jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance
    forex mai RSI indicator ke bohat ahmeyat hain hamy acha experience gain kar ky is ko use kar ky kam kkarna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex ak acha business hain hamy RSI indicator ko kabe be ignore nai karna chaey hamy market kei movement ko samj kar kam krna ho ga pher he hum agy baer saky gy forex aik acha business hain hum isw mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is ai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htia forex aik acha bhusiness hain yai east wast mai bohat taze sy famous hony wala adcha business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

    RSI indicator forex market main sab sy best indicator hai aur bahot easy bhi hai ky agar ham apni total trading RSI indicator ko follow ker ky kerty rehain tou bhi ham forex market sy bahot achi earning ker sakty hain so apny RSI indicator main ap limits twenty aur eighty select ker lain tou jab bhi in main sy aik limit cross ho jaey tou baghair kisi analysis ky reverse order main trade open ker lain ky Ho sakta hai marker kuch time ky liay tou same order main movement kerti rehy lekin reverse zarur move kerti hai aur RSI main market hamesha limits tak us waqat ponchti hai jab bahot zyada move ker chuki hoti hai ky is sy zyada movement hona bahot mushkil hota hai tou agar koi fundamental news na ho tou aesi surat main jab kisi bhi pair main market in limits ko cross ker chuki Ho tou reverse order main trade open kerny per acha profit hasil ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

      Forex business mein RSI indicator ka bohot hi ziada importance hey aur purey world se bohot hi barey barey traders RSI indicators ko use kartey hein aur is mein work kartey hein yeh indicator bohot hi ziada popular hey aur bohot hi ziada strong signals provide karta hey jiske through jo bhi traders isko follow kartey hein unko is se kafi ziada faida hasil hota hey aur woh is indicator ki madad se kafi ziada profit karne mein kamiyab ho jatey hein ilisye is indicator ko jitne bhi kamiyab traders hein purey world mein woh apni trading ka hisa always banatey hein aur iske indicate ko dekh kar hi koi na koi trade lagatey hein agar iska indicate sahi na ho to barey barey traders bhi aksar trades ko chor detey hein.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

        RSI indicator forex trading mein babut he important ha aur widly use hota ha aur RSI indicator use karny ka maqsad ye hota ha k market ki next movement ka idea lagaya ja sakta ha k next market kis taraf move kary gi aur ye analysis k liye use hota ha aur analysis hamesha trade lagany se pehly kiye jaty hain agar ap ne kisi bhi pair p trade lagani ho tu ap pehly indicator laga k analysis kiya karyn phir ap trade lagaya karyn aur rsi aik bahut he acha indicator ha iska result babut he acha ha aur indictors aur bhi bahut zayada hain lekin har trader ko apni marzi ka indicator lagana chahye jis p wo analysis kar saky aur indicators k use bhi apko ana chahye k kis trha lagana ha aur kis tarha analysis karny hain is liye apko cndal stick pattren bhi seekhna bahut zaroori ha aur main khud rsi indicator use karta hon babut acha result ha aur ap ko bhi mashwara deta hon k ap log market ki next movement ka pata lagany k liye indicators use karyn kyun k babut he zayada help milti ha indicators se aur acha profit hota ha aur trading achi hotibha.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
          forex mai RSI indicator ke bohat ahmeyat hain hamy acha experience gain kar ky is ko use kar ky kam kkarna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex ak acha business hain hamy RSI indicator ko kabe be ignore nai karna chaey hamy market kei movement ko samj kar kam krna ho ga pher he hum agy baer saky gy forex aik acha business hain hum isw mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is ai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htia forex aik acha bhusiness hain yai east wast mai bohat taze sy famous hony wala adcha business hain
          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha main ap sy mutafiq hon k forex trading main RSI indicator ko ignore ni karna ha q k RSI both important indicator ha is sy hum ache trading kar sakty han is sy humy support or resistance level ka pata chalta ha is ley humy RSI ko ache tahra seek k or samj k us k bad trading karni chae ha
          RSI Indicator
          RSI sy hum log easily ache trade la sakty han is main do level hoty han means 30 level support ka or 70 level resistance ka means agr RSI ki value 30 and below chali jay to means wahan support ha ap wahan sy buy kar sakty han isi tahra jab value 70 and above chali jay to wahan resistance level hota ha is ley ap sy ap easily sell kar k ache earning kar sakty han
          Is ley humy RSI ko kabi bi ignore ni karna chae ha balky ache tahra seekena or samjena chae ha us k bad trading karni chae han
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai foex trading main aghr hum indicators ko use kar k trading kaen tu hum bari ach eraning kar skty hain indicatrs ki help se hum maket ko bari achi trha smjh kar rading kar skty hain or hmain loss hony k chnaces kam ho jaty hain tu hmain es bat ko soch smjh kar indicators ko use krna chahye or forex main sub se zyda jo use kiye jata hai wo RSI indicator hai jis main hmain level milty hain or hum kisi bhi level k sath apni trdaing kar skty hain es indicators se hum apni trading k liye over sold or over bugt ka bhi pta lag jata hai tu hamain aghr forex main es indicators ka knowledge hai tu hmain es ks ath apni tradng karni chaye ta k hum apni trading ko bahtr kar k eraning kar skty hain os k liye hmain har inicator ka knolwedg hoga tu he hum achi rha use kar skty hain or achi eraning k liye knolwedge ka hona bohtz aori hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

              Dear ais market mai kaam karny k liay bahot sary indicators use hoty hai jin ko hum use kar k ais market mai trend ko check kar rahy hoty hai ya ais mai short term mai koi trade lagaty hai aisy hi agar market range mai ho to aus time hum ne agar ais market mai trade karni ho to aus time sab se best RSI hai ais ko hum osilator indicator bhi kehty hai ais mai hum ne agar trade karni ho to ais mai 2 level hoty hai ais mai agar rsi 70 se oper ho to aus time hum ko pata chal jata hai k market over bought hai aor hum aus time ais market mai sell ki trade lagaty hai agar market 30 k level se nechy aati hai to aus time hum ais market mai samjh jaty hai k abi market over sold hai aor ais mai hum buy ki trade laga skaty hai aor aus k baad market up jati hai ais mai hum ne agar trend change dekha ho to aus time hum ais mai RSI divergence dekhni chaye.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

                RSI indicator ki ehmeyat

                Dear koi be technical indicator kinu na ho es ki ehmeyat bahot zeyada ho sakti hay agar bat ki jaye RSI technical indicator ki to es ki ehmeyat se ham kabi be inkar nahi kar sakty ye indicator bahot hi powerful aur strong trend ki identification kar sakta hay, hamara main maqsad hi yahi hota hay key technical base par ham trend ko find karen aur sath me es ko conform be karen es key ley RSI indicator hamari bahot help kar sakta hay,

                market ka over bought area aur oversold area jab tak ham identify aur conform nahi kar lety ham se kabi be achi nahi ho sakti, market trend movement ka 1 idea zaror hona chaye aur ye idea RSI indicator se acha aur koi be indicator hamy nahi de sakta hay.
                Click image for larger version

Name:	RSI-Tradimg-System-Example.png
Views:	1
Size:	59.7 کلوبائٹ
ID:	12325442
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                  forex mai RSI indicator ke bohat ahmeyat hain hamy acha experience gain kar ky is ko use kar ky kam kkarna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex ak acha business hain hamy RSI indicator ko kabe be ignore nai karna chaey hamy market kei movement ko samj kar kam krna ho ga pher he hum agy baer saky gy forex aik acha business hain hum isw mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is ai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htia forex aik acha bhusiness hain yai east wast mai bohat taze sy famous hony wala adcha business hain
                  Sirf relative strength indicator hi nahin Aur Bhi bahut Sare indicators bahut acche hain lekin indicator is sirf Hamen market ki indication Dete Hain ya Hamen actual market ki condition ke bare mein nahin batate ine ki jo calculation hoti hai use se sirf yah Hamen Idea deta hai ki Hamen apni trade ko kaise open karna hai isase Jyada aur Kuchh Bhi Nahin Hai Aur Ek new joiner Agar is ko use Karta Hai To Jyada acche result Hasil nahin kar sakta Kyunki ise bare mein sahi tarike se Maloom Nahin Hota ke is ka result Ko Kaise delete karna hai isiliye starting Mein Hamen indicator ko use nahin karna chahie balke manually Taur per Forex trading business caknowledge to Hasil karna chahie aur Forex chart for vate karna sikhana chahie tab hi aap apne technical analysis mein Kamyab ho sakte hain aur yah successful trader banne ke liye aapka pahla Kadam hoga
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

                    assalamu alaikum janab main aap kis baat se bilkul nagari karta hoon ke relative strength index indicator bahut hi important hai forex trading mein iske bina aapko trading karne ke liye bahut hi zeyada efforts karna hogi scalping ke liye bahut best trading indicator haiiske alava ko dynamic momentum index indicator Fibonacci retracement index indicator bollinger band indicator bhi use karna chahie mujhe bhi bahut important hai trading members aapko market mein support aur resistance ko samajhna hoga management karne ke liye aapke pass bahut effort ki zarurat hai market mein main social control aur avoid grade ke sath kam karna hoga international trading market main aapko bahut careful hokar trading karna hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

                      Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex m Rsi indicators ki bot zyada ahmiat hy in k istmal sy ap forex sy acha profit hasil Kar sakty han or trading ka experience hasil kar k successful trading kar sakty han ham in ko kbi b ignore ni krna chaiy q k forex trading main in ki bot zyada ahmiat hy hamy forex trading main successful hony k liay anylyses ko achi tra study kr k market k up down ko dakh kr smj kr trading krni chaiy forex aik bot bara or behad difficult business hy forex trading main lalichi traders ki koi jga ni lalchi traders forex m hmasha nakam rahty han hamy lalich sy bach kr agy barhna chaiy ham forex m din m b or rat m b kam kr skty han ham agr job karty han to ham is m part-time b kam kr skty or agr ham berozgar han to full time bi kam kr skty han forex aik behad famous business hy jo hamy achi earning k sath sath bahtreen learning b dyta hy hamy is sy faida utha kr acha profit hasil Karna chaiy
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

                        Ji ap nay bohat achi bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Waisay to Forex market main many types kay indicators use kiay jatay hain aor saray kay saray bohat hi ziada importance kay hamil hain.
                        Relative Strength Index(RSI) indicator ki importance
                        Forex indicators main say RSI indicator bhi bohat ziada importance ka hamil hay es ko bhi world main bohat saray traders use kartay hain aor yeh apni khasosiat ki bina par bohat ziada famous and popular hay RSI indicator Stochastic indicator say milta julta indicator hay jes taran Stochastic indicator main reading zero say 100 tak hoti hay usi taran RSI main bhi reading zero say 100 tak hoti hay. Yahan Oversold and Overbought kay liay 30 and 70 ko base rakha gia hay. 30say nechay price ho to buy kay chances hotay hain aor 70 say up ho to sell kay chances hotay hain. RSI main extra features yehni khasosiat yeh hain k yeh trend ko bhi show karta hay agar price 50 say oper jay to up trend ko show karta hay aor agar price 50 say nechay jay to down trend ko show karta hay.
                        Click image for larger version

Name:	RSINQdivergence.gif
Views:	1
Size:	20.7 کلوبائٹ
ID:	12325565
                        Click image for larger version

Name:	Price-Action-Forex-Trading-with-RSI.png
Views:	8
Size:	152.0 کلوبائٹ
ID:	12325566
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : RSI indicator ke forex mai improtance

                          Rs indicator ka bahut hi jyada fayda hota hai agar ham log is indicator ko follow Karte Hain To Ham logon ko bahut hi jaldi kamyabi milti hai aur ham log market mein bahut hi jyada profit banaa sakte hain Ham Logon Ko market Mein Pata Chal Jata Hai Ki market ab kis side per move karegi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X