pak-forum k tamaam members jo k Alhmdulillah muslims he hen in sab say mera aaj ka sawal ye hey k agar hum Islamic point ko zehan me rakh kar forex trading ko dekhen to kiya forex trading hamary liay halal hey ya haram hey aaj mery is thread par sab dost apny apny experience k hesab say jawab den gy ta k hamyn pata chal saky k ye online market wala business kis hadd tak islamic logo k liay thek hey kiu k Islam ny hamayn har chez me farak btaya huwa hey is liay hum sab chezon ko zehan me rakh kar aj is bat ka jwab den gy k forex ka islam me kiya hesab ketab hey or kiu halal hey agar nahi to ye kiu ya kis waja say haram hey Islam me?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим