friends jesy ky ap janty houn gay ky real account main jab ham kama kr rahy hoty hain aur hamry pas hamra koi bhi friend ya client ajay tu ham us ko apne referl lik say join krwa daity hain aur jab wo trading karta hai tu jb uss ki trade close hoti hai tu ham ko us ki lot size ky mutabik commission milta hai kia asa instaforex ky bonus account main bhi mumkinn hota hai ya sirf real account main he bas asa hot ha please details share karain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим