jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?
    dear friends main ap sab sy yeh pochna chata hu ky log forex main jab galti kar laity hain tu un ko phir he pata chalta hai jab ky un ko pehly bhi es bat ka pata hota ky ham galti kar rahy hain mager bad main jab nuksna ho jata hai tab un ko khyal ata hai ky nahi karni chaheay asa kyon hota hai ager ham pehly he galti ko dkeh lain tu ahm ko loss hony say bach sakta hai ap ka kia view ha es ky bary main zroro share karian.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

    Dear asal mai banda jab ais market mai trade lagany lagta hai to aus time ais mai profit ka soch raha hota hai aor ais market mai trade bari laga deta hai ya kai dafa ais market mai trade k sath stop loss ni lagata magar jab trade par loss ho raha hota hai to aus time atni himat ni hoti k ais mai trade ko close kar dy agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye tab hi ap ko ais mai faida hota hai agar ap ais market mai ghalti karty hai to aus ki waja se ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais market mai kabi bhi jald bazi na kary ais se ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais market mai soch samjh k aor aram se kaam kary tab hi ap ko ais market mai faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

      Ghalti hony ka ehsas hi hamain ghalti kerny ky bahd hota hai ky jab ham trade open kerny main ghalti ker lety hain ya small loss main trade close nehi kerty continue rakhty hain tou phir loss increase hoty hoty hamara account hi wash ho jata hai lekin jab hamain acha profit hasil ho raha hota hai tou aesy time per ham overconfident ho jaty hain then ham jo bhi trade open kerty hain ham sochty hain ky ham ghalti nehi ker rehy lekin ghalti phir bhi ho jati hai ky jazbat main trade open kerna ky main tou ab trading expert hun mujhy forex market main trade kerny per loss kesy ho sakta hai tou phir market hamari expertness nehi dekhti aur continue hamari open trade ky against move kerty huey hamara account wash ker jati hai then hamain ehsas hota hai ky ham ny overconfident hoty huey bahot bari mistake ker di hai ky loss tou forex market main her trade kerny waly ko zarur hota hai jo mujhy bhi ho sakta hai jab hamari aesi soch hogi tou ham her trade bari ehtiat ky sath open ker ky continue kerain gy ky ham jab forex market main apni investment per bara risk nehi lety tou kabhi bhi bara loss bhi nehi hota ky aesi her mistake bary loss ka sabab ban sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

        Assalam walekum Pyare dost chahe jitna bhi ziada expert ho jaaye us se judgement mein galti ho sakti hai Magar ek aam se trader aur expert trader ki nishani yah hai ki aam trader apni galti ko market mein repeat karega lekin ek professional and expert trader apni ki Hui galti ko dobara kabhi repeat nahin karta. Isliye Koi mistake Ho jaati Hai tu to hamen uska review karna chahie aur yah idea lagana chahie ki aisa kyon hua aur apne zehan nasheen kar lena chahie ki aainda kisi bhi trade mein aisi galti dobara Nahin hogi. Jab aap majbooti ke sath is formula per kar band Ho jaenge to tu waqt ke sath sath aapki tamam trading mistakes dur hoti jaayengi.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

          forex mai hamy ache learning gain kaarne ho ge hamy apne mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga hamy loss sy learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik wasee business hain hum is apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam karry gy to he hum agy bar skay gy forex aik acha business hain forex aik lgeal business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum isy apna life time career be bans akty hain is mai hamar akoi be boss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

            Ye aik Bara isue hai kay koi bhi business ho uss mai jab hum say ghalti ho jaati hai aur koi loss hojata hai tou he hum sabaq seekhtay hain. Bilkul yehi thinking forex trading mai bhi hamaray saath saath yehi thinking chalti rehti hai jiss ki wajah say loss honay kay baad sochtya hain kay ab him nay seekhna hai takay dobara loss na ho. Masla yehi hai kay jab hum pehlay nahi seekhengay aur learning ko behtar nahi karengay tou aisay loss hotay rahen gay. Forex trading mai tou wesay bhi trading kay Doraan ghaltioo ki gunjaish nahi hoti iss liye iss mai learning aur practice pehlay he kerni chaiye baad kay liye nahi chorni chaiye.

            Forex traders ko ye baat her waqt zehan mai rakhna chaiye kay forex mai directly investment involve hoti hai jo kay loss kay baad recover kerna bohat mushkil hota hai tou aisa marhala nahi anay daina chaiye. Aisay traders jo ghalti kernay kay baad sochtay hain kay ab seekhna hai tou wo trader pehlay tukko pay he trading ker rahey hotay hain jiss ki wajah say unhain learning ki ehmiat ka andaza bhi baad mai hota hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

              Forex aik aisa business he keh hum is business mein apni hi ghaltiyon se forex ko achi trha se learn kartey hein aur jab bhi hamen is business mein loss hota hey to hum sochtey isliye hein keh hamen har dafa kisi na kisi nai mistake ki wajha se bhi loss ho jata hey jo keh bad mein hamen bohot hi ziada sochne par majboor kar deta he keh akhir yahan par mene kis trha se ghalti kar li aur yehi wajha he keh bohot sarey traders is mein loss karke hi sochtey hein aur mein samjhta hun keh forex bsuiness mein hamen apne loss se bhi aik acha experience sekhne ko milta hey aur agar hum achi trha se search kartey hein aur analysis kartey hein to hum apni mistakes ko phir se achi trha se improve kar saktey hein aur is mein kamiyab ho saktey hein.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?<br />dear friends main ap sab sy yeh pochna chata hu ky log forex main jab galti kar laity hain tu un ko phir he pata chalta hai jab ky un ko pehly bhi es bat ka pata hota ky ham galti kar rahy hain mager bad main jab nuksna ho jata hai tab un ko khyal ata hai ky nahi karni chaheay asa kyon hota hai ager ham pehly he galti ko dkeh lain tu ahm ko loss hony say bach sakta hai ap ka kia view ha es ky bary main zroro share karian.
                Ji ap nay bohat acha question kia hay. Aj kal aksar yeh dekhnay main aiya hay k traders big profit ka lalach kartay hain aor without knowledge and learning kay trading start kartay hain aor experience ki kami ki wajah say bohat ziada mistakes kar jatay hain aor big profit ki bajay big loss kar bethtay hain es taran jab un ko loss hota hay to tab un ko pata chalta hay k Forex ko without knowledge, learning and experience start karna bohat difficult hay aor risky bhi hay aor es main kamyabi bil kul nahi hoti kamyabi kay liay har hal main Forex ka knowledge hasil karna ho ga aor achi learning karna ho gi es taran woh pelay Forex ki learning complete kartay hainaor demo pay practice bhi kartay hain aor full experience kay sath hi trading kartay hain. Lehaza bad main sochnay ki bajay pehlay soch laina chahiay aor Forex ko completely sekh kar start karna chahiay.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

                  Dear is market m kafi mistakes ham asi karty han jin ki wja sy hamy loss hota hy ham jb market ki movement dakhty han to ham lalich m a kr zyada faida uthana chahty han to ham aik bari galti karty han k profit ka soch kr bari lot size trade open kar laty han or bari trades hmasha loss dyti hy hamy pta hota hy k ham bari trades open kr k galti kar ry han mgr ham phr b ain time py lalich m a jaty han or janty hoay b ye galti kr k nuqsan uthaty han isi tra ham stop loss ya take profit use ni karty jb k janty han k ye hamy use karna chaey phr is k ntejy m loss ka samna krna prta hy ya aksar asa b hota hy k ham forex m trading bot km knowledge or experience sy start kr lyty han km knowledge sy ham achi trading kbi b ni kr skty hamy achi learning b hasil krni zrori hoti hy
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

                    dear forex main log jab bhi new join karty hain jab wo demo account kam akrty hain tu kuch din demo pay kam karny say jab unko profit hota hai tab un ko lagta hai ky demo account ki tara ham real main bhi usi lehaz say profit kar skain gay mager asa nahi hota hai es galti fehmi ki shikar ho kar jab wo real main kam karty hain ta un ko thek tara say samajh main ati hai ky forex ko jab tak achi tar na sekha jay tab tak ham es main success nahi ho sakty hain es lea forex main log aty he loss karty hain jab un ko forex ki realty ka pata chalta hai tab he wo forex ki learnig ki tarf haty hain aur phir wo forex market ki logic ko samjhty hain es lea har trader ky mind main forex main pehly aty he yeh lalch ata hai ky ham jaldi say rich ban jain.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

                      hamy mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai nght mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty h ain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hite forex aik international business hain hum is mai part timee be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam akr sakty hain hum is mai free account bana kar b e kam kar sakty hain hum is mai mahnet kary gy to haamy kamaybe hasal ho jy ge hum is mai agar kam karty howee mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga forex aik amm business ke tarha nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

                        dear ghalty har traders say hoty hay laikin jo traders lalach k sath ghalty krtay hain unki ghalty kisi kaaam ki nai hoty hay q k jub markeet unko lose daity hay to unko apni ghalty ka koi aehsaas bhi nai hota hay aur na baad main unko kuch learn krnay k liye milta hay aur jo traders apnay knowledge k bawjood bhi mistakes krtay hain unki ghalty say unko bahut ziada faida milta hay aur baad main aisi learning aur sath earning milty hay k unki ghalty bhi unk liye bahut faida mand hoty hay is liye baaki yeh sab kuch ham pay depend krta hay k ham nay kis hisaab say markeet main kaam krna hay aur kis hisaab say loe krna hay aur kis hisab say markeet main jaldi krni hay aur kab ham nay is say exit laini hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

                          dear forex main mambers galti karny k bad es liye sochty hai pahly un ko lgta hai k aghr hum apni trading main asye karengy tu kiya pta hmain faida mil jay in short hum yah kah skty hain k jub galti karty hain wo apny tukky lga rahy hoty hain jub tukky ki base par he hum trading karty hain tu hum kbhi bhi apni trading main achi earning nahi kar skty hain tu kbhi bhi apni wjah se loss na hony den jub ap loss se khud bachty hain tab he apko loss nahi hota hai or jub ap khud he koi na koi galtian karty hain tu ap kbhi bhi loss se bhag nahi skty hain tu bad main puchanty se bahtr hai k ap apni trading main achi trha soch smjh kar trading karen aghr ap kamayb hona chahty hain tu
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

                            Yahi to traders ki weakness hoti hay agar trades open karny se pehly hi har taraf se socha jaye key hamy ketna loss ho sakta hay aur ketna profit hony ka chance hay aur hamy risk ketna lena chaye key loss zeyada na ho saky to mery khayal me har traders hi apni trading performance ko increase kar sakta hay, traders ko chaye key wo ghalti karny key bad bilkul be es ko ignore na karen apni har ghalti ko be teek karny ki planing karen aur agar trade open karny se pehly ye socha jaye key ham koi ghalti to nahi kar rahy to mery khayal me ham be professional traders ki tarha achi trading kar saken gey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza:forex main log galti karny ky bad he kyon sochty hain pehly kyon nahi?

                              Market Mein galtiyan Ho Jaati Hain isliye Ham logon ko galtiyo ko repeat nahin karna chahie Ham Logon Ko Jyada Se Jyada kam karna hoga Taki ham log Apne Ghar teenon Ko repeat Na kar sake aur maarpeet se kamyabi Hasil kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X