hamry account ka maximum aur minimum kitna drawdown hona chahea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamry account ka maximum aur minimum kitna drawdown hona chahea?
    friends ap say yeh bat pochan chata hun ky hamry real acccount ka minimum aur maximum kitna drawdown hona chaheay jiss say ap aik safe method say trade bhi akr sakain aur safe reh bhi skain aur ager ap ko loss bhi ho tu ap ko kam say kam itna loss ho ky ap ky account ko zida fark na pary kyon ky apny account ko ziada risk say bhi bachana trading ka hissa hai es lea ap kia kehty hain ky hamra kitna drawdwon hona chaheay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamry account ka maximum aur minimum kitna drawdown hona chahea?

    hum forex sy minmum 10 dollar with draw karwa sakty hain or hum maximum unlimted dollar with draw krawa sakty hain hum forex mai trading kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain forex mai hum amount deposit kar ky trading posting kar sakty hain agar hamary passs pasia nahi hain to hum free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager pasiao ky account bana kar be kam ark sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kray gy to hamy kuch be hasial nahi ho ag forex aik wasee business hain hamy is mai acha knowledge or experience hasil kar ky kam karna ho ga forex aik international or legal business hain
    • #3 Collapse

      Re: hamry account ka maximum aur minimum kitna drawdown hona chahea?

      Dear jab hum ais market mai account banaty hai to aus time hum ais mai plan tyar karty hai k hum ne apny account par kitna risk lena hai aor hum ne jo account par trade lagani hai aus k sath jo stop loss use karna hai wo kitna ho ga to trade close kar deni hai agar hum ais market mai acha profit lena chaty hai aor account ko safe rakh k trade karna chaty hai to hum ko account par 2% tak risk lena chaye ais tarha hum agar aik week mai 10 trades lagaty hai aor aus ki waja se humry account k over all 8% loss ho jata hai to aus mai hum ko ye dekhna hai k hum jo trades lagye aus mai risk reward ratio use kary ta k hum ne jo loss kia hai aus ko asani se recover kar ley aor aus k sath sath hum ais market mai acha profit bana ley.
      • #4 Collapse

        Re: hamry account ka maximum aur minimum kitna drawdown hona chahea?

        Maximum be agar daily 10% drawdown raka jaye to ye sab se best hay, es ki waja ye hay key profit target key sath risk limit jo key drawdwon hi hota hay agar es ko 10% se highest raken gey to es ko recover karna bahot mushkil ho jata hay, traders ki koshish honi chaye key us ko risk aur drawdown limit etna kam rakna chaye key wo asani se apny loss ki recovery kar saken ta key us ko profit earn karny me asani ho, agar drawdown high raka jaye to account balance me bahot zeyada kami ki waja se traders key ley es situation ko handle karna mushkil se mushkil kam lag sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: hamry account ka maximum aur minimum kitna drawdown hona chahea?

          Drawdown kitna hona chahiye:

          Dear apne bohot hi acha thread kiya hey aur is se yaqinan jitne bhi jawab mosool hongey woh kafi ziada important hongey aur is se new traders ko bhi kafi kuch seekhne ka moqa milega is trha ke threads hi hamen karne chahiye to is forum ka jo basic maqsad hey woh pura hota hey.

          Apne bat ki hey Drawdown ki keh kitna ho to hamara account safe rehta hey. sab se pehle to hamen apne account ke risk ko dekhna chahiye keh hum jo trade laga rahey hein us mein hamen kitna risk rakha hey agar humne us mein risk ko bohot hi high rakha hey yeni keh ham us mein 50% tak risk le rahey hein to phir apka jo drawdown hoga woh agar thora sa bhi nichey hua to apke account ko bohot hi ziada loss de sakta hey is trha se agar apka lot size bhi kam hey aur apka Risk bhi kafi low hey agar 3% to 5% risk he to phir apka drawdown kam se kam agar 30% tak bhi ho to apko koi farq nahin parta hey is trha se hamen Money Management Risk Management & Risk Ratio ka aik mixture bana kar hi trade karna parti hey tab hi hum apne account ko fully safe rakh saktey hein.

          Click image for larger version

Name:	drawdown.jpg
Views:	2
Size:	34.1 کلوبائٹ
ID:	12325396
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: hamry account ka maximum aur minimum kitna drawdown hona chahea?

            Jab ham forex market main kuch amount investment ker lety hain tou us per hamain kam sy kam risk ky ker forex market main trade continue rakhni hoti hai tou hamain acha calculation kerny ky bahd trade is terha open kerni chahiay ky beshak hamari open trade ky against market movement kerty huey maximum support ya resistance tak bhi ponchti hai tou hamara account safe reh saky ky hamain forex market main trade kerny ky liay mazeed amount investment na kerni pery phir jab market reverse movement kerti hai tou hamara Sara loss jo hamain running trade main ho chuka hota hai usko recover hony ky bahd achy profit main ham trade close ker sakty hain ky market tou hamesha both directions main movement continue kerti hai kabhi upward tou kabhi downward tou agar maximum support tak market ponch chuki ho tou buy kerny main risk kam hota hai ky buy ker ky ham safe trade kerty hain isi terha agar market maximum upward ya resistance tak ponch chuki ho tou sell ki trade main risk kam hota hai ky kuch time ky bahd hi hamain dono suraton main profit hasil hona shoru ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: hamry account ka maximum aur minimum kitna drawdown hona chahea?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
              friends ap say yeh bat pochan chata hun ky hamry real acccount ka minimum aur maximum kitna drawdown hona chaheay jiss say ap aik safe method say trade bhi akr sakain aur safe reh bhi skain aur ager ap ko loss bhi ho tu ap ko kam say kam itna loss ho ky ap ky account ko zida fark na pary kyon ky apny account ko ziada risk say bhi bachana trading ka hissa hai es lea ap kia kehty hain ky hamra kitna drawdwon hona chaheay?
              Dear friend ye ap pe depend karta ha k ap ktna withdraw lana chahty han or ap k pass profit ktna ha is ley humy pehly humy acha profit earn karna ho ga us k bad withdraw karwany ka sochena ho ga bounce to hum sirf contest wala he withdraw karwa sakty han normal bounce jo trading k ley milta ha us sy hum trading he kar sakty han is ley humy trading waly bounce k alawa jtna bi profit ho to hum withdraw karwa sakty han is ley hum jtna bi profit hasil karny wo withdraw karwa sakty han is ley humy parshan ni hona chae ha ta k hum log behtar trading kar sakeny or behtar planning or strategy sy ache earning kar sakeny instaforex trading main 2 dollars sy ziada jtna bi profit ho withdraw karwa sakty han is main koi limit ni ha ap ki apni marzi ha jtna withdraw karwana chahty han karwa lan
              • #8 Collapse

                Re: hamry account ka maximum aur minimum kitna drawdown hona chahea?

                app ky account ka maximum draw down 10 % hona chaheay aur minimum jitna bhi ho utan he thek rehta hai main ap ko example day akr samjha daita hai farz karain ap ky pas 100 doller ka account hai ap ka maximum loss 10 doller tak hona chahaea yani ky ju bhi ap trade karain us ka stop loss 10 doller say ziaidad nahi honi chaheay aur 100 doller ky account par ap ko par trade 5 % risk say ziada risk nahi laina chaheay ager ap 2 trade karty hain 0.01 ki tu ap ko dno trade ka maximum loss 210 doller tak hona chaheya phir ap khtry say bahir hain aur ap aik rules ky mutabik kam akr rahy hain es lea ap ko es say ziada ka risk nahi laina chaheay chaahy jitni bhi achi trade mily.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: hamry account ka maximum aur minimum kitna drawdown hona chahea?

                  assalamu alaikum dear forex trading member main aapki baat ko understand nahin kar paya hun hamare account ka maximum and minimum drawdown ya risk management strategy hamari ya honi chahie ki hamen Pakistan forex aur humne senior members professional trader guidelines technical and fundamental analysis ko follow karte hue lot size ko minimise karna chahie leverage hamen fixed mil rahi hai jisko ham useful banakar apni trading skills ko improve kar sakte hain main to trading size ko bahut like karta hun kyunki is mein aap apne account ko approximately hedging trading strategy main manage kar sakte ho isliye brij ke sath account ko koi rishta nahin hota agar aap ful lot size bhi fail kar lo to aapko itna difficult management mein problem nahin ho sakta

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X