Equity, Margin and Spread main kia farq hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Equity, Margin and Spread main kia farq hay?
    Forex trading main aam tor par chand aik terms use hoti hay jen main say Equity, Margin and Spread shamil hain mara ap sab say sawal hay k en sab main kia farq hay aor en ki Forex trading main kia importance hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Equity, Margin and Spread main kia farq hay?

    Forex market main successful trade kerny ky liay hamain forex ki complete learning pehly ker leni chahiay then hamain market main investment ker ky trade kerni chahiay hamain pata hona chahiay ky equity Kia hai margin Kia hai aur spread Kia hai ky ham isi ky mutabiq trade continue ker sakain jesy

    EQUITY

    equity hamara real and remaining current balance hota hai ky ham forex market main jab koi trade open kerty hain tou actual balance ky sath equity bhi show ho rehi hoti hai jo open trade main running profit ya loss ky sath increase and decrease ho rehi hoti hai ky hamain pata chal jata hai ky hamara trade open kerny sy pehly itna balance tha ab open trade main profit ya loss chal raha hai tou hamara remaining balance hamain equity main show ho raha hota hai

    MARGIN

    Margin Asal main hamari authorisation hoti hai ky hamary pas running trade ky elawa koi trade open kerny ki authorisation hai ya nehi ky agar hamara margin zyada ho tou ham mazeed trades bhi open ker sakty hain lekin remaining margin minus main chala jaey tou ham phir mazeed trades other pairs main bhi aur same direction main same pair main bhi open nehi ker sakty sirf kisi pair main hedging ker sakty hain tou agar margin kam ho tou hamain zyada trades bilkul bhi open nehi kerni chahiay ky bahot jald account wash ho sakta hai

    SPREAD

    Spread broker ka commission hota hai jo hamari her trade Jesy hi open hoti hai tou broker apna commission spread ki surat main ly leta hai hamain beshak open trade main profit ho ya loss broker ny apna commission her surat lena hota hai jo trade open kerty hi Trade kuch pips loss sy shoru hota hai tou woh loss spread hota hai jo hamain her surat clear kerna perta hai

    Forex market main hamain profit tab hasil hota hai jab hamari equity balance zaya bahot zyada hoti hai aur hamary pas margin bhi bahot zyada available hoti hai open trade ky bahd bhi then hamara spread clear ho jaey tou usky bahd profit hi profit hai
    • #3 Collapse

      Re: Equity, Margin and Spread main kia farq hay?

      Dear jab ap real account mai trade lagaty hai to aus mai ap jo lot lagaty hai aus k hisab se ap ka margin use hota hai aor ap k pass agar free margin ho ga to ap mazeed trade laga sakty hai ais k sath ap jab trade lagaty hai to ap ki trade kuch loss mai open hoti hai ye spread hota hai aor ye spread ap k broker ki fee hoti hai ais waja se ap ka broker ap ko trade karwa raha hota hai, baqi ap ki trade agar profit mai jati hai ya loss mai jati hai wo ap k account balance mai add kar k show equity ho rahe hoti hai ais se ap ko pata chal raha hota hai k ap ka balance abi kitna ban gia hai kun k hum jab trade close karty hai aus k baad balance kam ya zayda hota hai equity mai show raha hota hai time to time humra orignal balance.
      • #4 Collapse

        Re: Equity, Margin and Spread main kia farq hay?

        dear bhai is main kafi fraq hota ha jab hamra ccount wash hone wala hota ha tu hume equity bta rhe hoti k k hamra balance kitna reh geya ha margin cal hume zada lose hone ki sorat main ati hai ur jab hume margin cal ati hai tu hume is main soch samj kr koi fisal krna hota ha agr hum is maina cha ur knowledeg wala kam krein gey tu phr hum asani se is business main kameyab ho sakte hein hume daily is main kam krte rehna hota ha hum jitna acha is business main work krein gey jitna acha hum kam krein gey utni hi jaldi kameyab be ho sakte hein hardworking k sath kam krte rehna lazmi ha acha kam krein gey tu hi achi success be hasil hogy hume daily analysis ko fallow krte rehna hota ha
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Equity, Margin and Spread main kia farq hay?

          Equity, Margin and Spread mein farq:

          Apne aik bohot hi acha aur informative question pucha hey aur waqai hamen forex business mein in chezon ko start mein learn karna hota hey takeh hamen mazeed koi is mein pareshani na ho aur yeh chezen jo apne batai hein yeh bilkul basics hein hamen in ko achi trha se learn karke hi is mein enter hona chaiye to hum is business mein achi trha se kamiyab ho saktey hein otherwise hamen pata bhi nahin hota hey keh hamara kitna spread kat raha hey aur kitna margin bacha hua hey aur hum is mein kis trha mazeed work kar saktey hein isliye hamen always is business ke barey mein achi trha se update rehna chahiye aur isko ziada se ziada learn kartey rehna chahiye tab hi hum is business mein achi trha se work karne ke qabil ho sakengey.
          Equity Margin, And Spread, yeh teeno different category ki chezen hein.
          SPread: Kisi bhi broker ke sath jab hum work kartey hein aur jo bhi trade hum lagatey hein woh pehle loss mein jati hey jisko hum spread kehtey hein aur woh broker ki commision hoti hey:
          is trha se Marign & equity mein apko picture de kar samjha raha hun zaroor dekhiye.

          Click image for larger version

Name:	equity &amp; margin.png
Views:	1
Size:	59.0 کلوبائٹ
ID:	12325282
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Equity, Margin and Spread main kia farq hay?

            hamy equity margin or spead ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey hamy forex ky har rules ko achy sy learn kar ky is main acha or mayari kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main day main trading kar sakty hain or ham is main night main trading kar sakty hain lalch hamara sab sy bara dusmin hain hamy is ko avoid kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain agr ham loss ko cover kar ly to ham aik kamyab trader ban sakty hain aik acha trader kabe be loss sy nahi darta hamy apni galtio or emotion or lalch ko control kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Equity, Margin and Spread main kia farq hay?

              hamy aik margin bana kar is main kam karna ho ga hamy month ky start main aik plan bana lena chahey hamy kitna time trading ko dena or kis time main trade lagani hain hamy pors month isi plan ky mutabi kam karna ho ga tab hi ham apna target pora kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main nager balance ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik bohat phela howa business hain ham is main swap free account bana kar be kam kar sakty hain agr ham kisi be office main kam karty hain to ham forex ko part time join kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apna life style change kar sakty hain forex kabe be band na hony wala aik trusted business hain ham is main amount be invest kar sakty hain hamy apny emotion ko qaboo main rakh kar is main kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Equity, Margin and Spread main kia farq hay?

                forex aik world wide busines hain hum is mai live trading kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai posting or trading kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is maai din mai be kam kar sakty hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain forex aik internaitonal business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex ko samjna aik din ka kam nahi hain yai aik famous tareen business hain hum is mai agar emotional ho kar kam karyt g to hamara account baned ho jy ga forex mai kam karny ky liye hamy is ky rules ko follow karana ho ga per eh hum agr bar saky gy frex aik unique or legal karobar hain
                • #9 Collapse

                  Re: Equity, Margin and Spread main kia farq hay?

                  pairs mai buy or sell ky darmiyan ky farak ko spread kaha jata hain hamy spread ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum pasi kama saky gy forex aik online business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam ka sakty hain forex paksitan mai bhat taze sy famous ho raha hain forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakaty hai hum is mai full time be kam kra skakty hain yai aik amm busines ke nisat ach business hain is mai hum agar lalachi ban ky kam kary gy to hamara account band ho jy ga forex aik secure busiens hain is maai dunya ky bary bary mumalik involve hain forex ka kam interntinal sata py ho raha hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Equity, Margin and Spread main kia farq hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                    Forex trading main aam tor par chand aik terms use hoti hay jen main say Equity, Margin and Spread shamil hain mara ap sab say sawal hay k en sab main kia farq hay aor en ki Forex trading main kia importance hay?
                    Equity margin ko separate different chijen hoti hain equity vo hoti hai jo trading karne ke liye hamare pass balance hota hai usko Ek peti kahan jata hai aur yah bhi Kahate Hain Ki Jiske pass jitni Jyada Ek peti hoti hai use trading karne mein Kafi Jyada advantage Manaya jata hai Kyunki aapke pass Jitna Jyada balance Hoga aapka risk itna hi kam ho jaega margin vah Hota Hai Jo balance hamare pass trading karne ke bad maujud Ho Jani e Agar aapane trade open Ki Hai vah profit yah last Mein ja rahi hai aur uske increase yah degrees hone ke bad Jo balance bacha hai usko Mar jaaun kahan jata hai Hamen kabhi bhi bahut jyada Big Lot ki trade Nahin Karni chahie isase margin bahut kam ho jaega Aur nuksan Ke chances increase Honge aur sab friend usko Kahate Hain Jo Hamare trading karte hue bed aur uske between difference hota hai usko Spread Kaha Jata Hai Isko aap brokers ke Commission bhi Keh sakte hain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Equity, Margin and Spread main kia farq hay?

                      foreign exchange aik global extensive busines hain hum is mai stay trading kar sakty hain hum is mai apne marze sy time desk bana kar kam kar sakty hain hum is mai posting or buying and selling kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is maai din mai be kam kar sakty hain hum is mai out off stability account bana kar be kam kar sakty hain forex aik internaitonal enterprise hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai all international mai bohat taze sy well-known ho raha hain foreign exchange ko samjna aik din ka kam nahi hain yai aik well-known tareen enterprise hain hum is mai agar emotional ho kar kam karyt g to hamara account baned ho jy ga forex mai kam karny ky liye hamy is ky rules ko comply with karana ho ga according to eh hum agr bar saky gy frex aik particular or felony karobar hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Equity, Margin and Spread main kia farq hay?

                        Forex trading business mai agar technical terms ko asaan aur sada alfaaz mai samjha aur samjhaya jaey tou bohat say forum members jo bilkul new hotay hain aur unhain trading ka bhi itna pata nahi hota unko bohat faida hojata hai. Forex trading mai Pakistan mai bohat say aisay traders join kertay hain jo pak forex forum say monthly posting ka bonus lay kay trading start kertay hain aur unn mai say bhi hazaaroo ki taleem waajbi si he hoti hai. Iss liye equity, spread aur margins ko samajhna unn kay liye mushkil hota hai laikin simple tareekay say samajhnay say ziada asaani ho jaati hai.

                        Spread forex trading company ka commission hota hai. Iss ka Matlab yeh hai kay trader profit mai Jaey ya loss mai jaey uss nay pehlay aik fix amount spread ki soorat mai commission broker ko daina hai. Issi liye her trade minus mai start hoti hai.

                        Equity woh balance hota hai jo koi bhi trade open honay kay baad available hota hai. Agar opened trade profit mai hogi tou acoxunt balance mai woh plus ho kay show hogi aur Agar trade loss mai hogi tou woh account balance say minus ho kay show hogi.

                        Margin woh ijazat hoti hai jo broker kisi bhi trader ko uss kay account ki leverage ki wajah say account balance kay total amount ko do hisso mai taqseem ker kay 33 % aur 67% kay hisaab say daita hai. Aur iss mai percentage leverage ko multiply ker kay allow ki jaa rahi hoti hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X