Re: kia forex ki earning say ham ko apni insurance karwa laini chahea?
Life insurance aik bohat achi cheez hai. Life insurance ki policy ka ye faida hota hai kay hum saal mai aik baar premium daitay hain jo kay 20 years mai mature hoti hai aur phir humain payment mill jati hai. Issi tarah Agar koi policy holder darmiyaan mai bhi withdraw kerna chahay apni payment lay sakta hai. Agar koi trader apni forex trading ki earning say insurance kerwana chahay tou iss mai koi muzaiqa nahi hai. Tarders ko saal mai aik baar he apni policy ka premium pay kerna hoga jo kay traders asaani say ker saktay hain aur ye bhi achi planning hai kay 5 saal baad usay withdraw ker kay forex mai big investment ker li jaey aur apnay forex business ko Barha Lia jaey. Forex trading aik aisa business hai jiss ko permanently kia jaa sakta hai kiyu kay ye aisa online business nahi hai jo kabhi khatam ho jaey ga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим