Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?
    Ham forex market main investment ker ky bhi trade kerty hain aur forum sy bonus hasil ker ky bhi ham jab bonus sy trade kerty hain tou ham acha profit bhi hasil ker sakty hain lekin jab ham forex market main investment ker ky trade ker rehy hoty hain tou ham phir successful trade nehi ker sakty ky zyada trades main hamain loss hota hai tou ham bonus per jab achi trade ker sakty hain tou investment per achi trade kyun nehi ker sakty?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?

    Nahe dear aisa ni hota hum jab ais market mai learning kar lety hai aor aus k baad ais market mai investment karty hai to aus se phly hum ais market mai plan banaty hai k ais market mai kaam kaisy karna hai agar hum ais market mai plan banaty hai aor aus k hisab se trade karty hai to ais market mai acha profit bana sakty hai magar jab hum apni investment karty hai to hum ko ais mai sab se phly jo profit ho wo withdraw karwa k apni investment wapis leni chaye aus k baad ais market mai kaam karna chaye aus par hum ko agar loss bhi ho jaye to hum ko ais mai atna dukh ni hota kun k ais market mai hum jab trade karty hai to aus par hum risk lety hai agar aus par loss ho jaye to hum aus ko recover hi karty rahy gay.
    • #3 Collapse

      Re: Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?

      Forex trading mai kuch concepts aisay hain jinn pay jitni bhi baat ya behas ki jaey unka asar bohat gehra aur purana honay ki wajah say khatam he nahi ho pata hai. Aisa bilkul ghalat concept hai aur koi bhi trader jab apnay aap ko under estimate ker kay baat kerta Hai tou uss kay muh say yehi nikalta hai kay apni investment say trading bohat mushkil haianur uss say loss he hota hai. Haalakay apni investment ho ya pak forex forum ki posting ka monthly bonus jo sub aik he hai Agar monthly bonus say achi trading ho jaati hai tou wohi achi trading apni investment say bhi tou ho jaati hai. Iss liye traders ko aisi baat bilkul nahi sochni chaiye kay apni investment say koi masla ho sakta hai.

      Forex trading business mai koi kaam mushkil nahi hota Agar usay seekh kay aur samajh kay ker Lia Jaey aur trader kay liye trading tou mushkil ho nahi sakti kiyu kay woh hamesha seekhtay he trading hai aur ye unka profession hota hai. Jiss ki unkay paas mukammal learning aur training hoti hai. Iss liye apni investment ho ya bonus ho ya kisi ki investment ho trading bilkul mushkil nahi hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?

        bhai jan hamary liye investment par trdaing karna tab mushkil hota ai jub hum trading achi trha karty nahi hain aghr humari trading achi hogi tu humain kisi bhi invest se trading karna mushkil nahi hoga es liye apko chahye ka p jis invest se traing kar rahy hain achi or miyai karen q k jub hum trading ki baility strong kar k trading karengy tu hmain apni tading main loss hony k chnaces kam hongy or humain apni trading main profit bhi acha mil jay ga es liye hmain chahye k apni trading main invest otna karen jis se hmain faida mily or loss hny par kam loss he ho zyda na ho ayse tarading karny se hmain trading ka expiernce achy se mil jata hai or hum apni trading main successful bhi ho skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?

          Apni investment par trade karna q mushkil:

          Apne bohot hi achi bat ki hey aur waqai bohot sarey aisey traders hein jo keh apni investment par trade karne se bohot hi ziada dartey hein aur bonus ke ilawa unkeliye bohot hi ziada mushkil hoti he keh woh apni investment se trade karen iski jo sab se bari wajha hey woh hamara Lack of knowledge & Experience hi hota hey kioun keh jab hum achi trha se learning nahin kartey hein to phir hamen apne uper acha confidence bhi nahin hota hey aur hum bohot hi dar dar ke is mein trade kartey hein keh kahin hamen is mein loss na ho jaye aur isliye hum jab achi trha se learning kartey hein to hamare ander alwasy khouf hi rehta hey isliye hamen chahiye keh hum apne ander confidence peda karen takeh hum is mein real money bhi invest karne se kabhi bhi na daren aur easily is mein achi trha se apni investment ke sath bhi work karne ka hosla rakh saken uske liye hamen achi trha se mehnat karni chahiye.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?

            Forex trading kay liay jo investment ki zarorat hoti hay woh USD main honi chahiay kun k world main all countries main jo bhi international trading hoti hay woh US dollar main hi hoti hay agar trader kisi currency ko buy karta hay to usay selling kay liay USD ki zarorat hoti hay yeh lazim nahi hay k Forex trading kay liay USD hi ho lakin USD say trading karnay kay fawaid ziada hain. Ab agar kisi Pakistani ko trading kay liay 1000$ ki zarorat ho to us kay pas etni raqam boahat mushkil say hoti hay kun k 1000$ taqreban 150000 Pakistani Rupees kay barabar hain aor aik aam admi kay liay etni investment bohat mushkil hay jab k Forex trading aik risky business hay jes main profit ki nisbat loss honay ka chances ziada hain es liay traders ziada risk nahi laitay aor investment ki bajay bonus say trading ko importance daitay hain. All Forum members ko bhi yahi koshish karni chahiay k woh achi posting kar kay acha bonus hasil karain aor aor phir es say trading karain lakin es kay liay Forex ka knowledge, learning and strong experience ka hona bohat zarori hay.
            • #7 Collapse

              Re: Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?

              Apnj investment sy ham fail qn ho jaty hain. Or bonus mn trade jr k ham profit kesy hasil kr lety hain. Hona to ue chahye k ham investment kr k bhi acha profit lena chahye. To mn apko btata hon bhai k trade ik risk hy jab ham bonus py kr rhy hoty to ham ny apni pocket sy to pes ni lgagaya hota to ham bary dlair ho k achy achy risk ly jaty hain. Jis ki wja sy ham profit bhi hasil kr lety jab ham investment krty hain to us k bad jo log darty hi rehtu hain k kahen loss na ho jaye to wo maximum loss mn hi jatu qn k wo khul k risk ni letu.
              Is k ilawa ik or factor wo ye hy k agr training sai na ho analysis achy n hon to ham ny loss hi krna hota hy .hamen chi training k bad hi invest krna chahye.
              • #8 Collapse

                Re: Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?

                Nahi bro main apki bt ca bilkul b etfaq nahi krta q k bounce b actually hmara paisa e hota ha Jo hm chahy tu with draw b krva skty hn mgr jb hm trade krty hn tu ya hmary Lea profit aur loss dono ka sabab bn skta ha profit aur loss ka taalak deposit ki hoi rkm ya bounce ca hasil hony wali rakm ca nahi ha balky hmary knowledge, experience,aur sources of information ca ha.
                Agr hum mukammal twaja ca fundamentals, experts opinions aur market news or Nazar rakhty hovy trade krty hn tu yakeenan wo trade ap chahy bounce ca kryn ya deposit ca ap k Lea profit able ho gi .
                Aur agr AP jalbazi aur greedy ho kr bina learning process ca guzry directly trading pa a jaty hn tu AP chahy bounce ca kary ya deposit ca ap loss ca ni bach skty.
                Es Lea ais koi b khyal k bounce Jo k forum ki trf ca dea jata ha ca trade asan ha ya hamesha profit hi dy gi aur deposit ca ki hoi trade loss hi dy gi ya bikul Galt ha q k forex ek live business ha es Lea koi b prediction tu kr skta ha mgr 100 % darust ni kh skta k aisa hi ho ga.
                So aise kesi b soch ca dor rehty hovy forex men full learning process ca guzr kr trading men ana chahea.
                الحمد لله رب العالمين

                • #9 Collapse

                  Re: Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Soldier پيغام ديکھيے
                  Ham forex market main investment ker ky bhi trade kerty hain aur forum sy bonus hasil ker ky bhi ham jab bonus sy trade kerty hain tou ham acha profit bhi hasil ker sakty hain lekin jab ham forex market main investment ker ky trade ker rehy hoty hain tou ham phir successful trade nehi ker sakty ky zyada trades main hamain loss hota hai tou ham bonus per jab achi trade ker sakty hain tou investment per achi trade kyun nehi ker sakty?
                  Dear friend forex trading main jab hum investment kar k trading karty han to humary apny pasey lagy hoty han to humy tension rehti ha k humary pasey zaya ho jany gy isi dar main humara loss hota ha jis ki waja sy loss hota rehta ha is ley humy proper money management or risk management sy trading karny gy to humy loss ni ho ga is ley jab bi investment karny to proper stop loss or take profit istamal karny gy humy loss ni ho ga is ley hum lalich na karny or ache trading kar k ache earning kar sakty han agr hum fresh mind k sath ache trading kar sakeny or koi bi tension na lan ta k free ho trading kar sakeny gy forex trading main hum log ziada sy ziada ache earning kar sakty han or forex trading main ache earning kar k kamyab ho sakty han investment karny ya bounce pe trading karny gy to fresh mind k sath hum log kamyab ho sakty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?

                    Ap ny bot acha question kea hy mgr m ap ki bt sy mutfiq ni hon q k investment ham jin pason ki karty han wo b hmary apny hoty han or bonus jo k ham ny forex forum sy hasil kia hota hy wo b ham din rat mehnat kr k hasil krty han is wja sy hmary liay investment or bonus dono ka pasa hmara apna hota hy hmari mehnat ki kmai hoti hy or ye bt to hy hi galt k ham forum k bonus sy earning hasil karty han or apni investment sy earning ni kr skty apni investment kr k ham koi b trade open karty han to loss hota hy asa bilkal ni hota ham investment py b zyada achy treqy sy trading karty han or bonus py b q k hamy pta hota hy k ham ny investment or bonus dono ka pasa mehnat kar k hasil kia hy to ham soch smj kr ahtiyat sy trading karty han or kbi acha profit hasil karty han or kbi loss b karty han loss or profit dono trading ka hisa han
                    • #11 Collapse

                      Re: Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?

                      Nahin kiya Aisa Nahin Hota Ham Jab is main market Mein learning kar lete hain aur uske bad is market Mein investment Karte Hain To usse pahle Ham is market Mein plan banate hain ki is market Mein kam kaise karna hai agar Ham is market Mein player manate hain aur uske hisab se trade Karte Hain To is market Mein Achcha profit banaa sakte hain Magar Jab Ham Apne investment Karte Hain To Humko is Mein sabse pahle Jo profit Ho vah video Karva ke apne investment Wapas leni chahie Uske bad is market Mein kaam karna chahie use per Ham Ko Agar loss bhi ho jaaye to Humko ismein Itna Dukh Nahin Hota Kyunki is market Mein Ham Jab trade karte hain to use per Ham risk lete hain Agar use per loss Ho Jaaye To Ham usko recover hi karte rahenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Investment per trade kerna hamary liay bahot mushkil kyun hota hai?

                        g han dear forex main jab ham zati tor par apni investment karty hain tu uss main ap ky mind main ziada presure hota ha ky kahin ap ka capital na lose ho jay jiss waja sy ap emotions main aa jaty hain aur ap ko loss ho jata hai es lea es say bachny ky lea ap ko bonus par he trade karni chaheay bonus account ka yeh faida hay ky ap y mind main koi bhi presure nahi hota hai jiss say ap easy ho kar bgair kisi tention ky trade kar sakty hain mere sath bhi asa he hota tha jab bhi main real main investment karta hai tu wo account wash ho jata hai mager jesy main he forum pay kam kr ky bonus lay kar trade karta houn hn tu wo meri trade success rehti hai es lea main ab bonus account main he kam krta hun kyon ky forex main jiss method ay ap ko profit milta hai ap ko usi say he kam karty rehna chaheay ap ko method change nahi karna chaheay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X