emotions aur big lots say kaisay bachain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions aur big lots say kaisay bachain?
    dear trading krtay wakt hamko kam say kam knowledge say bhi aisa lagta hay k ham aik he din main bahut kuch earn kr saktay hain jiska result yeh nikalta hay k ham apnay emotions pay control na rakhtay huvay big big lots ka use krtay hain jis say ya to hamko bahut barra lose milta hay ya phir hamara account he washed ho jata hay aisay halaat say bachnay k liye hamko konsa amal krna chaye jis say ham in pay control kr sakain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
    dear trading krtay wakt hamko kam say kam knowledge say bhi aisa lagta hay k ham aik he din main bahut kuch earn kr saktay hain jiska result yeh nikalta hay k ham apnay emotions pay control na rakhtay huvay big big lots ka use krtay hain jis say ya to hamko bahut barra lose milta hay ya phir hamara account he washed ho jata hay aisay halaat say bachnay k liye hamko konsa amal krna chaye jis say ham in pay control kr sakain?
    Sabse Pahli Baat To yah hai ki Forex trading business mein agar aap apne emotions ko involve Karenge to aap kabhi bhi is business Mein kamyabi Hasil nahin kar Sakenge aur forest trading business Mein Vahi log kamyabi Hasil kar sakte hain Jo Apne emotions aur apne lalach per control Karte Hain lekin agar aap apne lot size ko manage Karenge tab hi aap ek profitable trade Laga Sakenge aur Jyada time tak Forex trading Jaise critical Business mein survive kar Sakenge Forex trading Ek bahut hi Jabardast business hai ismein lot size ki management bahut jyada Jaruri Hoti Hai Kyunki agar aap ka lot size aapke capital Se Jyada Bada hota hai to aap ko Itna Jyada property to hota hai lekin uske sath sath aap ke account Khali hone ke bhi bahut jyada chance hote hain isliye Hamesha Apne lot size ko Apne capital ke 30 percent Sahih manage Karen Taake aapke pass loss Ho Jaane Ki Surat Mein Ek Chand Ho recover karne ka agar aap Jyada Bada lot size shirt Karenge to uski recovery ke chances bahut kam Honge
    • #3 Collapse

      Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

      hamy forex mai emotions ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar pasia invest karna cahtey hain to hamy ache lot lagene ho ge pher he hum market mai runing gain karr saky gy or hum passia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga hamy mahnet per foruce karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik amm business ke tarha nahi hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy siraf ir siraf loss ho jy ga
      • #4 Collapse

        Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

        Emotions ko control kesy Kia jaey

        Ham forex market main trade kerty huey us waqat emotional ho jaty hain jab hamain kisi aik trade main acha profit hasil ho jata hai ya phir aik hi trade main hamain bahot bara loss ho jata hai ky ham same loss ko recover kerny ky liay Bari lots jab use kerty hain aur bahot jald bary loss ko recover kerny ki koshish kerty hain tou hamain bahot zyada loss ho jata hai aur aesy hi hamara account wash bhi ho jata hai hamain chahiay ky jab bhi forex market main trade open kerain tou her trade main stop loss aur take profit select ker ky market ko us waqat tak open na kerain jab tak in main sy aik stop loss ya take profit hit na ho jaey jab hamari open trade stop loss ya take profit ki waja sy auto per close ho jaey tou hamain next trade open kerni chahiay woh bhi isi terha tou ham emotions ko control main rakh sakty hain

        Big lots sy bachny ka tareeqa

        Jab hamary account main achi amount main balance hota hai tou ham Bari lots bhi use ker sakty hain lekin agar ham apni rule bana lain ky ham ny kisi bhi pair main five percent sy zyada kabhi bhi risk nehi lena tou ham kabhi bhi bari lots use ker ky trade open nehi kerain gy ky hamain phir agar loss bhi hoga tou kam hi hoga ham agar mind main aik fix lot ko soch lain ky is sy bari lot sy kabhi trade nehi kerni tou ham kabhi Bari lot use nehi kerain gy aur bary loss sy hamesha bachy rehain gy
        • #5 Collapse

          Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

          forex market main emotions say bachny ky lea aik bohut he simple kam hai ky ap money mangement say kam karain jab ap money manegment say kama krain gay tu ap ko dar he nahi ho ga loss hony ka kyon ky ap ko pata ho ga ager loss bhi ho tu boaht he akm ho ga es lea ap ko forex main ager emotion main control hasil karna ah tu ap ko big lot say trade n ahi karna chaheay aur lalch nahi karna chaheay jab bhi ap lalch say kam karty hain tab he ap ky ander emotions aty hain dar ata ha aik dafa ap money mangement say kam klazmi kar ky dekhain tu ap ko khud he acha result ajay ga tu ap ky emotion khud he khtam ho jain gay.
          • #6 Collapse

            Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

            dear mamber jesa k hum sub janty hain k forex trading main bai lot k sath rading kany main bhi risk hota hai or apny emoions par control na rakhny se koi faida nahi milta hai or ayh hmari soch ki bat hoti hai q k jub hum ayse koi bhi kam karen tu humain loss he hota hai tu hmain chahye k hum aghr forex main kamyb hona hai tu ayse trading karni chaye jis se hmain loss na ho or hmaisha bari lot par bhi trading karny se risk zyda hota hai or emotiosn main rah kar rading karny se bhi loss hota hai tu hmaisha apny kam ko bahtr ariky se kar k kamyb rahen qk jub hmain trading karty hain tu os factor ko trading karny main use krna chahye jis main risk kam hota hai or loss hony k chances bhi kam se kam hota hai
            • #7 Collapse

              Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

              Forex trading kertay huay traders bohat jald ye samajh laitay hain kay unhain her Tarah ki learning mill gai hai aur mazeed leaening aur knowledge ki zarurat he nahi hai haalakay ye aik ghalat soch hai aur iss say nuqsaan bhi hota hai. Jab trading chalti rehti hai uss waqt tak forex ki learning aur knowledge bhi chalta rehta hai kiyu kay her roz aik new baat seekhnay ko milti hai jiss say kuch na kuch faida zarur hota hai. Traders ko ziada ter do he masaael hotay hain aik tou yehi kay emotions pay qaabu Pana unkay liye mushkil hota hai aur dusra unhain ye pata nahi chalta kay lot size Kitna aur kaisay rakhna hai.

              Emotions pay control rakh nay kay liye traders ko hamesha apnay liye trades ki tadaad ka target rakhna chaiye takay apnay target say Ziada trading nahi karain aur lot size bhi hamesha apnay account balance kay mutabiq select kerna chaiye kiyu kay lot size ko select kernay kay liye zaruri hai kay jiss currency pair ya commodity pay trading kerni ho uss kay spread ka zarur Pata hona chaiye. Jab tak trades ko spread ka pata nahi hoga lot size ziada rkhnay say bacha nahi jaa sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear trading krtay wakt hamko kam say kam knowledge say bhi aisa lagta hay k ham aik he din main bahut kuch earn kr saktay hain jiska result yeh nikalta hay k ham apnay emotions pay control na rakhtay huvay big big lots ka use krtay hain jis say ya to hamko bahut barra lose milta hay ya phir hamara account he washed ho jata hay aisay halaat say bachnay k liye hamko konsa amal krna chaye jis say ham in pay control kr sakain?
                Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main kamyab hony k ley humy emotions or bigs lots sy apny ap ko bechana ho ga tab he hum log behtar planning or strategy sy kamyab ho sakeny gy is ley humy forex trading main knowledge or experience hasil kar k apny emotions ko control karna ho ga or big lots sy bachena ho ga tab he hum behtar trading kar sakeny gy emotions ko control karna both zarori ha agr hum apny emotions ko control ni karty han to humy ziada sy ziada loss ho sakta ha is ley humy achy sy achy trading k ley ziada sy ziada knowledge or experience hasil karna ho ga ta k humy loss na ho or hum ziada sy ziada behtar trading kar k kamyab ho sakeny gy or humy ziada sy ziada earning hasil ho sakey ge
                • #9 Collapse

                  Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

                  dear mambers forex rading main loss hony ki sub se bari wjah emotions par control na rakhny se hota hai or aghr hum chahty hain k hmain loss na ho tu hmain apny emotions par control rakhenq k jub hum apni trading main jald abzi kar k kuj kam karty hain tu os ssse he hmain apni trading main loss hota hai or har tradors apny emtions par he control nahi rakh aty tab he unhain los shota hai tu es liye hmain chahye k hum aghr forex main kamyb hona chahty hain or achi eraning krna chahty hain tu kam risk ks ath trading karen jitni hum kam risk ks ath trading karengy otna he hum apni trading mai bary loss se bach skty hain q k jitna hmai trading main risk hota hai otna he hmain loss hony k chnaces hoty hain tu hmaisha apny account ko save rakh kar kam karen aghr kamyb hona hai tu
                  • #10 Collapse

                    Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

                    Dear agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ap ko ais market mai sab se phly to ye dekhna hai k ap ais market mai jo lot size laga rahy hai wo ap k account k hisab se sahe hai ya nai aus k baad hum ko agar kisi trade par loss ho raha hota hai to hum aus time emotional ho jaty hai ais k liay sab se best ye hai k hum jab ais market mai aik dafa analysis kary ley to ais market mai trade laga k ofline ho jaye ais se hum apny emotion par control pa sakty hai ais k sath hum ne agar lot par control karna hai to aus k liay hum account par leverage kam use kary aus se hum account par bari trade laga hi ni sakty jis ki waja se hum agar ais market mai trade lagaty hai to aus par humra margin zayda use ho ga aor free margin ni ho ga jis se hum koi aor lot ni laga sakty.
                    • #11 Collapse

                      Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

                      bhai jan aghr tu forex main kamyb hona hai tu sub se pahly apny account ko save rakhna hoga q k baz okat hmain loss hony par hmara ccount wash ho jata hai jis se hmai sari trading ka system ruk jata hai es liye aghr hum apni trading ko ayse karen k hmara loss bhi kam ho or account bhi wash na ho tu es k liye hmain yah do kam alzmi karny hongy aik tu hmain small lot ks ath trae lgnai hogi or aik hmain laalch ko khtm krna hoga q k jo mamber apny emotiosn ko control nahi rakhty hain wohi loss ko face karty hain or wohi bari lot ks ath trading karty hain tu hmain chahye k aghr hum forex trading main kamyab hona chahty hain tu hmain zyda se zyda es bat par dehan dena hoga k laalch nahi karni or apni trading ain small profit k sath he khush rahna hai tu mera khyal hai k hum aik kamyab trador ban skty hain or hmain loss bhi tab he hota hai jub hum bari lot ks ath trading karty hain tab.apny account kos ave rakhen or small lot k sath trade lgaen
                      • #12 Collapse

                        Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                        dear trading krtay wakt hamko kam say kam knowledge say bhi aisa lagta hay k ham aik he din main bahut kuch earn kr saktay hain jiska result yeh nikalta hay k ham apnay emotions pay control na rakhtay huvay big big lots ka use krtay hain jis say ya to hamko bahut barra lose milta hay ya phir hamara account he washed ho jata hay aisay halaat say bachnay k liye hamko konsa amal krna chaye jis say ham in pay control kr sakain?
                        Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai yah isliye Jyada Zabardast ban gaya hai Kyunki ismein market 24 hours open rahti hai aur yah iske sath bahut hi risky business bhi hai agar Ham is Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Apne emotions ko control karne ka ek hi Tarika hai aur vah yah hai ki Jab Ham emotional Ho To Hamen apni trade Ko Nahin dekhna chahie ek time table banaa Le Uske mutabik apni trade ko check Karen Kyunki agar aap Thodi Thodi Der bad apni trade ko check karte rahenge to aapke motions bahut jyada hi ho jaenge aur aapko Kuchh Bhi samajh Nahin aaega lot size Hamesha hi aap apne account capital ke 30% per rakhe hain Taki aapke pass Ek chance Ho Apne trade se ho jaane wale Logon Ko recover karne ka agar aap Jyada Bada lot size select kar lenge to aap ko koi chance Nahin Milega Apne loss ko recover karne ke liye
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                        • #13 Collapse

                          Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

                          Dear agar lot size reasonable aur kam use kia jaye to ham kabi emotional ho be nahi sakty hey, volume ko agar planing key mutabeq set kia jaye aur 1 strategy bana le jaye key market condition agar risk leny key ley be achi ho magar ham ne kam lot size use karna hay to es waja se ham emotional hony se bach sakty hey aur loss karny ka to sawal hi peda nahi hota, hamara lot size kesi 1 point par fix nahi hota kabi ham bahot zeyada risk lety hey aur kabi bahot kam es waja se ham har haal me emotional hi ho sakty hey, es se bachny ki koshish har trader ki honi chaye aur volume size ko kam point par rakna traders key planing me be shamil hona chaye.
                          • #14 Collapse

                            Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                            emotions aur big lots say kaisay bachain?<br />dear trading krtay wakt hamko kam say kam knowledge say bhi aisa lagta hay k ham aik he din main bahut kuch earn kr saktay hain jiska result yeh nikalta hay k ham apnay emotions pay control na rakhtay huvay big big lots ka use krtay hain jis say ya to hamko bahut barra lose milta hay ya phir hamara account he washed ho jata hay aisay halaat say bachnay k liye hamko konsa amal krna chaye jis say ham in pay control kr sakain?
                            Ji ap nay bohat hi question kia hay aisay halat main maray khial main traders ko chahiay k woh pehlay Forex trading ka achi taran knowledge gain karain aor apni learning complete karain aor jetna bhi ho sakay ziada say ziada Forex trading ki semo practice karain kun k es taran trader ko Forex trading kay baray main thek taran say andaza ho jay ga aor woh Forex ko achi taran understand bhi kar sakay ga jab Forex trading ko thek taran say understand kar lia jay to phir es main mistakes kay chances kam ho jatain hain aor traders kay emotions bhi easily control ho jatay hain aor traders soch samajh kar trading kartay hain. Kabhi bhi over confidence ka shikar nahi hotay aor apni qabliat kay mutabiq hi trading kartay hain aor na hi big profit kay lalach main big lot size set kartay hain es liay har traders ko Forex ka complete knowledge hasil kar kay achi taran understand kar laina chahiay ta k emotions say big lot jaisi mistakes na hon.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: emotions aur big lots say kaisay bachain?

                              Friend ap ny bot acha question kea hy forex trading m ham apny emotions ko tb tk control ni kar sakty jb tk ham trading ka acha knowledge or experience hasil na kr lan ya hmari learning forex k mutaliq strong na ho jaiy ham jb new hoty han to km knowledge ko hi zyada smjty hoay trading start kar dyty han or ham smjty han k hmara knowledge bot acha hy ham kamyab ho jain gy mgr jb ham is m kam krty han to tb hamy feel hota hy k is m hamy sirf trade open ya close ni krny hoti balky is k liay hamy hr Chez ki zrort hoti hy mukmal knowledge experience anylyses ko study krna hr Chez m hmara expert hona bot zrori hy ham emotions ko control tbi kr skty han jb ham lalich na karan or choti trades open kr k hi profit hasil krty rahan

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X