kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??
    hello friends ap sab sy aik advice laina chata hun ager main bank say loan kar forex main big investment karon tu kia yeh mere lea acha sabit ho sakta hai ya nahi kia kisi bhai nay bank say load lay kar forex main investment ki hai ya nahi sab dost apn apni story btain ky asa kisi nay kia hai ya nahi kia ham asy kamyab ho sakty hain forex main achi invest karny say hamain acha profit bhi mil sakta hai ap kia kehty hain es ky bary main please guide karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??

    Forex market main investment bahot bara risk hai ky agar ham apni amount forex market main invest kerty hain tou ham bahot kam risk lain gy ky trade continue rehy aur hamain investment per kuch profit hasil hota rehy lekin agar ham bank sy loan ly ker forex market main invest ker dety hain tou jab ham forex market main trade continue kerain gy tou ham phir koshish kerain gy ky hamain short time main itna profit hasil ho jaey ky ham loan return ker sakain tou jab ham bara risk lain gy tou hamain bara loss bhi ho sakta hai tou agar apky pas personal amount avialable hai tou ho problem ap forex market main investment ker ky trade ker lain lekin bank sy loan ky ker forex market main investment kerna bahot bara risk hai ky forex main earning ki guarantee nehi hoti ky kisi waqat bhi account wash ho sakta hai tou phir loan return kahan sy kerain gy isky elawa bhi jab hamary pas pak forex forum jesa investment source available hai tou hamain bank sy loan leny ki Kia zarurat hai hamain forum main mehnat ker ky acha bonus hasil ker ky trade ker leni chahiay ky hamain loss per bhi koi problem nehi hoti lekin profit hasil ho tou ham withdraw bhi kerwa sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??

      Business koi bhi ho iss mai kabhi bhi bank say loan lay kay investment nahi kerni chaiye. Kiyu kay loan say start liye gaey business kabhi bhi faidaar nahi hotay aur na he Un say achay profits liye jaa saktay hain. Business wohi acha aur paidaar hota hai aur profit able bhi hota hai jiss mai apni investment he ho. Is sliye ye baat traders ko. Bilkul zehan say nikaal laini chaiye kay kabhi loan loan kay trading mai invest kerna hai. Agar achay tareekay say samjha jaey tou instaforex nay aisay sub maslay jo kisi bhi trader ko investment kay silsalay mai aa sakta hain wo solve kiye huay hain. Jaisay kay pka forex forum hai is kay monthly posting bonus ko he daikh Lia jaey tou iss sy behtar option investment ka nahi hai. Forum pay members mehnat say 500$ plus bonus bhi laitay hain jiss say bohat achi trading ho sakti hai. Phir instaforex trading kay liye 500$ bonus balance ka account bhi daita hai jis smai investment ki zarurat he nahi hai. Isi Tarah Agar insta forex kay real trading accounts mai 100$ bhi invest ker liye jaey tou uss pay bhi 1st deposit bonus aur degar bonus Mila kay he wo 200$ tak chala jaata hai. Jin traders nay forex mai kaamyab hona hota hai wo inn mai say kisi aik bonus say bhi kaamyab ho jatey hain aur jo kisi bhi kisam kay loan kay intezaar mai rehtay hain wo kabhi successful bhi nahi hotay hain
      • #4 Collapse

        Re: kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??

        Nahe dear aisa ni karna chaye ap ko pata hai k forex market mai bahot hi zayda risk hai aor ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai sirf wohi paisa invest karna chaye jo hum se agar loss ho jaye to masla na ho agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ais market mai ye dekhy k agar hum ais mai kisi se loan le k kaam karty hai to humri koi bhi trade loss mai jati hai to hum ko tension hoti hai aisi liay hum ko agar ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye ais tarha hum ais market mai asani se acha profit bana sakty hai aor ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai loss ho sakta hai ye phly mind mai rakh k kaam start karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??

          dear main ap ko zati tor par yehi advice karon ga ky ky forex main ap ko bank say loan lay kar kabhi bhi trading nahi karni chahea kyon ky forex aik risky market ha jiss main kabhi yeh galti nahi karni chahea kyon ky ager ap ko loss ho jay tu ap ko double nuksan ho sakta hai ap nay loan bhi dena hota hai aur phir ap nay loss bhi recover karna hota ai es lea forex kabhi udhar paker kar ya laon lay kam nahi karna chaheay profit ky sath sath ap ko loss ko bhi dekh kar trading karni chaheay forex main jitna profit hota ha us tara say los bhi ho sakta hai es lea ap ko laon lay kar kam nahi karna chaheay loan lay kar wo kam karna chahea jis ki ap ko 100 percent grenty ho aur wo kam phycally ho phir he ap us main kamayab ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??

            Bank se loan lekar investment:

            Dekho dost bank se loan lekar agar aap is mein investment kartey hein to yeh pehle se hi Sood mein ata hey bank ka sara nizam aur mere jitne bhi janne wale hein jinhon ne bank se loan lekar is business mein invest kiya un sab ne loss hi kiya hey kioun keh woh aik to depression ka shikar hotey they keh humne sood bhi dena hey aur bank ki kist bhi deni hey aur is wjha se woh loss ko accept nahin kartey hein aur just profit ke chakron mein hi parey rehte they kioun keh unke uper tentino hoti thi pesa wapas karne ki aur dusri bat yeh he keh jo karobar sood ke peson se start kiya jaye us mein koi barkat nahin rehti hey aur na hi woh kamiyab rehta hey isliye hamen chahiye keh hum sood ke peson se always ignore karen aur is mein always achi trha se mehnat karen Halal kamayen aur koi Committee waghera daal len aur us commitee ke nikalne tak demo account par achi trha se practice kartey rahen jese hi commitee nikel aye ap is mein invest kar den is trha se aap bohot hi relax feel karengey aur achi trha se trading kar sakengey.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??

              Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy hamy forex m direct loan ly kr investment ni krni chaiy myra apna zati tjarba hy k start m hmary pas knowledge or experience ki kmi hoti hy jis ki waja sy ham achi trading ni kr paty ham new hony ki wja sy smjty han k forex aik easy business hy jb k forex aik difficult or risky business hy is m hamy successful hony k liay bot zyada mehnat ki zarort hoti hy hamy phly achi tra demo account bna kr us m practice kr k experience hasil krna chaiy phr pak forum join kr k us m kam kr k acha knowledge or learning hasil krni chaiy pak forum sy ham knowledge k sath sath acha bonus b hasil krty han jis m trading kr k ham profit hasil Kar sakty han hamy phly pak forum m kam krna chaiy phr investment kr k trading krni chaiy
              • #8 Collapse

                Re: kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                hello friends ap sab sy aik advice laina chata hun ager main bank say loan kar forex main big investment karon tu kia yeh mere lea acha sabit ho sakta hai ya nahi kia kisi bhai nay bank say load lay kar forex main investment ki hai ya nahi sab dost apn apni story btain ky asa kisi nay kia hai ya nahi kia ham asy kamyab ho sakty hain forex main achi invest karny say hamain acha profit bhi mil sakta hai ap kia kehty hain es ky bary main please guide karain.
                Dear friend humy bank sy loan ni lana chae ha balky kisi sy bi loan la k trading ni karni chae ha or humary pass jo saving ho to us ki bi 50 percent sy ziada investment kabi bi na karny q k forex trading both ziada risky business ha is main humari aik galti humy maximum loss puncha sakti ha is ley humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha or ziada sy ziada mehnat kar k knowledge or experience hasil karna chae ha analysis karna seekeny chae han ta k hum jtni bi investment karny to us ko safe rakh sakeny or ache earning kar sakeny is sy hum easily successful ho sakty han is ley humy forex trading main knowledge or experience maximum karna ho ga tab he hum log kamyab ho sakty han mara mashwara yehe ha k ap kabi kisi sy bi or khas tor par bank sy loan na lan
                • #9 Collapse

                  Re: kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??

                  Dear Meri Nazar Me Tou Nai Hay Q Ke Aese Karne Me Risk Hay Or Bad Me Bohat Dukh Or Loss Hota Hay. Ye Kam Wo Banda Karey Jo Ya Tou Expert Ho Forex Me Ya Phir Wo Band Jo Forex Me Trading Jo Juwa Ki Tarha Khelraha Ho Means Ke Wo Invest Karey Double Kilalach Me Agr Loss Ho Tab Usey Koi Fikar Na Ho.Otherwise I Think 1 Normal Bnda Invest Karey Or Usey Loss Ho Tou Wo Waqti Tou Per Hee Sai Magar 1 Sadma Hoga. Q Ke Wo Paisey Mehnat Ke Hongy.
                  # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??

                    dear trader Forex trading business Ek bahut hi profitable business hai agar Ham bank se loan Lekar investment Karen To Ham acchi earning Kama sakte hain Magar earning ke liye hamare pass Jyada experience aur knowledge Ka Hona bahut jaruri hai without knowledge or experience Ham kabhi bhi achi investment nahin kar sakte isiliye koshish karen ki Forex form ke through knowledge Hasil Karen aur Dam account per Jyada Se Jyada practis Karen aur iske sath Apne bonus to increase Karen bonus se trade karne se Hamen bahut jyada fayda hota hai Kyunki Is Tarah Hamari knowledge mein bhi izafa Hota Hai aur Achcha experience Hasil ho jata hai Kyunki Forex Param Mein senior traders Apna experience share Karti Hain jisse Hamen bahut jyada help hoti hai bank se loan Lekar investment karne mein koi bhi masla nahin hai Hamen Agar knowledge aur information Hai To Ham easily trade order lagakar acchi earning Hasil kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                      kia ham ko bank say loan lay kar forex main investment karni chahea ??<br />hello friends ap sab sy aik advice laina chata hun ager main bank say loan kar forex main big investment karon tu kia yeh mere lea acha sabit ho sakta hai ya nahi kia kisi bhai nay bank say load lay kar forex main investment ki hai ya nahi sab dost apn apni story btain ky asa kisi nay kia hai ya nahi kia ham asy kamyab ho sakty hain forex main achi invest karny say hamain acha profit bhi mil sakta hai ap kia kehty hain es ky bary main please guide karain.
                      Ji ap nay bohat hi acha question kia hay. Maira es baray main zati khial yeh hay k bank say loan lay kar kabhi bhi Forex trading nahi karni chahiay yehni kabhi bhi Forex main invest nahi karna chahiay kun k Forex aik risky business hay jes main kisi bhi time kisi bhi wajah say loss ho sakta hay aor es wajah say sari ki sari investment bhi wast ho sakti hay agar yeh investment bank say loan lay kar ki gai ho gi to es condition main jab trade loss main ho aor tamam ki tamam investment wast ho gai ho gi to bank ko kahan say loan ki repayment karain gay? aisi condition main saway tension kay aor kuch hasil nahi hoga aor bank loan ko ada karnay kay liay ya to kahen say mazeed loan laina paray ga ya phir koi aor mushkil arrange karna paray ga es liay har soorat main koshish karni chahiay k bank say loan lay kar trading nahi karni chahiay. Agar Forex trading kay liay trader kay pas koi money nahi hay to usay chahiay k Pak Forex Forum ko join karay aor us main posting kar kay bonus hasil karay aor phir usi bonus say trading karay aor kamyab ho kar big profit earn karay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X