Day trade k liye best indicator konsa hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day trade k liye best indicator konsa hy?
    Asslam o alaikum dear friends please mujhy ye btayen k day trade kiya hy. Or is k liye sab sy acha indicator konsa jisko istmal kr k ham profit hasil kr saken. Day trade k benefits kiya hain. Or kin kin chizon ko made nazar rakh k day trafe krni chahye. Apny apny experience share kren ta k new members ko achy sy acha knowledge mil saky. Shukrya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Day trade k liye best indicator konsa hy?

    Dear trading day ki ho ya night ki donoun kay lye aik hi qisam kay indicators use hotay hain day trading aur night trading kay lye koi alag sae indicators nahin hain lakin aap ko chahyea kay aap trading kay lye bahtareen indicators ko choose kerain ta kay aap ki trading achi ho aur koi indicator aap ko future movement ka nahin batata iss lye aap totally indicators.per hi depend nahin ker saktay iss lye aap kay trade kay lye markey kay analysis bhi achay honay chahyeain kyun kay agar aap nay markwt kay achay analysis kye hoon gay aur achay indicators ki madad sae aap nay trade lagai ho gi tou aap ki trade bahut zayada kamyab ho gi aur aap ko bahut zayada income ho gi aur aap forex sae bahut zayada faiday hasil ker saktay hain iss lye aap forex mein mehnat sae kaam kerain aur kamyabian hasil kerain
    • #3 Collapse

      Re: Day trade k liye best indicator konsa hy?

      Day trading aur uske liye indicator:

      Day trading se murad hey daily ki trading aur bohot sarey traders aisey hotey hein jo keh Day trading mein Daily ki candles par hi work kartey hein kioun keh forex market mein agar hum D1 ka chart open karen to wahan par humko daily aik hi candle dikhai deti hey aur agar aap achi trha se analysis kartey hein aur apke pas acha knoweldge hota hey to aap Daily ki aik hi candle ke Uper and Nichey pending order laga detey hein aur phir us ko breakout hone ke bad us trade ka target and Stop loss set karke uska wait kiya jata hey aur Day ke akhir mein jakar us trade ko close kar diya jata hey isko hum Day trading kehtey hein yeni keh D1 par trading aur aik hi din mein trade ko khatam karna hota hye, iskeliye different indicators ko traders use kartey hein aur iske liye jo best hey woh hey Candlestick ke barey meain achi trha se knowledge & Experience ka hona tab hi aap easily day trading kar saktey hein.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Day trade k liye best indicator konsa hy?

        Dear ais market mai bahot sary indicators hai jin ko hum use kar sakty hai aor achi trades laga sakty hai magar jaha tak mainy ais market mai dekha hai k hum agar ais market mai bollinger band ko use karty hai aor ais mai time frame thora kam use karty hai to ais mai hum ko jo trade milti hai to aus par hum apni trade par acha profit bana sakty hai aor humri trade ka take profit aik hi din mai hit ho jata hai agar hum ais market mai zayda bary time frame par trade lagaty hai to aus par hum ko jo trade milti hai aus ka take profit 2,3 din laga deta hai ais liay hum ko bollinger band use karna chaye aor aus par trade kar k daily ki trades close kar deni chaye ais tarha hum asani se intraday trading kar sakty hain.

        Click image for larger version

Name:	Bollinger Band.png
Views:	4
Size:	57.8 کلوبائٹ
ID:	12325291
        • #5 Collapse

          Re: Day trade k liye best indicator konsa hy?

          Day trading best indicators

          Short term ki trading key ley agar single indicator par be depend kia jaye to short time base par market ko technically analysis karna asaan ho jata hay magar day trading karny key ley single indicator par depend karna hamari ghalti be ho sakti hay, day trading key ley hamesha hi multiple indicators par depend karna chaye,

          1. RSI
          2. Simple Moving average

          ye 2 esy indicators hey jes ko expert traders day trading key ley hi use karny ki koshish karty hey, RSI key sath agar simple moving average indicator ko use kia jaye to long term trading me acha result de sakty hey,

          1. Support and resistance level indicator
          2. MACD indicator

          day trading key ley support and resistance level indicator aur MACD indicator ka hona be apni ehmeyat rakta hay ye app par depend karta hay jes 2 indicators ko app market analysis karny key ley acha samajty ho app ko combine kar key esy multiple indicators ko use karna ho ga.
          Click image for larger version

Name:	Best-Day-Trading-Indicators.png
Views:	1
Size:	434.4 کلوبائٹ
ID:	12325298
          • #6 Collapse

            Re: Day trade k liye best indicator konsa hy?

            forex main indicators ki bohat hi zada value hain hamy isko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamayba ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain or market main run kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham isy apna life time professioanl be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik unique business hain forex usa or china or new yourk main aik unique business hain or yai pakistan main be aik legal business ban cuka hain is main hamara koi boss nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: Day trade k liye best indicator konsa hy?

              dear first of all to hamko is markeet main kisi bhi kisam k indicators main kaam nai karna chaye qk jub ham kisi k sath kaam kariangayto wo hamko ghalt bhi bataiga to ham us main enter ho jayengay aur agar ham is niat say kaam kariangay to hamko koi khaas knowledge nai milayga is liye better yahi hay k ham markeet main kaam ko mannualy tareekay say karain aur jitna ho sakta hay ham in indicators in robots aur tamaam tukkay aur lalach ko khatam kark markeet main kaam karin jo thora dair tak iska proseegar jayega laikin us say faida yeh hoga k hamko iska knowledge hamesha k liye mil jayega is liye hamko kisi kisam k indicators ko is tarha say use nai karna chaye k yeh hamaray liye koi museebat ban jayen aur ham ko in k baghair kaam na karnay ki adat ban jaye.
              • #8 Collapse

                Re: Day trade k liye best indicator konsa hy?

                agr ham is main day trade lagana chahty hain to hamy achy indicators ko use karna chahey hamy is main acha or alla qualites kam karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kr ky marekt main trade laga sakty hain forex aik asa business hain jis main agr ham greedy ban kar market ki movement aganist kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main makret ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota loss hamy apni hi galtio ki waja sy hota hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham los sy bach sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain forex aik bohat bara business han is main usa or china or new yourk jesy bary bary mumalik samil hain
                • #9 Collapse

                  Re: Day trade k liye best indicator konsa hy?

                  Day trading se Murad yah hoti hai ki Ham jo bhi tradeplace karen to wah short time ki ho is mein aisa bhi ho sakta hai ki aapki trade ek ghante mein bhi close ho sakti hai ya vah over the night bhi ja sakti hai lekin aapko short trading karne ke liye indicator ko short mein check karna hoga. Misal ke taur per agar aap chahte Hain ki Main day trading karun to aapko jitne bhi charts hain ya indicator hain unko short time yeni 4 hrs ya one day ke hisab se read-out karna hota Hai aur aap in ko so weeks ya month ke charts mein Nahin analyse kar sakte.
                  Daytrader ke liye sabse buniyadi indicator yah hote Hain.
                  1. Relative strength index.
                  2. Moving averages.
                  3. MACD indicator
                  Iske alava be different traders apni capability ke hisab se different indicators ka istemal karte Hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Day trade k liye best indicator konsa hy?

                    forex mai hum trade laga kar munfa kama sakty hain hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga forex paksitan legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai pairs maai or currncy mai kam kar sakty hain hamy expert ban ky is mai risk lena ho g a forex ma indcators ke bohat value hain hamy RSI indicator ko use kar ky kam karna ho ga per he hum munfa kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex jasa koi or business nahi hain is mai dunay ky bary bary mumalik ivovle hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X