Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?
    all forum members me sab doston say aaj is bary puchna chahta hun k hum ny apni life me dekha hey k bohat sary banks jo k market me new aaty hen lakin wio kamyab nahi ho paty hen or kuch he salon me wo devaliya ho jaty hen matlab k loss mai ajaty hen or band ho jaty hen. lakin me ny jab say hosh sambhala hey me nay kabi b forex market ko aisa hoty nahi dekha hey k forex market ko bohat ziyada nuksan huwa ho or market loss me chali gai ho or us waja say ye business band kar diya gya ho kiya ap me say koi is k bary me proper explain(thek trah say bayan) kar sakta hey? is ki bari waja kiya ho sakti hey k forex trading market kisi b haal me ya kabi b loss me na gai hey or na he jaa sakti hey ainda waqt me b.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?

    Dear jaisy ap ne baat ki hai k bank ka dibaliya ho jata hai magar aj tak ais market ka dibaliya kun ni hoa to ais market mai ap ne dekha ho ga k ais mai kuch logo ko profit hota hai aor kuch logo ko ais mai loss ho raha hota hai aisy hi ais market mai zayda log hai jo apni money zaya kar dety hai aisy hi agar dekha jaye to ais market mai jo log paisa zaya karty hai wo ais mai aun logo ko mil raha hota hai jo ais mai profit bana rahy hoty hai aor ais market ko aisy design kia hai jis mai agar hum kaam karty rahy to hum se zayda ais market ko faida hota hai aor ais ki waja se ais market ka divaliya ni ho sakta kun k ais market mai kaam karny waly sary expert ni hai ais liay ais market mai loss kar dety hai ais market mai kaam sekh k kary to faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?

      Dear Forex business kabi be dewaliya nahi ho sakta hay es ki waja ye hay key har trader ko profit Forex market apni taraf se nahi de sakta hay aur na ye possible hay, agar 1 stock hay crude oil ka to app trading kar rahy hey to app esi stock ko apni matlooba price par buy kar sakty ho agar app ne buy ki hoti hay aur market ki keemat down ho jati hay to app ko loss ho jata hay ye money be Forex market me chali jati hay aur agar price me ezafa ho jata hay to esi curd oil key stock ko sale karny se app ko jo profit hota hay ye app ko direct Forex ki market se ata hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?

        forex aik achca business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is maai night mai be kam kaerr sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik wasee business hain hum is mai agar bagr learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain hum isy apna lfie time career be bana sakty hain forex aik unique business hain forex business pakistan mai legal business ban cuka hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?

          Forex market main puri world sy croron traders investment ker ky trade ker rehy hain aur market hamesha aesi direction main move kerti hai jis main market ko faida hasil ho raha ho Jesy ky market main agar seller zyada ho jaey tou market buy main chalna shoru ker deti hai lekin jab buyers zyada ho jaen tou market sell main chalna shoru ho jati hai jis main loss percentage isi waja sy zyada hai ky log kehty hain forex market main minty percent traders loss kerty hain aur sirf ten percent log forex market main trade ker ky profit hasil kerty hain tou jab loss kerny walon ki percentage itni zyada hogi tou phir market kesy diwalia Ho sakti hai forex market ky reserves main bahot zyada amount available hai ky her koi bhi forex market main trade kerty huey profit hasil kerta rehy tou aesa nehi hai ky forex market diwalia Ho jaey gi forex market main tamam traders ko payment kerny ky bahd bhi itni zyada amount hogi ky ham soch bhi nehi sakty so jab market ny ham traders sy hi dollars leny hain tou forex diwalia kesy ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?

            Dear forex trading aik bahut he acha buisness ha apko pata hona chahye k forex trading mein kya hota ha ye aik international market ha jis mein diffrent country ki curruncy ko buy ya sell kiya jata ha aur is forex mein daily trillion dollars ka buisness hota ha ye world ki sab se bari market ha aur yahi waja ha k forex kabhi bhi divaliya ni hoi aur na hogi forex koi bank ni ha jo divaliya ho jaye ye aik bahut he acha online buissness ha jo all over the world log kar rahy hain aur paisa kama rahy hain aur forex trading ka sb se bara faida ye ha k ap isy part time karyn ya full time karyn ye apki choice ha aur mobile p karyn ya leptop p ap p koi pabandi ni ha aur na he koi age ka criteria ha aur na qualification ki zaroorat sirf yahi waja ha k itny zayada log part time ye kam karty hain student bhi kar rahy hain aur bary bhi forex trading kar rahy hain so isi waja se aj tak forex kabhi divaliya ni hoi aur na hogi log earning kar rahy hain aur karty rahyn gy.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?

              forex purey world ka bohot hi bara online business hey aur is busiess mein daily basis par trillion dollers ki trades hoti hey isliye yeh kabhi bhi diwalia nahin ho sakta hey aur dusri bat yeh he keh is business mein abhi tak jo average hey woh just 5 percent log hi is mein profit kar rahey hein isliye is mein forex ko bohot hi ziada faida ho raha hey aur abhi tak yeh bohot hi ziada profit mein ja raha hey isliye hamen chahiye keh hum is business ko achi trha se learn karen yeh aik bohot hi bara online business hey aur hamen kabhi bhi is business mein yeh nahin sochna chahiye keh yeh devaliya hoga ya iska koi end hoga iska koi end nahin hey aur yeh life time tak chalne wala aik business hey.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
                all forum members me sab doston say aaj is bary puchna chahta hun k hum ny apni life me dekha hey k bohat sary banks jo k market me new aaty hen lakin wio kamyab nahi ho paty hen or kuch he salon me wo devaliya ho jaty hen matlab k loss mai ajaty hen or band ho jaty hen. lakin me ny jab say hosh sambhala hey me nay kabi b forex market ko aisa hoty nahi dekha hey k forex market ko bohat ziyada nuksan huwa ho or market loss me chali gai ho or us waja say ye business band kar diya gya ho kiya ap me say koi is k bary me proper explain(thek trah say bayan) kar sakta hey? is ki bari waja kiya ho sakti hey k forex trading market kisi b haal me ya kabi b loss me na gai hey or na he jaa sakti hey ainda waqt me b.
                Dear bahut hi simple si Baat Hai Ke Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai ya koi mamuli sa business Nahin Hai yah bankon Se Bhi Bada business hai aur iski uski Roti bhi bahut jyada hai agar aap is main Jitna Bhi earning Hasil kar len is ko koi Fark Nahin padega Kyunki Jab hundred log is mein kisi per ko khareed Rahe hote hain to 150 log Usi pair ko sell kar rahe Hote Hain Is Jahan se is business mein balance hota rahata hai aur ismein koi Fark Nahin Padta Kisi Ko profit Milta Hai To Kisi Ko loss hota hai ISI ki vajah se yah sochana bahut hi galat baat hai ki is business ki vajah se divaliya ho jaega Aisa nahin hai agar aap Dil lagakar kam Karte Rahen to aapko acchi Nahin Hasil ho sakti hai simply Si baat hai jo ki maine aapko Ko Bata Di Hai yah business se bilkul Aise Hi Kam karta hai agar 10 Logon Ko profit ho raha hai to 15 Logon Ko loss bhi ho raha hota hai Jise market Mein Kaam chalta rahata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?

                  forex aik international business nahi hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik wasee business hain hum is mai mahnet kary gy to hamy kmaybae hsial ho jy ge forex aik amm business ke nsibat acha business hain hum is mai night mai bge kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?

                    Forex trading mein aapko international principles ko samajhna hoga forex trading market kabhibhi itself profit your loss nahin karti hai yahan per members apna karobar karte hain apni investment karte hain ek bande ki investment dusre bande ke pass aur dusre bande ki investment pahle bande ke pass chali jaati hai forex forum mein trading ke liye sabse zaruri varg yah hai ki aapko ismein technical aur fundamental aspects samajh nahin hote hain kaun mai situation ko understand karna hota hai kisi bhi country ki economy agar strong ho to use mulk ki currency bhi strong hoti hai aur interest rate limited hote hain agar kisi mobile ki currency theek ho to interest rate hi hote hain aur inflation control nahin ho paate jiski vajah se instability aati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
                      Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?<br />all forum members me sab doston say aaj is bary puchna chahta hun k hum ny apni life me dekha hey k bohat sary banks jo k market me new aaty hen lakin wio kamyab nahi ho paty hen or kuch he salon me wo devaliya ho jaty hen matlab k loss mai ajaty hen or band ho jaty hen. lakin me ny jab say hosh sambhala hey me nay kabi b forex market ko aisa hoty nahi dekha hey k forex market ko bohat ziyada nuksan huwa ho or market loss me chali gai ho or us waja say ye business band kar diya gya ho kiya ap me say koi is k bary me proper explain(thek trah say bayan) kar sakta hey? is ki bari waja kiya ho sakti hey k forex trading market kisi b haal me ya kabi b loss me na gai hey or na he jaa sakti hey ainda waqt me b.
                      Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Ham aksar suna tha k world main bohat say banks kisi na kisi reason say dewalia ho gay hain aor hamaisha kay liay band ho gay hain kun k aksar banks bal k saray banks koi na koi business zaror kartay hain jen say en banks ko earning hoti hay aor woh esi earning ki wajah say chal rahay hotay hain banks kay jab yeh businesses loss main chaltay hain ya bil kul fail ho jatay hain to es condition main banks bhi fail ho kar dewalia ho jatay hain aor hamaisha kay liay band ho jatay hain lakin Forex trading kay baray main aisa kabhi nahi suna k yeh banks ki taran dewalia ho gia hay asal main Forex trading main koi aik bank ya company kam nahi kar rahi hoti bal k es main bohat say banks and companies kam kar rahi hoti hain aor investment kar rahi hoti hain es wajah say Forex kabhi dewalia nahi howa aor na hi yeh traders ko dewalia honay daitay hay agar traders thek taran say trading karain to.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: bank divaliya hojaty hen aj tak forex divaliya kiu nahi huwi?

                        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex business aik bot bara or profitable business hy ye koi chota business ni jo am banks ki tra devalia ho jaiy ye bot sy logon ko earning dyta hy or bot sy logon ki jo investment zaya jati han un sy earning b karta hy bot sy bank jo k new hoty han aksar kamyab ni hoty or band ho jaty han to un ka forex jasy bary or famous business sy koi muqabila ni forex aik successful business hy jo k kafi arsy sy chla a ra hy ye abi tk band ni hoa is k bd b bnd ni ho ga jo k kafi salon purana business hy is m forex market b achi earning karti hy tbi ye kb sy chla a ra hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X