Jaiza: Traders VS Chance Takers
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Traders VS Chance Takers
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading business mai 2 qisam kay log business kertay hain. Jinn ka mind set aur business approach bhi aik dusray kay opposite hoti hai. Aur ye mukhtalif approach he kaamyabi ki buniyaad banti hai.

    Aik type wo hoti hai jo aik professional approach kay saath kaam shuru kertay hain. Jin ka mind set hota hai kay trading business ko permanent profession bana kay kaam kerna hai. Jiss kay liye wo aik proper planning say business ki strategy banatay hain aur kaam kertay hain. Unkay paas her step pehlay say plan hota hai aur aik terteeb say he trading business ko shuru kertay hain iss tarah unka success level bhi dusroo say ziada hota hai.

    Dusri type wo hoti hai jo sirf chance laitay hain. Un kay paas kahi say kuch time kay liye investment aati hai jisay wo double kernay kay chakkar mai trading mai invest kertay hain. Unkay paas kisi kisam ka experience nahi hota aur na he unhain iss baat ka andaza hota hai kay trading business luck by chance wala business nahi hai. Aisay log traders nahi chance takers hotay hain aur unka loss level bohat high hota hai
    Last edited by ; 04-12-2019, 07:35 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Traders VS Chance Takers

    Aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein vah log kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Jo chance Lekar kam karte hain isliye Main To Yahi kahunga ke kabhi bhi chance taker trading na Karen Apne knowledge experience to increase Karte Rahen aur ek acche Bane ke future mein aap ko market ki samajh Jaaye aur aap apni trade se profit Hasil kar sake yah bahut jyada Jaruri chij hoti hai Kisi bhi Business mein kamyabi Hasil karne ke liye
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Traders VS Chance Takers

      Forex market main chance takers kabhi kabhi kamyabi hasil kerty hain lekin forex traders forex market main hamesha trade kerty huey acha earnings ker lety hain agar ham forex market main continue trade nehi kerty sirf ham chance ka wait kerty rehty hain tou jab market main trade open kerny ka acha chance hota hai ham tab bhi trade open kerny sy darty rehty hain aur trade open nehi ker sakty ky hamain acha chance ko avail kerny per bhi acha profit hasil ho saky hamain forex market main trade continue kerni chahiay ky ham jab bhi trade open kerain tou hamain chahiay ham trend ko follow kerty huey trade open kerain tou hamain Beshsk kuch time ky liay loss bhi hota rehta hai lekin jab market reverse ho ker trend ko dobara follow kerna shoru kerti hai tou hamain acha profit hasil ho jata hai lekin sirf chance per trade kerny waly achy chance ka wait hi kerty rehty hain ky chance hoty huey bhi trade open nehi ker sakty tou hamesha achy profit sy mehroom rehty hain hamain chahiay ky forex market main continue trade kerty rehain ky hamain forex sy continue profit bhi hasil hota rehy
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Traders VS Chance Takers

        Dear agar hum ne ais market mai kaam karna ho to hum ko ais market mai ye dekhna hota hai k hum ne agar ais market mai kaam karna hai to hum ko ais market mai learning karni chaye aus k baad hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai apni her trade par chance lety hai to ais se hum ko kuch trades par profit ho jata hai magar kai dafa hum ko ais mai loss ho sakta hai jis se humra account wash ho sakta hai agar hum ais market mai her dafa risk lety hai to aus mai hum ko kai dafa loss ho sakta hai ais liay hum ko ais market mai trader ki tarha kaam karna chaye ais se hum agar market mai kaam karty hai to planing k hisab se kaam karty hai aor ais market mai jitna chaye profit bana sakty hai aor apna future set kar sakty hai ais liay trading sekhy aor aus k baad ais market mai kaam kary.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Traders VS Chance Takers

          Traders or Chance Takers:

          Forex business aik bilkul legal aur trusted online business hey aur yeh aik business hey isko hamen puri achi trha se learn karna parta hey aur phir apni hi learning and mehnat ke sath hi hamen is mein work karna hota hey aik achi planning banani hoti hey aur uske sath sath hamen forex ke sarey rules ko achi trha se follow karna hota hey tab hi hum is business mein kamiyab ho saktey hein agar hum is mein directly enter hotey hein aur hamare pas koi Knowledge & Experience bhi nahin hota hey aur hum just Chance par hi depend karke is mein atey hein to phir hum kabhi bhi is business mein kamiyab nahin ho saktey hein aur hum kabhi bhi is chez ka no sachen keh hum Chance lekar is mein kamiyab is mein aap phir totally fail hi hotey hein aur kabhi bhi achi trha se successful trader nahin ban saktey hein.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Traders VS Chance Takers

            Pakistan Forex forum fellows assalamualaikum junior members aksar Forex trading mein risk factor ko increase kar dete hain aur sticker bnn jaate hain jab ke senior experts kabhi bhi Forex trading mein hai leverage big lot size low capital ke sath trading nahin karta balki Forex trading mein senior members professional trading opportunities kovil karte hain aur hamesha experts ki ki rai ko ahmiyat dete hain
            Pakistan Forex forum mein maine kiya hai ki tu ke lagane wale trader bahut zeyada hai agar aapko Forex trading mein dangerous trading karna hai to aapko apna time waste nahin karna chahie balki aap ko serious emotional control avoid grade intelligence trading opportunities ko well karna chahie aur technical and fundamental factors ko study karte hue trading karni chahie.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Jo traders chance taker hoty hain woh mery kiyal sy theek reh jaty hain lekin woh chance just luck ki base pay ya market ki movement daikh kar na hota ho. Ap jab tak chance scalping mai laity hain tu ap ko us ka faida ho sakta hai. us kay leye be zarori hai kay ap us kay leye proper analysis kar kay phir trade karain es tarha ap ko us trades ka faida ho sakta hai. Ap sath main koshish karain kay jab be ap trade karain risk lain tu ap sath main risk management kar kay phir trade karain. just open trade na karain. es tarha loss ho sakta hai. Proper learning or practice kar kay ap normal or risk trade kar kay faida hasil kar sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X