December mai prices up Janey kay kitnay chances hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    December mai prices up Janey kay kitnay chances hain?
    Forex market pay December ka kaafi asar hota hai. Kiyu kay Christmass season hiota hai aur Gold ki demand barh jaatj hai jiss say trading mai bhi gold ki demand aur supply mai difference aata hai jis say gold ki prices barhta hain. Aap kay khayaal mai iss baar market mai prices up janay kay kitnay chances hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: December mai prices up Janey kay kitnay chances hain?

    Dear jaisy ap ne baat ki hai gold ki price ki to gold ki price december mai down aati hai kun k december mai christmas hoti hai aor ais ki waja se gold ki price down aati hai agar ap ne abi gold par trade lagani hai to ais ko sell karna start kar dey ais ki price down aati jaye gi aor ap ko profit ho jaye ga ais mai ap ko faida tab hi ho ga jab ap ais mai trend ko samjny gy aor aus k hisab se ais mai kaam kary gay agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai apny plan k hisab se kaam karna chaye tab hi ap ko ais mai faida ho sakta hai agar hum gold par lot choti lagaty hai aor ais market mai trade ko hold rahty hai to kabi trade loss mai close ni karni parti ais mai account par profit hi hota rehta hai gold jab range banata hai to profit mai aa jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: December mai prices up Janey kay kitnay chances hain?

      Mere Khyal Mein December main market ki moment Kafi Jyada Tej Hone Wali Hai Lekin aap yah Nahin kah Sakte ke actually Mein moment Kitni Jyada Tej ho jayegi aur yah upside per Hogi ya FIR down side per yah to depend karta hai ki Ham kis pair per trading karna chah rahe hain aur ham Ne kis pair ke analyse Kiye Hain Mere Khyal Mein Dollar aur gold ka Kafi Jyada movement dekhne Milega Agar Hamen ine chijon Ka Khyal Rakh Lenge to Kafi Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain aur apni trade be successful banaa sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: December mai prices up Janey kay kitnay chances hain?

        assalamu alaikum dear Forex trading members december mein market ke trading movement bahut fast ho jaati hai because december mein project closing ke chances bahut zyada hote hain har Bank apni closing karta hai institute organisation december mein main apne started plans projects manage and finalize karta hai jiski vajah se market mein uncertainty create ho jaati hai real Forex trading members aapko dcember and january mein bohot careful rahana hota hai strong management karni hoti hai because Forex trading market mein use movement volatility hoti hai jiski vajah se aapko account was ka samna karna pad sakta hai agar aap little bit mistake karenge to aapko bahut consequences bardasht karna padh sakte hain isliye aapko december and january mein main technical and fundamental analysis ke alava apna focus sentimental analysis and fundamental aspects par rakhna hoga
        • #5 Collapse

          Re: December mai prices up Janey kay kitnay chances hain?

          Dear friend ap ny bilkal sahe ha main ap sy mutafiq hon k is bar gold ka trend up ha abi tak umeed ha December main gold ki price up ho ge is ley humy is waqat market pe nazar rakhni ho ge or proper analysis karny k bad trading karni ho ge ho sakta ha sentimental ki waja sy gold up na jay balky nechy aa jay is ley humy ready hona pary ga har kisam ki movement k ley humy proper money management or risk management sy trading karny gy to easily kamyab hon gy is ley humy chae ha maximum knowledge or experience sy trading karny ta k easily kamyab ho sakeny agr down bi ati ha market to hum ny stop loss set kea ho ga jis sy humy ziada loss ni ho ga or hum kamyab ho sakeny gy
          • #6 Collapse

            Re: December mai prices up Janey kay kitnay chances hain?

            December main tou every year agar ap market ka chart open ker ky read kerain tou apko previous kei years ky analysis kerny per pata chaly ga ky market ky rates bahot low chaly jaty hain Jesy previous year main November main bitcoin ki price nineteen thousand dollars tak chalti hai thi lekin jab December start hua tou wohi price down hoty hoty sever thousand dollars tak ponch gai tou zaruri nehi hota ky December main agar kisi cheez ki demand increase ho jaty tou usky rates bhi increase ho jaty hain December main kuch cheezon ky rates Ho sakta hai increase bhi ho jaen jesy crude oil ki sardion main demand bhi increase ho jati hai tou ho sakta hai iski prices bhi decrease hon Isi terha due tou Christmas gold ki demand bhi increase ho jati hai tou ho sakta hai December's main iski prices bhi increase ho jaen lekin jis jis cheez ki shares hoty hain unko price hamesha December main bahot kam hoti hai ky woh shares sale kerna shoru ker dety hain tou jesy hi shares market main excessive quantity main ho jaty hai tou in ky rates automatically down chaly jaty hain
            • #7 Collapse

              Re: December mai prices up Janey kay kitnay chances hain?

              Aksar dekhne mein aisey ata he keh Gold ho ya chahe jo bhi pair ho woh taqriban uper ki taraf move karta hey aur uski wajha yeh hoti he keh saal ka end hota hey aur market mein taqriban closing horhi hoti hey jiski wjha se prices kafi up bhi chali jati hein aur uske sath sath bohot sarey pairs aisey bhi hotey hein jinki wjha se prices kafi nichey bhi chali jati hein aur yeh sab hamen market mein December mein kafi ziada dekhne ko milta hey is wjha se hamen always becarefull ho kar hi trading karni chahiye aur jahan tak bat hey GOLD ki to mera nahin khayal keh gold december mein up jaye kioun keh iska jo is waqat trend chal raha hey woh kafi ziada down ka chal raha hey aur yeh bohot hi ziada down bhi ja sakta hey jahan tak mera ilam kam karta hey.
              https://t.me/pump_upp
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                bat december ya january ki nahi hai. ap nay jab be trade karni hai kisi kay signal ko follow nahi karna hai. guess ki base pay trade ko open nahi karna hai. jab be trade karni hai kudh ap us kay analysis karain. us kay fundamental or technical analysis ki values kay time frame ko chose karain or sath main stop loss or take profit be us ka use kar kay ap apni trade ko behtar sy behtar kar sakty hain. aisi trades ko na open karain jis sy ap ko bad mai bary loss ki tasraf jana pary. koshish karain apni har trade ko bethar manage karny kay leye kudh us kay analysis karain jis sy ap ko faida ho sakta hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X