Market mai analysis k time par kitny indicators aik sath use karny chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market mai analysis k time par kitny indicators aik sath use karny chaye?

    Forex trading market mai traders ko technically bohat strong hona parta hai. Forex trading business physical kisi kisam ki bhi requirement ya demand nahi kerta hai. Aur na he iss mai koi aisi physical activity hai jo trader ko kerno hoti hai kiyu kay yeh aik purely online business hai jisay kahi say bhi baith kay kia jaa sakta hai. Forex traders ko sirf mentally involve hona hota hai. Takay market ki situations ko samajh kay uss kay mutabiq he actions liye jaa sakey. Forex traders ko analysis ki zarurat her waqt rehti hai takay woh market ki her movement ko pehlay say he samajh sakey aur uss kay liye ready rahain. Analysis kay liye trading terminal kay charts pay time frames ko ziada scale mai ker kay pehlay trends ko daikhna hota hai aur uss kay baad Agar trader mazeed help laina chahay tou indicators bhi trading terminal pay available hotay hain unhain apply ker sakta hai. Indicators mukhtalif kisam kay hotay hain Jin relative strength indicator aik acha indicator hai uss kay elawa fibonacci bhi apply ker kay analysis mai help mill sakti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market mai analysis k time par kitny indicators aik sath use karny chaye?

      Assalamu Alaikum bilkul nlcs ke sath aap Jab kam Karte Hain To vah aapke liye bahut hi Behtar hota hai Kyunki aap Agar training kar rahe hain to acche NLC Ka Hona bahut jaruri hai aur jab aap kam Karte Hain To vah indicators yah Jaruri Nahin ki aap 3 4 indicator use Karen aap ek hi currency per focus Karen aur Har chart open karne alag alag aur UN per alag alag indicators ko open Karen aur UN Sabhi indicators ko Dekhenge market ka trend kis Taraf vah bata rahi hain aur use indicators ke hisab se jawab reading Karenge tabhi aapko accha benefit Hoga aur tabhi aap ek Kamyab arachi train Le sakte hain to isliye acchi Tarah Se Dekhen market ko aur Market ke trend ko Maloom Karen jisse aap bahut hi accha profit Hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Market mai analysis k time par kitny indicators aik sath use karny chaye?

        Assalamu Alaikum dear friend market Mein analysis karne ka aapko Main Ek simple HAL batao batao Jisko professional log use karte hain aur Main Axis credit Ke Chat dekhte hain vah to vah hote hain simple chart jismein sirf chart hota hai aur train line Lagi Hoti Hai Ek expert Hamesha sabse pahle daily chart per market current Dekhenge Jigar ko turant Hoga vah Apne analysis ko bhi Usi Taraf Dekhenge aapko apni Chahat Ko Jitna Jyada clear Rakhenge aapko utna hi jyada fayda Hoga utna clear market ka train Nagar aaega Jo news hote hain vah Chat pe indicator ko Bhar lete hain FIR indicator hi Najar Aata Hai Chahat Nahin Najar Aata Hai jisse Fir Bhi unke analysis fail ho Jaate Hain aur FIR koi Aur dhundhte Hain agar aap simple chart Rakhenge to aapko market Katra and saaf Najar aaega aur simple trading Mein Hi aapki Bin Jyada hoti hai isliye Apna chat clear Karke kam Karen aur friend Mein kam Karen FIR aapko Kisi chij Ki need Hogi
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Jab ap nay trade open karni ho tu woh ap pay depend karta hai kay ap nay lot size kiya chose karna hai us kay leye ap risk management kar kay rahk lain kay aik time mai kitni trades open karni hai or phir ap nay ager long ya short term trade karni hai tu woh us ka time frame lay lain or us kay bad ap apni trade ko open kar sakty hain. ap ka time frame sy pata chalta hai kay ap ki trade short term hogi ya long term hogi us ki base pay ap analysis kar kay apni trade kar sakty hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X