Technical traders zayda kai use karty hai trade lagaty waqat?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical traders zayda kai use karty hai trade lagaty waqat?
    Dear agar hum ne ais market mai technical par kaam kar k trade karni ho to ais market mai hum kia use kary jis se hum ko ais market mai achi trades mil jaye kun k ais market mai bahot sari cheazy hai jin ko use kar k hum ais market mai trades bana sakty hai jaisy bahot sary indicators hai trend lines hai price action hai, candle stick pattern hai ya ais mai chart pattern hai kon sa sab se best hai jis ko use kar k hum achi trades laga sakty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical traders zayda kai use karty hai trade lagaty waqat?

    Forex trading mai expert traders nay mukhtalif trading strategies ko mukhtalif name diye huay hain. Jaisay knowledge aur learning ki categories ko technical aur fundamental kaha Jata hai, analysis ko bhi technical aur fundamental ka ma'am Dia Jata hai issi tarah trading strategies ko bhi fundamental aur technical kaha Jata hai. Fundamental mai traders market mai charts pay movement say he trading kertay rehatay hain aur ziada detail mai jaa kay trades nahi kertay. Laikin technical trading mai traders terminal kay tools ko apply kertay hain jaisay time frames say trends aur analysis ker kay trading kertay hain. Isi tarah indicators aur trend lines ho ya candlesticks ya baar graphs ho sub ko he waqtan fawaqtan use ker kay trading kernay ko technical trading ka tareeka kaar kaha Jata hai. Traders ziada ter trend line aur analysis ki base pay he technical trading kertay hain
    • #3 Collapse

      Re: Technical traders zayda kai use karty hai trade lagaty waqat?

      dear in me traders sub se zeyda trend line ka use karte hain kyuke agr traders baki sub ko use kare like chart patteren or price action but thk or strong trend ka na use kare tu un ki trade profit me nehi jati ha kyuke jub market trend me nehi ho gi tu market ki movement side way me ho jati ha jaha per har strategy fail ho jati ha or traders ko loss hona start ho jata ha traders ko chahie ke wo baki sub tools ko use kare like chart patteren price action technical indicators but trend line ko ignore na kare or trend line ko apni first categories me rakhainy baki agr ap kuch ignore kar detay hain phir bhi profit milne ke chances hotay hain par trend ko ignore kiey begair ap profit nehi hasil kar sakte hain is liey traders ko zeyda trend ka use karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Technical traders zayda kai use karty hai trade lagaty waqat?

        hamy forex mai experts ban ky kam karana ho ag pher he hum passia kma skay gy forex aik acha business hain hum is mai bager pasio ky account baa kar be kam kar sakty hain hum is ma apny boss ap he hoty hain hum is mai analysis ko use kar ky kmakarn aho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik am bsiness ke nisbat acha bsines shain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik acha business hain hum is ma agar tukka system sy am kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agar lalach iban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary g to hamara account baned ho jy ga forex aik acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: Technical traders zayda kai use karty hai trade lagaty waqat?

          Dear member Forex trading mein kam karne ke liye aap do kism ke analysis use karte hain pahla hota hai technical analysis aur dusra hota hai fundamental. Technical analysis ko Forex trading mein primary hasiat hoti hai aur is analysis ko different charts aur indicator ki madad se a Hasil Kiya jata hai. Technical analysis Karne Ka tarika different traders ka different hota hai lekin agar baat ki jaaye collectively to most of trader candlestick chart pattern aur RSI aur moving averages ki madad se technical analysis karte Hain. Agar aap technical analysis karna chahe to aap different indicator ki madad se kar sakte hain lekin jab tak aapka analaysis achcha Nahin hoga tab tak aap trading mein kamyabi Hasil nahin kar sakenge.
          • #6 Collapse

            Re: Technical traders zayda kai use karty hai trade lagaty waqat?

            Dear friend forex trading main jab bi trade open karni ho to humy chae ha k hum log behtar planning or strategy sy trading karny sab sy pehly ache analysis karny or phr us k bad analysis k mutabiq take profit or stop loss istamal karny or jtna behtar ho saken hum ache learning karny or proper money management or risk management sy trading karni ho ge jtni hum behtar learning karny gy jtni hum mehnat sy trading karny to hum kamyab ho saken gy is k ley humy proper stop loss or take profit istamal ho ga to humara account safe ho ga or loss k chances both kam hon gy profit ziada sy ziada ho ga ta k hum aram sy kamyab ho saken jtni hum behtar learning karny or jtni behtar practice karny gy to hum kamyab ho saken gy or forex trading main ache earning kar saken gy sab sy ziada important technical analysis or fundamental analysis han in ko lazmi seekeny or samjeny ta k kamyab ho sakeny
            • #7 Collapse

              Re: Technical traders zayda kai use karty hai trade lagaty waqat?

              Forex market me technical analysis par depend karny waly traders bahot se technical calculation use karny ki koshish karty hey, technical analysis key popular ways ye hey,

              1. Support and resistance
              2. Price action
              3. moving average

              technical analysis be agar perfect ho aur es me kesi kisam ki weakness na ho to traders ki kamyabi esi technical calculation key base par be 100% kamyab ho sakti hay, maximum expert aur professional traders esi three types ki technical market analysis par depend karty hey, traders ko practical technical analysis se related knowledge be hasil karna chaye aur demo account ki practice be karni chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Technical traders zayda kai use karty hai trade lagaty waqat?

                hamy forex market ki movement ko achy sy samaj kar is main stop loss ko use kar ky is main sahi waqt ka wait kar ky trade open karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain aik trader hamesha market ku up or down ko achy sy learn kar ky is main trade lagta hain agr ham is main emotional ho kar is main greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain hamy tense nahi hona chahey hamy loss ko cover karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain agr ham loss ko in time cover nahi kary gy to hamara account be block ho sakta is main market ka yai hamary brokers ka koi be balme nahi hota yai aik aam job ki nisbat boaht hi acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Technical traders zayda kai use karty hai trade lagaty waqat?

                  Hamen frocks market ki movement ko acche se Samajh Kar ismein stop loss ko use Karke ismein Sahi Waqt Ka wait kar ke trade open Karni chahie FIR hi Ham Kamyab ho sakte hain aur Achcha bonus Hasil Kar Ke market mein Run kar sakte hain aur Achcha bonus Hasil kar sakte hain 1 trade Hamesha market ko up aur down ko acche se lana Karke ismein trade Lagate Hain Agar Ham ismein emotional hokar ismein greedy Bankar kam Karenge To Hamen loss ho sakta hai Hamen tension Nahin Hona chahie Hamen Los ke cover karna chahie FIR hi Ham loss se but sakte hain Agar Ham loss ko ine Time cover Nahin Karenge To Hamara account bhi block ho sakta hai ismein market Ka Yahi Hamare brokers ka koi bhi Balam Nahin Hota yah Ek Aam job ki nishpatti bahut hi Achcha business hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical traders zayda kai use karty hai trade lagaty waqat?

                    Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Hamen Surat market ki movement ko acche se Samajh Kar ismein stop loss ko use Karke ismein Sahi Waqt Ka wait kar ke trade open Karni chahie FIR hi Ham Kamyab ho sakte hain aur Achcha bonus Hasil kar sakte hain market Mein Rang kar sakte hain aur accha bonus Hasil kar sakte hain Ek trade and trader Hamesha market ko up aur down ko acche se learn Karke ismein train lagata hai agar Ham is Mein emotional hokar ismein greedy band kar rahe kam Karenge To Hamen loss ho sakta hai Hamen tension Nahin Hona chahie Hamen loss ko cover karna chahie FIR hi Ham loss se Bach sakte hain Agar Ham loss ko intime cover Nahin Karenge To Hamara account bhi block ho sakta hai ismein market ka yah Hamare brokers ka koi bhi blame Nahin hota hai yah Ek Aam job ki Achcha business hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X