Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nafseyaat ka trading mai kia role hai?
    Forex trading mai emotions kay role pay tou forum mai bohat ziada baat hoti rehti hai. Trading kay Doraan nafseyaat ka kia role hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

    Nafsiat hamari trading main wide role play kerti hai ky agar ham forex market main satisfied Ho ker trade kerty rehain tou ham forex sy achi earning ker lety hain lekin jab ham confused trading kerty hain tou hamain forex sy kuch hasil nehi hota balky ham trading main loss hi kerty rehty hain jab ham forex market main kafi acha experience hasil ker lety tou hamari Nafsiat automatically positive ho jati hain ky ham market main full confidence ky sath trade continue kerty hain tou hamari her trade ky profit main close hony ky chances increase ho jaty hain agar ham achy analysis ker lety hain tou ham achi trade ker sakty hain agar analysis ky baghair ham trade open kerty hain tou hamain bar bar loss hony ka dar trade small loss main close kerny per hi majboor ker deta hai tou ham kisi trade main bhi phir profit hasil nehi ker sakty
    • #3 Collapse

      Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

      Dear ais market mai hum ne koi bhi trade lagani ho to aus mai humra mind hi hai jis ki waja se hum ais market mai profit bhi banaty hai aor aus ki waja se hi hum ais market mai loss bhi karty hai agar hum ne ais market mai trade karni hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai trade lagana chaty hai to ais market mai hum ne jo lot select karni hai ya ais mai jo trade lagani hai aus mai hum ko ye decide karna hai k hum ne ais market mai kitna risk lena hai aor hum ais mai kitna bardast kar lety hai aus k hisab se hum ais market mai jab trade karty hai to hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai mehnat karty hai to hum ais market mai kamyab ho sakty hai aor zayda profit bana sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

        forex market main 50 % nafsiat ka business hai ager ap ki nafsiyat he ap ky control main nahi hai tu pori dunia main ju marzi holy grail system bhi lay ayin gay tu ap ko forex main kabhi bhi success nahi mil sakti ha es lea forex market main ap ko psychology par lazmi control rakhna chahay aur yeh tab control main rehti hai jab ap forex ky rules ko follow kar kay kam krty hain money mangement say kam akrty hain aur risk aur reward ko dekh kar kam karty hain tu kabhi bhi ap ko psychology ka masla nahi banta hai forex main ap ko strategy 20 % aur money mangement 30% aur app ki nafsayat 50 % success daiti hai es lea p ko en ky mutabik apna plan set kar ky kam karna chaheay.
        • #5 Collapse

          Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

          dear forex main nafsiyat ka zyda jo role hai wo market ka hota hai k markte main kiya ho rha hai or mazeed kiya ho skta hai es liye hum aghr nasiyat ki bat karen tu soko smjhna bohtz arori hai jesa k hum sub janty hain k forex aik online busiess hai jis main hum market ko online he follow karty hain jub k forex ki market mian gay kiya ho skta hi es ka kuj bhi ilm nahi hota hai es liye hman yah smjh kar he trading karni hoti hai or jo maret ko sjh jata hai woi apni trading main earning kar leta hai or jub tak um market k up or down smjhny k qabil nahi ho jaty hum kbhi bhi kamyb tarading nahi kar skty hai es liye hmain aghr forex main acha proit earn krna hai tu hmain forex ki nafsiyat ko sjhna hoga ta k um forex main success pa skaen
          • #6 Collapse

            Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

            Nafsiyat ka trading mein Role:

            Forex business mein jab bhi koi trader work kar raha hota he to usko is business mein apni nafs par kafi ziada control karna hota hey jisko hum emotions bhi keh saktey hein aur is wjha se emotions par kafi ziada zor diya gaya hey aur bar bar yehi samjhaya gaya he keh aap agar apne emotions yeni keh nafs ko achi trha se control nahin kar saktey hein to aap is business mein totally fail hi hotey hein is trha se forex business mein kioun keh bohot sarey new traders jo hotey hein woh raton raat ameer banne ke khwab dekhtey hein aur yehi wajha hoti he keh woh is business mein achi trha se kamiyab nahin ho patey hein hamen always is business mein achi trha se fully confidence ke sath hi ana hota hey aur apne nafs par achi trha se hold rakhna hota hey tab hi hum is mein kamiyab ho saktey hein aur agar hamara nafs par hold nahin he to hum is mein nakam hotey hein.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

              forex trading main nafsiat ka sb sy ziada role hai experience aur knowledge hasil karny bad jis chez ki hmain forex main need hoti ha wo hamra mently level hota ha yani ky hamry emotions hamri nafsiat ka bohut he zida role hota hai ager hamry emotions main control main nahi rahain agy tu trading main hamin koi faida nahi mil saky ga jiss waja sat success milna mushkil ho jata hai aj kal har trader he yehi shikayt karta hai ky forex main itna arsa kam karny ky bad bhi loss kar raha hai es ki reason sirf forex nafsiat hoti hai jis ko wo control main nahi rakh pata hai aur us ky emotion hoty hain ju control nahi kar pata hai aur usy loss hota hai es lea es main control up rehna bohut he zrori hai.
              • #8 Collapse

                Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

                Assalamu alaikum dear Forex trading for a members nafseyaatt psychology Forex trading mein bahut important hai nafsiyat aapko trading skills trading experience trading strategies understand karne ke liye planning goal setting target trading time schedule and planning organise karne mein help karti hai trading market ki psychology ko understand karne ke liye aapke pass maximum trading experience and maximum demo account experience hona bahut hi important hai because Forex trading mein demo account leading role play karta hai high trading expertise jaane ke liye trading market mein loss ko control karne and market mein take profit and stop loss strategy ko initiative lene ke liye aapke pass maximum seniors junior members ki intellectual participation hona bahut zaruri hai
                • #9 Collapse

                  Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

                  Dear ap ny bot acha question kea hy forex trading main purskon ho kr kam krna hi hamy successful rakhta hy ham agr tnsn m kam karty han or confused ho kr trading karty han to forex hamy koi profit ni dyta balky hamy loss ka hi samna krna prta hy nfsyat ka bot gahra taluq hota hy agr ham apni nfsyat ko tek ni rakh skty apni nfsyat ko qabo m ni rakh skty to ham kbi b achy or kamyab trader ni ban sktay forex aik bot bara or profitable business hony k sath sath aik behad difficult or risky business b hy is m hamy hr chez ka khyal rakhna prta hy or nfsyat b in hi chezon m sy aik hy hamy bharpor mehnat sy forex m kam krna chaiy
                  • #10 Collapse

                    Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

                    Assalamu Alaikum 90 8 Hamare trading Mein white role play karti hai ki agar Ham forex market Mein satisfied hokar trade karte hain Rahe To Ham Forex se acchi earning kar lete hain lekin Jab Ham confused trading Karte Hain To Hamen Hora se Kuchh Hasil Nahin Hota balki Ham trading Mein Los hi karte Rehte Hain Jab Ham forex market Mein Kafi acche expansys kar lete hain to Hamari Nusrat automatically posting Ho Jaati Hai Ke Ham market Mein full confidence ke sath trade continue Karte Hain To Hamari her trade ke profit Mein close hone ke chances increase Ho Jaate Hain Agar Ham acche analyses kar lete hain To Ham acchi trade kar sakte hain Agar analysis ke bagair Ham trade open Karte Hain To Hamen Har Bar loss hone Ka Dar tradesman loss Mein close karne per hi majbur kar deta hai To Ham Kisi trade mein bhi fiprofort Hasil nahin kar sakte
                    • #11 Collapse

                      Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

                      Forex trading main nafseyat ka bohat important role hay kun k agar dekha jay to kai new traders esi wajah say Forex trading main fail ho jatay hain kun k un ki nafseyat un ko Forex understand karnay main help nahi karti un ki soch nafseyat ki wajah say thek taran say kam nahi karti woh nafseyat ki wajah say dohri soch kay hamil hotay hain un main decision power nahi hoti woh aksar wrong decision lay kay aik kamyab trade ko nakami main change kar daitay hain. Es liay traders ko apnay emotions pay control ki taran nafseyat pay bhi control karna chahiay aor right direction main chaltay howay trading karni chahiay aor apnay andar decision power paida karni chahiay aor thek time pay decision lay kar Forex trading aor Forex market ko achi taran understand kartay howay trading karni chahiay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

                        Iska trading se bahut jyada relation hai Kyunki Jab ham log Apne confidence ko increase kar lete hain to iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko ismein Jyada Se Jyada kam karna hoga Taki ham log market se fayda hassil kar sake aur ham Logon Ko market Mein kamyabi mil sake aur ham log market Se Acha profit banaa sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

                          koe bhi karobar kia jae to us main naffseyat ka acha khasa role hy insan bhi karta hy us kaa meen kamyab hony ky lie us ki nafseyat ka acha khasa rol hy agr woh kesi bhi kam meen apni nafseyat ko contrwl kar ky kam karta hy to us men kamyabi ky zeyada chans hoty hain to trading to waisy bhi aik kesam ka risk hy is meen to bahut zeyada nafseyaat ko mazeed control karny ki or bari ihtyat ky sath dil lagi sy or apny maind ko ezi kar ky kaam karny ki zarorut hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Nafseyaat ka trading mai kia role hai?

                            Forex business me kamyabi traders ki psychology par be depend karti hay bahot se esy traders jen key knowledge me agar kami ho gi to wo apni negative psychology ki waja se ghalat decisions le sakty hey esy traders key kamyabi key chances apni hi psychology ki waja se khatam ho sakty hey, trading me zeyada risk lena ya per greed kar key limit se zeyada profit earn karny ki ghalat psychology traders ko kamyabi se door karti hay, kamyab trader wo hay jo apni psychology ko achi kary aur es key bad trading kary, koi ghalat decision agar kesi be waja se leya jaye to traders apny nafseyaat ki waja se market me loss karny lagta hay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X