Kia instaForex main trading karnay kay liay MT4 ya MT5 ka hona zarori hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Kia instaForex main trading karnay kay liay MT4 ya MT5 ka hona zarori hay?

    Dear agr hum achi tareeqy say trading karna chahty hy to hamy mt4 or mt5 ko lazmi use krna hota hai q k jub hum en ko use karty hain tu yahi se hum chart ko ekh skty hain or yahin se he hum apna trade ka order lga dety hain es liye hmain aghr forex main kamyab hona hai tu en sub ko samujna zaroi hai q k aksar okat hmain enhi software main se tradig tools mil nahi rahy hoty hain es liye paly achi trha en terminal main kiya hai or ap kiya kuj es main use kar skty hain apko pahly aik bar chek akr leni chahye ta k apko har point ka pahly se ilm ho apko unhain dhondhni na parhy q k jub ap ko mil nai rahi hoti tu ap apni trading main late ho jaty hain tu yah smhna zaori hai pahly karny k liye knowledge experience hona bohut lazmi hota hy.

    اب آن لائن

    Working...
    X