jaiza: new traders
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: new traders
    Forex trading business Ek bahut bada aur international business hai Forex trading business Mein Jab new traders Anta Hote Hain To Hamen chahie ki Ham Aisa senior trader Unki Jyada Se Jyada help Karen aur unko acchi guidelines provide Karen ta ky vah Apne objective aur apne goal ko easily Hasil kar sake achieve kar sake aur struggle kar sake Jitna Jyada Ham Apne new traders ko guide karte hain Hamen utna Jyada fayda hota hai Hamare new traders Jyada Se Jyada struggle karte hain aur apni learning power countries karte hue bonus karne ki koshish Karte Hain Is Tarah easily accha profit on hota hai aur Hamari scuse aur knowledge bhi increase hoti hai ISI Tarah new traders ko chahie ki vah Apne senior ki respect Karen aur unke guidelines ko follow karte hue trade order Lagaye Taake easily profit Hasil Kiya Ja sake Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: new traders

    New traders ky liay bahot zaruri hai ky jab forex ko join ker lain tou pehly forex ki achi learning kerain jis ky liay koi bhi option use Kia ja sakta hai ky learning ky liay ham pak forex forum ko bhi use ker sakty hain YouTube sy bhi forex market main trade kerny ky liay ham learning ker sakty hain aur kisi senior or expert forex trader sy training hasil ker ky bhi ham forex market main trading ki achi learning ker sakty hain then jab ham learning complete ker lety hain tou hamain forex market main practical trade ky liay demo account ko use kerna hota hai ky hamain pata chal saky ky ham ny forex market main trade kesy kerni hai ky demo account sy real forex market main trade kerty huey ham tamam trading tool learn kerny ky sath sath forex market main trading ka acha experience hasil ker lety hain then hamain small balance forex market main investment ker ky bahot thori thori earning kerni hoti hai ky start main loss ky chances zyada hoty hain tou jab tak ham expert forex trader nehi ban jaty hamain forex market main bara risk nehi lena chahiay warna bahot zyada loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: new traders

      New aur junior traders ko bohat ziada guidance ki zarurat hoti hai. Kiyu ye aik give and take ka system hai jab hum forex trading shuru kertay hain tou senior members human guide kertay hain iss say pehlay unhain kisi nay guide kia Hua hota hai iss Tarah jab hum senior ho jatey hain tou hum apnay junior members ko guide kertay hain iss Tarah ye silsala chalta rehta hai. Forex trading business aik bahtreen online business hai jiss mai kaam kernay kay liye na tou kisi office ki zarurat hai aur na he ghat say bahir Janey ki zarurat parti hai. Iss business ko ghar mai baithay baithay he seekh a bhi jaa sakta hai aur kia bhi jaa sakta hai.

      Forex mai anay waley new traders ko jab rahnumai dain tou kuch baato ka zarur khayaal rakhain Jin mai say bohat important unhain smajhaon aur unn mai unki Puri help karain jaisay kay account banana, verification kerwana, pay processer account banana aur usay verify kerwana, trading terminal install kerna aur uss mai order place kernay ka tareeka kaar phir usay close kernay ka samjhana, lotsize ki ehmiat aur take profit / stop loss waghaira aisi eham cheezain hai jo new aur junior traders ko lazmi sikha daini chaiye kiyu kay Agar unhain sahi guidance na milay tou wo apna loss ker laitay hain aur phir forex trading sahi Tarah shuru kernay say pehlay he khatam ker laitay hain. Senior aur expert traders ko chaiye kay new aur junior traders kay career building mai unki help kia karain takay new tarders bhi expert traders bann kay achi income ker sakain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: new traders

        G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k ais market mai jab bhi koi new trader aata hai wo ais market mai sab se phly seniors se kaam sekhy aor ais market mai jab bhi koi analysis kary to apny seniors se contact kary aor aus k baad ais market mai trade open kary kun k ap ais market mai dekhy her time koi na koi pattern ban raha hota hai aor ais market mai trade lagany se phly pata ho k ye trade long term ki hai ya short term ki trade hai agar ap ais market mai trade lagaty hai to aus mai lot size aor risk reward use karni chaye ais se ap ko zayda faida hota hai agar ap ais mai kaam learning k baghair karty hai to ais market mai loss kar dety hai ais liay ap ais market mai soch samjh k kaam kary gay to ap ko faida ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: new traders

          New traders in Forex:

          G bilkul mein aap ki bat se agree karta hun jo bhi new trader is business mein enter hotey hein unhen chahiye keh woh is business ko achi trha se learn karen aur is mein hamen sab new traders ko achi trha se support karna chahiye kioun keh jab hum new traders ko achi trha se support kartey hein to woh apne paun par kharey ho saktey hein aur hamen chahiye keh hum un se apna complete knowledge bhi share karen is trha se woh is business mein bohot hi achi trha se kamiyab ho saktey hein aur aik achey trader ban saktey hein isliye new traders ko bhi chahiye keh woh demo account par ziada se ziada work karen takeh woh is business ko achi trha se pick kar saken aur is mein apne liye achi achi strategies bana kar is mein work kar saken to woh is mein kamiyab rehtey hein aur bohot hi jaldi aik achey trader ban kar samne asaktey hein.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: new traders

            Sir agar koi new trader ye new form Mein Kam Karne Wala aata hai to usko chahie ki wo Jab ismein join Hona Chahe Tu join hote hi wo ismein apni mehnat se kam Karta Rahe Agar wo is Mein mehnat Karta rahega Tu to Pakistan Forex Main Usko bahut acha knowledge milega lekin main aapko ye Baat Kahana chahta hun ki agar new member ko jo join karwata hai hi new member ko chahie ke use Kabhi Bhi Na chode Agar usko join karwata hai hi to wo senior hi hota hai lekin Agar vah senior ka Picha Chod dega to wo kabhi bhi is Forex Mein kamyabi Hasil nahin kar sakega Kyunki ye bahut bada aur international business hai is business se koi bhi aasani se ap profit Hasil nahin karta hai hi aur Kamyab bhi nahin Hota Hai agar new member ismein jaldi Kamyab Hona Chahte Hain To unko Har Din Mein 6 ya 7 ghante Tak kam karna Hota Hai Kyunki Agar wo ismein itna kam Karenge to ismein hua jaldi expert Ban jaenge Agar vah expert Ban Jaenge to unko kisi ki jarurat bhi nahin Hogi aur wo ismein kam karte rahenge aur profit bhi Hasil karte rahenge lekin mera yah Manana hai ki profit aasani se bilkul Bhi Nahin Milta Hai profit ke liye Hamen Main Aur senior member ko market ko analyses karke hi Milta Hai Lekin Hamara learning Agar bahut acha Hoga aur Market ka analyses bhi Hamara Acha hoga to junior member aur senior member ismein Kamyab ho sakte hain aur munafa hi Hasil karte rahenge isliye Ye best Pakistan Forex form hai aur ismein Hamen Main Apne ji jaan se kam karna chahie Aur Dil lagakar ismein mehnat karna chahie Hamen Meherbani Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: new traders

              Ji han bilkul Forex trading Ek bahut hi Achcha aur best business Hai Jab log Forex trading co join Karte Hain To ismein bahut fast running ke liye ismein Jyada Se Jyada lalach karte hain Jiski vajah Se Sab trader nuksan karte hain isliye hard worker mehnat ke sath he is Se Achcha profit Hasil Kiya Ja sakta hai isliye Forex trading IQ lifetime aur best business hai Jisme Agar acchi earning karna ho to aapke pass Achcha experience Hona bahut jaruri hai so Forex ko easy Na Samjhe isko Ek hard work aur mehanat wala kam Samajh Kar ismein kam Karen tabhi aap successful ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: new traders

                Zahir c bt hy k jb ham forex ko join krty han or new hony ki wja sy hamy trading ka zyada knowledge or experience ni hota is liay hamy chaiy k ham phly forex forum ko join karan q k forex forum m sb members khas kr senior members bot acha knowledge aik dosry k sath share krty han senior members ka farz bnta hy k wo apny Juniors ko acha knowledge frahm karan Senior traders ka kam hota hy k wo apny Juniors ko sahi sy guide karan or ap ki bt bilkal durst hy k jasy seniors k kuch fraiz hoty han asy hi Juniors k b kuch fraiz hoty han jasa k Juniors ko apny seniors ki izat karni chaiy un k knowledge or guide lines ko follow kr k kam krna chaiy hamy trading m successful hony k liay hmary pas acha knowledge or experience hona zrori hy jo k ham apny seniors ko follow kr k hasil kr skty han
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: new traders

                  Dear friend ap ny bilkal sahe kaha hy forex aik bot bara profitable business hy mgr ham jb forex m new aty han to isy easy smjty han or is main ziada mehnat ni karty jb k forex ko easy business smjna aik bewqofi hy q k ye aik behad difficult or risky business hy is main khas kr new traders k liay kam krna bot zyada mushkil hota hy or hmary seniors ka kam hy k wo apny juniors ko guide karan or junior ka kam hy k apny seniors ko follow kar k trading main acha kam karan forum or contest m acha knowledge aik dosry sy share kia jata hy to new traders ko contest ya forum join kar k acha knowledge or learning hasil krna chaey demo account b new traders k liay best hy wo is sy bot kuch sekhty han forex m agr kam Karna hy to humy achy analysis or achi stertgy ka sahara lyna ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: new traders

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                    jaiza: new traders<br />Forex trading business Ek bahut bada aur international business hai Forex trading business Mein Jab new traders Anta Hote Hain To Hamen chahie ki Ham Aisa senior trader Unki Jyada Se Jyada help Karen aur unko acchi guidelines provide Karen ta ky vah Apne objective aur apne goal ko easily Hasil kar sake achieve kar sake aur struggle kar sake Jitna Jyada Ham Apne new traders ko guide karte hain Hamen utna Jyada fayda hota hai Hamare new traders Jyada Se Jyada struggle karte hain aur apni learning power countries karte hue bonus karne ki koshish Karte Hain Is Tarah easily accha profit on hota hai aur Hamari scuse aur knowledge bhi increase hoti hai ISI Tarah new traders ko chahie ki vah Apne senior ki respect Karen aur unke guidelines ko follow karte hue trade order Lagaye Taake easily profit Hasil Kiya Ja sake Shukriya
                    Ji ap nay bil kul thek bat ki haymain ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading ko bohat say new peoples join kartay hain jo k new traders kehlatay hain en traders main knowledge ki kami kay sath sath en ki learning bhi ziada strong nahi hoti aor na hi un ko Forex ka koi ziada experience hota hay aisay traders ko senior and expert traders ki help ki bohat ziada zarorat hoti hay jo k knowledge and learning provide karnay kay liay hoti hay kun k jitna knowledge best tareeqay say aik expert traders say gain kia ja sakta hay aor jitni strong learning aik expert traders say live learning karnay say hasil hoti hay woh books kay read karanay aor internet say gain karnay say hasil nahi ho sakti es maqsad kay liay Pak Forex Forum say bohat faida uthaia ja sakta hay kun k Pak Forex Forum pay bohat say expert traders aor senior member posting kay zariay say apna knowledge and experience share kartay hain jes say new members and new traders bohat ziada apnay knowledge main azafa kartay hain aor apni learning strong kartay hain esi taran members personal massage kay zariay say akmdosray say Forex kay related help bhi lay saktay hain bar hal har senior and expert traders ko new traders aor forum members ki Forex kay related poori taran help karni chahiay ta k new members and traders bhi kamyab ho sakain.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: new traders

                      Senior traders ki ye responsibility banti hay key wo new traders ki learning ko asaan karen aur har tarha ki un ki help be karen agar 1 new trader forum me apni problem thread ki surat me bayan karta hay to har senior traders ko apny expernice key mutabeq un ko jawab dena chaye, yaha bahot se se new traders ko us key threads key jawab me acha answer nahi be milty hey es tarha ki agar soch raki jaye aur es tarha ka agar work kia jaye to traders kabi be achy traders nahi ban saken gey new traders ki forum me help ho gi to har new trader be achi trading kar saky ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: new traders

                        New members ko chahie Ke vah Log demo account per Jyada Se Jyada practis Karen Kyunki Agar vah log Dam account per cactus Karenge to UN logon ko bahut hi jyada fayda Hoga aur ine logon ka experience bahut hi jaldi increase ho jaega jisse vah kamyabi Hasil kar sakte hain UN Logon Ko fayda ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: new traders

                          insan jo bhi kaam karta hy us kaam ko karny sy pehly us kaam ky bary maelomat lina parhti hain keh is kaam ko hum ny kaisy karna hy or us kam sy hum ny naffah kaisy kmana hy or us kaam main hum ny loss sy kaisy buchna hy to new trader ky lie bhi chahy keh jub trade karny lagy to us ko sub sy pehly trading ky bary main maelomat ly line chahy keh hum ny trading kaisy karni hy or us loss sy kaisy buchna hy or trading main hum ny naffah kaisy kmana hy or is main kamyabi kaisy hasel karni hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: new traders

                            dear mambers forex main jo new mambers trading main aty hain tu wo apni trading main abhi new hoty hain un ki trading main loss hony k chnaces boht kam hoty hain q k jub wo mahnat karty hain or apna time forex main spend karty hain atb he wo forex k bary main jan skty hain tu new mambers ko cahhe k wo kbhi bhi aty he lalach main na parh jaen or apny kam ko mushkil na bna len q k new mambers ka account bhia yse he wash hota hai tu hmain chahye k hum new mambers ko appriciate karen jitni achi trdaing hum un ko btaengy otni he achi trading un ko sikha skty hain or wo ayse he apni trdaing main wo kamyab ho skty hain es liye hmaisa apny kam ko khud bahtr kar k karen new mambers ko mahnat zyda karni hogi or mahnat k sath he hum kamyab trading kar skty hain forex main apki mahnat he apko kamyab bnati hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X