Jaiza:scammer sy bachna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:scammer sy bachna
    Forex ma scammer kya hoty hen inn sy bachna q zrori huske bad hamen kya nuksan pahuncha sakte hain main inke bare mein mukammal detail Janna chahta hun kya koi hai jo mujhe inke bare mein makaam Kar Bata sake aur scammer ke bare mein mujhe samjha sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:scammer sy bachna

    Dear agar ap ne dekha ho to ais market mai diffrent types k scammers hai jo ais market mai logo k sath scam kar rahy hai ais market mai kuch logo ko kaam karna ni aata magar wo log ais market mai logo ko fake account k screen shot de k account manage k liay le lety hai aor ais market mai account par kaam karna start kar dety hai aor ais market mai wo log ais market mai logo ka loss karwa dety hai aisy hi ais market mai kuch log ap ko signal deny k liay fee lety hai aor aun ko khud trading ni aati magar wo ais mai ap ko signal dety hai kisi aor site se copy kar k aor wo ap logo ko fake signal de dety hai aisy ap ain scammers se loss kar sakty hai ais liay ap ko ais mai khud learning karni chyae ta k ap k sath scam na ho.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:scammer sy bachna

      dear mery khayal me agar apny traders account number aur password key sath pin code ki ham khud security kar sakty hey to koi be scammer hamy nuksan nahi pocha sakta hay, agar app se kesi ghalti ki waja se password aur pin code ki hifazat ho saky to scammer zaror app key account se transaction kar sakty hey, real trading account me app ne bahot zeyada investment be ki hoti hay agar per be app password aur pin code ko forgot kar lety ho aur ye important information kesi scammer key hath lag jaye to es ka app ko bahot zeyda nuksan ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:scammer sy bachna

        Scammers are always fool.
        Pyare doston koi bhi business Ho ya Koi bhi platform Ho acche aur bure log hamesha sath sath rahte hain trading mein aur forum mein aise bahut se log Hain Jo scam hai aur fek tarike use karte hain zyada se ziada bonus lene ke. Lekin vah kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte uski vajah yah Hai ki yahan per automatic detect system hota Hai jiski vajah se vah kuch din to Kam karte rahte hain lekin uske bad unka account band ho jata hai. Zindagi Ka experience hai ki Jahan bhi aap kam Karen mehnat aur lagan se karenge to aapko confirm reward milega agar dhoka dahi ko apna aaenge to waqakti fayda to ho sakta hai lekin daimi fayda Nahin Mil sakta.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:scammer sy bachna

          Scammers in Forex:

          Account Manager:

          Dear forex business mein scammers different types ke hotey hein jin mein sab se barey jo scammers hein market mein woh Account Manager hein jo bilkul trading ko achi trha se nahin jantey hein aur khwa makhwa mein account Manager baney hotey hein woh khud to loss kar rahey hotey hein aur apko kehtey hein keh hum apka account manage karengey aur apko profit karke dengey aur aap se account leletey hein aur us par bari bari lots se trading kartey hein agar aap ko profit ho gaya to theek adha leletey hein aur agar loss ho gaya to apko block kar dete hein. in se always bach kar hi rehna chahiye.

          Signal providers:

          Bohot sarey traders market mein signal providers baney hotey hein jabkeh unhen kuch bhi nahin ata hey aur woh apsey kehtey hein keh hum apko signal provides karengey hamen itna pay karo aap unko pay kar dete hein aur bad mein woh aap ko ya to block kar dete hein ya phir unke jo signals hotey hein woh just tuka hotay hein aur aap un mein totally fail hi hotey hein.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:scammer sy bachna

            Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Traders ko apnay accounts, apni k investments aur hatta kay apni pocket tak ki hifazat kerni parti hai. Online business ki sub say burri aur khatarnak cheez he scamming hai. Scammers her waqt iss koshish mai hotay hain kay kisi tareekay say online business mai mehnat kernay waley traders ki mehnat say kamaai gai income pay daka daal sakain. Ponzi schemes scamming ka Barra source hain.

            Forex mai scamming ki bohat si types hain jinn mai maroof types jaha traders ya investors say scamm hota hai woh aisi fake broker companies hai jo mask ips kay saath kaam kerti hain aye fake movement show ker kay account wash dokha kay investment lay jaati hain. Phir investors ko fake trading expert approach kertay hain aur bohat ziada profit ka laalach day kay investment lay kay ghaib ho jatey hain. Traders ko. Khud trading kerni chaiye aur kisi dusray trader ko apni investment ya account details kabhi nahi daini chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:scammer sy bachna

              Kuch traders aesy bhi hain jo forex market main trading ky liay apsy investment kerwaty hain ky trade ham kerain gy tou profit hasil hua tou woh devide hoga tou aesy scanners sy hamain bilkul bhi avoid kerna chahiay ky jab ham forex market main trading ko achi terha samajh chuky hain tou hamain khud forex market main investment ker ky trade continue kerni chahiay ky agar ham apni investment kisi aur ko dety hain tou kia pata koi kesi trade ker raha hai ky account tak access tou koi bhi provide nehi kerta tou aesa kesy mumkin hai ky hamain forex market main investment ka pata bhi na chaly aur loss ho jaey tou hamain sirf itna kaha jaey ky apki investment per loss ho gia hai ky sari investment zaya ho gai tou hamain aesy forex stammers sy avoid kerna chahiay warna ham forex market main investment ker ky apni investment ko zaya hi kerain gy hasil kuch nehi hoga
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:scammer sy bachna

                hamy foprex main scammer sy bachna chahey hamy is main acha or mayari kam karna chahey forex aik trusted business hain ham is main amount be invest kar sakty han hamy market ky rules kar ky is ky up or down ko dekh kar is main trde lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kr sakty hain yai usa or china main aik famour or unique business ban cuka hain or pakkstan main be aik legal business hain forex bohat sy logo kam life time professional business ban cuka hain ham is main agr bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:scammer sy bachna

                  forex aik famous tareen business hain hum is mi live posting or trading kar sakty hain hum is mai raat mai be trading kar sakty hain hum is ma din mai be trading kar sakty hain hum i mai gar bager learning ky kam kry gy to hamara account baned ho jy ga hamy experience gain kar ky forex maai kam karna ho ga forex aik internaitonal or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik best business hain is mai dunay ky bary bary mumalik inlve hain forex aik world wide business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik beets karobar hain hum is mai apne marze sy time tabke bana kar kam kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:scammer sy bachna

                    Assalamualaikum ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein bahut Sare scammer maujud hai jo ki aap se account management ka Kahate Hain aur bahut sari Aisi baten Kahate Hain jinki Bina per aap apne payment ko kharab kar sakte hain Kyunki Kuchh log Aise bhi hai jo ki Apna Achcha profit show Karva kar aapko Kahate Hain Ki Aap Hamare link ke sath join ho ya Hamen account management karne ke dohe To Aise log bahut hi jyada Nafrat Karte Hain To ine Se Bachana chahie ine Logon se isliye Bachana chahie Kyunki yah fraud Karte Hain yah aapke account ko use karte hain aur usmein badi badi lot size open karti hai agar to Achcha profit Ho Jaaye to aapse profit share karte hain Nahin to aapke account ko khatm kar dete Hain Aapke Kaun ko wash kar dete Hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X