Jaiza: Support resistance aur breakout per trade kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Support resistance aur breakout per trade kerna
    Forex market main technical analysis ko follow kerty huey ham jo trade kerty hain tou hamain aesy time per jab market maximum support ya resistance per ponch chuki ho tou reverse order main trade open ker ky continue rakhni chahiay ky kuch hi time trade loss main rehny ky bahd profit main run kerna shoru ker deti hai aur ham phir acha profit hasil hony per trade close ker lety hain lekin jab market support ya resistance ko break kerti hai tou hamain reverse order main trade open kerny ki bajaey same direction main trade open kerni hoti hai aur next support ya resistance tak trade continue rakhny sy ham forex market sy bahot achi earning ker sakain tou tou technical analysis per trade tou isi terha sy ki ja sakti hai ky hamain loss kam ho aur support ya resistance per ya breakout per trade kerty huey ham short time main acha profit Hasil ker sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Support resistance aur breakout per trade kerna

    Exactly trade karty waqat aur technical analysis k liye bohut he zarori aur pahly targih support aur resistance points ko hamaisha madanazar rakhna zarori hai ..aur es bat ko b zehn nasheen kar lyen k support aur resistance waqtan fawaqtan change hoty hai jaise he market ko sufficiat buyers ya seller mil jayen toh market ki support aur resistance line ko review karna bohut zarori hai ...technical analysia based on support and resistance k liye aik nehayet he zarori aur major factor fundamiental analysis hai kion ki support aur resistance level ko news bohut zayadah effect karti hai aur market ki simt ney siry se teh hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Support resistance aur breakout per trade kerna

      Mere Khyal Mein To Hamen sabse pahle Forex trading basic knowledge ko Hasil karna chahie breakouts support and resistance level Kafi ke bad Hamen samajh aata hai isliye Hamen filhal is Mein padhne ki jarurat Nahin Hai Jab Ham Forex trading co start Karte Hain To Hamen chahie ke pahle iski basic knowledge ko Hasil kar len jisse Hamen Apne lot size ka andaza ho aur Hamen Maloom Ho Gaye Hamare capital Ke Kitne lot size share mat rate karna hai yah chijen basic Hain pahle ine chijon ko sikhana chahie
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Support resistance aur breakout per trade kerna

        Dear agar dekha jaye to ais market mai jo log price action par trade karty hai wo log ais market mai jab chart par resistance aor support level draw karty hai to aus k baad ye level break hoty hai aor aus k baad ais mai trade lagaty hai jaisy agar market up ja rahe hai aor kisi resistance ko break karti hai to aus k baad market aus ko retest karti hai aor aus k baad hum ko trade lagani hoti hai agar hum ais mai trade lagaty hai to ais mai hum ko jab trade lagani ho to aus ka take profit atna rakhna chaye jitna humra next resistance level par target set karna chaye agar hum ais market mai resistance aor support ko dekh k trade lagaty hai to ais mai humri trade ka stop loss kam ho ga aor take profit zayda ho ga ais tarha hum acha profit bana sakty hain.

        Click image for larger version

Name:	Resistance &amp; Support.png
Views:	4
Size:	60.9 کلوبائٹ
ID:	12325355
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Support resistance aur breakout per trade kerna

          Break Out Reversing in Support & Resistance:

          Brother apne jo bat ki he keh jese hi Support & Resistance ko break karke market phir kuch time bad revers hojati hey to isko hum Fake Break out kehtey hein.

          Fake BreakOut:

          Fake Breakout kiya hota hey isko aap deegai picture mein bhi asani ke sath dekh saktey hein yeh breakout basically jab hum kabhi bhi Support & Resistance par koi bhi trade dekh rahey hotey hein aur jese hi market uska breakout karti hey to yeh full breakout nahin hota hey balkeh yeh thori hi der bad market phir se reverse ho jati hey aur phir usy hi point par chali jati hey jahan se i hoti hey isliye isko hum Fake Breakout kehtey hein aur iski bhi apni learning hoti hey aur jo traders isko achi trha se learn kartey hein woh Fake Breakout ko bhi easily judge kar lete hein aur phir uske reverse point par hi trade kartey hein is trha se woh is mein acha profit kama lete hein Nichey deegai picture mein bhi aap asani ke sath Fake Breakout ko dekh saktey hein.

          Click image for larger version

Name:	face break out.png
Views:	1
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12325356
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Support resistance aur breakout per trade kerna

            Forex trading forum mein perfect posting and threads banane walon ka competition hona chahie aur win Karne wale ko zyada bonus milana chahie support resistance and breakout per aapko trading guidance ke liye candlestick chart baton ko study karna hoga dear Forex trading members candlestick chart pattern main aapko different bearishand bullish candles milati hai jinko aapane manipulate karna hota hai understand karna hota hai every candle havee individual perfect guidance and prediction about Forex trading market chemistry chart pattern mein different time frame use hote hain metatrader 4 main aapko maximum time frame milte hein jab ke metatrader 5 main aapko unlimited trading history and timeframe mil sakte hain lekin aap ko bonus account mein metatrader 4 terminal allowed hai ise ko study karke aap sport and resistance ko follow kar sakte ho
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Support resistance aur breakout per trade kerna

              hamy support or resistance ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey hamy aik time table bana kar is mai daily base par kam karna chahey pher hi ham apna target pora kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham isy apna life time prfeossioanl be baan sakty hain yai kabe be band na hony wala aik best business hain forex aik asa business hain jo hamy achi learning be deta hain or hamy yai achi learning be deta hain hamy is main kam karny ky liye kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain forex usa or china or new yourk main aik unique busienss hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Support resistance aur breakout per trade kerna

                forex mai hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum muafa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai apny boss ap he hoity hain hum is mai agar bager learning kjy kam kary gy to hamara account banaed ho j y ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary y to hamara account bend ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik best bussiness hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar skty ain hum is mi ful time be kam kar skty hain forex aik amm business ke nisbta acha business hain forex aik world wide or unique karbar hain forex aik unique business hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Support resistance aur breakout per trade kerna

                  forex main jitny bhi professional trader hain wo sab support aur resistance ko he es market main real analysis method kehty hain kyon ky yeh wo chez hai ju forex main kabhi bhi fail nahi ho sakti hai aur na he yeh next fail ho gee es lea support aur resistance aik asa method hai ju es market main real mana jata hai es main fail hony ki aik percent bhi chanses nahi hoty hain es lea hum ko es market main success hony ky lea es ko learn karna bohut he zroru hai phir he ap es market main success ho sakty hain es lea es main hum ko support aur resistance pay bohut ziada focus kar ky practice karna ho ga phir he ap es market main success ho sakty hain kyon ky forex market main har method he es ky bgari adhora hai aur es ky bgair forex main koi bhi strategy success nahi ho sakti hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X