kia mistake ka bar bar repeat hona emotions aur psychology ka problem hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kia mistake ka bar bar repeat hona emotions aur psychology ka problem hai?

    Friend ap ny bot acha question kea hy forex trading main aik ni balky bot c mistakes asi ham karty han jin ki wja sy hamy loss hota hy mgr is m aik common mistake hy jo ham karty han wo hy bari trades open krna ya over trading or ye galti hr trader krta hy chahy wo new ho ya old hr koi kbi na kbi ye mistake karta hy or is ki sb sy bari waja emotions or lalich b kah skty han ham market ki movement dakh kr apny emotions ko control ni kar paty or bari trades open krty han ya asa aksar lalich ki waja sy b hota hy ham smjty han k bari trade open karny sy ham bot zyada profit hasil Kar lan gy ameer ban jain gy mgr asa hona bot mushkil hota hy ham profit to kya apni investment b loss m kho dyty han forex aik risky business hy is m hamy over trading sy bach kr kam krna chaiy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kia mistake ka bar bar repeat hona emotions aur psychology ka problem hai?

      Dear member aisa kuchh bhi nahin agar aapane Forex trading apne knowledge ke mutabik analysis Kiya hai aur aapko market mein kisi chij ki samajh nahin hai to aapko demo account mein kam kar lena chahie aur zeada practis phone kar leni chahie main aapko trading ke liye aati hai jismein apko market ko promote karne wala sabse best broker instaforex roka and apko trading aoni mistakes ko note krn ho ga aor unko market ma emotional nhi hona cue apko market ka flow dekh ky nhi behna chye blky wait krna chue aor cause dhondna chye market ka flow jitna tez ho ga wapis bhi itni tezi sy ajati hai yeh bat bhi apko yad rakhni chye ta ky apko trading market ma knowledge or experience milta rahy
      • #18 Collapse

        Re: kia mistake ka bar bar repeat hona emotions aur psychology ka problem hai?

        Ji han bilkul agar aap ki mistakes Bar Bar repeat ho rahi hai to iska matlab yah hai ki aapka mind proper work nahin kar raha aap upset hai apne kaam se aur apne emotions ko Lekar forex market Mein kam kar rahe hain yah Baat Jahan main Baitha leni chahie ki emotion se kabhi bhi aap market ko control nahin kar sakte Aur Is Se Achcha profit Nahin Hasil kar sakte Kyunki market ki koi feeling Nahin Hoti Market take proper work hai aur yah business hai aur business ka Kabhi Bhi emotion ke sath Koi talluk Nahin Hota To isliye aap forex market ko ek proper work samajhkar usmein kam Karen aur mehnat Karen FIR hi aap acchi earning Hasil kar sakte hain aur Kamyab trader Ban sakte hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: kia mistake ka bar bar repeat hona emotions aur psychology ka problem hai?

          Assalamu Alaikum dear friends for forex market Mein ham baar baar Ek Jaisi mistake is vajah Se Karte Hain Ki Ham forex market Mein live trade karte hue Jab Bhi accha chance Dete Hain To Ham bahut badi load se trade open Karte Hain Ki Hamen show time mein bahut jyada profit Hasil ho jaaye ya Kisi physicology ki vajah se nahin Hota yah sirf aur sirf bahut jyada ke lalach Mein Hota Hai Ki Ham Bar Bar ek hi Tarah Ki mistakes karte hain aur Har Bar Mara account was Ho Jata Hai Jab Ek Dafa Hamara account Kisi mistakes ki vajah se wash Ho Jata Hai To Ham next time bahut careful hokar trade continue karte hain lekin Kuchh timetrade Karte Karte Ham fir se casual Ho Jaate Hain aur ham FIR Vahi mistakes repeat Karte Hain To dwara Hamara account was ho jata hai Hamen sirf lalach Se Bachana chahie Agar Ham Bar Bar mistakes Nahin Karenge to ham log se bache Rahenge Mara forex market Mein trade karte hue kabhi bhi casual behaviour show nahin karna chahie ki Ham Jab Bhi casual Ho Jaate Hain To Ham forex market Mein trade karte hue Bada lock kar dete Hain Jisko recover karne ke liye bahut jyada time lag jata hai ya FIR Ham account ki watch Karva Lete Hain Tu Har Surat mein bahut jyada pyar se kam karna chahie Ke Jo mistakes Ham already kar chuke hain Hamen unko avoid Karke trade continue Karni chahie

          اب آن لائن

          Working...
          X