jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....
    dear for knowledge sharing main apko yeh batana chaunga k forex markeet aik dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay jis say ham earning aur lose k sath sath is main dil laga kr bhi kaam kr saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

    G forex trading business ki market is traha ki Hai k agr TU hum market ko samjh jatay Han aur market ko samjh kar learning knewledge aur experience se kaam kartay han tu hum is market se buht achi earning kar saktay han aur agr hum market ko samjh nahin saktay aur forex business ka knewledge aur experience nahin Hai tu ye market dangerous hoti hy aur phr loss bhi buht ziada hota hy is forex mein kaam karne k liye zaroori ye hota hy k hum mehnat aur hardwork karain aur forex market ko samjhne k liye ziada see ziada practice karain hum jtni ziada practice karain gay hum market ko samjh saktay han aur is market se hum buht ziada profit earn kar saktay han
    • #3 Collapse

      Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
      dear for knowledge sharing main apko yeh batana chaunga k forex markeet aik dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay jis say ham earning aur lose k sath sath is main dil laga kr bhi kaam kr saktay hain.
      Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein Jab Ham market ko observe kar rahe hote hain to yah Hamen bahut hi jyada dilchaspi Lagti Hai Iski mark movement Ko Dekhkar Ham bahut hairan ho Jaate hain lekin Agar Hamari trade Lagi Hui Ho To Ham bahut jyada Khatre Mein Bhi hote hain Kyunki is business main market ki aisi movement bahut jyada dangerous hoti hai jo Hamen kabhi kbar fayda bhi Deti Hai Lekin sometime is se Hamen Kafi Jyada nuksan bhi ho jata hai isliye Hamen bahut hi Soch samajhkar is business Mein kam karna chahie aur Market ki badi movement ke time yah news ke time per Kam Nahin Karna chahie
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
      • #4 Collapse

        Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

        han g forex trading market ek bohat he achi market he jaha tak ye khatarnak bann jati hey wohi par ye market hamyn bohat ziyda lutf b dete rehti hey is liay hamyn is market bohat ziyda dilchasbi hey kiu k is market say he hum nahi balky lakhon karoron logo ka rozgar laga huwa hey is liay ye market kabi kabar risky b hoti hey or hamyn us waqat me loss ko accept b karna par jata hey lakin jab hamari trade win horhi hoti hey matlab k profit ki traf barh rhi hoti hey to us waqat me ye market hamay liay bohat ziyada mazy ki bann jati hey or hamari sari preshniya door ho jati hen or hum is market k sath bohat ziyda skoon karty hen or earning karty hen ab is ko khatarnak yani k dangerous bana hey ya is say earning karni hey ye ap k oper he depend karta hey.
        • #5 Collapse

          Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

          Dear ap ko pata hai k ais market mai risk kafi zayda hai magar ais market mai hum jab kaam karty hai to ais market mai se jitna chaye paisa kama sakty hai ais market mai hum thori si investment par kaam kar sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai kaam sekhna chaye aus k baad hum jab ais market mai kaam karty hai to ais market mai hum atna profit bana sakty hai jitna hum ne investment hi ni ki hoti kun k ais market mai hum jab kaam acha karty hai to ais market mai se paisa kama skaty hai aor ais market mai jitna time chaye kaam kar sakty hai ais market mai humri mehnat par depend karta hai k hum ais mai kaisa kaam karty hain.
          • #6 Collapse

            Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

            G han bilkul Forex market aur koi be financial business ki market agar profitable ho gi to wo dangerous aur risky be ho gi sath me bahot interested be ho gi, Forex business me trading jo koi be karta hay us ko pehly to es business ki asani se samaj nahi ati magar bad me us ko jesy jesy market samaj me ana start hoti hay business us key ley asaan aur dilshap lagny lagti hay, agar start me apni learning complete ki jaye es key bad trading work ki jaye to traders ko ye business dangerous se zeyada interesting be lagti hay aur sath me proud be feel hota hay.
            • #7 Collapse

              Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

              hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga hum is mai night ma be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamara account baned ho jy ga forex aik acha business hain hum is mai mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke tarha nahi hain forex ak internaitonal business hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

                G dear bilkul ya market boht interesting or dichasp ha.Isma kam krka boht kuch seekhna ko milta ha.Forex ma starting ma thori si mushklat hoti han insan ka lea lkn jb forex market ki samjh a jati ha tu insann is market ma earning ka sath boht kuch seekta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

                  g han ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree karta hun or forex market agr angrous hai tu yah dilchasp bhi ho jati hai q k esi ki base par he hum trading karty hain or mamber k liye zarori hai kw o apni tradng ko bahtr karny k liye market ko achi trha smjhny ki baility ko gain kaenq k hum sub es bat ko tu bari achi trha smjhty hain k market ko
                  smjh kar trading karny main he hmain profit milta hai es liye es ko smjhny ki ability jub tak strong nahi hogi hum tab tak profit nahi mily ga or hum khi bhi apny kam ko enjoy bhi nahi kar skty hain or aghr hmain market ko achu trha smjhny ka knowledge hoga tu hum apni trading ko bhi enjoy kar skty hain or sath main hmain loss hony k chnaces bhi kam se kam hoty hain tu hmain sub ko chahye k sub se pahy market ko smjhny ka knowledge hasil karen so k bad trdaing karn ta k ap bhi kamyb ho skaen
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

                    Forex market main trade kerty huey na tou hamain continue trades main loss hota hai aur na hi continue trades main hamain profit hasil hota hai yeh bhi darust hai ky forex market main trade kerna bahot risky hai ky jab ham market main trade open kerty hain tou same trade ky loss main jany ky chances zyada aur profit main close hony ky chances kam hoty hain hamain apni investment ko secure use kerty huey trade continue kerna hoti hai ky market jis direction main bhi move ker rehi ho agar hamara account wash nehi hota tou market retracement zarur leti hai aur aesy time per hamara Sara loss bhi recover ho jata hai aur hamain profit bhi hasil hona shoru ho jata hai then ham apny target tak profit hasil hony per trade close ker lety hain hamain chahiay ky aesi market jis main trade kerna bahot bara risk hai us main secure trade kerty huey kuch profit hasil ker ky enjoy kerty rehain market ko ly yahan per earning ki jo bahot achi opportunity hai ham is opportunity sy faida hasil ker sakain tou ham forex market ko enjoy bhi ker sakain gy
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

                      g han dear forex market aghr khtrnak hai tu dilchsp bhi otni he hai or yah dilchasp tab hoti hai jub hmain maket ko smjhny ki ability hoti hai q k boht se mambers forex main join hony k bad market ko smjhty hain or sikhty hain laken un k liye yah profitable nahi hoti hai q k un ko ayse loss zda hota hai q k wo pahli bar market ko he smjh rahy hoty hain ro trading kar rshy hoty hain es liye ki bhi apni trading main market ko galat follow an akren market main jo trend chal rha hai osi ko he folow kar k trading karen ta k apko loss na ho or jub hmain loss hota hai tu wo hum market k hisab se chal he nahi hoty hain jis ki wajah se hmain trading se loss ho jata hai dilchsp tab he hoti hai jub hmain market ko foloow karna ata hai ayse he hum apni trading ko enjoy bi kar skty hain or pofit bhi hmain tab he hota hai es liyr aghr forrx main kamyab hona hai or forex se profit earn karna hai tu market ko smjh kar k traing karni hogi ayse loss kam se kam hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

                        forex market mein jo traders bilkul new hotey hein aur jinke pas koi knowledge & experience nahin hota he to forex market un sab keliye kafi ziada dangerous hoti hey start mein lekin jab hum is business ko ahisata ahista learn kartey jatey hein to phir yeh business hamare liye kafi ziada dilchasp hota jata hey aur hum is mein kafi achi trha se work karne ke qabil hotey jatey hein aur jab hum is mein achi trha se work karne lag jatey hein aur profit karne lag jatey hein tphir yeh business hamen bohot hi ziada dilchasp lagne lag jata hey aur hum is mein bohot hi ziada dilchaspi ke sath work kartey hein aur is mein kamiyab hotey hein isliye hamen chahiye keh is ko aik enjoy samajh kar is business mein work karna chahiye stress free & tention free to hum is mein kabhi bhi fial nahin hotey hein.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

                          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading m agr hmary pas knowledge or experience hy ham ny achi learning ki hoe hy or ham is m mehnat kr k or dil lga kr kam krty han to ye hmary liay aik dilchasp business hy ham is m khush ho k or relax ho kr kam kr skty han warna agr hamy trading ki koi smj ni or na hi hmary pas mukmal knowledge or experience hy to ye hmary liay aik dangerous or difficult business sabit hota hy ham is m na to mehnat krty han or na hi lgan sy kam krty han to ye hmary liay behad risky business ban jata hy jis m hamy loss ho jany ki sorat m apna loss recover karna mushkil ho jata hy is liay hamy hmasha dil lga kr or bharpor mehnat sy is m kam krna chaiy
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                            dear for knowledge sharing main apko yeh batana chaunga k forex markeet aik dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay jis say ham earning aur lose k sath sath is main dil laga kr bhi kaam kr saktay hain.
                            As-salamu alaykum aapki baten bilkul theek hai Forex trading business Ek dilchasp Aur bahut hi dangerous a business hai agar Ham is Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen is business Mein kamyabi Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada time Dena Hoga forex market Kota ok mein acche tarike se understand ho jayegi Malkit kis site per remove Karne Wali Hai Aur yah bahut Jaruri Khyal Rakhna Hoga Ki Jab market ki economic news release hoti hai to market ki condition bahut jyada dangerous Ho Jaati Hai Jis time per Hamen bahut hi carefully kam karna chahie Kyon Ke market ki understanding Nahin ho rahi hoti ke news ka Kitna Jyada hone wala hai is per Main To Yahi kahunga ki news ke time per trade Hina Ki Jay Mal Ke Jab market stable Ho Jaaye to set Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiz;forex markeet dangerous honay k sath sath dilchasp bhi hay....

                              assalamu alaikum dear forex trading members main aapki baat se ittefaq karta hun forex trading market dangerous bhi hai aur dilchaspi hai forex trading market mein agar aapke pass achcha knowledge hai aur aap demo mod per jyada practis karte ho to aapko darne ki bilkul bhi jarurat nahin hai forex forum member market mein aapko management karni hoti hai isko manage karke loss ko decrease Kiya ja sakta hai agar aap market mein requirement ki recording risk lete ho phr bonacci retracement indicator ek best indicator hai jisne aapko scalping trading strategy mil sakti hai jo aapko main yah advise karna chahta hun yah forex trading members ki aapko market mein main sabse pahle demo kaun practice karni chahie goal setting karni chahie uske bad aapko trading market mein kaam karna hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X