Gold ki trade laganay kay baad market watch kerni chaiye ya nahi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki trade laganay kay baad market watch kerni chaiye ya nahi?
    Forex mai gold ki trading ko aik risky trading kaha Jata hai. Jab gold pay trade laga li jaey tou phir uss trade ko monitor kerna chaiye ya stop loss hit hknay ka wait kerna chaiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki trade laganay kay baad market watch kerni chaiye ya nahi?

    Dear ap jis bhi pair par trade lagaty hai aus k baad ap ko market dekhni chaye k market ne ap k analysis k hisab se moment ki hai ya nai agar market ap k analysis ko follow ni karti to ap ais market mai trade ko thory se loss mai close kar dey ais tarha ap zayda loss se bach sakty hai ap hamesha ais market mai analysis kar k trade lagye kun k market jo pattern banati hai aus ko agar follow na kary to ap ais market mai se nikal jaye ais tarha ap ko zayda faida ho sakta hai ais market mai ap jitna acha kaam kary gay ap ko ais market mai atna zayda profit hota hai ais liay ais market se touch mai rahy agar ap ais market mai acha result lena chaty hai to ais market mai apny analysis k hisab se trades lagye.
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki trade laganay kay baad market watch kerni chaiye ya nahi?

      GOld trading thori c risky hoti hey aur is mein agar hum koi bhi trade lagatey hein to hamen bohot hi active rehna parta hey aur agar hum kisi bhi kam se kahin bahar ja rahey hein aur market ko watch nahin kar saktey hein to phir hamen chahiye keh hum agar gold par koi bhi trade open kartey hein to hamen apne Stop loss ko zaroor laga kar jana chaiye kion keh Gold ki movement ka koi pata nahin chalta hey aur kisi bhi time koi bhi bari move karke hamare account ko wash kar sakta hey agar hamne stop Loss na lgaya hota hey to is wjha se hamen always becarefull reh kar hi is mein work karna hota hey aur iske sath sath hamen aik achey knowledge & experience ke sath hi gold mein trade karna hoti hey kioun keh Gold mein kafi ziada buy seller mojood hotey hein aur market kisi bhi waqat apke against ja sakti hey aur apko nuqsan pohncha sakti hey.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki trade laganay kay baad market watch kerni chaiye ya nahi?

        Bhai mery experience ky mutabiq hamain market per her waqat nazar rakhni chahiay ky ham jab trade open ker lety hain chahy woh gold main ho ya kisi aur pair main tou agar continue loss ho raha ho tou hamain loss ko control kerny ky liay stretigy change kerni perti hai lekin agar ham aik dafa trade open ker ky market ko close ker dety hain woh bhi gold Jesy fast moving pair main tou hamain agar continue loss hona shoru ho jata hai tou ho sakta hai bahot jald hamara account wash ho jaey ky ham jab market open kerain tou trade loss main auto per hi close ho chuki ho lekin jab ham trade open kerny ky bahd market ko continue observe kerty rehty hain tou agar profit hasil ho raha ho tou ham achy profit main trade close bhi ker sakty hain aur jab continue loss ho raha ho tou ham loss ko control kerny ky liay bhi different stretigies ko use ker sakty hain Jesy small loss main trade close kerny ya apni hi open trade ko hedging kerty huey kuch profit main trades ko close kerty rehna hamain account wash sy bacha lety hain
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki trade laganay kay baad market watch kerni chaiye ya nahi?

          Dear ji han Mere experience k ke mutabik Hamen market per Har Waqt Najar rakhni chahie ke Punjab Trade open kar lete hain Chahe vah gold mein ho ja Kisi Aur pair Mein To Agar continue loss ho raha ho to Hamen lost ko control karne ke liy stertgy change karni padati hai lekin Agar Ham Ek Dafa trade open karke market ko closed kar dete Hain vah bhi God Jaise fast movement karna Shuru kar deti hai isiliye Chahe Ham God Patra Lagaya Kisi Aur pair per Hamen ismein Har Waqt Najar rakhne ki jarurat Hoti Hai Kyunki jab tak Hamen ismein Achcha Kadar Nahin Payenge acchi Tarah isko Nahin Sikke kam Karenge to ham ismein nuksan hi uthaenge
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki trade laganay kay baad market watch kerni chaiye ya nahi?

            Dear mery khayal me traders jes kesi pair ko buy sell karen to market ko watch karna us ki responsibility ban jati hay, Gold esa pair hay jo bahot short time me huge profit aur big loss deny me popular hay agar gold me order place kar leya jaye aur market ko traders watch hi na karen to per orders profit me change ho kar per se loss me convert ho sakty hey jes ko koi be trader handle nahi kar sakta hay, gold me agar orders loss me chaly jaye to expert traders hi apny orders ko manage kar sakty hey aur per se apny orders ko profit me change karny ki be ability rak sakty hey magar market ko agar watch na kia jaye to per traders key ley bahot mushkil ho sakti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki trade laganay kay baad market watch kerni chaiye ya nahi?

              Ji Bhajan aapane Jis bhi pair Patel Lagate Hain Uske bad aapko market dekhni chahie ki market mein aapke analysis ke hisab se movement ki hai ya nahin Agar market aapke analysis ko follow nahin karti to aap is market Mein trade ko Thode Se loss Mein close kar den Is Tarah aap Jyada loss se baith sakte hain aap Hamesha is market Mein anuvad Karke train lagaen Kyunki market Jo patan banati hai usko Agar follow na karen to aap is market mein se nikal Jaaye Is Tarah aapko jyada fayda ho sakta hai is market mein aap Jitna Achcha kam Karenge aapko is market Mein utna hi jyada profit hota hai isliye is market se touch mein rahe agar aap is market Mein Achcha result Lena Chahte Hain To is market Mein Apne andar ke hisab se lagaen
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki trade laganay kay baad market watch kerni chaiye ya nahi?

                Ji han bilkul Aisa bilkul karna chahie Kyunki Jab aap trading kar rahe ho aur God Mein trading kar rahe hain tu Jab aapane Ek trade open Kar Li Hai Jab aap usko Dobara open karna Chahe to uske liye jaruri hai ki aap market ko Dekhen Agar aapki aur ready trading chal rahi hai tab bhi aap market ko read Karte Rahen Kyunki koi bhi news aati hai ya koi bhi masla aata hai to Jab aapko lagta hai ki news ulti pad Jayegi aur aapki trade galat hai to aapko apni trade cross kar leni chahie Kyunki Jyada loss kabhi bhi mat le Apne trade open karne se pahle dekh profit aur stop loss ko bhi open Karen lekin trade Chalti Hui Agar aapko Aisa mahsus ho raha hai ki aapki trade galat hai to aapko trade close kar deni chahie
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  Forex mai gold ki trading ko aik risky trading kaha Jata hai. Jab gold pay trade laga li jaey tou phir uss trade ko monitor kerna chaiye ya stop loss hit hknay ka wait kerna chaiye?
                  Smart trade lagany ka faida yeh hota hai kay ap jab be ap apni trade ko open karty hain gold mai ap ko trade laga kar bar bar nahi daikhna cheye. Ap ko cheye kay ap apni trade main jab be trade gold mai karain tu ap ko cheye kay ap ko support or resistance dunu karni cheye. Us ka faida yeh hota hai kay ap ki trade main confidence hota hai or jis sy ap ko faida yeh hota hai kay ap apni trade main behtari la sakty hain or ap phir apni trade ko gold main sahi manage kar sakty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X