Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?
    G all members yaha aaj me is thread me sab sey ye puchna chah rha hun k kiya forex trading students ki learning par bura asar daal rhi hey?? kiu k dekhny m aya hey k bohat sary students jo k trading me in hen wo apny school ya college time me apny mobiles par meta trader install kar k market ko bar bar dekh rhy hoty hen or agar unho ny market me koi trade lagai ho phir to unka sara dehan he market ki traf hota hey or unko apny trade ki ya loss hony ka darr rehta hey ya profit hony ki khushi or in sab chezon ki waja say wo apny learning say bohat door ho chuky hoty hen or phir imtihan me nakami ka samna karna parta hey is lehaz say mery khiyal say trading students ko disturb kar rhi hey me is maselay k liay yaha par sab doston say isk bary me malumat share karny ko kehta hun k sab apna apna experience share zarur kren.:1f628:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

    Forex trading ho ya pak forex forum pay posting work ho, dono kay liye he students ko itna ziada time nahi chaiye kay wo her waqt sirf yehi kaam kertay rahey. Agar students aisa ker rahey hain tou unhain aisa nahi kerna chaiye bulkay apni studies ko 1st priority daini chaiye aur uss kay baad he forex ko part time mai jo jnka free time ho uss mai kerna chaiye. Forex trading ya pak forex forum ho dono pay he kiis bhi waqt kaam kia jaa sakta hai aur kisi kisam ki waqt ki pabandi bilkul nahi hai kay parhai chore kay iss ko kaam ko he Sara waqt Dia jaey.

    Education kisi bhi student kay liye pehli priority honi chaiye takay usay apni parhai kay baad Agar time mill jaey tou wo apna time social media ya kisi Dusri faxul activity mai zaya kernay ki bajaey usay forex pay istamaal ker lain tou he acha hai iss Tarah unhain aik achay profession ka experience ho jaey ga jo future mai unkay kaam aa sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

      nahi brother forex main logon ko bohut he acha rozgar mil raha hai aur student ky lea forum aik best oppertunity hain ager forex ky bary main kam bhi experience hai tu ap log yahn pay contest main kam kar ky achi earning kar skaty hain aur student tu kia forex main ma ny asy asy log bhi dekhy hain ju govt job bhi kar rahy hain aur sath sath forum par contest main kam kar ky apni earning bhi kar rahy hain es lea forex aur forum aik best oppertunity hain hamry lea jiss main achi tara say hard work kar ky faida uthana chaheay phir he ham forex market main kam kar sakty hain ager hamry pas forex ka experience jay tu ham forum pay dono side say double faida utha skaty hain ham bonus lay kar bhi trade kar sakty hain aur contest main bhi utna he acha km kar sakty hain es lea student ky lea best plateforum hai es main mehnat karny say ham ko zror hamri output milti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

        G han jab students forex market main trade start ker lety hain tou usko study bahot had tak disturb Ho ker reh jati hai ky ya tou achy study continue ker sakty hain aur na hi forex market main achi trade ker sakty hain jab study conplete Ho jaey tou trade start ker ky continue kerny main koi masla nehi hota kyun ky jab ham forex market main trade ker rehy hoty hain aur hamain maximum trades main loss hota hai tou ham mentally bahot disturbed rehty hain tou jab tak ham mentally satisfied na hon ham kabhi bhi achi perhai nehi ker sakty aur na hi forex market main ham achi trade ker sakty hain study main success ky liay bhi mental relaxation zaruri hai aur forex market main successful trading ky liay bhi mental relaxation bahot zaruri hai lekin jab trade loss main chal rehi hoti hai tou ham mentally bahot disturb rehty hain tou ham study ko achi terha perform nehi ker paty so hamary liay bahot zaruri hai ky jab tak ham apni study complete nehi ker lety hamain forex market main bilkul bhi trade nehi kerni chahiay ky ham achi terha apni education complete ker sakain phir jab ham apni study complere ker chuky hon tou ham forex market main bhi successful trade ker sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

          Forex trading business profitable business for students ke liye was a valuable hai aisa bilkul nahin hai kis students disturb ho rahe hain Forex trading ki vajah se Forex trading business bahut jyada help kar rahi hai Student ke liye easily free time earning Hasil karne ke liye Kyunki Forex trading business International online business hai Ham easily Apne laptop ke roop Forex ko join Karke acchi earning Hasil kar sakte hain aur apne Sare expense ko pura kar sakte hain students ke liye Forex trading business bahut jyada valuable Hai Ham kabhi bhi yah Nahin kah Sakte ki Forex trading business ki vajah Se Hamare students ko disturbance create ho rahi hai isiliye Har students ko chahie ki vah koshish karen aur sugar Karen Apne free time mein Forex trading business ko thoda sa time dekar acchi earning Hasil kar sakte hain Kyunki Forex trading business Ek Aisa business hai jismein Ham kam Waqt Mein easily Kamyab ho sakte hain Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
            Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?<br />G all members yaha aaj me is thread me sab sey ye puchna chah rha hun k kiya forex trading students ki learning par bura asar daal rhi hey?? kiu k dekhny m aya hey k bohat sary students jo k trading me in hen wo apny school ya college time me apny mobiles par meta trader install kar k market ko bar bar dekh rhy hoty hen or agar unho ny market me koi trade lagai ho phir to unka sara dehan he market ki traf hota hey or unko apny trade ki ya loss hony ka darr rehta hey ya profit hony ki khushi or in sab chezon ki waja say wo apny learning say bohat door ho chuky hoty hen or phir imtihan me nakami ka samna karna parta hey is lehaz say mery khiyal say trading students ko disturb kar rhi hey me is maselay k liay yaha par sab doston say isk bary me malumat share karny ko kehta hun k sab apna apna experience share zarur kren.
            Ji ap nay bohat achi bat ki hay main ap ki bat say kisi had tak agree karta hoon. Agar to bat ki jay Forex ki timing ki to yeh bat haqeqat hay k Forex trading ko bohat ziada time ki zarorat hoti hay kun k market ki movement ko judge karna bohat zarori hota hay aor esi hisab say trade open and close karna hota hay lakin students kay liay time nikalna bohat mushkil hota hay students ko apni study say bohat kam fursat milti hay maray khial main asi condition students ko pehlay Forex ka poori taran knowledge gain karna chahiay es kay bad learning ki complete karni chahiay aor study kay doran just demo pay trading ki practice karni chahiay real trading nahi karni chahiay ya phir aik time table bana kar trading karni chahiay aor time frame kam set kar kay trade open karni chahiay ta k kam time main trade complete ho jay aor traders trading close kar kay apni study complete kar sakay agar aisa bhi mumkin nahi hay to traders ko chahiay k woh Tak Profit and stop loss ko set kar kay trade open kar day aor apni tawajoh study ki taraf rakhay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
              G all members yaha aaj me is thread me sab sey ye puchna chah rha hun k kiya forex trading students ki learning par bura asar daal rhi hey?? kiu k dekhny m aya hey k bohat sary students jo k trading me in hen wo apny school ya college time me apny mobiles par meta trader install kar k market ko bar bar dekh rhy hoty hen or agar unho ny market me koi trade lagai ho phir to unka sara dehan he market ki traf hota hey or unko apny trade ki ya loss hony ka darr rehta hey ya profit hony ki khushi or in sab chezon ki waja say wo apny learning say bohat door ho chuky hoty hen or phir imtihan me nakami ka samna karna parta hey is lehaz say mery khiyal say trading students ko disturb kar rhi hey me is maselay k liay yaha par sab doston say isk bary me malumat share karny ko kehta hun k sab apna apna experience share zarur kren.:1f628:
              Dear friend jo students khud apni education ko importance ni daty han woe he aay kam karty han jab k jo students achy han wo apni education k time education ko importance daty han or usi pe tawaja rakhty han jab education complete ho jati ha to us k bad phr kam ki tarif tawaja daty han ta k humy maximum profit ho loss na ho is ley students ko apna education ko manage karna ho ga or jab tak matrix tak education complete ni karty han tab tak to bilkal bi kam na karny us k bad karty han to apni education ko manage kar k kar sakty han par education k time trading kabi bi na karny ta k ap ko na education ka loss ho or na he ap ko trading sy loss ho is ley humy proper time dana ho ga education ko or trading ko ta k donu main successful ho sakeny
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

                dear mamber jesa k ap ny bat ki hai os main kisi had tak suchai bhi kahi ja ksti hai q k jin logon ko forex main muslsil earning milty ja rahi hai wo apni study se gafil hoty ja rahy hain jub k boht galat bat hai aghr dekha jay tu yah sub he students k lye sub masseges likh rahy hain k jo jo apni study main bhi involve hain un ko chahye k forex k lie apni parhai ko igno na karen forex main aghr hum kam qua,ificaion k sath bhi kam kar sky hain laken hmari life k liye shaoor hona zaroi hai jo k huai parhai se he milta hai forex main um ger beth kar paisa tu kama skty hain laken es k sath sth hmari liofe main kuj stong path bhi hona zarori hai jis main aghr hum forex se mayoos ho jaen tu os rasty par chal skaen es liye apny kam ko aik time table k teahat lkaren jis k liye apko chahye k ap sudy ko bhi time den or forex ko bhi den sub kuj anage kar k karna e bahtr hota hai hmary liye
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

                  Nahe dear aisa ni hai k hum ne agar dekha ho to phly students part time job karny k liay diffrent jobs karty hai magar aun k liay aun ko mehnat bhi kafi karni parti hai aor aus k sath sath hum ko ais mai payment bhi atni ni milti thi abi ais market mai jo students kaam kar rahy hai aun ko ais market mai kaam karny ka faida ye hota hai k ais market mai jab wo kaam karty hai to aun ko ais mai jab free time mily ais market mai se paisa kama sakty hai aor ais market mai jitna chaye paisa kama sakty hai agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai atna time dena chaye jitna hum ais market mai asani se de k atnai earning kar ley jis se hum apna guzara kar ley ais tarha hum sath apni study ko time de sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

                    Real Forex trading members aapko students ko guide karna chahie aur motivate karna chahie demotivate nahin karna chahie under matric students ko Forex trading forum join nahin karna chahie agar aapki basic study after matric complete ho gai hai to aapko Forex trading market mein join kar lena chahie otherwise aapko before metric completion Forex trading nahin start karni chahie because Forex trading mein tension bahut zada hai yahan per aapko software related knowledge chahie hota hai jismein aapko mentally tension bahut zyada hoti hai jab ke physically isme koi problem nahin hai students ko bhi mentally fresh mein chahie hoti hai agar Forex trading start karenge to unke liye problem Ban sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
                      G all members yaha aaj me is thread me sab sey ye puchna chah rha hun k kiya forex trading students ki learning par bura asar daal rhi hey?? kiu k dekhny m aya hey k bohat sary students jo k trading me in hen wo apny school ya college time me apny mobiles par meta trader install kar k market ko bar bar dekh rhy hoty hen or agar unho ny market me koi trade lagai ho phir to unka sara dehan he market ki traf hota hey or unko apny trade ki ya loss hony ka darr rehta hey ya profit hony ki khushi or in sab chezon ki waja say wo apny learning say bohat door ho chuky hoty hen or phir imtihan me nakami ka samna karna parta hey is lehaz say mery khiyal say trading students ko disturb kar rhi hey me is maselay k liay yaha par sab doston say isk bary me malumat share karny ko kehta hun k sab apna apna experience share zarur kren.:1f628:
                      Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main students apni life kharab kar rehe han forex trading sirf or sirf un students ko karna chae ha jo Kam sy Kam University main study Kar rehe hon is sy nechy study waly students ko sirf or sirf apni study pe dehaan dana chae ha ta k wo study easily complete Kar saken or Jo students University main education hasil kar rehe Han wo bi har waqat trading na karny balky sakun sy study karan or free time main sirf trading karny ta k un ki study pe koi farq na pary or trading sy ache earning kar k apny kharchy pury Kar sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

                        dear jesa k ap ny bat ki hai wo bilkul thek hai or aghr deka jay u yasa ho bhi ha hoga kahen na kahen jub k mera khyal yah hai k yah khud students pani stuy ko istrub kar rahy hain qk forex ain kisi bhi traha se koi bhi time ki pabandi nahi aiu forex market tu 24 ghnty on rahti hai jis main hum jub chahe koi na koi trade pakar skty hain or kam kar skty hain jub k students sara din tu cllges main nahi rahy hain maximum bhi college ka time 6 se 7 ghnty ka hota hai baki jitny bhi hourse hain wo pny es kam ko bhi manage kar skty hain.
                        tu main yahan just itna kahunga k forex ko apny liye mushkil na bnaen aghr ap aik time table set kar k kam karengy tu ap kbhi bhi apni study ko distrub nahi kar skty yah khud api palnning honi chaye or jko pa time table bnaty hain osi ko he follow karty rahen ap bot acha kam kar skty hain laken ap jis time main study ko rakh rahy hain pher osi time study ko he karen apny time able ko distrub na hony den apko kuj bhi nahi hoga laken plz forex k name ko study k khrab hony ka zimydar na naen q k har insan ki kud soch hoti hai or wo khud he apny liye use kar skta hai koi kisi ko a kar sub kuj maagr kar k nai deta apni como sense ka use karna hota hai sub ko he ayse tu hum kbi bhi kamyab nai ho skty aghr aik kam khrab kar rahy hai dosa thke karny k liye apko sub kuj aik limit main rah kar krna hota hai os se ap apna kam kar skty hain bahtr tariky se
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

                          forex trading student ky lea aik acha plate forum hai jis say student faida hasil karty hain forex kabhi bhi student ko distrub nahi karti hai kyon ky yeh aik business hai juwa nahi ha jiss waja say student distrub hon gy forex ko part time kar aik student es main achi income haisl akr sakta hai forex market main aur pak forum jab bhi usy time milta hai wo kuch time laga akr kam akry ky apny expenses ko utha sakta hai es lea aik student ky lea forex aik acha business hai pehly wo apni study kar laiy aur phir forex ko time day dain kyon ky forex ko ager 4 say 5 hours bhi deay jaain tu aik reasonable earning mil sakti hai jiss say aik student apni zrort ko pora kar sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

                            g han dear ap ny jo bat ki hai bilkul sahi ki hai or main apki bat se agree karta hun q k ayh bhi aik naural facts hai ap ny yah sub face kiya hai es liye ap itny yakeen se bat kar rahy hain jub k mera yah kahna hai k boht se log apy kam ko bhi manage kar k trading kar rahy hain wo apny baki kam jub karty hain tab rading nahi karty or jub trading ka rahy hoty hain tu koi or kamnahi karty
                            or aghr hum khud aik ime table bn akar kam karen tu hum apni study ko bhi maanage kar skty hain sath main ap apni trading ko bhi manage kar skty hain q k yah manage krna hmara kam hota hai es liye apni study ko kbhi bhi ignor na kare forex ki wjah se q k forex tu ap 24 ghnty kisi bhi time kar skty hain laken parhai ap tab he kar skty hain jub college open hoty hain tu es bat ka khas dehan rakh kar kam karen pher kuj bhi distrub nai hota na parhai or na he trading
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: kiya forex trading students ko disturb kar rhi hey?

                              Apki bat kafi had tak theek bhi hey aur bohot sarey students jo is mein enter ho chukey hein woh apni taleem mein bohot hi ziada kamzor ho rahey hein aur unka dhayan 24 hour isy ki taraf hi hota hey isliye apki bat se mein agree karta hun aur hamen chahiye keh hamari nazar mein jo bhi student ho jo keh forex trading mein new enter hua ho to hamen usko is barey mein achi trha se guide karna chahiye keh aap jitna ziada market ko dekhogey aur trades par trades lagaogey to aap kabhi bhi is mein kamiyab nahin ho sakogey isliye hamen usko puri tarha se convience karna chahiye aur unhen yeh bhi batana chahiye keh forex ko aap kabhi bhi 24 hour use na karen aur na hi apni study ke time forex se touch hon, Apne liye aik acha time table banayen aur phir us time table ko achi trha se follow karen jis mein unki study bhi mutasir na ho aur woh is mein easily work bhi kar saken to yeh un sab keliye kafi ziada better hota hey aur is trha se woh is mein achi trha se successful ho saktey hein.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X