trend channel kai hai aor ain ko kaisy find karty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trend channel kai hai aor ain ko kaisy find karty hain?
    Dear ais market mai market jo chart pattern banati hai aus mai jo trend channel hoty hai wo hum chart par kaisy find kar sakty hai aor hum agar ais market mai ye channel find karna chaty hai to hum ais mai kon sa time frame use kary jis se hum ais market mai achy trend channel dekh saky aor aun par trade laga k zayda profit bana saky?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trend channel kai hai aor ain ko kaisy find karty hain?

    Trend Channel ko kese find karen:

    Forex business ki jo market hey us mein chahe hum koi bhi time frame khol kar dekh len to us mein hamen har time frame par koi na koi trend channel dekhne ko milta hey aur usko find karne keliye traders ziada tar trend line ka istamal kartey hein aur trend line ke through hum forex ke ander jitne bhi trend channels hotey hein unko achi trha se find kar saktey hein aur un mein achi trha se trade laga saktey hein. Trend channels mein hamen Support & Resistance dekhne ko bhi milta hey aur hum unko bhi is mein follow kar saktey hein aur us par achi trha se trade laga kar kamiyab ho saktey hein isliye hamen chahiye keh hum always is mein hardwork karen aur jab hum trend channe ko achi trha se samjhne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum is mein bohot hi achi trha se work kar saktey hein aur market mein aik acha profit nikalne ke qabil ban jatey hein.

    Click image for larger version

Name:	trend channel.png
Views:	1
Size:	36.8 کلوبائٹ
ID:	12325264
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: trend channel kai hai aor ain ko kaisy find karty hain?

      Forex market main agar ham kisi bhi pair ka chart open ker ky market ki movement ko read kerny hain tou hamain pata chalta hai ky market ki movement aik hi time main dono directions main ho rehi hoti hai kabhi market up ja rehi hoti hai tou kabhi down lekin bar bar reverse hoty huey bhi market aik trend main move ker rehi hoti hai jo up trend bhi ho sakta hai aur down trend bhi ky market ki start point sy current position tak overall movement upward ho rehi hai ya downward tou yeh market ka trend hota hai jis ko find kerny ky liay hamain trend line use kerty hain agar ham trend line ko market open ky start sy ly ker current position tak aik line draw kerty hain tou agar line downward move ker rehi hai tou it's mean down trend chal raha hai aur agar upward move ker rehi hai tou it's mean market main up trend chal raha hai hamain dono suraton main trend ko follow kerty huey hi Trade open kerni chahiay then same trend main different channels hoty hain jo market ki her support ya resistance previous support ya resistance sy different hoti hai tou her support aur resistance aik trend channel hota hai ky hamain channel ko follow kerta perta hai tab ham forex market main successful trading ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: trend channel kai hai aor ain ko kaisy find karty hain?

        trend chennel forex main bohut ziada achi accuracy daita ha aksar forex main professional trader yehi kehna hai ky market aik chennel main move karti hai gory logon ki yeh sab sy best technique hai jis ko wo 100 percent accurate manty hain trend chennel aik trend ki direction main bnaya jata hai aur uss chennel main rehty hoay trade ki jati hai main aap ko picture attach kar ky bhi dekha diata haun jahn sya ap trend chennel ko daikh skty hain.
        Click image for larger version

Name:	chennel.png
Views:	1
Size:	39.6 کلوبائٹ
ID:	12325286
        ap dekh sakty haun ky audnzd ky chart main kesy market chennel main move kar rahi ha aksar market tab chennel main movement karti hai jab market main slow movement ho rahi hoti ha.
        • #5 Collapse

          Re: trend channel kai hai aor ain ko kaisy find karty hain?

          Basically market key 2 hi trend channel hoty hey es ko agar samja jaye to market ki har move se hi aur har long term trades me profit earn karna asaan ho sakta hay,

          1. Up trend
          2. Down trend

          market agar support level aur resistance level ko break nahi karti aur market ki trend support line se resistance level tak unlimited time tak move karti hay to es ko trend channel samja jata hay, kesi na kesi time ye levels break ho jaty hey to trend channel be khatam ho jata hay magar per se koi be new trend channel be start ho sakta hay aur professional traders esy hi channel key intezar me hoty hey.
          Click image for larger version

Name:	grade1-channel.png
Views:	9
Size:	59.9 کلوبائٹ
ID:	12325303
          • #6 Collapse

            Re: trend channel kai hai aor ain ko kaisy find karty hain?

            trand hamara acha dost hain hamy is ko follow karna chahey hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi s time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy part time be kam kr sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain ham is main agr tukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota ham is main apny gar beth kar is main kam kar sakty hain hamy is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaort nahi hoti yai aik real business hain
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: trend channel kai hai aor ain ko kaisy find karty hain?

              hamy time frame ko select kar ky trend channel ko samaj kar is main mehnat sy kam krna chahey time freameki different tyes hoti hamy hamy koi se time frem par kam karna chain is main is ko achy sy use krna chahey hamy market ky rules ko follow kar ky is main menat sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kr sakty hain ham is main apni marzi sy 24 ganto main sy kisi be waqt main din main kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy raat main be kam kr saktty hain forex business main agr ham kam kanra chanhty hain ro hamy kisi be office jany ki zariort nahi parti ham apny gar main reh kar is main kam kar sakty hain ham is main out off balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss ap hi hoty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X