jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chaheay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chaheay?
    main ap sab members say aik bohut he important swal pochna chataa houn jiss ki waja say main bohut he confuse rehta hun ap sab ky sath bhi aksar asa ho chuka hoga ham jab bhi koi acha order miss kar daity hain tu kia usi order main current price main enter ho jana chaheay ya hamin us order ko ko chor daina chaheay ap kia sugest karty hain es kay bary main aur ap kia karty hain jab ap say asa order miss ho jata hai ap order lgaty hain ya phir ap us ko asy he chor daity hain kyon ky jab bhi asa hota ha tu hamain bohut he afsos hota hai please sab comment main jwab dain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے

    Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai agar aap apne trade ke liye ek Achcha entry. Find kar rahe hote hain aur aap use miss kar dete Hain To Main To Yahi kahunga Mere knowledge or experience mutabik aapko vate karna chahie aur jab tak Koi accha entry Na Mile tab tak aapko trade Nahin Karni chahie miss hone ke bad bhi Dobara chance Mil Jata Hai agar aap uska wait Karenge to yah aapke liye bahut hi Achcha Hoga agar aap jaldbaji Mein trade Laga Denge to isase aapko Kafi nuksan bhi ho sakta hai isliye aap vate Karen Kyunki Forex trading business Mein Vahi log Kamyab Hote Hain Jo patience ke sath kam Karte Hain sabse Jyada Jaroori hai apne emotions ko control kar liya Jaaye
    • #3 Collapse

      Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

      forex ak bahtren business hain hum is mai order laga kar acha bonsu kama skaty hain hamy expert ban ky is mai kam krana ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik online business hain hum is mai bager pasiao ky account ban kar be kam kra sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah hota forex mai hamy ahteyat sy kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik bahtren business hain forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakity hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
      • #4 Collapse

        Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

        Best entry place karny ka time agar miss ho jata hay to per trend key reversal movement ka wait karna chaye, jab tak app ko market me price achi nahi milti app ko entry karny ki ghalti nahi karni chaye, app ko profit etna hona chaye jetna app ne market me profit ka target set kia hota hay, es key ley agar app ko 2 days ya es se zeyada din wait karna pardy to pareshan nahi hona chaye aur na jaldi karni chaye, sab se pehly to loss se bachny ki koshish me agar ham 2 days se zeyada ka intezar be trade open karny me lagaty hey to es me hamara faida zeyada hay.
        • #5 Collapse

          Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

          forex market main jab bhi koi order ap ka miss ho jata hai tu us bhol jana chaheay aur whin us ko chor daina chaheay kyon ky market tab movement kar gai hoti hai jiss wjaa say ager ap order lay bhi laity hain tu shyad wahn say he ap ki market return bhi ho jay jiss waja say ap ka order loss main ja sakta hai ya phir asa bhi ho sakta hai jab ap late order lagain tu wahn pay koi support ya resistance level ho jahn say market back ajay aur ap ko loss ho jay asi trade kabhi bhi nahi karni chaheya ju ap say miss ho jay ap ko us pair ko dekhna he nahi chaheay balky kisi or pair main trade dhond laini chaheay asy he loss karwany say bach sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

            forex aik legal business hain hum is mai order place kar ky acha bonus kama sakty hain forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kair sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai pairs mai kam kar sakty hain hum is mai agfar trader palce karna chatey hain to hamy phly market ke movement ko samjna chahe hamy ahteyat sy forex mai kam kaern chahey phr he hum earning gan kar saky gy forex aik international business hain forex aik online business hain hum is mai out off cost account bana kar be asane sy kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain
            • #7 Collapse

              Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

              Forex market main trade open kerny ky liay her waqat acha chance nehi hota acha chance kabhi kabhi hamain milta hai ky ham agar same chance ko avail kerty hain tou ham short time main bhi achi earning ker lety hain lekin agar ham chance ka wait ker rehy hon aur chance mis ho jaey aur market apni range ky mutabiq movement ker chuki Ho tou hamain same direction main phir trade open nehi kerni chahiay ky kuch dair wait ker lena best hai ky jab market range sy reverse movement start kerti hai tou hamain trade enter ker leni chahiay ky jitny pips bhi market reverse movement kerti hai tou profit hasil ho jata hai lekin agar ham chance ky bahd bhi same direction main hi order place kerty hain tou aesy order sy hamain kabhi bhi acha profit hasil nehi ho sakta
              • #8 Collapse

                Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                main ap sab members say aik bohut he important swal pochna chataa houn jiss ki waja say main bohut he confuse rehta hun ap sab ky sath bhi aksar asa ho chuka hoga ham jab bhi koi acha order miss kar daity hain tu kia usi order main current price main enter ho jana chaheay ya hamin us order ko ko chor daina chaheay ap kia sugest karty hain es kay bary main aur ap kia karty hain jab ap say asa order miss ho jata hai ap order lgaty hain ya phir ap us ko asy he chor daity hain kyon ky jab bhi asa hota ha tu hamain bohut he afsos hota hai please sab comment main jwab dain.
                Dear friend forex trading main bi hum sy koi acha order miss ho jay ya trade open karny main late ho jany to hum wait karna chae ha ache entry point ki ta k hum ache trade open kar sakeny
                Order miss
                Q k hum log har waqat online ni reh sakty gan is ley hum sy order miss ya late ho sakta ha is ley humy juldbazi ni karni chae ha balky humy pur sakun sy trading karni ho ge tab he hum behtar trading kar sakeny gy wait kar k ache trade lagani chae ha ta k hum kamyab ho sakeny is ley humy ziada sy ziada behtar trading karni ho ge is ley humy ziada sy ziada behtar trading karny k ley humy behtar trading karni ho
                Jab bi trade miss ho jay to humy juldbazi main trade open ni karni chae warna humy loss bi ho sakta ha is ley wait karny to behtar entry point sy trade open kar k ache earning kar sakeny gy
                • #9 Collapse

                  Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                  main ap sab members say aik bohut he important swal pochna chataa houn jiss ki waja say main bohut he confuse rehta hun ap sab ky sath bhi aksar asa ho chuka hoga ham jab bhi koi acha order miss kar daity hain tu kia usi order main current price main enter ho jana chaheay ya hamin us order ko ko chor daina chaheay ap kia sugest karty hain es kay bary main aur ap kia karty hain jab ap say asa order miss ho jata hai ap order lgaty hain ya phir ap us ko asy he chor daity hain kyon ky jab bhi asa hota ha tu hamain bohut he afsos hota hai please sab comment main jwab dain.
                  Mere Khyal mein agar aap market ko acche tarike se analyse kar rahe hain aur aap ko ek Achcha entry Mil Jata Hai To aap ko chahie ki aur Jyada vate na Karen balke apni trade co open kar de agar aap use entry ko miss kar dete Hain To aapko chahie next entry milane Tak vate Karen jaldbaji se kam na Karen Kyunki Agar jaldbazi se kam Karenge to aap ki trade acche tarike se nahin lag sake gi aur ho sakta hai ki aapko use trade Mein lost hi Ka Samna karna Pade Kuchh Bhi fayda Hasil na ho isliye aap bahut hi Soch samajhkar kam Karen Kyon Ki Soch Samajh Kar kaam karne se hi Hamari trade successful ho sakti hai aur Hamen apni trade se Kuchh profit Hasil ho sakta hai
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

                    Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex market mai Baz oqaat movement itni tez aur volatile hoti hai kay market watch kay Doraan achanak bhi aisa hojata hai kay market ka wo pair ya commodity jiss pay trading ker rahey hotay hain ya jiss kay trends daikh rahey hitay hain uss mai aisi movement ho jaati hai kay order laganay ka sochta sochta movement dobara reverse ho jaati hai. Aisi soorat e haal mai kabhi bhi again uss mai order place kernay mai jaldi nahi kerni chaiye kiyu kay market mai movement hamesha demand aur supply ki base pay he hoti hai. Kabhi ka haar big companies aur investors bhi aisi buying ya selling ker daitay hain jo market mai aik jump ki situation ko create ker daiti hai. Laikin ye mustaqil nahi hota Agar aisa hoto aik baar dobara analysis daikhnay ki he zarurat hoti hai aankhain band ker kay trade bilkul nahi laga daini chaiye.

                    Jab mai aisi situation mai ata hu tou phir trading stop ker laita hi aur aik achay gap kay baad jab dobara koi trend clear hojata hai tab he order lagata hu aur dusra option mai scalping strategy ka use ker kay kerta hu iss Tarah small profits lay kay apnay big losses ko bhi compensate ker laita hu
                    • #11 Collapse

                      Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

                      I think agar hamse koi bhi order miss ho jata hey to hamen bilkul worry hone ki zarurat nahin hey kioun keh market mein apko again and again chances miltey rehtey hein aur aap unko again bhi avail kar saktey hein is trha se agar aap se koi bhi trade miss ho jati hey aur aap phir bhi har surat market jis point par bhi chahe ho aap us mein enter hotey hein to phir apko us mein bohot hi ziada nuqsan bhi uthana par sakta hey kioun keh market ke phir retrace hone ke bhi chances hotey hein isliye jab bhi koi trade mis ho jaye to us mein ziada pareshan hone ki zarurat nahin hey aur phir se hamen aik naye point ka intazar krke us mein trade lagani chahiye to hum us mein achi trha se kamiyab ho jatey hein.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

                        Dear bahut he acha sawal pocha ha ap ne jahan tak mera khayal ha k agar ham koi bhi trade lagana chahty hain tu us se pehly hamyn achi tarha analysis karny chahyn aur phir jab acha entry point mily tu trade open kar leni chahye aur agar ap se kisi waja se wo trade miss ho jati hai tu ap dobara enter na hon tu behtar hai aur jab bhi koi order place karyn tu ye dekh lyn k market ki support aur resistance check kar lyn aur trade lagayn tu stop loss bhi lazmi laga lyn aur jahan tak mera khayal ha tu jab bhi acha entry point mily tu trade miss na karyn kyun k bad mein agar ap trade lagayn gy tu loss ho sakta ha kyun k market dobara wapas aa sakti ha.is liye forex trading mein ap k analysis itny achy hony chahyn k jab bhi koi entry point mily tu apko trade laga leni chahye late ni hona chahye kyun k aksar aisa hota ha k news ati ha tu market bahut fast move karti ha aur agar ap late ho jaty hain tu pachtaty hain k ab trade laga lyn lekin news ka asar khatam hota ha tu agar ap ne trade late lagai hogi tu apko loss hoga is liye forex trading mein market k sath tuch rayn aur alert rahyn aur trade jaldi lagaya karyn late na hon
                        • #13 Collapse

                          Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

                          dear forex market main aghr hmara koi order miss ho gya hai tu hmain lait order aghr lgna hai tu aik bar market ko achi trha se analysis kar k rade lgani chahye q k achy point par order par rade lgany se he achi rading kar skty hain tu aghr acha koi bhi order miss ho gya hai tu aghr apko kuj pip profit main milny k chnaces hain tu ap order lga den or aghr apko lgta hai k aghr hum order lgaengy tu hmain loss bh ho skta hai tu kbhi bhi apna order na lagen aghr apko zzara bhi es bat ka shak hai tu ap soch smjh kar apni rading karen q k jub hmain loss hota hai tu so bat ka baa dukh hota hai or phr hmain yah lgta hai k kash hum apni rade he na lgaty tu mayoos hony se bahtr hai k ap order tab kgaen jub apko lgy k ap apni trdaing se acha pofit gain kar skty hain chahe wo thora he q na ho
                          • #14 Collapse

                            Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

                            dear aghr apki lait entry se profit hony k chnaces hain tu apko order lga dena chahye q k lait order lgany se hmain profit mil tu jata hai laken kam milta hota hai laken aghr market ain apko profit na milny k cnaces zyda hai tu risky trading karny se bahtr hai k ap apni trade lgaen he na q k jub ap lait trade lgaty hain tu apko loss hony k chances zyda ho jaty hain qk market tab boht agy move kar chuki hoti hai or kuj ilm nahi hota hai k ab kis trha wo move kary gi forex main main apko full confidene ho kar rading karni hahye q k jub ap confused ho kar trading karty hain tu apko loss hony k chnaces zyda hoty hain tu loss hony se bahtr hai k ayse sort e hal main market ko followhe na karen qk jub hum market o follow karty hain tu apko loss he hota hai hmaisha achi market ko follow karen jis main tred apko profitable lagy or apko profit bhi ho jay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jab koi achi order miss ya late ho jay kia phir usi trade main enter hona chahea

                              dear jub hmko yeh feel ho jaye ya hamara knowledge aur experience hamko is baat ki ijazat day k ham nay bahut he important trades ki mis kr dia hay tab hamko kisi kisam ki koi pareshani nai laini chaye aur na he hamko markeet main zid k sath kaam krna chaye balk hamko koi na koi next targets bana kr uska wait krna chaye q k jo guzar gaya hay us nay wapis nai ana hay aur agar ham aisay halaat main markeet k sath zore azmai krtay hain to markeet hamko zarur kisi na kisi barry mushkil main dalege aur phir hamko lose recovery ka sochna hoga is liye better yahi hay k jo orders mis ho jaye usay chor daina chaye aur next k liye hamko tayari krni chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X