ya nahi mind set ky bary main main nay boht suna hai mager es pay kesy kam karna hai ya ye kyon zrori hai mujhy es bat ka nahi pata hai sab bhai es ky bary main apna apna knowledge share karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

    Dear agar hum ais market mai trade karty hai to ais mai sab se zarori hai k humra mind set acha hona chaye ais se hum ais market mai jab analysis karty hai to ais market mai kamyab ho sakty hai aor ais market mai kamyab ho sakty hai kun k ais market mai jab hum account par trade lagany k liay analysis karty hai to ais market mai hum ko apni trading strategy k hisab se trade lagani chaye aus k baad hum agar ais market mai trade karty hai to ais mai hum ko plan k hisab se hi trade lagani chaye tab hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais mai strategy ko follow ni karty hai to ais mai loss kar sakty hai humra mind agar trading k liay best ho to ais market mai achi trades laga sakty hai aor ais market mai acha profit bana sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

      Forex market main ham tab successful trade ker sakty hain jab hamary mind main aik goal hota hai jisy ham her surat achieve kerny ki koshish kerty hain tou jab ham forex market main goal ko achieve kerny ki her mumkin koshish kerty hain tou hamain goal achieved bhi ho jata hai ky hamara goal forex market main kamyabi agar ho tou ham same kamyabi hasil kerny ky liay her mumkin koshish kerain gy tou bahot jald ham is qabil ho jaty hain ky hamain forex market main trade kerty huey kamyabi hasil ho jati hai ky hamain her trade open kerny per profit hasil hony lagta hai aur jab her trade main hamain forex profit deti hai tou phir ham short time main forex market sy bahot zyada earning hasil ker lety hain

      Jab ham forex market main trade ker rehy hon tou hamara mind totally forex trading per focus hona chahiay ky jab ham multy thoughts ky sath forex market main trade ker rehy hon tou hamari trading kabhi bhi achi nehi hoti ky ham agar during trading bar bar disturb hoty hain tou bhi hamari her open ki jany wali trade main zyada chances loss ky hoty hain profit hamain bahot kam trades main hota hai lekin agar ham totally forex market per focused hon tou ham bahot achi trade ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
        forex trading aik asa business hai jiss main hamy har knowledge aur har lehaz say accurate hona parta hai phir he ap ko success milti hai ap say ye swal pochna chata hun ky kia forex main mind set ka acha hona zrori hai kia forex trading main mind set ka control hota ha ya nahi mind set ky bary main main nay boht suna hai mager es pay kesy kam karna hai ya ye kyon zrori hai mujhy es bat ka nahi pata hai sab bhai es ky bary main apna apna knowledge share karain.
        Dear friend ap ny bilkal sahe sawal kea ha forex trading main humy apny ap ko ready karna chae ha apny mind ko forex market k mutabiq set karna chae ha is ley humy apny hessab sy trading karni chae ha ta k hum log behtar trading kar k ache earning kar sakty han
        Knowledge
        Sab sy pehly humy forex trading k bary main information hasil karni ho ge knowledge hasil karna ho ga us k bad hum log behtar trading kar k ache earning kar sakeny gy
        Practice
        Jtna bi knowledge humy hasil ho to us sy humy ache practice karni ho ge jtni ziada practice karny gy to us sy humy ziada sy ziada humara experience gain ho ga humy forex trading easily samj aay ge
        Lots size
        Practice k bad humy apny real account main apny account k mutabiq lots size istamal karna ho ga ta k humy ziada loss na ho or is ley humy small lots istamal karny to behtar ho ga humy knowledge or experience sy behtar trading kar sakeny gy or ziada sy ziada fayda hasil kar sakeny gy
        Forex trading main humy ziada risk ni lana chae ha balky itna risk lan jis ko hum control kar sakeny or agr loss bi ho to hum usy bardast kar sakeny
        • #5 Collapse

          Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

          Forex trading business totally mind set aur calculations kay saath kiye Janay wala business hai. Forex mai traders learning, knowledge aur practice tou haasil kertay he hain kiyu kay ye basic cheezain hain jo forex trading shuru kernay kay liye zaruri hain. Jo cheez aik trader ko expert trader banati hai wo uss ka mind set aur sharpness hoti hai. Mind set asal mai business ko positive ho kay kernay ko kaha jaa sakta hai. Forex aik aisa business hai jiss pay traders ka trust level bohat acha hona chaiye. Traders ko pata hona chaiye kay market kay saath jitna ziada touch raha jaey ga utna he acha business kia jaa sakey ga aur patience kay saath achay moqay ka wait kerna zaruri hota hai. Laalach aur greed pay mukammal control hona zaruri hai.

          Trader ka mind set ye hota hai kay slow and steady kaam kerna hai. Faisla kertay waqt her baat ka khayaal rakhna hai jo trade opening kay liye seekhna hai. Tukka aur chance say avoid kerna, small profits laina jinn ka pata ho kay ye confirm profits hain. News aur analysis ko waqtan fawaqtan daikhtay aur parhtay rehna takay market mai achi move pay entry ker sakain. Ye sub mind set kehlata hai. Acha trader wohi hota hai jo pehlay say inn sub ka khayaal rakhta hai aur hamesha quick decesiin ker kay prompt ya fori action ya ammal ker laita hai kiyu kay uss ka homework pehlay say complete hota hai aur jaisay he acha moqa milta hai wo usay avail ker laita hai. Ye mind set kehlata hai aur iss ki importance ko samajh laina aik average trader ko expert trader bana daiti hai
          • #6 Collapse

            Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

            bhai jan foex trading main bst trading k liye hmara mind set fesh hona boht zarori hai hmari proper planning ki gai ho forex k liye os ko proper traiky se follow kiya jay es ks ath sath ap apna kam fresh ho kar karen yah bat nahi hoti hai k ap ny aik palnning kar li hai tu osko ankhen band kar k use karty rahen ap apni trading ko tab bahtr kar skty hain or profitable bna ksty hain jub ap fresh mind hoty hain apko kisi bhi trha ka koi dar nahi hota hai loss ko soch kar kam nahi karty hain yah sub kuj ap apni tradng main achi earning ar skty hain alken jo dar hai wo apko loss ka samna karny par majbor kar he deta ha es liye hmain aysa karna nahi chahye q k um na tua yse kisi bhi method ks ath kamyab nahi ho skty hain jo fake hoty hain or os main short cut ka use kiya gya ho orignal trading karny se he hum kamyab ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

              G han friend ap ny bilkal tek kaha hy forex trading main hmary liay knowledge learning or acha experience behad zrori hy in sb chezon k bagar ham achi trading ni kr skty hamy in m expert banna bot zrori hy mgr is m in chezon k ilawa b or chezon ka khyal rakhna prta hy hamy apna mind set rakhna prta hy ham fresh mind k sath agr trading krty han to hamy acha profit milta hy zyada tr hamy jb loss hota hy to hmara mind disturb ho jata hy ham apna mind asy set kr skty han k ham zyada pasa kmany ka lalich apny zahn sy nikal dan hmara mind ye hona chaiy k ham ny phly achi learning krni hy tbi achi earning ho gi hamy trading k mutaliq apna mind bna kr is m kam krna ho ga tbi hamy success mily gi
              • #8 Collapse

                Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

                Assalam u alaikum Friends
                Dostou aap sub nay bilkul theek kaha or may b aapsub ki baatou say agree kerta hou k Forex trading may hamay sub say zyada zaruri cheez apni achi learning or experience ka haasil hona boht zaruri hay or saath may aik ach mind b set kerna hoga. Dostou trading kertay huaye hamay boht si baatay zehan may rakhni chahiyay k kis time hamay trad lagaaana chaiyay or kis time nai. Dostou hamay trade kertay huaye sub cheezou ka achay say analysis kerna chahiyay saari cheezou ko ghor say daykhna chahiyay aik acha mind set ker k mazboot strategy bana k trade lagaana chahiyay jis say hamay acha profit earn ho sakay dostou is trading may sub say aham cheez hamay laalich ko bilkul zehan may nai laana chahiyay qk laalich ki tou sub kuch khatam.
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

                  forex mein fresh mindset Ka hona bahut zyada important hai ke aap apne mind aur talent ko use karte hue he forex market ka experience or knowledge Hasil kar sakte hain agar aap apne mind ko fresh nahin rakhenge to aap useless knowledge or experience ki taraf ja sakte hain jisse aapki mehnat bhi zaya hogi aur aapke pass nuksan dene wala knowledge aur experience hoga jisse aapka account wash ho sakta hai aapko chahie ki aap trading mein Apne mind ko use karte hue right direction mein move Karen tar ke aapko kisi bhi Kisam Ka nuksan Na Ho Na Na mehnat aapki Zaya Ho isliye Apne mind ko right way main use karay aur bilkul fresh rakhen is se aapko bahut zyada fayda hoga aur aapko market ka deeply knowledge or experience hasil hoga jisse aap achcha profit earn kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

                    bhai jan forex trading main aghr kamyab hona hai tu hmary mind se ka hona zaroi hai q k fioex main hum zaberdasti kam nahi kar skty hain hmain apny mind ko set kar k akm krna hota hai pher os mind se iya gya kam hmain faida bhi deta hai q k upset ks ath kiya gya kam hmain loss he deta hai jis se hum khud he apny loss ka bais ban jaty hain es liye apko apni trading main aghr kamyab hona hai tu hmain apny mid ko es bat par set rakhna hoga k es main hmain kambhi k lye mahnat bi karni hogi or hard work bhi krna hoga ayse humain es bat andaza hota hai k hum ny kamyab hony k liye yah sub karna hai pher he hmara intrest ka level incraese hota hai forex main or hum tab he achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain warna hmara mind set na ho tu hum kbhi bhi forxe ko apni pori life k liye use nahi kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

                      Traders ka mind set hona hi sab se important samja jata hay agar discipline aur planing key sath trading karna possible ho sakta hay to es key ley hamara mind set hona zarori hona chaye, app ka mind set esi condition me ho sakta hay jab app complete Forex education hasil kar lety ho aur app ko Forex business me risk ka factor be maloom ho,

                      Forex business risky hay ye to sab samjty hey magar per be over trading aur trading me greed ki jati hay esy traders ka mind set nahi hota, professional traders apny mind ko set karty hey aur achi tarha se market me risk factor ko samjty hey esi waja se trading me koch pips ka loss karty hey magar ye loss be baghir kesi pareshani key cover karny ki ability rakty hey, agar app ka mind set ho jaye to app kamyab traders ban sakty ho otherwise mind set key baghir app ki trading behtar nahi ho sakti hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

                        g forex main ager dekha jay tu mind set ka amal dakhal 50% hota hai kyon ky forex main knowledge aur experience hony ky bad jis chez ki need hoti ha wo ap ka mind set he hota hai ager ap ka trading main acha mind set nahi aur ap ka apne mind pay control nahi hai tu ap achi trading nahi kar sakty hain es lea forex main ap ka psychology level thek hona aur control main hona bohut he zrori hai forex main ager ap ky ap es main control nai kar sakty hain tu ap ki trading bhi kabhi thek nahi ho sakti hai kyon ky yeh aik market risky market hai aru ap ky pas aik percent bhi galti ki gunjaish nahi hoti hai aik galti say he ap ko bohut sara nuksan ho jata hai ju ky aik mind set ki waja say hota hai apne mind set ko thek karny ky lea p ko forex main rules ky sath kam karna chaheay.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

                          Forex business mein mind set ka strong hona aik bohot hi acha benefits apko deta hey forex business totally achey aur strong mind set k sath hi apko kamiyabi dila sakta hey kiun keh agar apka mindset week hey to aap achi trha se trading nahin kar saktey hein aur aap confusion ka shikar hotey heij hamen aik strong mind set ki zarurat hoti hey jis mein agar hamen loss bhi ho jaye to hamara. mindset us loss ko bhi accept kare takeh kisi kisam ki tention na ho kiun keh forex business mein loss and profit dono hi hotey hein is wjha se mind set ka strong hona hi hamen is business mein kamiyabi dila sakta hey aur hum is mein kamiyab ho saktey hein isliye apne uper fully confidence rakhna chahiye aur apne mind ko fully positive rakhna chahiye aur yeh bat zehn nasheen kar leni chahiye keh forec business mein loss amd profit dono hotey hein aur hamen in dono ko hi face karna hota hey
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                            forex trading aik asa business hai jiss main hamy har knowledge aur har lehaz say accurate hona parta hai phir he ap ko success milti hai ap say ye swal pochna chata hun ky kia forex main mind set ka acha hona zrori hai kia forex trading main mind set ka control hota ha ya nahi mind set ky bary main main nay boht suna hai mager es pay kesy kam karna hai ya ye kyon zrori hai mujhy es bat ka nahi pata hai sab bhai es ky bary main apna apna knowledge share karain.
                            Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai agar aap ismein kamyabi Hasil karna chahte hain to starting Se Hi aapko apna mind set up banana Hoga Ki aap is business Mein kamyabi Hasil Jarur Karenge Agar aapki thinking starting Se Hi positive Hogi to Jyada time nahin lagega aapko is business Mein kamyabi Hasil karne ke liye aur is business ki sabse acchi baat to yah hai ki yah 24 hours open rahata hai aap ismein Kisi bhi time kam kar sakte hain aapko simply market ko analyse karna hota hai aur apni trade co open kar lena hota hai jisse aapko Kafi Achcha profit Hasil ho sakta hai bahut Sare log Pakistan mein is Waqt Kafi acchi earning Hasil kar rahe hain is business se lekin UN Sab Ne starting Mein Apna focus Forex trading ka Achcha knowledge experience Hasil karne per Rakha tha
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading main hamra mind set ka hona kitna important hai?

                              hello pyaray Forex trading aapke mind set kaun hoti hai. Hai aapko Forex trading market independent trading ke liye khud se focus karna hota hai zaroori hai agr apka mind set clear nhi hai na he apko fiasla krna ata ho to ap trading ma kch bhi nhi kr pao gay apko sub sy pehly market ky opper deham krna hota hai apkonyeh janana zaroei hota hai aj mews kon kon c hain aor kub release hini hain unka market pr previous ky impact hua tha aor ab professional traderss ki kya ray aor peshangoi hai yeh bat maloom ho jay to kafi sara asra ho jata hai aor ham behtreen tareeky sy is bat ko smjhty huy kam kr skty hain ky kya krna hai aor kya hona chye forex ma apko apny mind ko mature krn a ho ga ta ky ap market ky future challenge ko focus aor face kr saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X