goal ko set karna zarori hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    goal ko set karna zarori hai???
    dear senior traders Forex trading business me Apna goal set karna zaroori hai kya Har traderr prefer karta hai ki Forex ko join karte hi Apne goals ko set Karen Taki easily kamyabi Hasil ki Ja sakte kya Ham bagair goal set kiye bhi kamyabi Hasil kar sakte hain apni Rai zarur Den Shukriya??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: goal ko set karna zarori hai???

    Jab hamary samny aik target hots hai tou ham same target ko achieve kerny ky liay struggle bhi bahot zyada kerty hain ky jab tak hamain same target achieve nehi ho jata ham bhi continue mehnat kerty rehty hain lekin ham jab mehnat ker rehy hon tou samny koi selected target bhi na ho tou kuch time ky bahd ham hosla har jaty hain aur hamain phir apni job chorni perti hai tou agar ham forex market main pehky tou overall aik target select ker lain ky hamain forex main kamyabi hasil kerni hai then hamain her trade open kerny sy pehly bhi profit ka target select kerna bahot zaruri hai ky ham jab open trade ker rehy hoty hain tou target na hony ka hamain bara loss yeh hota hai ky aksar market hamain acha profit dy rehi hoti hai lekin ham trade close nehi kerty ky mazeed profit hasil ho jaey ga lekin kuch time profit main rehny ky bahd jab market reverse move kerti hai tou hamara Sara profit bhi zaya ho jata hai aur kabhi kabhi tou open trade profit sy loss main jany ky bahd account bhi wash ker jati hai tou hamain her surat apni profit ka aik target set kerna chahiay then jab same target achieve ho raha ho tou hamain her surat trade close ker leni chahiay warna dobara loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: goal ko set karna zarori hai???

      Goals set kerna aur unhain achieve kerna success kehlaati hai. Jab tak goals set nahi Kiye jain aur unhain haasil kernay kay liye mehnat na ki jaey tab tak kuch haasil bhi nahi hota hai. Life mai bhi hum apnay liye goals set kertay hain aur phir unhain haasil kernay kay liye kaam kertay hain jo loog apnay maqsad say peechay nahi hattay wo apna maqsad haasil bhi ker laitay hain. Issi tarah forex trading business mai bhi traders ko apnay goals zarur set kernay chaiye. Kiyu kay jab tak traders apnay goal set nahi kertay uss waqt tak unhain direction ka bhi pata nahi hota kay kia, kaisay aur Kitna kaam kerna hai.

      Forex mai traders kay goal pehlay say set honay chaiye takay forex ka pehlay din he unki mehnat ka aghaaz ho. Forex ki learning, knowledge, practice aur training apnay goal ko haasil kernay ki primary zaruriaat hain. Jitni achi primary cheezain puri ki jaengi utna he acha aur jaldi apnay goal ko achieve kia jaa sakey ga
      • #4 Collapse

        Re: goal ko set karna zarori hai???

        Yes dear ye to bahot hi zarori hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai investment karty hai to hum ais market mai apna aik target set kar ley aor aus k baad hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ais market mai atna hi risk le jis se humra target asani se pora ho jaye agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ais market mai kaam aisy hi kary jis se humra account safe ho agar humra account bahot hi bara hai to aus par hum risk le sakty hai ya hum apni trades loss mai hold rakh sakty hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai gold set kar lena chaye aus k hisab se acha profit banya ja sakta hain.
        • #5 Collapse

          Re: goal ko set karna zarori hai???

          bilkul forex main jab ap apne goals ko set nhi karain ap apna iak plan nahi bnain gay ap ko tab tak koi faida nahi mil sakta hai jab ap apna aik target he nahi bnain gay tu ap us target pay kesy pounch sakain gay es lea kehty hainn jiss ka forex koi acha plan nahi hai tu uss ka forex main fail hony ka plan hai u bhi trader forex main trade karta hai tu us ka pehly he plan set hota hai jiss say wo apny plan ky mutabik kam karta hai aur phir wo forex main success hota hai es lea forex market main hamain plan ko set karna bohut he zrori hai phir he ap forex main success ho kar earning kar sakty hain plan ka hona hamri success hony ki aik achi nishani hoti hai es lea plan ky bgair aur aik goal ky bgair forex main kam nahi karna chahea.
          • #6 Collapse

            Re: goal ko set karna zarori hai???

            dear ap ny sai bat ki hai forex main aghr acha or miyari kam karna hai tu apny kam ka aik goal set karen aghr ap frum amin kam kar rahy hain tu aik limit set karen k ap daily base par kitni posts karskty hain otna he target bnaen or apna target pora hony k bad kamko band kar den os k ilwa aghr hum trading kar rahy hain tu os main bhi hmain chaye k apni daily ki profit k agoal se kar lena chyae yah hu rade ka gaol set ka len k hum y aik din amin kiis tardes open karni hain es k bad kam r den es chez ka yah faida ho skta hai k hum apny kam ko aik limit main rah kar kar skty hai ayse na tu hum lalach mai aty hai or na he humain forex main zyda loss ko face karna pahta hai q k boht se log apony targets set tu kar elty hain laken os par amal ahi karty hain es liye aghr forex main kamyb hona hai tu hmain apny he set kiye howe targets ko achive bi karna lamzi hota hai ta k um aik limit main rah kar kam karty rahen ayse zyda pareshani ko face ahi krana parhta or insan lalch se bhi bacha rahta hai
            • #7 Collapse

              Re: goal ko set karna zarori hai???

              Assalamu alaikum dear Forex treding member jaisa ki aap jante ho ki forex trading mein knowledge or experience trend and technology use karna bahut important hai aapko maximum trading expert member se trading sikhani aur learn karni chahie trading experts professional traders aapko market mein changes technical and fundamental aspects karne mein help provide kar sakte hain forum Forex trading members aapko market mein sabse zyada candlestick chart pattern ko importance dena hogi iske alava aapko market mein intelligent approaches use karte hue trading karna hogi technical indicators ko use karke aap market mein main risk ko manage kar sakte ho support and resistance find out kar sakte ho stop loss and take profit laga sakte ho leverage according to your capital decide karna aapki prime responsibility hai
              • #8 Collapse

                Re: goal ko set karna zarori hai???

                Goal Ko Set karna:

                G han brother hamen har soorat mein apne Goal ko set karke hi is business mein work karna chahiye kioun keh jab hamare mind mein koi goal hota hey to phir hum us goal ko achive karne keliye aik achi planning kartey hein aur jab hum aik achi planning kartey hein to phir hum apne goal ko bohot hi ziada easily achive karne mein bhi kamiyab ho jatey hein isliye jab hum koi bhi goal apne mind mein rakhtey hein to uske liye hamen always Rules & Regulations ko follow karke hi agey jana hota hey aur tab hi hum jakar is business mein kamiyab ho saktey hein aur achi money earn kar saktey hein isliye jab bhi hum is business mein work karen to apne liye aik goal set karen aur phir us goal ko hum aik achey plan ke sath achive karne ki koshish karen to hum is mein achi trha se kamiyab ho jatey hein.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: goal ko set karna zarori hai???

                  forex main goals ko set karna bohut he zrori hai kyon ky jab tak ap ka iak goal aur aik target nahi ho ga forex main ap ko kabhi bhi kamyabi nahi mil sakti hai kyon ky jab ap ko pata he nahi hjo ga ky ap ny forex main karna kia hai aur apka plan kia hai aur ap kitna target set karna chaty hain tu ap ka ko milta bhi kuch nahi hai phir loss he hota hai es lea forex mainn any say pehly apna aik plan ready karain jiss main ap ka koi maqsad ho apni life ki achievment karny ky lea ju ap nay socha hota hai uss ky mutabik ap ko forex main kam karna chaheay phir he ap ko kuch milta hai aur apny ager target tak nahi bhi pounch paty tu ap ko forex main kuch na kuch milta hai kyon ky yeh aik business main kabhi ap ko ziada bhi mil jata hai aur kabhi kam bhi.
                  • #10 Collapse

                    Re: goal ko set karna zarori hai???

                    Dear friend ham jb trading m apny goals set krty han ya targets bnaty han to hamy pata hota hy k ye hamy pora krna hy wo goals achive karny hoty han us k liay ham achi mehnat krty han or usy pora krty han or lalich ni krty k hamy is sy b zyada hasil krna hy apny goals achive karny k bad wo trading stop kar dyty han forex aik successful business hy is m hamy apny pory week ki planning kr lyni chaiy or apny goals set kar k trading karni chaiy goals set krny sy ham apny target tk hi trading krty han profit hoty hoay b ham trade close ni krty or w8 krty karty apni investment ka loss kr lyty han is liay hamy hmasha apny targets set kr k un k mutabiq hi trading krni chaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: goal ko set karna zarori hai???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                      dear senior traders Forex trading business me Apna goal set karna zaroori hai kya Har traderr prefer karta hai ki Forex ko join karte hi Apne goals ko set Karen Taki easily kamyabi Hasil ki Ja sakte kya Ham bagair goal set kiye bhi kamyabi Hasil kar sakte hain apni Rai zarur Den Shukriya??
                      Dear friend forex trading main jab bi ap trading karny to sab sy pehly humy analysis karny chae han ta k humy loss na ho or hum ache trading kar sakty hon is ley humy proper money management or risk management k mutabiq trading karni ho ge jtni ache analysis karny gy to utni ache trading bi kar sakeny gy
                      Forex trading main humy kamyab hona ha to forex trading ko seekena ho ga or proper money management or risk management sy trading karni ho ge har trade k sath stop loss or take profit istamal karny gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge is ley humy maximum knowledge or experience sy trading karni ho ge forex trading main hum jab achy analysis karny gy to hum ache strategy or planning bi kar sakeny gy
                      • #12 Collapse

                        Re: goal ko set karna zarori hai???

                        g han bhai jan forex trading main goals set kar leny chahye os main hmari apni he asani hoti hai es liye aghr hum chahty hain k hum aik time table k sath forex main wok karen tu es k liye hmain goal bnany hongy ub hum goal bnaty hain tab he hmain hmari trading main aik trha se descpline maintain karny main asani hoti hai es liye apko chahye k ap apni trading k goal bnaen or apny target ayse set karen jis se apko os goal ko achive karny main asani ho q k boht high level k goal set nahi karny chahye jis ko achive karny main bhi masla ho q k hum aik time table na tu lety hain laken os par amal nahi kar paty hain es liye bahtr yahi hai k hum apni trading main har trha k goals set karen or apni kamybi bhi ayse he milti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: goal ko set karna zarori hai???

                          bhai jan aghr tu ap kamyab hona chahty hain tu apko goal set kar leny chahye or aghr apko lgta hai k ap kuj arsy k liye kam krna chahty hain tu apko pher goal set akrny ko rahny dena chahye q k jub hum forex main aik time tabke k sath kam karty hain tab he hum lamby arsy tak apny account ko lay kar cal skty hain or aghr hum chhaty hain k hum apni trading main tuky lga kar kamyab ho jaen tu hum kbhi bhi forex ko join nahi kar skty hain or na he lamby arsy tak forex a hisa ban skty hain es liiye hmain aghr forex main kamyab hona hai tu main zyda se zyda mahnat arni hogi forex ki planning karni hogi or phr osi planning k sath apni trading karni hogi jis se hum kamyab ho skty hain or kuj ahsil kar sty hain forex ain hmari apni eranig tab he hmain milti hai jub hum mahnat karty hain or mahnat kbhi bhi zya nahi hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: goal ko set karna zarori hai???

                            han g agar ap ny market me kamyaab hona hey to apko chaheay k sab say pehly apna ek mind set kr len k ap ny yaha par karna kiya hey matlab k kitna kam karna hey ap ny market ki kitni movement ko bardasht karna hey or kitna tak profit uthana hey kiu k forex market ek Pakistan nahi balky puri dunya me aisi market hey jis main ap jab marzi kam kar sakty hen or jab marzi ap rest kar sakty hen is liay is me risk b hota hey or ap ny risk ko kam karna wo kaisay hoga wo aisay hoga jab ap proper plan bana kar apna goal set kar k trade karna shuru karen gy tab ap risk say bach kar profit earn kar sakty hen or kamyab ho sakty hen is market k andar
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: goal ko set karna zarori hai???

                              Ji han bilkul Aisa karna chahie Ek accha trader ko chahie ki vah Hamesha monthly Apna target set Karen Apna Ek Gol set Karen Jisko Atif karne ki koshish karen aur lekin agar aap ka target hit Nahin bhi Hota To Uske Kareeb pahunchne ki koshish karen lekin Jyada lalach karte hue Jyada Badi lot size mat use Karen Apne target ko thik karne ke liye risk Kabhi mat le risk free training Karen aur money management ko use karte hue trading Karen Taki aap Jyada loss abe usko Apne profit ko Hasil kar Sako isliye hard worker mehnat karo aur acchi training karke hi aap Achcha profit Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X