Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?
    Jab ham forex market main trade kerty huey earning ka aik target set ker lety hain tou hamain same target ki achieve kerny ky liay kon kon sy steps leny chahiaen taky ham apni target ko achieve ker sakain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?

    Dear friend forex trading main sab sy pehly humy apna target apny account k mutabiq set karna chae ha agr humara account chita ho to target bi chota hona chae ha or bara account ho to us k hessab sy target set karny
    Analysis
    Forex trading main apna target set karna ho ga to phr market k analysis karny or analysis k mutabiq trading karny ta k ap ko ziada sy ziada profit hasil ho or ap apna target achieve kar sakeny jtny achy analysis karny gy to ap utna juldi apna target achieve kar sakeny gy
    Planning or strategy
    Analysis k bad trading karni ho to phr proper planning or strategy bana k ache trading kar sakty han or ache earning kar k kamyab ho sakty han jtni ache planning or strategy ho ge to hum behtar trading kar k apna target easily achieve kar sakty han
    Lots Size
    Jab ap analysis kar lan or planning strategy bana lan to phr sab sy important lots size istamal karna hota ha q k agr ap ka account chota ha or ap bari lots lagany gy to ap ko loss ho sakta ha is ley humy apny account k mutabiq small lots sy trading karni ho ge ta k hum easily apna target achieve kar sakeny
    • #3 Collapse

      Re: Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?

      Profit earn karny ley aur daily ya weekly profit targets ko achieve karny key ley hamy sab se pehly to ye define karna ho ga key target ham ketna rakty hey es ko mad e nazar rakty howy ham apny targets ko achieve karty howy single trade me risk leny ka decision le sakty hey,

      agar hamara profit target kam hay to risk be kam leny par focus karna ho ga aur ham technical analysis par hi 100% depend karna ho ga, profit target agar zeyada hay to news trading hamary ley best aur ideal option ho sakti hay, jo app app steps lety hey app ka profit target 100% achieve hona chaye aur loss bilkul be nahi hona chaye agar app risk management karty ho to ye app key ley acha step ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?

        Dear sab se phly to hum ko ais market mai ye dekhna chaye k humra jo target hai wo account k hisab se safe hai agar ais market mai hum thora risk lety hai to ais market mai asani se apna target pora kar sakty hai aus k baad hum ko ais market mai jo analysis karny hai aus par lot hi atni use karni hai ta k humra target pora ho jaye trade par zayda risk ni lena hai agar kisi trade par loss ho jata hai to aus k checker mai lot bari ni lagani ais tarha hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai k hum agar ais market mai mehnat karty hai to ais market mai kamyab ho jaty hai kun k ais market mai trading plan mai hum decide kar lety hai k hum ne ais mai apna kitna target set karna hai aor aus k hisab se trade kari hai.
        • #5 Collapse

          Re: Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?

          Forex trading business mai traders mukhtalif trading strategies apply ker kay profit lainay ki koshish kertay hain. Forex mai traders hamesha profits. Kay liye he kaam kertay hain koi bhi trader loss ka nahi sochta hai. Iss liye Agar forex mai acha business kerna hai tou planning bhi achi aur strong hona zaruri hai. Apnay targets bananay chaiye aur wo targets aisay honay chaiye jinhain haasil kerna bhi mumkin ho kiyu aisay targets jo achievable he nahi ho unn ka koi faida bhi nahi hota hai.

          Forex trading mai targets hamesha apnay balance kay mutabiq rakhna chaiye. Agar account balance 100$ ho aur target 500$ ka set ker kay trading ki jaey tou iss ka simple sa Matlab yehi hai kay ye target achieveable nahi ho sakta hai aur iss target ko haasil kernay ki koshish bho nuqsaan deh hogi. 100$ balance kay sath 100$ profit shayad asisa target jo sakta hai jisay haasil kernay ki koshish kaamyab ho sakti hai. Is sliye targets aisa ho jis skay liye risk na ho aur asaani say baghair risk liye usay haasil bhi ker Lia jaey tou he trading mai kaamyabi haasil ki jaa sakti hai. Jab target aisa rakha jaey ga tou trading easy bhi hogi aur risk free bhi ho sakey gi
          • #6 Collapse

            Re: Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?

            Forex trading business ki market mein ap aik target set kar k bhi trading kar saktay han aur Jo target set kiya hai us achieve kis traha karna hai hum ko sab se pahly apna target apne account balance k hisaab se set karna cahaiye aur hum ko us target ko hasil karne k liye achi planning karni cahaiye kiok planning se trading kartay han tu hi tu hi profit ho ga aur hum ko forex mein
            • #7 Collapse

              Re: Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?

              dear forex markeet main har aik trader isi koshish main hay k usay achay say acha aisa knowledge aur experience milay jis say kam say kam lose ho aur ziada say ziada achi earning milay laikin kuch aisay steps hain jinki wajha say hamko ziada say ziada lose possible hona start ho jata hay agar earning say pehlay ham unko khatam krnay main success hotay hain to earnng apnay aap he ana start ho jaty hay jis main agr ham lalach say avoid krtay hain ziada say ziada trades lainay say avoid krtay hain to ham ko markeet say aisay orders milnay start ho jayengay jin say hamko har haal main achi earning possible hona start ho jayege,is liye mairay experience k mutabik agar ham lalach aur overtrading say avoid krtay hain to markeet hamko aik friend ki tarha nazar ana start ho jayege aur hamara earning ka yeh problem apnay aap solve hona start ho jayega aur ham markeet main kamyaab ho jayengay.
              • #8 Collapse

                Re: Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?

                dear agar ham Apne earning ko zyada karna chahte hain to iske liye hamen chahie ki ham Apne knowledge Ko zyada Karen aap zyada risk lekar apni evening ko zyada karenge to aap loss hone ke chances zyada ho jaenge aapko chahie ke aap safe zone mein rahte hue Apne earning ko zyada Karen isliye aapka account wash nahin hoga aur na aapko zyada Loss hoga aur aapki earning bhi zyada ho jayegi aapko chahie kya aap apne analysis Ko jitna ho sake strong Karen tak hai aapki profit mein jaane wali trade zyada ho aur loss mein jaane wali trade kam ho is tarah kam hone se aapki earning zyada ho jayegi
                • #9 Collapse

                  Re: Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?

                  hum jab bhi apne liye koi bhi target set kartey hein to hamen chahiye keh hum sab se pehle to us target ko achive karne keliye ziada se ziada hadwork karen kioun keh hardwork hi apko aik acha trader banata hey aur aap apne hardwork se hi apne targets ko easily achieve kar saktey hein hamen apne targets ko achive karne keliye fully decipline ke sath work karna hota hey aur aik time table and aik schedule bana lena chahiey takeh hum us schedule ke through hi is mein work karen aur us mein apne target ko pura karne ki aik strategy bhi shamil ho aur phir hamen us ko daily basis par apni aik diary mein note kartey rehna chahiye is trha se hum apne target ko bohot hi ziada easily achive karne mein kamiyab ho saktey hein.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?

                    Dear ap ne bahut acha sawal kiya ha yad rakhyn agar ap ne forex trading mein success hasil karni ha tu apko chahye k ap apny bhi rules banayn aur daily ka ap target rakhyn profit ka aur wo target ap k account k capital k hisab se hona chahye mean agar ap ne daily ka 10 dollor profit ka target rakha hua ha tu apko chahye k prhly apna balance dekhyn phir pair select karyn air achi tarha analysis kar lyn aur jab analysis kar lyn tu phir ap lot bhi apny account k mutabiq lagayn aur greed bilkul na karyn kyun k lalchi trader kabhi bhi apna target achive ni kar skta tu yad rakhyn k stop loss bahut zayada important ha aur ap stop loss must lagayn ta k apka account safe rahy aur risk na lyn aur jab ap apny target p pohnch jayn tu phir zayada trading na karyn next day ki practice aur tayari karyn aur agar apki trade phans gai ha tu usko cover karny k liye over trading mat karyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?

                      Asalam o alikum friend ham week k 5 din trading krty han or do din market band hony ki wja sy chuti hoti hy in do dino m ham agly pory week ki planning kr skty han or targets set kr skty han jb ham target set krty han to hamy un targets ko achive krna hota hy jis k leay hamy sb sy phly apni investment ko dakhna hota hy phr us k mutabiq km risk py trade open krni hoti hy ham jitni choti trade open karty han utna hi hamy profit milta hy or agr loss b hota hy to usy ham easily cover kr skty han hamy trade open karny sy pehly anylyses ko study kr lyna chaiy anylyses k bagar ham tukky bazi sy kam lan gy to hamy koi faida ni hona hamy achi tra learning kr k market k up down ko dakh kr forex market m kam krna ho ga tbi ham successful hon gy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Earning ka target achieve kerny ky liay hamain kon kon sy steps leny chahiaen?

                        bhai jan forex trading main aghr ap achi eraning krna chahty hain tu apko sub se pahly en points par dehan dena chahye jis main sub se pahly hai hmari TRADING KI PLANNING: forex main trading ki palnning ki boht ahmiyat hai q k jub hum apny targets ko alnning k hisab se karen tu hum apni trading main kafi achi earning kar skty hain loss bhi hmain kam se kam hota hai jub hum planning kar k kam karty hain os k bad hai MARKET K HISAB SE TRADING KARNA: forex main jub tak hum market k hisab se trading nahi karty hain tab tak hum achy trador or achi trading nahi kar skty hain q k market ko follow krna har mambers ko zarori hota hai os k bad hai hmari trading main RISK KA LEVEL : forex main trading kary wakt apny risk k level ko itna rakhen jis main apko loss hony par apn account se na hath dhona parhy or yah tab ho skta hai jub hum apni trading main small lot set kar k trading karty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X